Tarika ki tabeyat kharab ho jaati hai aur kisi ko nahi pata kya hua hai uske saath. Kya Abhijhaat pata laga payega kya hua hai uske saath? Read and find out.
Tarika office me kaam karte hue behosh ho jaati hai. Uski kidney uski aankhon me aa jaati hain aur woh rone lagti hai. ACP ye sab dekhkar hansne lagta hai aur khud bhi behosh ho jaata hai. Thodi der baad Tarika leave lekar ghar chali jaati hai.
Abhijhaat toilet saaf kar room me aata hai toh dekhta hai tarika wahan nahi hai. Woh ekdam shocked ho jaata hai aur nachne lagta hai. Baad me ACP se jab poochta hai tab pata chalta hai ki Tarika tabeyat set na hone ki wajah se chutti par gayi hai. Kya beemari thi ye nahi bataya tha usne kisi ko.
Abhijhaat iske piche ka reason pata karna chahta hai isliye woh bhi breast cancer ka bahana banakar chutti le leta hai aur Tarika ko stalk karne lagta hai.
Ek din woh Tarika ko hakeem ke yahan se nikalte dekhta hai. Usko shak ho jaata hai ki Tarika ka chakkar hakeem se bhi chal raha hai toh woh pahuch jaata hai hakeem ke pass. Hakeem usey dekhkar bahut rota hai aur usko smooch kar deta hai. Abhijhaat smooch milte hi pant me peshaab kar deta hai aur zameen par gir kar hasne lagta hai.
Baad me hakeem se puchne par pata chalta hai ki Tarika ko Piles hoti hai. Abhijhaat hakeem ko ek salah deta hai.
"Hakeem darling, tum Tarika ko piles ke operation ke liye bulao!"
Hakeem ye sunkar hawa me udne lagta hai aur crash land hokar marr jata hai. Tab Abhijhaat hakeem ban jaata hai aur Tarika ko opertaion ke liye bula leta hai. Tarika operation ke liye nahi aati hai kyunki uska operation pehle hi peon ne kar diya hota hai. Peon uski ek kidney bhi nikalkar flush kar deta hai.
Abhijhaat bahut dukhi hota hai aur usko sahi me breast cancer ho jaata hai aur woh marr jaata hai. Peon aur Tarika ek saath bahut khush rehte hain uske baad se.
-THE END-
