Friendship of Dareya (part-7)

Hi friends,

I am back with next part of the chapter friendship of Dareya….

One important thing my dear readers according to your request I'll put more Dareya scenes… even there a surprise for you all after the case…

I will be back soon….

[Happy reading my dear readers ]

[Now let's quickly start the next part of the chapter… you all might be thinking where's the recap of previous chapter… oops I forgot… haha… just skidding… guys… well I thought repeatedly repeating the previous parts it's too boring isn't it… so those who are new didn't read the previous parts go through that it's in my previous update… which I ended at salunkhe sir calls the whole team as he got something clue about the case so, now let's begin our next part of story…]

[The team members are on the way towards Dr,Salunkhe… sends with the blood samples for D.N.A testing let's see what happens next…]

Freedy: kya hua sir? Itna urgent ma sabko kyoun bulaya?

: freedy mujhe ek aisi baat pata chali jisse ye puri kaha ni hi palat sakti hai…

Freedy: lekin sir akhir baat kya hai… kya pata chala aapko… kuch to batayiye…

: sabko ana do… fir batata hu... tab tak tum uss kona ma jaka chup chap khada ho jao… pata nahi ya A.C.P mere sath ya joker ko kyu chod jata hai…

[All arrived now…came towards salunkhe sir… then]

A.C.P: kya hua isko kya mil gaya pata nahiii jo phone pa nahi bata sakta tha… sab kaam dham chodka yaha aana pada…

: ayiye… ayiye ma aaplogon ka hi intejaar kar raha tha…

A.C.P: yaar wo sab chod aur ye bata ki kya pata chala tujhe… itna jaldi ma kyu bulaya…

: boss… ek min bass ek test aur phir sari baat saaf hojaega…

A.C.P: dekha… hama yahapa bulaka khud time pass kar raha hai… idhar udhar tehel raha hai… (in low voice) kya hua freedy ? kya baat hai…

Freedy: pata nahi sir… kuch bataya bhi nahi… bola sab ko anna do... aur mujhe iss kona ma…

A.C.P:(bich me) accha thik hai… thik hai… ro mat… ara yaar salunkhe abb suspense mat badha… bata bhi da kya baat hai… ham yaha pa apna kaam chodka aya tu yaha bathka time pass kar raha hai…

: ma time pass kar raha hu….

A.C.P: aur nahi to kya… hama bulaka yaha tahal raha hai…

Abhijeet: haan sir … aisa koi karta hai kya? (searching for someone)

Daya:(in low tone) kya hua kisa dhudh raha ho….

[Meanwhile arrived then…. Let's see what happens.. next]

Abhijeet: araa haan aa gai….

:(saw for a while) kya? Chalo mai nahi kar raha dusra forensic expert dudh lo ma ya naukri chod raha ho…

Abhijeet: tarika ji kam sa kam aap to bata dijiya kya pata chala … waisa kaha chali gai thi aap…

Daya:(in low voice) mil gaya lagta hai wo cheej

A.C.P: ab hogaya na thik hai… ab sant ho ja… bhao mat kha… ab chal bata kya pata chala….

: ab abhijeet wo to…

:(bich me) yaha aao boss… maa batata hu… tarika ji batayagi…

Abhijeet: nahi sir… accha chaliye aap hi bata dijiye kya pata chala…

: haan boss… ab jo ma batana ja raha hu ussa sayad ya case hi palat jaya…

A.C.P: Haan Lekin Aisa kya mil gaya tujhe salunkhe…

: boss… maina jab inn dono ka blood test kia to iski blood ma nasili dawa mili…. Aur ya dawa lagatar isko diya ja raha tha kyounki ya dawa kafi matra ma iska khoon ma hai…

A.C.P: kya? Kya keh raha hai salunkhe… magar aisa kyu karega wo… inn dono ko aisa nasila dawa kyoun da raha tha…

: nahiii boss... inn dono ko nahiii sirf iss ladki ko jiski laash hama ground ma mila aur sayad khooni nahi chahta tha ki ya kisi bhi haal ma jinda raha…

: haan sir tabhi iska sarir ma wo dawa bahut jyada amount ma mila hai … aur ya dawa aam tha jo koi bhi medicine shop ma asani sa mil jaegi ya to normal need ki dawa thi…

Daya:(in low voice to shreya) ab dekho ya ko kaisa asman pa chadhayaga…

Shreya:(haste hua) haha… haha… sir agar thodi si tariff karna sa agar unko khusi milti hai to wahi sahi… yehi to pyar karna walo ki khasiyat hai…

Daya: haan ya to sahi kaha tumne… agar aisa hai to mai bhi tumhari tarif kar liya karunga thodi bahut…

Shreya: ji sir…. Kya?

Daya: wo to ma bas aisa hi majak kar raha tha… sorry agar…

Shreya:(bich ma) nahiii sir… aisi choti badi majak chalta hai friendship ma…

Daya:(Smiled)

Abhijeet: kya baat hai tarika ji aap to din bhar din smart banta ja raha hain… ye bhi aapnahi pata lagaya hoga… kyoun sahi kaha na maina…

: ji nahiii… wo salunkhe na pata lagaya apna dimag lagaga… kabhi kabhi hamara bhi tariff kiya karo…

Abhijeet: kya tarika ji aap bhi ma kitna khus ho gaya tha lekin aapna to… (to ) sir aap to genius hain aapke to koi jaba nahiii aur kya kehna…

: sukriya… kam sa kam aap ka muh sa tariff ki ek sabdh to nikla warna aap to…

A.C.P:(bich me) ho gaya… aab kaam ki baat karen…ho sakta hai... fir to ya pata karna muskil hoga ki usna ya dawa kis shop sa lithi…lekin sirf iss ladki ko kyoun? Iss ladki ko kyoun? Jabki usna dono ko kidnap kiya tha… Pata lagana padega… accha aur kuch...

Daya: haan sir…

: haan boss… lagta hai inko injection ka jareya ya dawa di ja rahi thi… ya dekho haath pa ye nisan… aur haan ya nisan bhi sirf iss ladki ka hath ma hai…

Abhijeet: dusra ka haath mai nahiii hai…

: haan boss lagta hai khooni ko medicines ki acchi khasi jankari thi… usko pata tha ki kitna ,atra ma dana sa ya behos hogi…

Daya: fir to sir ya koi physician ya forensic expert….

A.C.P: Ho sakta hai daya ya fir koi aisa insane jinko insab ki acchi jankari thi… Kya? Sirf iss ladki ko… lekin… kyoun…. Injection ka jareya nasili dawa di ja rahi thi par sirf iss ladki ko kyoun jabki usna inn dono ko agwa kiya tha… kyoun?

Daya: haan sir ek sawal ya bhi hai ki isko mara kyoun jabki dawai ki overdose ki bajah sa ya wasa bhi marna wali tha…

A.C.P: haan daya… wahi to… nahiii nahiii nahiii… kuch to gadbad hai… kuch to gadbad Jarur hai… pata karna padega… accha salunkhe aur kuch…bata sakta hai inka baare mai…

: jyada kuch to nahi maina iska blood samples ko testing keliye bheji hai uska aana ka baad baat pura saaf hojaega magar haan aaplogon na jo footprints bheji tha uska pata chal chukka ek 7 no. ka hai dusra aath…

A.C.P: aur jo sukha hua khoon mila tha wo…

: wo iss ladki ka hai jisko nasili dawa da raha tha… aur daya tumna jo goli bheji thi wo iss gun sa nahi chali hai… I'm sure…

A.C.P: hmmm… kya? Iska matlab samjha daya...

Daya: haan sir matlab sir goli uss gun sa chali jisma silencer laga hua tha jo abhi wo khooni ka pass hi hoga aur sir jo report hama mila tha usma ek to ya hai par dusra ka chehra saaf najar nahi aa raha ….

A.C.P: pata karna padega daya… kya? Ya tum mujhe ab bata raha ho… kahi aisa to nahi jo lash hama mili wo ya ho hi na koi dusri ladki ho…

Daya: sorry sir wo…. Ho sakta ha sir…

A.C.P: to fir inka gharwalo sa milna padega akhir pata to chala baat kya hai… freedy, sachin, purvi tumlog jao inka gharwalo sa milo dekho kya pata chalta hai… ab daya, shreya aur abhijeet tumlog wo serve boy tiku sa milo dakho kya kahani sonata hai ya… tabtak ma, vivek aur pankaj iss raka sa milta hai…

[Now all C.I.D members are on the way according to A.C.P sir's order… daya , Abhijeet and Shreya reached at their destination they rang the bell no one replied… till five minutes… then]

Abhijeet: yaar lagta hai kuch gadbad hai….

Daya: hmmm… darwaza todna padega… lagta hai…

Abhijeet: hmmm… tod do darwaza…

Daya: shreya jara picha…

Abhijeet:(bich me) yaar idhar ham bhi hai kabhi hama bhi puch liya karo…

Shreya:(smiled)

[Daya breaks the door and all the members enters inside… aab aaga…]

Daya: Pura ghar accha sa chan marta hai… dekhta hai kahan chupa baitha hai…

Shreya: yes sir….

[After some time shreya noticed something… ohhh no… what's that let's see]

Shreya: sir… wo dekhiye bhaag raha hai…

Daya: kya...?

[Now abhijeet and daya rushes after him to catch him … finally they caught him aahhhh… hash… abb aaga….]

Daya: aree re…kaha bhaag raha ho… hamari sawal ka jabab to dete jao…

Abhijeet: tumhe to chot lagi thi na phirbhi itni furti… kya baat hai…

Daya: ab hamari bhi aur tumhari bhi morning walk ho gai… aab batao kyu bhaag raha tha…

Tiku: wo… wo…

Daya:(bich ma) bolo….

Tiku: wo ma aaplogon ko dakhka darr gaya tha… mujhe laga aaplog mujhe …

Abhijeet: C.I.D. aisa hi kisiko nahi pakadti agar tumne kuch kiya nahi to kyu bhaag raha tha…

Tiku: wo ma darr gaya tha…

Daya: accha…

[Daya slaps him and takes him to his house aab aaga…]

Daya: abb bolo kal kya hua tha… jaldi barna ek aur lagaga…

Tiku: nahii sir bata raha hu bata raha hu… aap marna mat…

Abhijeet: haan bata jaldi dekh hamara pass time nahi hai jo batana hai jaldi bata… chal…

Tiku: sir kareeb 5 din pehle jab ma apna ghar aa raha tha to mere samna ek gadi ruki … phir kisi na gadi ki kanch niche kiya aur lifafa diya…

Abhijeet: lifafa…. Kya tha uss lifafa mai… aur uska chehra dekha…

Tiku: uss lafafa ma 50000 tha… usna kaha ki kya karana hai aur kaha uska baare me wo cl karka batayaga… nahi sir usna apna kala topi aur chasma pehen rakha tha isliye thik sa dekh nahi paya…

Daya: to fir usna cl kiya tha… tumhe… kuch to dekh hoga tumne…

Tiku: haan sir kal jab mall ma goli chali uska thik panch minute pehle mujhe cl kiya aur bola ki jab goli chala uska turant baad ma sar pe chot lagka girna ka natak karun…. Haan sir usna ek chamkili ghadi pehen rakhi thi…

Abhijeet:(in low tone) hmm… ara yaar wo dukandaar bhi to bol raha tha ki… aisa lagta hai ya plan ka master mind hai… ma isa apni manjil tak pahunchaka ata hu…

Tiku: sorry sir ma paisa ki lalach ma aa gaya maaf kar dijiye… aaga aisa nahi kaunga…

Daya: khooni ka sath dene wala utna hi gunagar hota hai jitna ki khooni… tumhari jagah jail ki kalkothri ma hi hai…

Abhijeet: chalo…

Daya: pura ghar chan marta hai dakhta hai kya pata chalta hai… yaha kuch to milaga… jissa hamari madat ho saka…

Shreya: haan sir…

[Now abhijeet takes tiku to jail and Daya and shreya searches in tiku's home meanwhile A.C.P, Vivek and pankaj reached at Ballu's house but no one opened then A.C.P. sir ordered to open with master key pankaj opened then everyone enters inside let's see what happens next]

A.C.P: Dundho Dhundho acchi tarah sa ek ek kona chan maro dekho kya milta hai…

Pankaj and Vivek: yes sir…

[Now purvi, sachin and freedy reached at the first victim's house… victim's mother opened now let's see what happens…]

Victim's mother: ji aaplog… sorry maina…

Sachin: (bich me) hamlog C.I.D. MumBai sa hai…

Victim's mother: ji aaplog yahapar sab thik to hai na…

Sachin: ji aap ya photo dakhiye ya photo ma ya…

Victim's mother: ya to meri beti hai… lekin sir iski photo aap logon ka paas… wo thik to hai na…

Purvi:(making her sit) aap baithiye… darasal halhima hame iski lassh mili… iska khoon ho gaya hai…

Victim's mother:(crying) aisa nahi ho sakta… wo mujhe chodka nahi ja sakti…

Purvi: dakhiye sambhaliye apna aapko… ye lijiye pani pijiye…

Sachin: dakhiye hama bhi aapke beti ki maut ka afsos hai… ham wada karta hai ham jald sa jald uski khooni ko dhoond nikalanga…

Freedy: hame malum hai ye sahi wakt nahi hai lekin kya aap bata sakti hai aisa kon kar sakta hai… kisisa koi dusmani… wo kya hai ki aapke beti ki katil ko pakadna keliye aapke madat ki jarurat hai…

Victim's Mother: nahi sir uski kisisa koi dusmani nahi thi sir wo bahut acchi thi lekin haan pichla kuch mahino sa uska sasural walo usa bahut paresan karta tha aur to aur use kisisa milna bhi nahi dete tha isliye mujhe wo chitthi ka jareya bataya karti thi…

Sachin: kya wo chitthi ham dekh sakta hai agar aapko koi atraz na ho to…

Victim's mother: ramu kaka wo chitthi leke aana… (chitthi dete hua) ye lijiye sir…

Sachin: accha yahi koi dus din pehle aapke damand na aapke beti ki naam sa ek missing report file ki thi… aur address yaha ka dia tha iska bare ma kuch bata sakti hai aap…

Victim's mother: missing report? nahiii sir… iss baare me mujhe kuch nahi malum… par haan sir koi mujhe jhamki wala calls karta tha aur samaya samaya par meri beti ki photo bheji karta tha…

Purvi: to fir aapna police ma complain kyu nahi ki… aapna jaanna ki kosis nahi ki wo kaha hai…

Victim's mother: ki thi sir… maina uska sasural ma cl kiya tha unlogon na kaha ki wo thik hai isliye mujhe laga ya sab jhut hai…

Purvi:(in low voice) lagta hai iski sasural ma hi kuch hua hai… kuch gadbad hai…Accha wo number aur photo aapke pass hai abhi… aap da sakti hai…

Sachin: haan purvi… ab wo to iska sasural jana ka baad hi pata chalega…

Victim's mother: haan ye rahi… (dikhata hua)

Sachin: agar aapko atraz na ho to ham kuch dino keliye ye apna sath rakh sakta hai… janch puri hota hi wapas kar denga… waisa aapke damad ka address aur phone number mil sakta hai…

Victim's mother: nahiii sir…(address aur phone number dete hua… ) ye lijiye sir…

[Now, they goes towards second victim's house meanwhile daya ka hath ma kisika cell hai kahi tiku ka to nahi shreya got something what she got let's see]

Shreya: sir… sir….

Daya: haan shreya….

Shreya: sir ya dakhiya ya lifafa …

Daya: haan ye sayad wahi hai jiska bara ma tiku bol raha tha…

Shreya: haan sir…. Aapke haath ma ya… cell….

Daya: haan ya waha pada hua mila...

Shreya: sir kahi ya tiku ka to nahiii…

Daya: ho sakta hai… ek kaam karo mobile company ko cl karo pata karo ye number kiska naam sa registered hai…

[Now shreya calls and asks about the numbers they finds and tells that it's in the name of tiku…meanwhile abhijeet arrived]

Shreya: sir ye to tiku ka naam sa hi registered hai….

Abhijeet: haan yaar kya kuch pata chala…

Daya: haan ya lifafa aur ya cell mila hai tiku ka hamne mobile company walo sa pata kia…

Abhijeet: to fir to ya pata chal sakta hai ki wo cl isko kisna kia tha… fir location track karka…

Daya: (bich me) haan yaar…

[Daya finds for the number meanwhile pankaj got something let's see what happens]

Pankaj: sir… sir…

A.C.P: haan pankaj kuch mila…

Pankaj: haan sir… ya dakhiye… ye do photo… aur ispe…

A.C.P: hmmm… lagta hai kisina in dono ko marna ka contract diya tha… magar kisna?

Vivek: sir… kahi wo to nahiii jo inha milna aya tha … jiska baare ma wo dukanwala bata raha tha…

A.C.P: ho sakta hai vivek… bilkul ho sakta hai…

[Salunkhe sir calls and says something let's hear what he says shhhh… let's hear]

: boss… ek eham suragh mila hai mujhe… iss case mai…

A.C.P: kya? Kya salunkhe…

: boss… maina jab inka kapda aur rassi ko test kia to hama usma sa dhool aur mitti hi traces mila…

A.C.P: Magar salunkhe aisa to tabhi hota hai jab kisiko kisi band karma mai rakha gaya ho…

: haan boss… isko kisi dhul mitti wali jagah pe rakha hoga sayad kisi band padi factory ya farm house…

A.C.P: thank you salunkhe… shreya bhi to keh rahi thi ki mall ka pass .. kahi wahi factory to nahi…. Dekhna padega… chalo…

[Now A.C.P and team are on the way towards the factory meanwhile Daya found the number he calls mobile company and asks about the number they says that the number is registered in the name of raka he said then to trace the location and send him the location…aab aaga…]

Daya: Wo Number raka ka hai … maina unhe keh dia hai ki uska number trace karka location bhejna keliye wolog bhejta hi honga…

Abhijeet: ya to wahi hai na jiska wo bresslete tha… jiska ghar pa pankaj, vivek aur A.C.P sir gaya hai…

Daya: haan abhijeet tumna sahi pehchana… ya wahi hai…

[Notification came through mail to shreya… she opened In her laptop… now let's see what happens]

Shreya: sir… mobile company walo na location bhej dia….

Daya: usko trace karo… Let's go…

[Daya , abhijeet and Shreya goes according to the location sent by mobile company meanwhile vivek, sachin and freedy reached the second victim's house let's see what happens…]

Victim's Sister: namasta… ji aaplog… maaf kijiyaga maina aapko pehchana nahiii…

Freedy: namasta… ji hamlog C.I.D. Mumbai sa hai…

Victim's Sister: Lekin aaplog yahapar sab thik to hai na… wo maina suna tha ki C.I.D wala gharpe tabhi aata hai jab kisika madar hogaya ho ya fir gunaghar ka ghar pe…

Sachin: sahi suna hai aapna… aap ya photo dekhiya photo ma ya kaun hai aap bata sakti hai…

Victim's Sister: sir… ya photo ma to saaf saaf najar nahi aa raha hai par haan aisi photo kahi dekhi hai maina… haan yaad aya ya photo to meri behen na khichwai thi par ya blur aya tha… isliye damad usna apna damad ka haton develop karna keliye bheji thi…

Sachin: oohhh to ya baat hai… (in low tone) to fir jo lash hama mili hai wo inki behen ka hai… par koi unhe kidnap kyoun karega…

Victim's Sister: par officer baat kya hai aaplog ya sab…

Purvi: ji aap baithiye… ayiye baithka baat karta hai… actually hama mall ma hama inki laash mili hai… kisina inka khoon kar diya…

Victim's Aunt:(Crying) Kya? Par kisna?

Purvi: dakhiye sambhaliye apna aapko.. ye pani pijiye…

Freedy: usika baare ma jaana keliye ham yahapar aya hain… ji hamlog janta hai ya sahi wakt nahii nahi hai par aapke behen ki katil ko pakadna keliye ya jaruri hai… to aapko pata hai ya kaun kar sakta hai.. aapke behen ka sath kisika koi dusmani…

Victim's Sister: nahi sir wo bahut acchi thi uska kisika sath koi dusmani nahi thi par haan pichla kuch mahino sa wo paresan rehna lagi thi…

Sachin: par kyoun? Ska bajah bataya unhone kabhi…

Victim's Sister: haan sir uski beti ki bajah sa… darasal uska sasuralwala dahaj keliye use paresan kiya karta tha isliye…

Freedy: Accha inka naam pe ek missing report file hui hai iska baare ma kuch pata hai aapko inka patti na file ki thi… (report dikhata hua)

Victim's Sister: ya kaisa ho sakta hai sir iska pati ko to mara hua 6 mahina ho gaya … ye missing report to iski beti ka naam ka hai… smita iska beti ka naam hai sir…

Sachin: Kya…? (in low voice) iski beti ka missing report ma iski photo… lagta hai kuch gadbad hai… kuch to hua hai... pata lagana padega… (dusri laash ko photo dikhata hua…) kya ya aapke behen hai…

Victim's Sister: haan sir… meri behen ko uska sasuralwala uski beti sa milna nahi dete tha isliye wo envelope ka jariye message pahunchata tha aur pichla kuch dino sa damki bhara calls aur koi meri bhatiji ki photo meri behen ko bheji karta tha…

Sachin:(in low voice) to fir inki beti smita kaha hai pata lagana padega… (to Victim's Sister) accha… aapko koi atraz na ho to ham wo sari chija dekh sakta hai… aur ham apka behen ki karma ki chanbin karna chahta hai…

Victim's Sister: thik hai sir….

Sachin: purvi tum inka sath jao… dekho kya milta hai….

[Now Purvi goes and searches inside the room and Victim's Sister takes the evidence and gives it to sachin meanwhile A.C.P reached at the Factory and Daya, abhijeet and shreya also reached now let's see]

Shreya: sir ya to wahi band padi factory hai…

Daya: haan shreya .. let's go…

A.C.P: daya tumlog yahapa…

Daya: sir wo tiku ko kisina paisa daka behos hona ka natak karna ko kaha tha… jaab goli chali thik use pehle usna usko cl karka acting karna ko kaha tha mobile company sa pata kiya to wo number raka ka hai… usiko trace karta hua hamlog yaha pahuncha… sir aap…

A.C.P:(Bich me) salunkhe ko laash ki kapda aur rassi ma dhool aur mitti jaisa chij mila uska kehna tha ki usa kisi band padi factory ya godown ma rakha gaya hoga yaha aas pas to yahi hai to… dekho andar kitna log hai…

Abhijeet:(after checking) sir lagta hai koi badi gadbad chal raha hai yaha… kada intejaam kia gaya hai…

A.C.P: hmmm… haan abhijeet tum sahi keh raha ho... ek kam karo charo taraf sa ghar lo… magar dhyan sa hosiyar rehna hamari ek bhi galti unlogon ko chaukarna kar sakta hai…

All: k sir…

A.C.P: to fir darr kis baat ki… let's go…

[Then the team enters inside wolog unn gundo ki surakhshya ko todta hua andar ghusta hai… then unn logon ki gundo ka sath muthbhed ho jati hai aur akhir ma wolog unko pakad lete hai… now let's see what happens next]

Daya:(picha sa japatta hua) bas ho gaya khel khatam…. (then he claps…)

Goons: ahaa ahaaa…..

Daya: bas ab ye rona dhona band karo… chalo gana gana suru…

Goons: sir ham contract killers hai… paisa leke khoon karta hai…

A.C.P: Kisna kaha tha tum dono ko ya sab karna keliye… batao jaldi…

Goons: sir 10 din pehla ek admi hamara adda pa aya tha usna hama do auroton ki photo di aur unko kidnap karna keliye bola aur kaha baki ki information phone pe dega…

A.C.P: phir kya hua uska cl aya tha?

Goons: haan sir usna kaha ki wolog yahaka matarani mandir jaenga waha sa inka picha karke kisi sunsan wali sadak pe inko behos karke kidnap karna ko…

Abhijeet: phir kya kiya tum dono na?

Goons: phir hamna unka picha kiya aur mandir ka baad wolog sayad post office jaraha tha aur waha ki sadak sunsan hoti hai hamna waha inka sar pe marka behos kiya aur hama pata tha ki ya factory khali hai to yaha laka rakh diya…

A.C.P: phir unnlogon ko maara kyoun?

Gaons: boss ka kehna pe sir… sorry sir galti ho gayi maaf kar dijiye… sir phir wo admi wo hama samaya samaya par cl karta aur injection ka jareya nind ki dawa dena ko bolta tha… wo jitna jaisa bolta tha waisa karta tha… aur haan sir wo kabhi kabhar yaha ata inki photo khichta aur sayad kisiko bhejta tha…

A.C.P:(in low voice) daya lagta hai usko medicines ki acchi jankari thi tabhi to wo inn logon ko kehta tha… aur kahi aisa to nahi ya inn ladkiyon ki photo uska pariwar walo ko bhejta tha firoti keliye… ek kaam karo sachin ko cl karo aur pucho unse wo ladkiyon ki gharwalon na kya kaha…

Daya: ho sakta hai sir… k sir…

[Now purvi came with the evidence comb and some pictures… to sachin let's see what happens….]

Purvi:(evidence dete hua) sir ya kuch photos mila takiya ka andar chupai gai thi sayad wo pehli ladki ka khoon hota hua inhona dekh liya ho… tabhi…

Sachin:(bich me) haan purvi ho sakta hai… accha ye photos dekhiye aap iss ladki ko pehchanti hai… aapko iss bare me kuch malum hai aapke behen na kabhi aapko iss baara ma bataya ho…

Victim's Sister: nahi sir iss baare me to mujhe kuch nahi malum… nahii sir iss baare me usna kabhi kuch nahi bataya… haan sir ya to damad ki bada bhai ki biwi hai…

Sachin: hmm…. accha aap wahaki address aur aapke bhatiji ki pati ka photo da sakti hai…

Victim's Sister: haan sir... ek min… (giving those) ye lijiye sir…

Sachin: ji sukriya… ya envelope aur phone ham apna sath leke ja raha hai chanbin pura hota hi wapas kar denga… (bahar nikalta hua in low tone) ek baat notice ki tulogon na…

Purvi: kya sir…

Sachin: inn dono victim's ka address ek hai… lagta hai koi bahut badi khichdi pak rahi hai wo kya hai iss address pe jaka hi malum padega…

[Now sachin's cell rangs who is that…. Oohhh daya sir.. shhhh… let's hear their talk but silently]

Daya: sachin unn ladkiyon ka ghar pe unki photo bhejka koi firoti ki mang mag raha tha kya… iss baare ma uska pariwar walon na kuch bataya…

Sachin: firoti ki maang to nahi par haan inka mobile par koi unke photos bhej raha tha aur dhamki wala calls aur msg bhi kar raha tha… darhasal jo address unn reports me tha wo uska maika ka address tha… unke maa ko wo photos bheji ja rahi thi jab unlogon na uska sasural walo sa pata kia to unka kehna tha ki wo thik hai…

Daya: oohhh to to ya baat hai… unka maika ka address kyoun tumlogon na pata nahi kiya…

Sachin: kiya par unko iss baare pe malum nahi unka sasural ka address mila hai ham abhi wahi ja raha hain… aur haan sir dahej keliye unka sasural wala lagatar inko paresan kar raha tha… aisa ho sakta hai ki unn logon na hi ya sab kia ho… wahi pata karna ham unka sasural ja raha hai…

Daya: accha thik hai pata karo aur phir hama inform karo…

Sachin: haan sir aur sir uss pehli ladki ko marta hua sayad ya dusri ladki ki maa na dekh li thi… mall ma hama jo lash mili thi wo dusri ladki ki maa ka hai…

Daya: ya tum itna yakeen ka sath kaisa keh sakta ho…

Sachin: kyounki sir hama wo dusri ladki ki maa ki karma mai band padi factory ma pehli ladki ko marta hua photograps mili

Daya: kya? Iska matlab jo lash hama mall ma mila wo dusri ladki ki maa ka hai ya iska baare ma janti thi tabhi iska khoon hua…

Sachin: haan sir…

Daya: thik hai... (in low tone to A.C.P sir) firoti ki mang to nahi par koi damki wala calls aur messages kar raha tha inki maa ko aur ya photos bhi bhej raha tha… aur to aur inko inka sasuralwala dahej keliye paresan kiya karta tha…

A.C.P: to daya kahin aisa to nahi ki inka sasural walo mai sa hi koi inko marna ki supari di ho…

Daya: ho sakta hai… sir… aur sir hama mall ma jo lash mili wo dusri ladki ka nahi balki uski maa ka hai kyounki unlogon ko uski maa ki karma ma pehli ladki ko marta hua kuch photograps mila…

A.C.P: to fir daya kahi aisa to nahi ki usna inko wo pehli ladki ko marta hua dekh liya ho…

Daya: ho sakta hai sir… (to the gaons) accha to ya batao ki isko maara kab aur kaisa…

Goons: kareeb kareeb 6 din pehle uss admi na hama cl kiya usna kaha ki pehle wali ladki ko marka katka ground ka pass leke use milna ko kaha …

A.C.P: to fir mila wo…

Gaons: haan sir wo mila paisa diya aur iski laash ko chupana ko kaha… aur haan sir isko khoon karta wakt dusra ladki ki maa na dekh liya aur fir hamna uspe najar rakhna suru kiya fir kal unhone dekh liya aur mall ki aur bhagi…

Daya: fir tumlogon na kya kiya uska sath?

Goons: boss ko bola to unhone bola ki uska picha karo aur sahi wakt dekhka usko maar do warna wo hamara liya khtra bann sakti thi…

Daya: waisa usko maara kaisa…

Goons: ham andar gaya phir watchman hamara picha kar raha tha isliye kona ma chip gaya phir jab sab sant hua to silencer wali gun sa camera toda aur usko dhudna laga phir wo hama engine room ma mili to uska pat pe chaku khop di hama laga ki wo mar gai mauka dekhka bhagna wala tha ki wo apni jaan bachana keliye bhaagi…

Daya: phir tumlogon na usko picha sa maara wo behos hui use engine room la aya … phir wo serve boy ko cl kiya usna natak kiya sabka dhyan uski taraf phir usa goli maara sara CCTV camera pe goli marka toda aur usko lake sabke bich rakh diya… kyoun sahi kaha na maina…

Gaons: haan sir… sorry sir…

A.C.P: sorry sir… ye sorry jaisa sabd tum logon ka muh pe sobha nahi deta…accha aur wo dusri ladki wo to jinda hai na ya fir usko bhi…

Goons: boss ko pata chal chukka tha ki aaplog iss case ki investigation kar raha hai isliye unhone usko bhi marka usi ground ma daalna ko bola tha… hamna usko maar diya parr…

Abhijeet: kya kara badi lambi umar hai C.I.D. ki… hamasha sahi wakt pa a jati hai… kya karen… C.I.D. ki badi buri adat hai…

Daya: accha tumlogon na itni baar usko dekha to uska chehra to yaad hoga na tum dono ko… ya wo bhi nahi…

Gaons: nahi sir wo hamesha chehra chupaka ata tha par haan wo hamesha ek chamkili ghadi pehenta tha….

A.C.P: kya wo jabhi ata tha muh chupaka aata tha… (in low tone) lagta hai daya kuch gadbad hai usko darr tha ki agar ya pakda gaya to sari baat samna aa jaega tabhi to…

Daya: haan sir…

A.C.P:(to the goons...) accha aur kuch ajeeb baat ….

[Someone comes and shoots both of them meanwhile a accident occurs daya saw the bullet is going to hit shreya so usko bachana keliye wo samna aa gaya wo goli shreya ki jagah daya ko chukka gai…]

Daya: aahhh…

A.C.P: freedy , pankaj pakdo use…

Goons: sir… sir…

A.C.P: abhijeet jara check karo….

[Abhijeet checks both the gaons and says A.C.P sir that they are no more aab aaga]

Shreya:(full of emotion in her eyes) daya sir… aap thik to hai…

A.C.P: daya…

Abhijeet: daya….

Daya: haan ma thik hu goli bas chuka gai…

Shreya:(kisika parwa kiya bagar) kya jarurat thi samna aana keliye…

Daya:(smiled) shreya wo goli tumhe lagna wali thi koi nahi hota hai…

Freedy: sir wolog bhag gaye hamlogon na kosis ki par… sir ab pata kaisa chalaga wo lash kaha hai aur wo hatyaar…

A.C.P: freedy ro mat pata chalega… abhijeet lagta hai wolog kuch jaisa raaz janta tha jo uss keliye khatra baan sakta tha isliye to unko maar daala… ek kaam karo fail jao charo taraf dhudho acchi tarah sa dekho kya milta hai…

Abhijeet: haan sir…

Daya: shreya agar tum bura na mano to ya rumal bandh…

Shreya: haan sir kyoun nahi… akhir ek dost hi to dusra dost ki kaam aat hai usiko friendship kehta hain…

Daya: haan shreya… tension na lo baad ma jaka nikalwa lunga…

Shreya:(smiled)

[Now all C.I.D. members searches the whole factory meanwhile Sachin, purvi and vivek reached at the address jo Victim ka gharwalo na di thi… oops time up… it will be continued in next update hope you all are enjoying this chapter…]

[Please do read the story…. And review…. My dear readers If you like it.. if not give me suggessions how to improve… I'll work according to that… ]

[Whole story is not completed yet.. only a part is done… next part will be updated soon… till then stay tuned…..A hearty thankful to all the readers…for reading my story…. thank you.. ]

To be continued soon…..

[Keep supporting and stay tuned]