hey guys it is a story on duo with love ,family ,care ,and friendship so i hope you will like it its for you khushi mehta my dearest reader i hope you will like it zayada emotional nahi hai per thodi si hai ha per main zayada nahi rulao gi kiyon kai mujhe hasana acha lagta hai rolana nahi
IN DUO HOUSE
abhi is working in kitchen making food for his dearest friend kaam bhai kaam bacha because today is sunday so his cute brother is still sleeping time is 11 am
abhi;(to his self )are yaar kaab say so raha hai yeh ladka pata nahi kiya karay ga aghar main isse na uthao to pura din sota rahay chalo bhai ab kom karan ko uthana bhi hai and he move toward his best buddy room he is sleeping peacefully by hugging his pillow and he smiling like a kid he go closer to him and sit near him start moving his fingers in his best buddy hairs
abhi (lovingly );daya utho na deakho 11 bajh rahay hai chal uthna
daya;boss bus 5 minutes
abhi;tum utho warna main na tumhare upar pani phanko ga
daya;acha to pheakho
abhi;daya uth na
daya;acha na 5 minutes
abhi get up from bed and come with a bottle full of water and open it and pour all water on daya face and daya get up with this he jump on bed and start rubbing his face
daya;(irritate )kiya yaar bin badal barsat kardi
abhi;ab chalo tum naha to liya ab brush karo or nicahy a jao
daya;are ata hu meri red shirt to do
abhi;to bhi na aaj black prehno na
daya;nahi aaj humare chuti hai to baher jay gay na aur red mein main zayada handsome lagta hu
abhi;acha to baher janay kay liya hai yeh tayari kiss ko patana hai
daya;mujhe kiya zarrorate patanay ki ladkiya to mujhe deakh kar khodh hi pat jati hai
abhi;acha ji to un patti hui ladkiyon main say kisse ek say shaade bhi kar lay
daya;kiya yaar phir shaade tumhai meri shaade ki jaldihai yah apni ha bolo
abhi;to kabhi nahi sudhar sakta ja ker ready ho
daya;acha baba hota hu ab kiya bache ki jaan lo gay
abhi;;(laugh and stretch his hands )itna bada bacha jaja bacha nahi leta teri jaan per to meri jaan kiyon lay raha hai ja ker ready ho ja
daya;acha and abhi leave the room and daya get fresh come down and sit on table
abhi give him plate ;chalo khao ab
daya;(in child tone)tum khilao na
abhi;kiya yaar to kaab bada hoga
daya;main kiyon bada hu main to aise hi la hu ga
abhi;chalo bhai pehle sirf harktay thi bacho jiase ab bol bhi bacho ki tarha rahai ho tera bhicomputer freedy ki tarha hil giya kiya pane phanka tha khuch mara to nahi tha jo ap yeh hogay
daya(smile)woh kiya hai na kaal woh jo bacha tha jisse tum boht attach hogay tahy chala giya to maine socha tumhe uske kaame mahsose na ho isse liya aisse bola main
abhi;woh to hoti bhi nahi kabhi ap jo hai meray piyaare bache
daya;acha to main aghar itna hi piyara or cute hu kiya
abhi;ha woh to tum ho mera piyara sa bacha
daya;to apnay is cute say bache ko khana khilao na
abhi;acha baba and he feed him daya to feed him after some time abhi clean the plates and kitchen and come to hall sit on couch with daya
daya;acha abhi chalo na kahi chaltay hai
abhi;hmm ha kaha chalay
daya;pehle na hum shopping kartay hai phir lunch karay gay phir hum movie deakhay gay phir hum dinner karay gay phir beach per jay gay aur phir ice cream kahay gay aur phir
abhi;are bas bas meri express main change kar kay ata hu
and after some time they leave and go to mall for shopping abhi is helping daya to select shirts and pants and watch they do their shopping maximum things are for daya and minimum things are for abhi and after doing shopping of 3 hours they go to restaurant and have their lunch and go to watch movie daya ,s favorite film chal meray bhai and after watching movie they go to restaurant and have dinner and then go to beach they are sitting on a rock daya is in dip thoughts abhi notice it
abhi;kiya hua daya kiya soch rahai ho tum
daya;(pain full smile come on his face )abhi pata hai aaj say 10 saal pehle (daya aur abhi ko cid join kiya sirf 10 saal huay hai )meri life bilkul alag thi koi nahi tha jo meri care karay meray nakhary uthay didi mera boht khiyal rakhti thi per unki bhi life thi family thi husband bache thayper phir bhi boht khiyal rakhti thi phgir jiju kay transfer ki waja say unhai delhi jana padha main boht akela hogiya tha taab kiyon kai mujhe transfer nahi mila delhi main mumbai ana padha boht dukhi rahat tha aur yaha aker baith ta tha apnay past ko yaad karat tah didi kay ilawa mujhe kisse nay piyaar nahi diya ek anath ki zindage kiya hoti hai pata hai koi piyaar nahi karta apnay saare kame khodh karnay padh tay koi nakhary nahi uthata koi zid puri nahi karta apni her khoish ko daban padh ta hai logo kay puranay kapde pahnay padhtay hai log festival per new kapde pahnte hai per humnay hamesha logo nay utaray huay kapde pahnay padhtay unkay puranay khilono say khila purani books say padha logo ki batay galiay (sorry for the word )suni daant khai maar khai kabhi apna paan nahi mila didi aur main ek dusray kay liya kafi thay jaab woh delhi gai to main tot giya phir akela hogiya per phir tum milay kaab humare dosti hui kaab yeh dosti itni mazboot hui kaab hum bhai banay ek dusray ki need banay pata nahi chala ab hum ek dusaray kay bina nahi rah saktay na rahna chatay hai abhi tum bhi kabhi kabhi mujhse taang atay hogay kay main tumahi boht taang karat hu bach pana dekhata hu zid karat hu demanding hu per kiya karo kabhi koi mila nahi jisse bachpana dekhao waqt say pehle hi bada hona padha tum bhi mujhse taang atay hogay
abhi;(TEARY TONE )kabhi nahi tumnay yeh socha bhi kiase ha tu kiya samajh ta hai kay main hi teray liay important hoto nahi janat to meray liya kiay hai meray jinay k waja hai mera bacha haimera bhai hai apnay memory lose kay badh main toot giya tah maa ko bhi kho diya to nahi hota na to shaahed main bhi nahi hota tunay mujhe ek nayi zindage di hai jinay ki waja di hai tujhe pata hai jaab to mission per jata hai yah main jata hu to amin tujhe boh miss karat hu pata hai tu bhi mujhe miss karta ahi pata hai main kiya miss karat hu (daya nodded in no )teri har bath ko miss karta hu teri shararate ko miss karat hu kteray nakhro ko miss karat hu teray bachpanay ko miss karat hu teri masomiat ko miss karta hu aur to samjh t hai main teri in batao say tangh ata hu bilkul nahi jaab to yeh nahi karay ga na tab shaheed main tujhse tang ao samjha to meri zindage ahi teray bina main na ji sakta hu na mar sakta hu meri kahri khoiash kiya hogi pata hai kay main teri baho main maro tujhe apnay galay say laga kar maro tujhe piyaar kar kay maro daya hug him tightly
daya(with tears )abhi dobara aisa bola na to main tumse baat nahi karo ga kabhi aise maat kahena
abh;remove him from hug ;acha baba nahi kaho ga
daya;acha aghar dobara kaha to main saab ko tumhare or tarika ki woh wale photos dekha do
abhi(shocked)tunay abhi tak delete nahi ki
daya;nahi and he run toward beach water abhi follow him daya through water on his face both buddies are playing water like kids no one can say they are strict cid cops who become very serious in their work they are not a tall looking like cops they enjoy their self a lot and then go to their house
IN DUO HOUSE
in daya room abhi is sitting on bed by placing his head on head rest and daya,s head is on abhi lap he is moving his finger in his hairs and both of them are talking about their past their best moments their cute fights their masti nad all other things
A/N so kiasa tha i hope you guys like it and dear khushi do you like it ap kay liya leakha hai boht socha hai boht khuch honay wala hai so keep thinking agay kiya hoga thanks for reading and i am waiting for reviews
bye take care
