i am back with new story on Dareya kavi sajal nd nikiya .. only 6 chapter

note : jisa ye story pasand naa aaye wo ye story skip kar sakte hai .. aur basher na kare rq hai ....

is story mai saare couple married hai

idea aaye toh likh diye


bureau

bureau mai kavin nikhil daya aur sachin hi hote hai .. ( shreya purvi kajal aur divye ka off hota hai kyu ki divya ka ghar hote hai hang out kar rahe hote hai .. )

kavin : kya baat nikhil tum kuch pareshan lag hai

sachin : phir se divya ka saat jagda hova kya ..

( in log ko pata nahi hai ki koi inki baat sunna rahe hai .. .. aur purvi ko phone karta hai taki sab log inlog ki baat sunn sake )

nikhil : sir ab mai kya bolo .. divya har baat par gussa karti hai .. kal hum dinner par jaana wala thi .. lekin mai apne dost sa milne chal gaaye .. is baat ko lekar divya na mujhe sa jagda kiya ...

daya : nikhil mera saat bhi humsha ye hi hota hai .. .. shreya bhi mujhe pe bohut gussa hoti hai aur baat nahi karti hai... aur kuch bol toh rone lagthi hai .. aur bolthi hai aap mujhe sa pyaar hi nahi karte hai .. aap change ho gaaye hai ..

kavin : sir iss acha tha hum shaadi nahi karte toh acha tha ..

sachin : ye tumne sahi kaha kavin ..

sachin : shaadi se phel ki life achi thi kavin

daya : ye baat to hai sachin .. .

kavin : sir aap ko pata hai .. purvi na shaadi ke baad ek dum change ho gi hai .. ager mai leta aaye toh baare baare phone kargi .. ghar kyu nahi aaye .. itna leta kisa ho gaaye .. aur kisa ka saat hu .. phela wo kabhi mujhe sa nahi pochti thi ... ..

nikhil : kavin aise hi hota hai jagda karna ladkiya ke khone mai hota hai .. ..

daya : shaadi se phela hum jo chaahe vo kar sakte tha .. .. lekin aab

kavin : ab karne sa phela apni patni ko bolna padta hai ..

sachin : phela bureau ka kaam karo .. pher ghar jaa kar ghar ka khaana banavo .. ..

kavin : sir aap ghar jaa kar khana banate hai

sachin : haa kavin kyu ki kajal ko khana banana nahi aata hai .. aur usne ek baar khana banaya toh poora kitchen karab kiya tha tab sa mein kajal ko khana banna se mann kiya hai

daya : ek baar shreya ne bhi khana banaya tha ...

kavin : kisa tha sir

daya : chill powder aur slat bohut tha .. shreya na pocha kisa banna hai toh mein bola bohut acha hai aur mai pora kha gaye .. .. aur shreya ko khane bhi nahi diye mein

kavin aur nikhil ek dusre ko dekh rahe hote hai.

kavin : sir mujhe na shaadi nahi karne thi .. mai bhaag bhi gaaye tha shaadi ke din .. lekin papa mujhe wapise lekar aaye

teeno shocked hote hai

nikhil : kavin acha hai purvi aaj bureau mai nahi hai warna toh aaj to kaam sa jaata hai .. ..

aur ye chaaro apni patni ki bura yi kar rahe hote hai ... aur kahin baate samne aati hai jo inlog ne apne patni se chupayi hai .. .. .. .. kuch der baad kaam karne lagte hai .. ..


at night

nikiya house

divya bed par baith kar book pad rahi hoti hai .. ... nikhil fresh hone gaye hota hai.. .. 10 min baad nikhil fresh hokar aata hai .. ...

nikhil : divya

divya sunna nahi rahi hoti hai ..

nikhil : divya mai tumse baat kar rahe ho..

divya ( angrily ) : kya hai

nikhil : divya tum humsha gussa mai kyu hoti hu ..

divya : kyu ki mujhe gussa hona acha lagta hai ab khush

nikhil : tumse baat karna hi baakar hai

divya : toh kyu baag karte hu...

nikhil neeche chal jaata hai

nikhil ( pov ): ye divya aaj kuch alag lag rahi hai .. . vo kabhi itne gussa mai nahi hoti hai ..bana baat ka gussa nahi karthi .. aur wo hall jaa kar baith jaata hai


Dareya house

shreya room mai hoti hai aur apne friend ka saat chat kar rahi hoti hai .. aur wo phone mai busy hoti hai .. daya us awaaz deta hai

daya : shreya

shreya : haa daya

daya : tumne dinner kiya

shreya : haa mein kar liye hai daya aap bhi kar lijiye .. aur wo pher sa phone mai chating kar na lagti hai ..

daya ( pov ): aaj pheli baar aise hova hai ki shreya ne dinner kar liye . .. wo humsha mera wait kar thi . par aaj kya hova shreya ko.. aur wo neeche chal jaata hai dinner karna ka liye


sajal house

sachin key sa door khol ta hai aur room mai jaata hai .. .. kajal so rahi hoti hai ... sachin bana koi awaaz ki almari ke pass jaata hai .. aur kapda nikaal ta hai .. ... aur change karta hai .. aur bed ka dusre side jaa kar so jaata hai ..

sachin ( pov ) : aaj kajal itni jaldi kisa so gayi roz toh mera wait karti hai .. jab tak mai ghar nahi aa jaata ho vo mera wait karti hai par aaj .. aur vo sochte sochte so jaata hai


kavi house

kavin ghar aata hai aur apne room mai jaata hai aur dekhta hai purvi room mai nahi hoti hai..

kavin ( pov ) : pùrvi abhi tak ghar nahi aaye hai kya.. aur room sa bahar aata hai .. aur dekhta hai .. dusre room ki light in hoti hai .. kavin us room mai jaata hai.. aur dekhta hai purvi laptop par kaam kar rahi hoti hai...

kavin : tum is room mai kya kar rahi ho

purvi : kavin vo kya hai mujhe acp sir ne ekek file complete karne di hai wahi kar rahi ho

kavin : par is room kyu kar rahi hu

purvi : file complete hona mai bohut time lag sakta hai is liye mai is room aayi tum us room mai so jaav mai mujhe bohut kaam hai ...

kavin : thik hai .. purvi apna kaam karne lagti hai ..

kavin ( pov ): ye purvi kuch alag nahi lag rahi hai .. phel purvi ne aisa kabhi nahi kiya hai.. wo humhare room ko chod kar us room mai kabhi gayi hai nahi hai.. aur apne room mai chal jaata hai


i hope all you like this story

Koi bhi misteks hotoh sorry guys

Keep Loving kavi dareya nikiya sajal :-):-)

your Dareya forever :- ):-)