koi bhi misteks hotoh sorry guys late update karne ka liye bhi sorry guys
at night
shreya room
shreya apne room mai hoti hai aur bed leti hoti hai use nind nahi aa rahi hoti aur wo bas daya ka baare mai soch rahi hoti hai ...
shreya ( thinking ) : daya is kya hoga hai jo tum mujhe aur kavin se baat bhi nahi kar rahe ho ...
aur bed par uthti hai
shreya : kya karro nind bhi nahi aa rahi hai ...ek baar daya se baat kar ka aati ho...aur car key leti hai aur daya ka ghar jaati hai ...shreya door bell bhejti ...koi ladki door kholti hai ...shreya ladki dekh shocked hoti hai ...
tabhi daya ki awaz aati hai
daya : koun hain divya ...aur wo door ke pass aata hai ...aur shreya ko dekh kar angry ho jaata hain
daya ( angrily) : tum yeh kya kar rahi ho
shreya : mai tum baat karne aa hu
daya : mujhe tum se koi baat nahi karni hai jaav yeh se
divya : daya yeh koun hai
daya : yeh bureau mai kaam karti hai
divya : oh
shreya yeh sunn kar shocked hoti hai...aur waah se chali jaati hai ...aur useke eyes aaso bhi aa rahe hoti hai ...shreya ghar jaati hai
daya house
divya sofe baithi hoti hai aur daya window ka pass hota hai ...divya daya ka pass jaati hai ...
divya : daya
daya : haa
divya : wo shreya thi na tumhari patni
daya : haa
divya : tum use gussa mai baat kyu kar rahe the
daya : divya mujhe shreya ke baare mai koi baat nahi karni hai ...aur room mai chal jaata hai .. divya ghar chali jaati hai ...
daya room
daya bed par baitha hai ...aur wo flash back yaad karta hai
flashback
daya aur shreya ek dusre ko collage se like karte hai par kabhi dono ek dusre ko bol nahi ... daya ko darr tha ki ager dil ki baat bol di toh shreya dost thod degi gi ... aur shreya ko bhi aise lagta ... is liye dono kabhi ek dusre ko dil ki baat bol hi nahi ...kavin ko sab pata tha ...wo daya ko samja tha aur shreya ko dil baat bolne ka kheta hai ...kavin ke samja ne par daya shreya dil ki baat razi hota hai ... daya shreya ko dinner ka liye pochata hai ...aur shreya haa bolti hai ...
daya house
daya mirror ka samne ready ho rahe hota hai aur kavin couch par baitha hota hain ...
daya : kavin yeh shirt mujhe par achi toh lag rahi hain ne
kavin : yeh tum 10 baar poch chuke hu achi lag rahi hai ...
daya : shreya ka pasand aagi na
kavin : daya ager tum is shirt mai rahe late ho jaaye ga ...shreya wait kar rahe hogi tumhara
daya ek baar mirror mai dekhta hai
daya : acah ab mai chaĺte hu
kavin : shreya koi apni dil baat bol kar hi aana
daya : haa
daya kavin hug karta hai ...
kavin : all the best daya
daya : thanks
aur wo shreya ka ghar jaata hain ...daya door bell bhejta hai ...shreya door kholti hai ...
daya : chala shreya
shreya : haa
kuch der baad dono beach pochete hain daya ne beach side pi candle light dinner plan kiya hota hai ...yeh dekh kar shreya khush ho jaati hai...
shreya : daya yeh sab
daya : acha laga tumhe
shreya : haa
dono dinner karte hai...aur dono beach par baithe hoti hai ...
daya : shreya
shreya : haa daya
daya : mujhe tumse kuch baat karni
shreya : bolo
daya : wo mai khena chaita hu ki ...aur daya bol nahi pata hai
shreya : bol bhi daya kya khena chaite ho
daya : wo mai
shreya wait kar rahi hoti hai ...par daya se bol hi nahi jaata hai ...
daya : shreya i love you
shreya smile aur wo daya ko hug karti hai ...
shreya : i love too daya
daya shocked
shreya hug se aalg hoti hai
shreya : kya hova tum shock mai kyu ho
daya : tum bhi mujhe pyaar karti thi
shreya : use din ka mai kab se wait kar rahi thi ...aur wo hug karti hai aur shreya ka eyes aaso aa rahe hote
daya hug se aalg hote hai ...aur wo shreya ka face ko dekh rahe hota hai
daya : shreya tumhare aankho mai aaso
shreya : yeh khush ka aaso hai daya
daya shreya ka aaso pochata hai
daya : tumhari face par aaso acha nahi lagte hai ...sirf smile aachi lagti hai ... chalo ek achi smile dono ...phir bhi shreya ka aankho se aaso hi aa rahe hote hai ...
daya : ruk mai bhi aaye...after some time daya shreya ka liye ice cream lekar aata hai ...shreya smile karti hai .. ...daya aur shreya ice cream khaa rahe hote hai ... aur dono chup hote hai ...tabhi daya bolta hai
daya : waise aise dress mai tum bohut khobosurat lag rahe ho ...
shreya smile
shreya : waise tum bhi is shirt mai acha lag rahe ho ...
daya smile
kuch der baad daya shreya ko ghar drop karta hai ...aur ghar jaata hai ...daya aaj bohut khush hota hain ... kavin abhi daya ka room hota hai ...daya kavin hug karta hai
daya : kavin aaj mai bohut khush ho kavin
kavin : iska matlbe shreya ne haa bol
daya : haa
kavin : mai tum dono ka liye bohut khush daya
flashback end
daya ( pov ) : kyu ki mere saath aise shreya tumne mai tumse kitna pyaar karte tha ..par tumne mujhe dhokha diya ...kuch der baad daya so jàta hai
ek week leter
shreya house
shreya hall mai tv dekh rahi hoti hai...tabhi door bell bhejti hai ...shreya door opne karti hai aur dekhti hai kavin hota hai ...
kavin : hii shreya
shreya : hii
kavin sofe baitha hain shreya dono ka liye coffee banthi hai ...aur dono coffee pi rahe hote hai...
kavin : shreya shoping par chalgi
shreya : abhi
kavin : haa
shreya : waise shoping kis ke liye karni hai
kavin : wo kya meri ek dost ka bday hai use ka liyeshreya : thik hai
coffee pine ka baad dono ..mall mai jaate hai ...aur dono shoping karte hai ...shoping karne ka baad dono
kavin : chalo lunch karte hai
shreya : mujhe bhook nahi tum karlo
kavin : mujhe kuch nahi sunna hai ...chalo tum bhi lunch karlo ... shreya aur kavin lunch karte hai ... ... ... lunch karne ka baad dono ghar jaate haii
i hope aap log ko chapter pasand aaye
review ka liye thank you so much guys
Keep loving dareya :-):-)
Your dareya forever
