thanx for your reviews guys
here i update it again
After the shopping
kevi goes for cofee
suddenly they notice no one was thee ( from cid)
kavin: arey yeh sab log kahan chalay gaye achanak
purvi: sir mujhay lagta hai woh sab apni apni shopping kar rahay hon gay after itna bara naal hai a jarain gay
kavin: haan ho sakta hai but( suddenly cut by a phone call)
kavin: ji abhijeet sir
Abhijeet: kavin woh actually hum sab logon ko shreya kay ghar jana par gaya sorry bataya nahi (actually our abhirika wants kevi to spend sometime alone )
kavin: its okk sir no problem hum bhi bas nigalnay walay hain
ABHIJEET :arey yaar purvi tumharay saath hai ussay bore mat karna
ka in : ok sir
purvi; kiya hua sir
kavin: woh abhijeet sir shreya kay ghar gaye hain
unhon any kaha tum log shopping kar lo phir chalay ana
purvi : oh acha koi baat nahi sir ap cofee piney na
now the two love birds are having coffee purvi is busy in her cofee but kavin was busy in mesmerizing her beauty
purvi : sir...
no reply
purvi. : ssiiiirrrrrrrr...
kavin: ah haan. Kiya huaaaaaa...
Purvi ; kiya hua sir kiya soch rahay hain
kavin:haan main kuch nahi purvi woh bas aisay ji aik case kay baray main soch raha tha
purvi : acha chali ye ab ghar chaltay hain
kavin: arey haan chalo
purvi ; 8in the car
kavin on driving seat
kavin. : waisay purvi aj kaafi maza aya na
purvi haan sir bohut maza aya
the weather is tooo much good
PURVI: sir ap ko baarish achi lagti hai
kavin : barish...nahi...bilkul nahi
purvi: ap bhi na bilkul black and white hain
kavin: hah ab chalo
purvi : but gari ahista chala na ar windows khol dijye
kavin : ab ...woh kis liye ,,,,,
ppurvi : ohhhh godddd ab yeh mat kahiye ga ki app ko hawa bhi achi nahi lagti come on sirf...
kavin; ok ok lo khol din
now purvi was enjoying the storm but suudenly a pieces of rock get stuck in his eyes
purvi : ouch...
kavin: kiya hua purvi ( he stops the car )
purvi ; kuch nahi sir ankh main ka har chala gaya hai shayad
kavin: ruko mujhay dikhao zara
purvi:: ye liye sir
now kavinis looking in her eyes
kavin': purvi ab theke hai
purvi ; haan sir am feeling better
ok
kavin : ab no bahana main window band kar raha hun
purvi : par sir ...
kavin... Purviiiiii no bahana thats it ..
ppurvi':anga gari ro kiye phir
kavin : abb woh kiun
purvi : sir please( she made a puppy face )
kavin( melted):acha chalo theke hai
Purvi gets out of the car and then goes to kavin and opens his car door
kavin: pp..ur i yeh kiya kar rahi hoo
purvi takes his hand from his wrist
purvi : bahir aye na sir
kavin: acha acha
now its starts rain
purvi starts dancing on the highway
kavin is continuesly seeing her dancing
bg music
Barso re re megha megha barso
now purvi came to kavin and starts dancing
kavin': purvi khus bhi be maar par jao gi aur mujhay bhi be maar kar do gi
purvi:
kavin sirrrr
ap bhi na a p ko maza nahi. A raha hai kiya
kavin : looking deep in her eyes : ar hahha hai
now in her seances
a toh raha hai maga dar lag raha hai ki be agar na par jayen
onew after some time they goes in car to drive off now kavin starts the car but car is not starting
purvi : kiya hua
kavin lagta hai car kharaab ho gayi
purvi : oh noo
ab itni raat ko koi machla if bhi nahi milega
kavin: tum pareshan mat ho main abhijeet sir ko phone karta hun
purvi : haan
kavin : puts his hands in pocket and see
kavin : oh shiiiit
kiya hua sir
kavin: mera mobile toh bheeg gaya sara
purvi: koi baat nahi sir meray mobile say...but she remeber something
kavin: kiya hua
purvi: mera mobile toh ghar par hai
kavin : oh ho ab kiya ho ga
Purvi: sir itni raat ho gayi hai
koi machanic bhi nahi milnay wala aur hum city kay a khari corner main hain koi lift bhi nahi milegi aur mujhay sardi bhi lag rahi hai
kavin tensed : purvi tum kahin be maar na. Par jao
kavin: lo mera coat PEHEN lo main dekhta hun koi hai kiya yahaan kavin goes out of his car
purvi pov : kitnay achay hain Kevin sir mera kitna khayaal rakh tay hain aur bohut hi sweet hain mujhay nike saath rehnay main acha lagta hai aur main toh ab hamesha chahti hun ki main in kay paas hi rahoon
and she holds kavin's coat as relief and suddenly falls asleep
now its end guys
i will post next soon
agay dekhiye kiya hoga ab
ur i aur kavin kaiya karenga kavin kahan gay hai
