Gys mna dekha v phyla chapter ma bhout reviews ay or bhout logo na dea v nahi ma unsabko bolna chata plz story prka review zarur dejiya acha lga to v agr bura lga to v btiyaga ki kis jagha sahi nhi laga.
To mna jsa kha tha isma bhoi sab dunga or action to ma dunga lakin isbar zada reviews expect kr sakta ho.
CHAPTER 4
Ak larki bhag rahai ha or kuch gunda picha chaku lakar.
GIRL - Bachao koiiieee pleseee... (shouting)
THE PERSON - Yea larki ruk jaa...
Bho larki bhagti hui achank ak larka ka sa takray.
GIRL - Plese aap in gundo sa bachiya mujha yea gunda mujha mar denga.
THE BOY - Fikar mat kijiya aap.
THE PERSON - Yea hero larki chor or nikal.
THE BOY - Hum to hero ban gay lakin larki ko tu hat lega nahi saktaa tumlog..
THE PERSON - Aba chal haat jaa hum logo sa nahi lar payga
Itna ma 7 larka or sat ma 2 girl akar khadi ho gya.
Or marna laga gundo ko or isi maramari ma ak larka ka ko chaku marka or dono larkio ko uthaka la gya lakin ak gunday hatapay ma pakra gya.
THE BOY - oo my god...! Huma CID Ko bulana chiya gys.
In Hospital
3gunday chaku lakar Purvi ka ward ma andar gaya or chaku dhana dhanan marna laga or jab chadar hataya to... (shocked) 1st PERSON - Larki kha gay...?
PURVI - Yaha ho ma.. Mujha dhund rahay ho na...? Aao maro mujha
2ND PERSON - us bakat nahi mar paya abhi marta ho...
Marna gaya or sedha ak lat or dewar sa jakar takray.
1st PERSON - Tu kya dek raha ha jaa khatam karda usa...
Purvi ussa bachkar ward sa bhar aa gay or picha picha bho v bhar aa gaya. Bapas attack kia Purvi pa lakin Purvi haat pakarka ghumakar zamin pa patak kar narse ka haat sa tray lakar seer pa..
PURVI - ab sirf tuu bacha haa...
1st PERSON - Tum log kisi kam kaa nahi is larki sa marr khakr para ho... Lakin Purvi tum abhi tak bacha nahi...
PURVI - Ooo to bulao jaldi.
Achank picha sa kisina Purvi ko picha sa mara. Or ak samna sa aakar coolar pakar ka gal pa ak ghusa.
Or gir gay.
1st PERSON - bhout uchal rahai the tab vhe abhi vhe or tab to CID na tujha bacha liya lakin Isbar nahi. yea pantar lag maro ra isa...
Marna jaisa e gaya Purvi na uska ghutna ma lat or bho Purvi ka side pa na usa gala sa pakarka zamin pa seer ko patak dea.
PURVI - Q Jaggu tera admi to gay ab yea baki ha isa vhe khatam kar deta ho.
Usa v karka ak ghusa gal pa or bho urr ka dewar pa. Phir Jaggu ko 6ghusa or phir usna Purvi ko dhakka dekar bhag gaya lakin jata jata apna chahyra dekha gaya CCTV pa.
Isbakt Kevin bhaha apni maa ko hospital ma dekna aya tha bho Purvi ko fight krta dek kr dang he rahay gaya. Or usi bakat CID bhaa aa gaya.
ACP Sir - Abhijeet pakro insab ko
ABHIJEET - sir...
DAYA - Tuma kuch hua to nahi na Purvi?
PURVI - haa sirr...ma thik ho.
KAVIN - Sir ak bhag gaya bho shyed insabka boss tha.
DAYA - Thik ha... Lakin tum ho kaun..?
ACP Sir - Daya yea inspector Kavin ha jo kal sa join kia ha tum nahi tha.
KAVIN - haa sirr...
DAYA - tumna dekha uska chayra?
KAVIN - nahi sir ma dek nahi paya kiu ki bho mera taraf jab ghuma chahyra dhak kar bhag gaya. Purvi na jab uska tab camera ma uska chahyra zarur dekha hoga.
ACP Sir - Thik ha... Daya tum or Shreya Purvi ko lakr jao or bho kaun ha dekho...
DAYA - sir...
Daya CCTV room ma gaya Purvi ko lakar uska pata lagna, or uska chahyra dekkr shocked.!
PURVI - Sir yahi ha...
DAYA - yea haa Purvi...! Yea to Jaggu...
SHREYA - haa sir or yea to hamara coustudy ma haa to yea yaha kaisa?
PURVI - sir yahi ha jo Geeta or uski maa ko marna kaliya gaya tha. Lakin maina bacha liya, or usidin din mujha or Swati ka family kidnap kia tha.
SHREYA - lakin sir usdin Jaggu ko to human pakra to yea Purvi ko marna or pakarna kaliya dusra jagha kaisa... Or ajj yaha...?!
DAYA - Shreya ak kam karo pankaj ko call karo or dekho Jaggu Isbakt kha ha?
SHREYA - sirr...
2minutes later
SHREYA - sir jaggu to coustudy ma he haa...
DAYA - agar jaggu coustudy ma haa to yea Jaggu nakli ha yea bho jo coustudy ma haa bho nakli ha.
Abhijeet bhar unsabko gari ma dalna ka bakat ak larki ko bhagta hua deka sat ma Jaggu ko vhe or Acp Sir ko aakar batata ha.
ABHIJEET - sir abhi abhi bhar Jaggu ko bhagta hua dekha.
ACP Sir - kyaa?
Daya tab baha aya.
DAYA - Sir Abhijeet na dekha bho Jaggu ha or jo coustudy ma haa bho vhe Jaggu he haa.
ACP Sir - yea kya chakkar haa Daya? 2 Jaggu ka chakkr kya ha?
DAYA - Sir yea Jaggu dono ma sa ak nakli ha yea shayed 2dono bhai ha.
ACP Sir - Thik ha Abhijeet ak kam karo DCP Sir ka khabri khiladi o kaa khiladi ko bulao buro.
Purvi tuma doctor na discharged kar dea to tum ghar jao aram karo.
KAVIN - Sir ma Purvi ko ghar chor do?
ABHIJEET - kiu tum chorna chata ho.?
KAVIN - Sir main socha Purvi ka haat pa chot ha to...
DAYA - koi zarurt nhi Kevin Shreya or ma Purvi ko ghar chor denga.
In forensic lab
Few hours later...
ACP Sir - Salunkey dek mera pas time nahi ha jaldi bata kya pata chala jo evidence Abhijeet na tujha veja tha.
DR SALUNKHEY - dekho Praduman agar jaldbazi kroga to ma nahi bata sakta.
ACP Sir - Ara yar jaldi bata time bhout kam ha bhaha Dcp baitha ha Purvi ko arrest karna kaliya.
DR SALUNKHEY - Ara yar yea Dcp marr kiu nahi jata.
Baisa boss in dono ka murder weapon tum logo na khojka nikal e liya.
ACP Sir - fantastic Salunkey or bol koi finger print mila.?
DR SALUNKHEY - Bho abhi pata thora bakt or do bata dunga.
ACP Sir - to fantastic word v bapas leta ho tera sa or ha phir akbar tera pass sa khali haat jaa raha ho.
DR SALUNKHEY - Ara yea kaya bat hui Praduman.
ACP Sir - tuna pura information dea...?
DR SALUNKHEY - Ara...?
Purvi's house.
SHREYA - Purvi ak puchu tujhsa?
PURVI - kyaa...?
SHREYA - tujha bho Kavin jo naya officer ha kaisa lagta ha?
PURVI - kiu puch rahai ha aisa?
SHREYA - nahi bass mujha lag rahai ha bho tujha like karna laga ha.
PURVI - haa to ma kayaaa karuu...? Propose kardu usa.?
SHREYA - haa to karda bho to shyed kal jab tuu buro ma jay tab tujha line marna lag jay ussa achha tu he...
PURVI - Ak bat batau... Tu na bilkul pagal ha abhi usa janti nahi na ussa bat ki aisa kaisa propos kardu? Or baisa v Sachin sir vhe mujha like karta ha tuna nahi dekha , lakin maina dekha ha. To kya unha vhe...?
SHREYA - Ak solution du... Tu kal sa Kavin sir ka sat bat karni suru karda...
PURVI - Ab Shreya ki bachhi tu na bhout peetagi mera hato sa. Kuch vhe bolti jaa rahai ha... Tu apni love story sambhal Daya sir ka sat.
SHREYA - Purvi ki bachhi ab marr khygi tu...
PURVI - ma tujha marungi meri love story bana na ma lagi the teri love story ki bat ki tu Itni gussa...?
SHREYA - Thik ha Purvi jee aap jeeti ma hara ab chay piya nahi to yeah vhe thandi ho jaygi
PURVI - Thik ha chal...
To kasi laga story batana zarur or ha kavi,guest,sweety my friends aap 3no ka bat ko mankar kavi story add kia or aap 3no sa ma reviews ka umid ha or chata ho aap jiha janta ha kavi fan yea sachvi fan yea Purvin unsabko mera story parna kaliya boliya or reviews v dena kaliya.
Aga or v or v interesting fact likhunga lakin aap sab reviews zarur dejiyaga.
Thank you so much friends and m2 you all take care.
Next chapter bhout jaldi update hoga.
-
