in the next day

shreya is in her room.

she searched some things. And she saw the suitcase on top of the cupboard.

shreya: wo raha usse niche uttar thi hu. And shreya bring the stool. And stand on it.

shreya uss suit case ko niche uttarne main busy thi. Tabhi some one enter in the room.

person get shock.

person: kya ho raha hai ha shreya in lound voice.

shreya: buva ji wo main.

swati: tum pahale niche uttaro.

daya is talking with abhijit. Daya and abhijit hearing the sound.

daya: ye awaj tho buva ji ka hai.

abhijit: ha aur awaj tho tumare room se a raha hai.

daya: bhai dhekhathe hai. Daya abhijit go to room and another also.

swati: main kuch puch rahi hu shreya kya hai ye.

daya: buva ji aap yaha aur kya huva aap itne jor baath kyu kar rahe ho.

swati: daya pucho aapne wife se ki ye kya kar rahi thi.

all get shock and haapy that wife word from swati muh.

daya: buvaji aapne shreya ko.

swati: shreya tum baathovo ki main baathvu. Ok fine baathathi hu.

swati: daya ye stool par khade khokar suitcase nikhal rahi thi. Aur agar pair fisl jatha tho.

daya: kya shreya tum teek ho.

shreya: ha main teek hu.

jyoti: kya hai shreya bahu agar tume suitcase chahiye tho muje kahathi iss tarah stool par khade
rahana teek nahi hai.

shreya: sorry maa ji.

tarika: shreya tum nahi manogi na tume kitni bhaar kaha hai ki aapna khayal rakho ab sirf 4
mahine hai. Aur 4 mahine bhand kitna bi yaha vaha bago humese tume koi bi kuch nahi
kahega.

swati: ha tarika teek kah rahi hai.

shreya move towards swati. And touch to feet her. But swati stop her.

swati: nahi iss halat main jukhna nahi samji.

daya: tume kya chahiye tha shreya.

swati: wo uss suitcase main mera photho album hai vahi chahiye tha.

swati: kya photho alum ke liye tum stool pe chadi thi. This is too much shreya.

shreya: sorry buva ji.

jyoti: daya shreya bahu ko wo album do.

all left.

daya took the album. And gave it to shreya.

daya: acha huva buva ne tume data. Tum kisi ki baatha nahi manthi na.

shreya: daya muje buva ji ke datne ka dhukh nahi huva balki main kush hu buva ji ne mujse
baath tho kiyi.

daya: madam meri buva hai maine kaha tha na sabh teek hoga buva mujse bahut pyaar karthi hai

shreya: ha dhekha hai maine aap koi bi baath buva ji se nahi chupathe.

daya: ha bachapan se hum donno main wo bonding hai. Wo meri sabh baathe jan sakhathi hai
wo meri maa nahi hai par maa jaisa hi pyaar diya hai. Maine muh kholse se pahale une pata
chal jatha hai ki main kya mannewala hu. Wo mere liye maa, friend , bedi bahan sabh kuch hai.

shreya: ha buva achi hai unne muje kitna pyaar husband diya. Aur aapne muje ye parivaar
aur hamari pyaar ki nishani.

daya: madam bahut baathe ho gayi ab chalo rest karo nahi tho firse maa muje dategi.

after this incident 2 days later.

shreya aur daya aapne bed room main hothe hai. With enjoying the company of each other.

daya: shreya tum dhekha na beti hi hogi

shreya: nahi beta aur aapko yaisa kyu laga raha hai.

daya: muje beti chahiye bulku tumari jaisi.

shreya: par muje beta.

daya: shreya iss bhaar beti aur dusri bhaar beta

shreya: daya aap bi na and shy.

daya: are galath kya kaha maine.

shreya: ok teek hai beti hi hogi.

meantime swati came.

swati: kya baathe ho rahe hai.

swati: bhagawan kar tume jindgi ki har kushi mile. Tumari I means tum donno ki har wish puri
ho.

daya: dhekha buva bi chahathi hai.

shreya: daya

swati: kya chahthi hai daya.

daya: ki beti ki hogi.

swati: ha iss ghar main purvi ke jane ke bhand beti ki kami khalthi hai tho beti bi honi chahiye.

shreya: par agar beta huva tho. In tense

daya: kuch nahi koi bi ho beti ya beta hamara pyaar kam nahi hoga kyu buva.

swati: ha humne tho sirf mere man ki baatha kahi hai. Muje tho beti ho ya beta koi bi chalega
akhir mere daya ka anas hoga ho.

swati: are main tho bul hi gayi ye lo and swati shreya ko unnke kul devi ka photho ke saath
daga pahana thi hai.

shreya: buva ji ye.

swati: ha main wo aaj subh hamre kul devi ke mandir gayi thi tumare aur baby ke liye prathana karne. Aur pandit ji ne ye diya hai. Maine daya ke liye bi laya hai.

aur swati daya ko bi pahanathi hai.

swati: shreya tum aram karo main nikal thi hu.

swati left.

daya: shreya main abhi aya.

daya left.

swati aaapne room main jathi hai. Daya usske piche jatha hai.

daya: buva aap kul devi ke mandir gayi thi sabh teek hai na.

swati: ha daya sabh teek hai wo man kiya tho chali gayi . Shreya aur baby ke liye prathana karne
gayi thi bas aur kuch nahi.

daya: sach main na.

swati: ha daya aur ab javo buraeu nahi jana varna late ho javoge.

daya: ha jatha hu. Daya left.

swati(himself): daya dar lagatha hai ek bhaar maine meri friend nayna ko hoya aur uss ke bhand
bhai ko jinse main bahut pyaar karthi thi. Ab dar lagatha hai inn donno ko kho dene se kahi main
tume na kho du. Tum shreya se aur aapne bache se bahut pyaar karthe tho agar shreya ko ya bache ko kuch hoga ya tho main tume hamesha ke liye khodugi. tumari bina main nahi ji sakhathi tumari jindgi shreya hai aur meri jindgi tum ho.

than swati go to her work.

in the evening.

all are present. Shreys are in hall with adi swati . Daya abhijit baathe kar rahe the. Sanjay
aur jyoti bi ho the. The door bell ring.

jyoti open the door.

jyoti: tum avo andhar avo saniya tumari maa kaisi hai.

saniya: mumma ab teek hai aunty ji. Main andhar avu.

jyoti: ha avona.

saniya enter. She saw shreya and get shock to saw shreya.

saniya: hi shreya itava mahina hai. Baathaya bi nahi.

tarika: saniya wo tumari maa ki tabayat teek nahi thi na tho tume nahi baathaya agar pata hotha
tho aunty ka khayaal nahi rakh pathi.

saniya: vaise daya shreya ko kitva mahina chal raha hai.

tarika ko gussa atha hai fir bi wo saniya se baathe karthi hai: wo 6 month won' t warry daya ka baby tume bahut jaldi buva kahega.

saniya: bhabhi aap bi na buva it is so old.

adi: tho aapko kya bulayega buva.

saniya: adi wont call me buva se di.

jyoti: saniya tume baathaya kyu nahi tumara kamara teek karthi main.

swati: bhabhi koi baatha nahi aaj se saniya mere kamare main rahegi.

saniya: par aunty main aapke saath.

swati: saniya koi problem Hai.

saniya: nahi main aapna saman kha kar athi hu.

saniya go to swati's room.

in room

saniya: ye kya ho raha hai shreya pregent hai wo bi 6 month se. main tho plan karke ayi thi ki kis
bhaar shreya ko main daya ke life se dur karke rahugi. Par yaha tho kuch aur hi chal raha hai.
Nahi main kisi bi tarikese shreya ko daya se dur karugi. main daya ko kisi bi tarah palugi.

meantime swati came.

swati: saniya fresh ho gayi. Wo tarika a rahi hai coffee lekar.

saniya: aunty ye kya hai aapne muje kyu nahi kaha ki shreya pregent hai.

swati: saniya ek baatha sunno shreya daya ki jindgi hai aur maine bi usse accept kiya hai tum daya ko bul javo aur ha aapne carrer par dhyaan do muje tumari taraf se koi bi shikayat nahi chahiye.

saniya: aunty aap tho shreya se nafarat karthi na. tho fir ye.

swati: daya ke liye main aapni nafarat bula lyi hai. Main jan gayi hu shreya hi daya ke liye teek tum hi ye baath yaad rakho. Shreya ke khilaf koi bi sazish mat karna agar shreya ko ya iss
bache ko jarasi bi haroj ayi tho main khud tume yaha se bahar ka rastha dhekhavugi samji.

saniya(povs): ye swati aunty bi badal gayi lagatha hai bache ki vajse se sabh kuch bul gayi. Saniya ye sach janthi hai tum abhi ke liye swati aunty ki baath manni hogi . baki bhand main sochege.

swati: main kuch kah rahi hu saniya.

saniya: ji aunty

swati left.

saniya: swati aunty aapko kya laga main yaise asani se daya ko bulugi nahi main kisi bi tarikese
daya ko pavugi. Koi baath nahi aap mere saath nahi hai. ab shreya iss ghar se nahi balki iss duniya se jayegi aur usske saath wo bacha jiske liya aap logo wait kar rahe hai. aur shreya ke jane ke bhand daya mera sirf mera.

kaise lagi ye jarur baatha With the help of small review.