Hello guys main phir agai ...

Aik Aur dareya story ky sath...

Hope you all like it...

Character...

Daya. A young college going boy

Sherya a childish carefree college going girl...

Danny story mai pata chalega...

Abhijeet daya best frnd ...only for supporting actor...

Tarika sherya best frnd ...only for supporting actor...

Prologue...

Related to name...

.

Taj mehal muhabbat ki azeem misal... Shahjahan ka piyar ka tohfa apni mumtaz mehal k lia...

Guys apny ice dekhi hai jb usy positive heat milti hai tu wo melt hoti hai...

Aur jb negative heat milty hai usy tu it start freezing...

Bilkul yehi condition hai hamary relations ki bhi...

Aur is khani ki back bone...

Summary...

Aik khani jis ka safar shuru hua nafrat sy... Phir muhabbat ky dariya sy guzar kar... Budgumani ki lehron mai doob kar ubhra muhabbat ka ye sooraj... Aur finally do muhabat karny walon ko fana kar gaya...

Masoom Mohabbat Ka Bus Itna Fasana Hai

Kaghaz Ki Haveli Hai Barish Ka Zamana Hai

Kya Shart-E-Mohabbat Hai Kya Shart-E-Zamana Hai

Awaaz Bhi Zakhmi Hai Aur Geet Bhi Gaana Hai

Us Per Utarnay Ki Umeed Bohat Kum Hai

Kashti Bhi Puraani Hai Aur Toofan Ko Bhi Aana Hai

Samjhay Ya Na Samjhay Wo Andaaz Mohabbat Ka

Aik Shakhs Ko Aankho Se Aik Shair Sunana Hai

Yeh Ishq Nahi Aasan Bus Itna Samajh Lijiye

Aik Aag Ka Darya Hai Aur Doob Kar Jana Ha

Guys as always bht sary emotions hongy is story mai...

Magar mjhy is story ko continue Karny k lia apki support chaiya...

As updates are late...

So plz cooperate with me...

And tell me ky I will continue it or not...

Plz r n r...

Chalo ab mai chali...

Bye

Take care

Duo lovers...