in bureau

abhijit ko daya se baath karna chahatha hai. Par sabh the aur anjali bhi daya ke as pas hothi hai. Wo ek acha moka dud raha tha. And he got it. Daya bahar jatha hai. Abhijit bhi uss ke piche jatha hai. Par suraj daya aur abhijit ke piche jatha. To hear the what they talk. daya saw suraj.

abhijit: daya wo muje tumse kuch baath karni hai.

daya saw suraj.

daya (Povs): ye muj par aur abhijit par naraz rakhe huve hai. Abhijit se baat karni hi padegi.

daya: abhijit agar tume meri aur anjali ki shaadi ke bhaare main baath karni hai tho mat karo
maine jo socha hai main vahi karuga. Abhijit tum nahi chhathe ki meri bhi family ho.

abhijit: ha daya chahatha hu. Par jo ha usse tukra kar nahi ye kaha ki samjdari hai. Main jantha hu tum shreya se kitna pyaar karthe ho . Ek bhaar tade dimag se socho aur fir se ek bhaar shreya ka haath tamo.

daya: aur fir vahi sabh hai na abhijit. Main tag a gaya hu.

abhijit: daya tum yaisa kyu kah rahe ho. Ek bhaar uss bachi ke bhaare main socho jise baap ka
pyaar chahiye. 4 saal tak wo aapne baap se dur rahi hai. Usse kis baath ki saza de rahe ho tum
donno.

daya: abhijit kya bol rahe ho.

abhijit: daya jab shreya yaha se gayi thi tab wo pregnent thi.

daya: kya shreya ne kitna bada sach chupaya.

daya (povs): iss suraj ki tho. Rahi sahi moka hai anjali ko aur vishwas dela ka.

abhijit: daya iss time ek durse ko dosh dena teek nahi hai. Siya se milo tarika aur purvi mili hai
usse.

daya: abhijit meri bachi . Muje laga ki maine

abhijit: ha siya tumari bachi hai. Usse tumari jarurat hai.

daya: abhijit shreya ko iss bhaath ka javab dena padega kyu ussne mujse meri beti ki bhaare main nahi baathaya. Shreya ne mujse meri beti ko dur rakha. Daya left

abhijit: daya sunno. Ab kya hoga daya ka gussa. Kuch teek nahi ho raha hai.

shreya doing the work on his pc.

daya came and hold shreya hand.

abhijit: daya daya

daya: kyu kiya tume yaisa shreya.

shreya: sir mere haath chodye. Ye bureau hai.

anjali purvi all officer came near. Suraj also came.

daya: jada drama karne ki jarurat nahi hai. Muje sirf mere sawalo ke javab chahiye.

shreya: main aapko kyu javab du.

daya: tume dene padegi.

shreya: nahi dugi.

daya: tumne itna bada sach muje chupaya. Kya sochkar

shreya kept slient.

daya: bolo shreya tumne kyu meri beti ko mujse dur kiya. Tum kya sabit karna chahathi thi.

anjali get shock.

shreya: maine aapse kisi ko dur nahi kiya. Rahi baath meri beti ki tho wo meri beti hai. Aur aapko koi hak nahi bantha.

daya: tum hothi kon ho.

shreya: siya ki maa. Aur aap agar usske pass bhi gaye tho muje legal action lena padega aapke
khilaf.

daya: tum muje aapni beti se milne ke liye rokh nahi sakhathi ho. Ab tum hi kanun ki baat kar
rahi ho tho teek hai ab main dekhtha hu konsa kanun aapni beti se milne ke liye muje rokhtha hai.

some one : aap yaisa nahi kar sakhathe hai daya sir. Main hu shreya ke saath.

all turn

abhijit: sachin

purvi become happy to see sachin back in cid bureau.

( maine pahale rajat aur purvi ka pair banaya tha par ab purvi aur sachin ka pair bana acha hoga
ek sachiv fan ki wish hai ki main sachvi pe kuch likho tho main uss ki wish issi story main puri karthi hu.)

sachin: itane saalo main aap main se kuch nahi badla.

daya: sachin tum bich main mat bolo. Stay a way from my matter.

sachin: ye aapka matter nahi hai sir. Ye meri bahan ki jindagi hai. So I have right to say.

daya: sachin .

shreya: bas kijaye.

daya: shreya main tume waring de raha hu. Tum muje meri beti se dur nahi kar sakhathi ho.

sachin: Jab tak main hu siya par aapka shaya bhi padne nahi duga.

daya: sachin tum. Acp enter

acp: kya ho raha hai yaha pe. Machali ka market hai. Kyu ek durse pe chila rahe ho. Agar jagdana
hai tho bahar jake jagdo.

abhijit: sorry sir.

sachin: sir inspector sachin reporting on duty sir.

acp: welcome back in cid mumbai.

acp left.

purvi(povs): ye ho kya raha hai yaha pe tho baath haath se nikhal rahi hai. Court ki baathe
chal rahi hai. Sachin se iss matter par baat karugi. Wo jarur samje ga.

daya also left in outside the bureau.

anjali also follow daya.

anjali: daya rukho na. meri baath sunno

daya stop.

anjali: daya muje vishwas nahi ho raha hai ki shreya ye itani badi baath chupayi tumse. Aur
yaha se chali gayi. Dekha daya wo tumse pyaar nahi kar thi Agar karthi tho tume chod ke nahi jathi. Wo tho pahale se matlabi hai. Par daya tum chita mat karo main hu na tumare saath main
tumara saath kabhi nahi choduga. ab sabh teek hoga. ab humare jindagi main khushiya hi
khushiya hogi.

daya: ha anjali tum sahi ho. Wo sach main wo matalabi hai. Uss ne mujse meri beti dur rakhi.

anjali: tum chaho tho siya ko aapne pass rakh sakhathe ho. Shreya ne hi court ki baath kiyi hai.
Dekho daya siya chotti hai usse baap ka pyaar bhi chahiye. Agar hum court main jaye aur
sabit kare ki shreya siya ko achi parvarish nahi de sakhathi hai tho court tume siya koi custody
dega.

daya : kya ye ho sakhatha hai.

anjali: ha jaruar daya. Muje pata hai tumne dharv ko khoya hai. Main bas tume khush dekhna
chahathi hu. Aur siya ko hum donno ka pyaar bhi milega.

daya: sach main anjali sacha pyaar tum mujse karthe ho. Tum meri beti ko bhi accept karne
ke liye ready ho. Sach main tumse shaadi karne ka faisla mera sahi hai.

anjali: daya jaise hi humari shaadi hothi hai hum siya ki custody ke liye appeal karege. Teek hai.

daya: anjali thaxn u.

daya left.

anjali (povs): daya tume pane ke liye main kuch bhi kar sakhathi hu. Tumare dil main jagah bana
ne keliye uss siya ko main jarur apna vugi. Muje tumare dil main mahan banna hai. anjali smile.

suraj came.

suraj: madam wo main baatha ne wala tha aapko siya ke bhare main. Par but anjali cut.

anjali: it's ok suraj.

and anjali left.

suraj: kya baath hai madam gussa nahi hai. Acha hai muje laga ab meri khair nahi.

suraj also left.

purvi sachin ke desk pe jathi hai.

purvi: sachin sir aap fir se yaha mumbai main. Kabhi socha nahi tha aap se fir se milna hoga.
Maine tho soch liya tha ki hum sir kabhi nahi milege. Sir maine and she stop I mean hume bahut miss kiya.

sachin: maine bhi yaha pe sabh ko miss kiya.

sachin (povs): purvi sorry 4 sal tak maine tumse koi contact nahi kiya. Kya kartha main majbur tha. Main bhavna main bahna nahi chahatha tha. Agar tum se baath kartha main tumse kuch
chupa nahi sakhatha. Iss liye maine 4 sal tak tum se baath nahi kiyi. pata hai ye 4 sal humare
pyaar ki wo ek mushkil gadi thi humari hi kyu daya sir shreya ki bhi mushakil gadi thi.

purvi: sir sachin sir.

sachin: ha bolo.

purvi: kya soch rahe ho.

sachin: kuch nahi bas kitne sal bhand yaha mumbai main yaha pe naye officer bhi join huve
hai.

purvi: ha sir aap tho abhi sirf vansh aur jaiwanti se mile ho. Abhi tho kavin sir se bhi milna hai.

sachin: teek hai ab yaha hai tho mil bhi luga.

purvi: sir aap kaam kar re. purvi left.

shreya saw sachin and purvi.

shreya (povs): mere liye bhai aur purvi ne bahut saha hai. Pure 4 sal donno alag rahe hai. Jaldi
se anjali ka ye kissa khatam ho. Aur sabh pahale vaiysa. Ye bhagawan sabh teek karna.

shreya (povs): main bhai se baat karugi kab tak wait karvayega purvi se. Bas unne purvi ko
aapni feeling baathani hogi. Aur shaadi kar ke jaldi hi aapna ghar basna chahiye.

rajat came towards shreya.

rajat: shreya wo case no. 1120 ki file ready ho gayi.

but she did not replay

rajat: shreya main kuch puch raha hu.

shreya: ha ha sir aap ne kuch kaha.

rajat: wo file case no. 1120 file ready huyi.

shreya: ha file wo ready hai. Bas aap dekhaye. Shreya hand ver the file.

rajat read the file

rajat: shreya sabh teek hoga. Agar tum aur daya sir ek saath bait ke baath karo ge tho sabh teek
hoga.

shreya: sir please muje uss bare main kuch nahi sunna aur nahi bolna.

purvi canteen main coffee pi kar a rahi thi. Aur usse bahar hi kavin miltha hai.

kavin: purvi kaisi ho.

purvi: teek hu. Aap yaise kyu puch rahe ho.

kavin: nahi wo muje laga aaj main nahi tha na tho tum bahut akhela feel kar rahi hogi.

purvi: ha akhela tho feel kiya. In smile. Par aap the kaha pe sir.

kavin: acp sir ne ek kaam diya tha vahi kar raha tha.

sachin vaha se pass ho raha tha he saw purvi and kavin. And stop their to hear their talk.

kavin: aaj dinner par chalo gi mere saath.

purvi: nahi aaj main busy hu. Kahi aur din chalege na.

kavin: kya hai purvi tum muje time hi nahi dethi.i mean are dosth ko bhi time dena chahiye.

purvi: sorry par aaj nahi kahi aur din.

kavin: kya yaar muje tumse kuch baata na hai.

purvi: abhi baathavo na.

kavin: nahi ab mera mood nahi hai.

purvi: ok teek hai.

sachin (povs): ye kon hai purvi se kaise baathe kartha hai. Jaise purvi aur uss ke bich kuch hai.
Pyaar vyaar .

sachin came.

purvi: are sachin sir inn se milye. Ye kavin sir hai.

kavin: hi sir

sachin: hi.

kavin: sachin sir aap kya pahale yaha cid main the.

purvi: ha 4 sal pahale the.

sachin: muje kuch kaam hai.

purvi: sir humare saath rahe na kuch baathe karege. Canteen main jakar coffee piyege.

sachin: mere pass faltu ka time nahi hai.

sachin left.

kavin: kitne akadu hai. Sidhe muh baath tak nahi kiyi.

purvi: yaisa nahi hai wo dil ke bahut achi hai. Unno ne meri bahut help kiyi. Balki wo bahut caring hai. Bas abhi thode pareshan hai. Shreya ko lekar.

kavin: shreya kon lagthi hai sachin sir ki.

purvi: shreya sachin sir ki bahan hai.

purvi: chalo andhar chalthe hai.

both left.

and enter smilly. Sachin saw both of them with together.

whole days pass.

at parking lot

purvi is waiting for shreya

kavin came

kavin: chalo main tume drop kartha hu.

purvi: nahi tum javo wo main shreya ke saath javugi.

kavin: ok teek hai. Sachin again saw purvi and kavin together.

kavin go.

shreya and sachin came.

purvi: shreya kya tum muje ghar drop karogi. Please.

shreya: ok teek hai.

they tro left.

sachin draving the car. Shreya on passager seat. And purvi on back seat.

sachin saw purvi from side window. Purvi bahar dekha rahi thi.

shreya ne sachin ko note kiya.

they drop purvi. And they go.

in car.

shreya : bhai aap purvi se aapni dil ki baath kyu nahi kar the. Wo wait kar rahi hai. Ab bahut
huva aap usse propose karege.

sachin: shreya tum pagal ho gayi hai. Propse aur purvi ko. Wo muje pasad nahi karthi hai.

shreya: bhai ek bhaar usske ankho main dekhaye. Aapko aapke liye pyaar vi pyaar dekhega.

sachin: nahi wo pyaar nahi hai. Respect hai main usska sir hu na iss liye.

shreya: ok teek hai tho wo aapka wait kyu kar rahi hai. Ab tak shaadi kyu nahi kiyi. Bhai pure
4 sal tak ussne aapka wait kiya.

sachin: shreya ab bas na. tume usse nahi dekha wo aaj kavin se kaise baath kar rahi thi. Shayad
wo kavin se pyaar karthi ho. Maine sunna wo donno kahi bahar jane ka bhi soch rahe hai.

shreya: ye sabh aap hi soch sakhate hai. Agar yaisa hotha tho wo kavin sir ke saath aapne ghar
kyu nahi gayi. Humare saath kyu ayi.

sachin: shayad kavin ko kuch kaam rahega.

shreya: bhai aapna aur complicate mat kijaye. Aap purvi se aapni dil ki baat karege. Aur jaldi se jaldi. Ab muje uss guilt main nahi jina. Jab bhi purvi ko dekhathi hu tho lagtha hai. Mere
karan aap donno alag ho gaye ho.

sachin: shreya yaisa kuch nahi hai.

shreya: ok yaisa kuch nahi hai tho aap muje ghar drop karoge aur purvi se milne avo ge.

sachin: aaj nahi kisi aur din.

shreya: nahi. Aap aapna phone do.

sachin: kyu.

shreya: do na

sachin gave the phone.

shreya dial purvi number.

shreya: maine phone lagaya hai baat kijaye.

sachin stop the car: kya tum bhi na shreya.

shreya: baat karo.

shreya hand over the cellphone to sachin.

sachin: hello purvi

purvi: ha sir. Koi case report huyi hai.

sachin: nahi. Wo main wo main and saw shreya.

shreya: bolye in slow voice.

sachin: wo main tumse milne a raha hu. Tum aaj ghar pe ho na.

purvi: ha hu. A jaye

sachin: bas 1 hrs main a javuga. Teek hai.

purvi: ok teek hai.

sachin cut the call.

shreya: bhai aap purvi se milne ja rahe hai tho uss ki man pasad ice cream le kar javo. Wo khus
ho.

sachin: teek hai. Aur kuch.

shreya: ha jaldi se jaldi se siya ke liye usski mami lavo. Aur mere liye bhabhi.

sachin: shreya.

than they reached house.

than roma go

than after some time sachin also go to meet purvi.

sorry maine bahut late kiya. Par sal ke khatam hone se pahale ye update kar rahi hu.

AAPKI

shreyadayalove