Hii everyone i am back with new story on my favourite couple Dareya nd kavi ..
mind mai idea aaya toh likh diya
iss story mai Dareya aur kavi married hai
daya house
room pora dark hota hai .. aur daya chair par bheta hota hai .. .. aur uska haath mai .. .. photos hoti hai.. aur wo us photos ko dekh rahe hota hai .. .. .. tabhi ek preson room mai aata hai .. ..
preson : bhai aap andhera mai kyu baith hai .. .. aur wo light on karta hai ...
Daya : kavin mai bas
kavin : bhai jab bhabhi se itna pyaar karte hai toh ghar kyu nahi lekar aate .
daya : vo khud gayi hai kavin
kavin : par bhai ..
daya chair sa par uttha hai .. ..
daya : kavin mujhe iss baara mai koi baat nahi karni hai .. ... aur vo room sa chal jaata hai .. .
kavin ( pov ) : bhai mai jaanta ho aap abhi bhabhi sa pyaar karte hai .. .. aur aap bhabhi ko ghar lana chaite hai ... .. aur wo apne room mai jaata hai .. ..
kavin room
kavin enter the room aur fresh hona jaata hai .. .. purvi room mai enter hoti hai ... .. kavin fresh ho kar aata hai .. ..
purvi : kavin mai tumhare liye khana lekar aati ho
kavin : mai bahar sa kha kar aaye ho.. .
purvi : thik hai .. aur wo jaana lagti hai .. ...
kavin : purvi
purvi : haa kavin
kavin : mujhe office kaam karna hai pls mujhe preshan mat karna ..
purvi : hmm .. aur room sa jaana lagti hai ... aur wo hall mai jaa kar mai jaathi hai aur sofe par baithi kar sochna lagthi hai ..
purvi ( pov ) : jaanthi ho kavin tum sirf apni mom ka liye mujhe shaadi ku hai .. .. aur tum is shaadi sa khush nahi ho .. bas apni mom ka liye is rishty ko nibha reh ho .. .. aur vo so jaathi .. ...
1 hours leter
kavin ka kaam khatam hota hai .. aur neeche aata hai... .. aur sofe ka pass jaata hai .. aur purvi ko birdal style mai uttha hai .. .. aur room mai lekar jaata hai ... ...aur bed par dalta hai .. ... aur blanket odhta hai..
kavin : sorry purvi kaam wajhe sa tum time hi nahi de pata ho ... .. jaanta ho humari arrange mariage hai ... hum thoda time chaiye ek dusre ko samjhe ne mai .. .. .. aur purvi ke forehead par kiss karta hai .. aur light off kar dusre side so jaata hai .. ...
daya tarrace par hota hai ...
daya ( pov ): shreya mai jaanta ho mom tumha pasand nahi karthi is liye tumne unki khush ka liye mujhe rishta tod diya ... meri baara mai ek baar bhi nahi socha tumne .. aur vo shreya ko yaad karne lagta hai
koi bhi misteks hotoh sorry guys
continue kar ya nahi ?
Keep loving Dareya Kavi :-):-)
your Dareya forever :-):-)
