sorry guys really sorry mein ye story bhul hi gai thi really sorry
both are standing at terrace...
sachin - tum jase budhu yarr se samajhdar dushman ache...
abhi - (irritatedly) mein kya karta yarr haad ha ek taraf mera baap kehta ha ki mujhe kisne ladki deni ha or idhar tera baap kehta ha ki tujhe ladki de kisne di kyu mere upar koi ros dustrbin phenk ta ha? ya mujhse smell ati ha? ya mujhe kidde (insects) padhe hue ha ?
sachin - is chat se gir kar admi mar toh jae ga na...
abhi - oe khabdar mere hote hue tune sucide ki sochi toh...
sachin (angrily) - mein apni nahi tujhe phekne ki baat kar raha hu..
abhi (angrily) - acha hua ki tum fas gae..
sachin - dikhadi apni aukat
abhi - areh aukat toh tere baap ne dikhai ha areh mane itna zalil kiya usne jarasa feel nahi kiya...kya capacity ha tumhar baap ki
sachin - kya zalil kiya... itna zalil na unhe court mein karte ha roz...
abhi ( irritated) - huh... wese suna tha shaadi karke ladka phasta ha (sachin think somthing and smile evilly) ye pehli shaadi ha jisme sarbala bhi sath fasa ha...
sachin - areh fase ga toh ab..
abhi - kya matlab..
sachin - dekho jese mere parivaar ko nahi pata ki purvi ka husband kon ha or purvi ko ye nahi pata ki is ghar ka chota beta kon ha..
abhi - vo toh tum ho
sachin - ye mujhe pata ha tujhe pata ha lekin purvi ko nahi pata..
abhi - kya matlab.. (he saw sachin was pointing towards him and making pleading face)
abhi - kya matlab (sachin hug him abhi jerk) nahi oe... (and he went sachin follow him)
in sachvi roompurvi brought two glass of water and gave to abhi..
abhi - thanku bhabhiji nai bhabhi pehli baar pani
purvi - bhai ye apka ghar ha..
abhi - mujhe bhi thodi der pehle pata laga ki ye mera ghar ha or mein inka beta hu..
(sachin kept hand on him hardly abhi saw and gulped the fear)
abhi - areh majak kar raha tha socha toda humar dalu bhabhi ji ka dil laga rahe ga..
purvi laughed lightly
purvi (to sachin) - app toh keh rahe the ki inke father bahut jaghra karte ha but mujhe toh uncle bahut sweet lage
abhi - acha to esi tarrif karte ha mere papa ki...
sachin - areh nahi nahi good points bhi batae ha..
abhi - nahi nahi acha hi kya mere father mein itna ghatiya insan ha...areh insan mene kabhi dekha nahi mujhe sharam ati ha inhe daddy kehne mein (sachin kept hand on his hand hadly to indicate stop)
abhi - areh bhabhi app mene gi nahi ki jab bhi school mein father par essay ata tha mein vo chod ata tha dus number ka lekin is insan ke bare mein acha nahi likh pata tha..
purvi (to sachin) - lagta ha kafi gusa ha apne dad se...
abhi - areh mein toh kehta hu app bhi uski tulna rawan se karo..
(sachin twisted his hand back)
sachin - kyu apni zuban gandi kar raha ha hum kal hi ye ghar chod de ge..
purvi - kal..
sachin - ha purvi uncle ko jab pata laga Ki mein is badtmezz ka dost hu unhone mujhe ek mahine ka notice de diya ki ghar khali karo hum kal hi ghar chod de ge..
purvi - ese kese mujhe bus yehi kaam rehgaya kabhi yaha toh kabhi waha mein abhi jake baat karti hu uncle se..
sachin (tensly) - na.. nahi tum betho i mean khana bannao mein dekhta hu..
(purvi went)
abhi was trying to go but sachin hold his hand..
sachin - bethiye choudhri saha (he hold his cheeks tightly) or sath mein kya bool raha tha tu
suddenly purvi came
purvi - bhaiya (sachin and abhi saw her but there position was same..) mein ye kehne ai thi ki app bhi kahana yehi kahiye ga..
sachin ( started moving abhi to and fro in same position) kyu nahi khao ge na yarr ke ghar se khali pet thodi na jao ge..
abhi - thik ha (to purvi) bhabhi french beans bana mujhe bahut pasand ha
purvi - thik ha (and she went)
sachin (to abhi) - french beans or koi farmish
abhi - bus ghee dal dena..
sachin pushed him towards sofa..
sachin - betho yaha mein neeche jake dad se baat karta hu agar tumne kuch or bola toh.. (and he got and went)
downwards..
sachin came and sat next ti pradyuman and daya..
sachin - kisi ne akal hi nahi sakhai ( pradyuman and daya looked towards him sachin look on to acp face)
sachin - Bevakoof, pagal, ullu, batmezz..
pradyuman - kya baat kar raha ae..
sachin - mein nahi vo keh raha tha dad ghar dene se pehle check toh karlete.
pradyuman - na check karne ko ab mein Unki ECG karvau..
daya - kehta kya ha vo..
sachin - abuse kar raha ha..
daya - abuse..
sachin - areh itna abuse toh kisi 2 clint ne apko case harte waqt nahi kiya hoga jitna usne app dono ko kiya
daya - mujhe kyu banti toh uski dady ke sath nahi..
pradyuman - areh jiski esi aulaad ho na use samaja abuse hi kare ga dono janme dono hi nikame
sachin - is mein kyu sir bhaiya ko dalo na..
daya was going to stand..
daya - mein use dekhta hu..
sachim - beth jao bhaiya ese logo ke muh nahi lagte... chodiye ab
pradyuman - kya chodiye ab ghar chod ke bahar foot path par rahe. jese malik vese kute ...dosto toh tumhara ha pradyuman ne kala coat ese nahi dala
daya - dry clean karva ke dala ha..
pradyuman (angrily) - tijhe to mein...
daya - maro maro ( but the stop as Sachin stod up)..
daya - tum kidhar..
sachin - factory jaa raha hu..
pradyuman - konsa tumhara baap rat ko factory chalata ha ..
sachin - dady bada order mila ha thode din raat ko kaam toh karna hi pade ga...
pradyuman - chalana pade ga chal jaa yaha se (sachin went )
acp turn and jerk with fear as daya was standing joining him.
acp - tumse apni jagha khada nahi jata...
daya went and sat again..
outsidesachin came and saw a wooden ladder and start draging and made it stand near the wall... and climb...
upside..abhi saw sachin coming
abhi - sachin..
sachin (tearly) - tu kyun meri jado mein betha ha
abhi. - idhar kya kar rahe ho..
sachin - patang loot raha hu
(abhi started seeing up).
abhi - kaha ha...
sachin - mere baap abhi interview mat le pehle mujhe upar kheech...
abhi pulled him up
abhi - ye kya chakar ha..
sachin - aj se ye hi darwaza ha yaha se ae ge yaha se jae ge..
abhi - kyu itni achi sidiya ha waha...
sachin - pagal ho meri family ki nazar mein tum purvi ke husband ho agar waha se neeche gae toh puche ge ki adhi raat ko kaha ja raha ha..ab muh band kar or yaha se nikal..
abhi - meri baat toh sun
sachin - tu nikal...
abhi started climbing down..
abhi - kamal ha yarr ghodi chadne ki umar mein tu paudi chad wa raha ha... yehi dosti ha
sachin - chupkar or ha ye side par laga jana.. or subha isi se ajana..
abhi - subha..
sachin - ha ek mahina esa chale ga..
abhi - shukar ha yar meri behne nahi ha nahi toh unhone meri shadai ki kodiya (song sung during marriage) gaa gaa kar pagal ho jana tha..
voice - sachin...
Sachin (abhi) - ab tu jaa yaha se
(abhi started moving down sachin also went )
downwards..abhi moved down and herd some steps so he hide behind bushes acp came.. and saw ladder
pradyuman - ye toh store mein thi yaha kese..
(and he went near it and started checking..)
daya came out while yawning and saw acp trying to climb stairs... he came and patted his back acp turn and saw daya daya indicated what..
acp - ye juban chatni chatne ke liye nahi ha gande gande ishare kar rahe ho muh se nahi bol sakte..
daya - yaha kya kar rahe ho or ye paudi (ladder)
acp - areh mujhe toh shaadi mein char logo ne ghodi par chadaya tha..
daya - paudi kese ai yaha
acp - mein laya..areh mujhe kaya pata kese ai ye..
daya - apke or iske (indicated ladder) siwae ha kon yaha tessra..
acp - tum..
daya - mein toh abhi aya..
acp - is baat ka toh dukh ha ki tum duniya mein kyu aye ek aulaad apne hi baap par esa arop laga rahi ha ab chup chap ise khich or store room mein pahuncha daya nad acp darg it
so how is it hope u like it plz review
