Hey guys...

I am back with new chapter...

we go here...

acp - kuch nahi..

daya - koi baat to hai dad ..jo aap mujhse chupa rahe ho...

saroj - nahi daya...aisi koi baat nahi hai...

daya - mene sab kuch son liya hai...

acp - kyaaa...

saroj - kyaaa...

daya - papa aapne itni bari baat mujhse chupai...kyu papa...

acp - daya ham tumhe sab kuch batane wale the...ki abhijeet...(daya cut the chat )...

daya - abhijeet ...uska to naam hi mat lo usne itni bari baat mujhse chupai...ki aapne mere liye ladki pasand kar li hai..agar pankaj or freedy nahi batate to mujhe kuch pata hi nahi chal tha...

acp - kya...

daya - aap to kuch batate hi nahi...bas chup chup rahte ho..

saroj -daya voh...(acp cut the chat )...

acp - kyu tumhe shaadi nahi karni..

daya - ha.. par abhijeet ke sath..mene or abhijeet ne ek dusre se vada kiya tha ki ham dono ek sath ,ek hi din or ek hi mandap par shaadi karege...

acp ( thinking ) - daya abhijeet ne tumse kiya vada tod diya hai..mai to tumhare bare mai daya ko batane se bhi darta hu...na jane kya hoga...

daya - kya hua papa...

saroj - bahut raat ho gayi hai ..jao jakar so jao...

daya - kya karu..abhijeet ke bina need hi nahi aati ...pata nahi kab aayega abhijeet...

saroj - daya tumhe abhijeet ke bina jina shikhna hoga...

daya - kyu mom...abhijeet mere dil ki dadkan hai..or mai apni dil ki dadkan ke bina ji nahi sakta...

acp - kyu itna pyar karte ho abhijeet ko...agar kabhi abhijeet ko kuch ho gaya to kya karoge...

daya - nahi mere hote hue abhijeet kuch nahi hoga...

acp - ha beta...jao jakar so jao...

daya - ok...good night mom and dad..

both - good night beta...

daya - love you mom and dad..(he went )...

acp - kyu ...mere abhijeet ko ham se chhin liya...kyu...

saroj - hame daya ko sab kuch batana hoga...

acp - ha...tum theek kah rahi ho...

In burao...

acp - sachin ek case aaya hai tum ,freedy ,pankaj or daya ko sath lekar jao..

all nodded...

u.p loni...

daya - isko poision se mara hai...

sachin - ha sir..

daya - sachin tum sabhi logo se puch- tach karo..

sachin - ok sir..( he went )...

daya - nikhil body ko leb mai bhejne ka intzam karo...

nikhil - ok sir ( he went )..

Leb...

salukhe - bos isko three hours pahle poision diya hai..

acp - acha..

daya - kis cheez mai poision diya hai...

salukhe - pizza mai..

daya - salukhe sir ye tarika ko kya hua hai...

salukhe - kuch nahi...

daya - jab se dekh raha hu ..bas chup chap hai...

salukhe - aisi koi baat nahi hai...

daya - acp sir iss pizza wale ko pakdna hoga...

acp - ha..daya...

pizza point...

sachin - kyo mara rahul ko...

manger - sir hamne nahi mara rahul ko...

daya - to kisne mara rahul ko...rahul ke pizza mai poision milakar mar diya...

sachin- kisne rahul ko pizza diya tha...

manger - kabir ne..

pankaj - kon hai ye kabir or kaha hai..

manger - ye raha kabir...

daya - kyu mara rahul ko..

kabir - badle ke liye...

daya- kesa badla..

kabir - ussne mere bhai ko mara tha...

daya - badle ki aag mai tumne rahul ko mar diya ...ab to tumhe fashi hogi...le jao...

In burao...

daya ko hame batana hi hoga ki abhijeet ab hanare beech nahi raha said by acp...

just then all hear a male voice " whattttttt...

all turn...

acp - dayaaaaaaaaaaa..

daya - abhijeet ...

acp - daya ham tumhe abhijeet ke bare mai batane wale hi the...

daya become silent...

sachin - daya sir...

daya become silent...

pankaj - daya sir ..kuch to bole...

daya (loudly ) - abhijeet...(he crying )...

acp - dayaaa...

daya (angry ) - mar gaya daya...aap sab ne mujhe mere abhijeet ki itni bari baat nahi batai...

acp - voh daya tum theek nahi the...

daya - nahi...nahi...mere abhijeet ko kuch nahi ho sakta hai..( he crying )...

acp - abhijeet ham sab ko chhod kar chala gaya...( he crying )...

daya - papa kah digiye ye jhut hai..plz papa kah do ye jhut hai...

acp - nahi mere bete ye sach hai...( he crying )...

sachin - daya sir...aap theek to ho na

daya - nahi papa...abhi mai jinda hu na to abhijeet ko kuch nahi ho sakta...ham do jisam ek jaan hai na..papa meri saans abhi chal rahi hai na to abhijeet ki kaise ruk sakti hai.. you know na papa ki meri body mai aager dil hai to uss dil ki dhadkan abhijeet hai to phir aapne kaise maan liya ki abhijeet has died..abhijeet kaha ho tum plz come back.. plz come back plz...

daya thinking all good memory with abhijeet...and walking slowly...

marke bhi na vaada apna todege...
ek duje ka sath kabhi na chhodege...

aapna to sadiyon janamo ka naata hai...
jaan ko jaan se kon juda kar pata hai...
tere binaa iss dariyan ka nahi koi kinara ho...

sachin- daya sir sabhaliye apne aap ko...

daya fall down on the floor and unconscious...

end the chapter...

I am come soon with new chapter...I hope you like this chapter...

thanku abhii , sweety , kavya , lalit soni, priya, and all sailent readers...

Bye...

take care...

sheetal...