Dareya on the way beck to Mumbai-II

Hi friends,

I am back with next part of your favourite couple Dareya…

In this part we will… ummmm… uhhhh… do you want me to tell… I will not tell… ara yaar maina itni mehnat ki to aaplog bhi thodi kar lo… to chaliye dekhta hai kya hota hai… on their way to return to Mumbai…

[Happy reading my dears ]

[So, now let's move to the next part of the story… what happens next in the theory with our C.I.D. officers in ahmedabad but before that let's have a quick recap on previous part… in the previous part we saw daya, abhijeet and returns back after daya and shreya meets and daya discuss about the matter to abhijeet now next morning everyone was in enjoy mood in the breakfast they discussed to go for some tourist place and seceded to go Adhalaj Stepwell and they asked freedy's chachi, shreya and her mom, dad to go with them and they made them convinced to go… and meanwhile shrerya's mom and dad teasing shreya in the name of daya… and then shreya texts daya and daya made a call let's see what happens]

Shreya's mom: beta kiska cl hai…

Shreya: wo mam daya sir ka sayad kuch kaam hoga ma abhi ayi…

Shreya's dad: message ka jab cl sa mila… dekhna Jarur kuch…

Shreya's mom:(laughing bich me) kya aap bhi kuch nhi…

Shreya's dad: kuch bhi nahii… khud hi dekh lena bahut jald…

Shreya's mom: hahahaha…

Shreya: hello daya sir…

Daya: hello shreya… 4…. Char baje niklenga thik hai…

Shreya: ok sir… aur…

Daya:(bich me) ma 2 ya 3 baje aata hu... tab…

Shreya: ok sir… pata nahi kya reaction hoga…

Daya: relax shreya… sab thik hoga… be positive… aur tumne aisa kuch kiya nahii jo ki darna ki jarurat hai…

Shreya: haan sir ma manti hu… aapke baat sahi hai par…

Daya:(bich me) relax… everything will be fyn… accha kya kar rahi ho… (changing the topic)

Shreya: ghumna ja raha hai na to usiki tayari kar rahi thi…

Daya: abhi sa… ara wah shreya… waisa kal hamlog ja raha hai…

Shreya: kal… yani mujhe bhi…

Daya: wo to pata nahiii… tum chaho to… waisa tum bahut bahadur ho akali bhi aa sakti ho…

Shreya: nahiii…. Nahiii…. Mujhe koi bahaduri nahiii dikhani…

Daya: hahahaha…. Shreya tum bhi na…

Shreya: accha sir ma rakhta hu… see you soon…

Daya: ok bye shreya…

[Now Abhijeet arrived abb aega kahani ma twist chaliye dakhta hai kya hota hai…]

Abhijeet: ara waah ya accha hai…

Daya: ara abhijeet tum… tum kab aaya…

Abhijeet: tabhi jab tum shreya sa baat karma ma duba hua tha…

Daya: nahiii yaar aisa kuch bhi nahii hai… tum…

Abhijeet:(bich me) ma sab samajhta hu daya… kya kya chal raha hai…

Daya: abhi… tum bhi na…

Abhijeet: waisa kis chiz ki bulawa da raha tha… kaha le ja raha ho…

Daya: ara kahin nahiii wo kal ja raha ha na… to wahi

Abhijeet:(bich me) accha usa bhi sath leke jana ka planning hai…

Daya: nahiii abhi… bas bol raha tha ki agar wo chaha ho…

Abhijeet:(bich me) oo…accha samjhi indirect bulawa…

Daya: kuch aisa hi samaj lo… waisa tum ko chodka yaha ya baat kuch hajam nahiii hui…

Abhijeet: daya… tum bhi na… accha ma kya soch raha tha ki… aaj waha jaka aana ka baad kyu resort jayen…

Daya: hahahaha…. Haan jao kisne mana kiya…

Abhijeet: ara abhijeet I mean ki puri team…

Daya: haan akdam mast plan hai… par sir mananga…

Abhijeet: baat karka dekhta hai kya kehta hai…

Daya: haan ya sahi hai… ma shreya ko bhi bol deta hu…

Abhijeet: ara mere bhai ruk ja pehla sir sa to confirm kar le…

Daya: haan ya bhi sahi hai… jata wakt puch lenga…

Abhijeet: hmm right…

[Now shreya returned back to her mom and dad now let's see what happens next]

Shreya's dad: waisa beta kahan gai thi…

Shreya's mom: haan baat kya hai akhor kahin…

Shreya: mom… dad… aaplog jaisa soch raha waisa kuch nahii hua… kuch hota to ma aapko batati nahiii…

Shreya's mom: to fir…

Shreya:(bich me) team ki private baat thi so…

Shreya's dad: ohhh accha… waisa kab ja raha hai wo log…

Shreya: kal… kal…

Shreya's mom: to tum bhi…

Shreya: pata nahiii daya sir na bola chaho to aa sakti ho... or your wish…

Shreya's mom: hasshh… chalo accha hai…

Shreya: mom… khus na ho… abhitak A.C.P. sir na kuch nahi kaha… agar wo order dada to…

Shreya's dad: hmmm sahii hai… chalo enjoy present time… waisa bhi wo kaha hamesha keliye ja rahiii hai…

Shreya: haan jo hoga dekha jaega…

Shreya's mom: baap… beti aram karo ma chali…

Shreya: ek min… ma aai…

[Now the team relaxed had lunch then it's 2:00 clock then shreya was with her paents let's see]

Shreya's mom: kya baat hai… kya soch rahi ho…

Shreya: nahii ... wo daya sir aenga bola tha…

Shreya's mom: yahan…

Shreya: haan mom…

Shreya's mom: pehle batana tha na… ma kuch…

Shreya: mom… mom… uski koi jarurat nahii hai…

Shreya's mom: nahiii… nahiii… aisa kaisa ma abhi aai…

Shreya's dad: beta cl karka pucho na…

Shreya: haan ma abhi cl karti hu…

[Now shreya called daya awake after seeing her call he remembered let's see what happen's next]

Daya: sorry… sorry shreya pata nahii kaisa aankh lag gai thi… tumhari ghar jana hai ya baat nikal hi gaya tha… ma abhi aaya 2 minutes…

Shreya: ok sir…

Shreya's dad: kya hua? Aa to raha hai…

Shreya: haan dad… do minute…

[Now daya was ready to go to shreya's house kitna handsome lag raha hai sir… now aaga]

Abhijeet: yaar itna bann than ka kaha ja raha hai…

: shreya sa milna…

Daya: ara nahiii nahiii adha ghanta ma ata hu… kuch kaam hai… baad ma batata hu….

Abhijeet: ohhh phir thik hai…. Jaldi aana…

Daya: haan… haan… teen baje tak aa jaunga…

[Now he moved towards her house now let's see what happens next in the story rang the bell…]

Shreya: sayad daya sir hai ma dakhti hu…

Shreya's dad: hmmm….

Shreya:(opening the door) hello sir… ayiye andar ayiye…

Daya: hello shreya…

Shreya's mom: kaun ha beta…

Shreya: baithiye… mom… daya sir…

Daya: namasta uncle…

Shreya's dad: baitho beta…

[Now shreya's mom arrived with some snacks]

Daya: namasta aunty… inn sab ki kya jarurat thi…

Shreya's mom: jarurat kaisa nahiii… pichli baar aaya tha tabbhi tum aisa hi…

Daya: par ma khaka aaya hu…to fir…

Shreya:(bich me) to kya hua juice to le hi sakta hai na…

Daya: accha baba thik hai… (taking the juice) ab happy…

Shreya: haan…

All: hahahaha…

Shreya's mom: waisa beta kaisa aana hua…

Shreya: mom… dad… aaplogon sa kuch kehna hai…

Daya: ara haan…bas ussdin aisa hi chala gaya tha to socha…

Shreya's dad:(bich me) ya sahi kiya tumna…

Shreya's mom: kya kehna hai tumhe…

Shreya: koi aisa baat jo aaj tak mere dil me dabi hui hai…

Shreya's dad: par kya…

Shreya's mom: beta ma samjhi nahii saaf saaf bologi baat kya hai…

Daya: uncle… aunty ma bolta hu…

Shreya's dad: par beta tumhe kaisa…

Shreya:(bich me) papa kal wo ma daya sir sa hi raat ko milna gai thi sari baat batana kyounki mujhe laga ek wahi hai jo meri madat kar sakta hai… iss musibat sa nikal sakta hai…

Shreya's mom: par beta baat kya hai… hama kyoun nahii bataya…

Shreya: kyounki mom mujhe laga aaplogon ko bataungi to aaplog tension ma aa jaoga…

Shreya's dad: koi serious matter hai…

Daya: haan wo actually college ka problem hai…

Shreya's mom: college ka… kya hai?

Shreya: actually mom… dad… college maina bataya tha na college me ek badtameez lagka tha…

Shreya's dad: haan… haan…

Daya: actually wo shreya se ek tarfa pyar karta tha… to isna uska baare me details nikala to pata chala ki wo badmas hai… aur use sab darta hai… par…

Shreya:(bich me) jiska through maina sara info. Nikala wo actually use mili hui thi … second year ma usna mujhe propose kiya joki maina thukra di…

Daya: phir sari galtiyan wo karta aur shreya ka sar daal deta tha aur isse blackmail karta tha ki agar ya haan karda to wapas le lega… par wo kamyab nahiii hua…

Shreya: haan phir usna final year ma q's churai aur mere upar daal di jiski badaulat authority na classes aana band karwa di evenif kisiko meri help karna keliye bhi mana kar diya… agar pakda gaya to usko bhi nikal diya jaega… dosto na bhi sath chod diya… (crying)…

Daya: shreya… shreya… cool down… relax… pani pio… are you k…

Shreya: haan sir… ma thik hu… par ek na meri madat ki bata rahi thi na delhi ma hai seema…

Shreya's mom: haan haan… bahut acchi ladki hai…

Shreya: mujhe to darr lagta tha meri wajah sa usko na nikal da… par usko parwa hi nahiii… usina bataya ki jiska chalta maina info. Nikala tha wo usiki chamchi hai…

Shreya's dad: ab to college gaya aur tum ab tak…

Daya: kyounki actually wo abtak shreya ka picha nahii choda… har wakt shreya ka picha karta hai… isko cl ma dhamkiyan deta aur msg ma galiyan…

Shreya: aur to aur mera pics uthaya mere naam sa bahut sara social media profiles khol raha hai kai baar samjhana ki kosis ki par… abb to darr lagna laga hai…

Daya: shreya… darna ki koi jarurat nahii hai wo kuch nahiii kar sakta… isliye maina aaplogon ko batana sahiii samjha… taki applog bhi…

Shreya's mom:(bich me) hmmm…. Sahi kiya… beta pehla sa bataya kyu nahiii

Shreya's dad: aur hama pura yakeen hai tumhara rehreya shreya ko koi kuch nahii kar sakta…

Daya:(smiled)

Shreya's dad: to aaga ka kya socha hai…

Daya: shreya ka cell trap karka uska details nikalunga taki uska har harkat ka baare me mujhe pata chal saken…

Shreya's mom: ya accha idea hai…

[Now daya's cell rang it's mobile company some activites in shreya's cell… now next]

Daya: wo konsa ip address sa aa raha kaha sa pura details nikaliye…

Unknown: k sir…

Daya: telecom company walon ka cl tha unka kehna tha ki tumhari naam ka ek account track hua hai…

Shreya: kya?...

Daya: details wolog bataenga…

Shreya's dad: tumhe sukriya kaisa kahen kuch samaj nahii aa raha…

Shreya's mom: haan sach me…

Daya:(smiled) uski koi jarurat nahii hai… ek accha dost ka naata itna to farz banta hai…

Shreya's dad: waisa kab wapas laut raha ho…

Daya: kal… A.C.P. sir ka order hai…

Shreya's mom: waisa shreya bhi…

Daya: ma force nahiii karunga agar wo aana chaha to… dakhta hai sir kya kehta hai…

Shreya's dad: nahiii nahiii… ya kal hi jayen to accha hai I feel…

Daya: hmmm mujhe bhi aisa lagta hai… k ma chalta hu sab meri rah dekh raha honga… sorry aunty aap ya sab leke aai par…

Shreya's mom: koi baat nahii… beta…

Daya: ok chalta hu… namasta… bye shreya…

Shreya: bye daya sir…

Shreya's dad: beta itni badi baat kaisa chupai tumna…

Shreya: kabhi himmat hi nahiii hui batana ki… ab ya sab chodo na abb ho gaya…

Shreya's mom: par beta bahut tension ho rahi hai… agar wo wapas…

Shreya:(bich me) mommm…. Tension na lo waisa bhi pura team hai… daya sir bhi to hai…

Shreya's mom: ya to hai… haan chalo tayaar hota hai… accha ya topi …

Shreya:(bich me) momm.. ma ma… ya mujhe bahut pasand hai… (pehenta hua) kaisa lag rahii hu mai…

Shreya's mom: ekdam meri angel lag rahi ho…

[Now daya reached at freedy's house all were in a momement to get ready… let's see]

Abhijeet: ara daya tum aa gaya… hash…

Daya: haan… kyu A.C.P. sir dhudh raha tha…

Abhijeet: ara nahii yaar wo resort jana ki baat sir sa karni haa na isliye…

Daya: ara haan wo to dimag sa hi nakal gaya tha…

Abhijeet:(moving towards A.C.P. sir) waisa kaha gaya sir…

Daya: ara wo shreya ka ghar uska mom… dad… ko batana…

Abhijeet: to kya hua…

Daya: nahiii kuch nahiii thodi shock hua aur thanks bola ya sab… aur kal shreya ko hamara sath lauta ko bola…

Abhijeet: oohhh ya accha hai team sath rahegi to…

Daya:(bich me) haan ya sahi kaha tumne…

[Now A.C.P sir on a chair reading a book and were sitting with forensic book reading mood now abhijeet and daya arrived]

Abhijeet: hello …. sir ya kya abhi bhi chemicals ki book…

: haan naya naya technology sa khud ko update karta rehna accha hai…

Daya: haan sir tabhi to aap hamari madat kar paoga … ha na…

A.C.P: haan bilkul… ara tum dono yahapa… aao aao… aur bolo kaisa aana hua…

Daya: kuch khas nahiii… yaha sa gujar raha tha to socha aaplogon sa milata chala…

: ya accha kiya tumlogon na…

A.C.P: yaar salunkhe mujhe pata nahiii kyu aisa lagta hai baat kuch aur hi hai… chalo batao baat kya hai…

Daya: aisa kuch nahiii sir…

Abhijeet: kuch khas nahiii …. Wo ham soch raha tha ki waha sa lauta wakt kyu na resort jaka aaya… bahut maja ayega…

Daya: haan… agar aap raji ho to…

A.C.P: ara bhala hama isse kya atraz hogi… jao bindass par ham wapas laut aenga… kyu salunkhe?

: haan boss… tum sahi keh raha ho….

Daya: wo to thik hai sir par aaplog…

A.C.P: daya samajna ki kosis karo ham resort jaka kya karenga aan… waisa bhi bahut khana hogaya to ma weight lose karna ki soch raha tha…

Abhijeet: par sir ek din sa aapke…

A.C.P:(bich me) abhijeet… samajhna ki kosis karo jid mat karo… tumlog jaka aao…

Abhijeet: accha thik hai sir …

A.C.P: waisa ma kya keh raha tha ki kal shreya ko bhi leke chalta hai… tumlogon ka kya kehna hai…

Daya: nahiii sir ham kya kahenga jaisa aap thik samjhi…

A.C.P: hmmmm… thik hai ma aaj uska mom dad sa baat karta hai… (seeing the watch) omg… 3:30 ho gaya… samaya kaisa pata chala pata hi nahiii chala…

: haan chalo chalo tayaar ho jata hai…

Daya: haan… chaliye…

[Now all gave themselves a cute beautiful look and were ready to go and shreya is looking so cute hayyy… kisika najar na laga… now next]

A.C.P: sab tayaar hai…to darr kis baat ki chalo…

Abhijeet: haan … haan sir…

Daya: par shreya shreya aur uski family abtak nahii aya…

: haan ham gate pe jate hai tabtak wolog aa jaenga…

A.C.P: nahiii aya to cl kar lenga… chalo… chalo…

Daya: ok sir…

[Now all moved out but shreya and her family was still not there aab]

Daya: ma cl karta hu…

A.C.P: haan aur usko bolo jaldi aaya…

Abhijeet: uski jarurat nahii hai sir…

All: lekin kyu?

Abhijeet: wo dekho… wo raha…

Daya: hello shreya… kitni darr laga di aaplogon na…

Shreya: hello sir… sorry sir…

Shreya's mom:(bich me) daya beta hama laga koi tayaar nahi hua…

Shreya's dad:(bich me) waisa bhi ham right time pe aaya hai tumlog jaldi aa gaya…

Everyone: hahahaha…

A.C.P: haan aap sahi hai… chalo chalo sab abb chale…

Everyone: ok…

Shreya:(to daya) kaisa lag rahi hu ma…

Daya: bilkul rani lag rahii ho…

Shreya: awwww… so sweet of you daya sir…

Abhijeet: tum dono ka ho gaya ho to chalen…

Daya: abhi…

Shreya: haan sir… hahahaha….

[Now the team moves towards adhalaj stepwelll and finally reached… let's see what happens….]

Freedy: ara ruko to…

Pankaj: nahiii sir ma ja raha hu…

Shreya: inn dono ko kya ho gaya…

Abhijeet: yalog aisa hi hai…

Daya: haan… aur bahut kuch dekhna milaga… ye to suruwat hai… kyoun abhi…

Abhijeet: haan bilkul…

Shreya: hahahaha…

A.C.P: to chalen…

Daya: haan sir…

Abhijeet: sir aap kise dhud raha hain…

A.C.P: haan wo freedy, pankaj kahin najar nahiii aa raha hain…

Shreya: sir wo raha…

A.C.P: ha bagwan yaha bhi… ya log kabhi nahiii sudhrenga… freedy, pankaj… chalo chalo andar chalta hai…

Daya: yes sir…

: shreya… shreya…

Shreya: haan …

:(in low voice to daya) yaar daya) kabhi to shreya ko akala chod do…

Daya: hahahaha…

Shreya: hi purvi…

Purvi: hello shreya….

[Now all moves inside seeing the beautiful view all are happy they were like wow…]

Shreya: wowwww…. So beautiful… ha na…

Purvi: haan shreya bahut accha supb view hai…

: haan… chalo waha chalta hai….

Abhijeet: hello tarika ji…

: hello abhijeet… kuch kaam tha…

Abhijeet: nahiii…. Kuch khas nahiii… yaha sa gujar raha tha to socha…

Shreya: haa sir sahi socha aapna…

Daya: ara yaar tum yaha ho….ma… hello shreya

All: akhhhh…. Akhhhh….

Abhijeet: kuch bol raha tha tum…

Daya: kya?

: yahi ki abhijeet…

Daya:(bich me) ara haan ma sari jahah dhud aaya tum yahan ho… chalo chalo…

Abhijeet: par kahan…

Daya: ara tum chalo to sahi… bye shreya….

Abhijeet: bye tarika ji…

Shreya and : bye… byee…

Abhijeet: ara yaar kya baat hai batao to…

Daya: achanak mat mudna… udhar dekho jab sa ham nikla hai wo picha kar raha hai…

Abhijeet: haan daya tum sahi keh raha ho… sayad ya wahi ho… shreya sa puchta hai…

Daya: nahiii nahiii sabko pata chal jaega… shreya ghabra jaegi…

Abhijeet: to accha ha na ham uski madat kar paenga…

Daya: haan par baad mai…

Abhijeet: jaisa tumhari marzi… yaar waha chalta hai photo lete hai…

Daya: thik hai

[Now let's see what other members are doing… have a look]

A.C.P:(to shreya's mom and dad) hello…

Shreya's mom: hello a.c.p. sir…

Shreya;s dad: hello A.C.P. sir…

A.C.P: aaplog aaya hama accha laga…

Shreya's dad: hama bhi sabse milka accha laga akdam pariwar jaisa lag raha hai…

A.C.P: C.I.D. bhi to pariwar hi hai… ham hamesdha pariwar ki tarah hi rehta hai… sach kahu to ya mera chota sa pariwar hi hai…

Shreya's mom: ya to bahut acchi baat hai…

A.C.P: ab to shreya bhi usika hissa hai… sach kahu to ham jitna wakt ghar ma nahii bitata use jyada C.I.D. beaureau ma bitata hain…

Shreya's dad: ji sir… hame khusi hai iss baat ki…

A.C.P: haan waisa… ham kal ja raha hai soch raha tha ki shreya ko bhi sath lete chalan… agar aaplogon ko koi atraz na ho to…

Shreya's mom: nahiii… nahiii… bhala hame kya atraz hogi… aap use le ja sakta hai…

A.C.P: ji sukriya … waisa aaplog kuch lenga… drinks…

Shreya's mom: nahiii… nahiii… sir… fir kabhi…

A.C.P: ara aaj aap hamara mehman to khatirdari to banti hai… ya lijiye…

: haan pradumn tum sahi keh raha ho…

A.C.P: ara salunkhe tu yahan…

: haan tujhe dekha to chala aaya… kyoun mujhe yahan nahii aana Chahiye tha…

A.C.P: ara nahiii nahiii tu aa sakta hai… bilkul aa sakta hai… aa baith…

[Now all were in a enjoy mood enjoying their holiday wow so happy to see… now it's 7… time to return…]

A.C.P: suno… suno sablog… chalo chalo wapas chalta hai… 7 baj raha hai...

Abhijeet: haan sir…

: chaliye tarika ji…

: bhaisahab iss ko nahiii bulaoga… kabhi kabhar iss taraf bhi najar daal diya karo…

Abhijeet: ara sir aisa baat nahiii hai… meri najar to hamasha aappe hi rehti hai…

: how sweet?

: sab samajhta hu ma… chalo chalo… haat dena jara…

Abhijeet: sir…..

: chalo… chalo sab…

: waisa abhijeet daya kahan hai… najar nahii aa raha…

Abhijeet: wo raha… daya.. daya… chalo wapas…

Daya: haan aaya… chalo… chalo…

Shreya: k sir…

[Now both came running… shreya stepped out going to fall daya hold him… abb aaga…]

Abhijeet: accident ho gaya rabba rabba…

: abhijeet…(shreya ki mom dad ki aur isara karta hua)

Abhijeet:(smiled)

Daya: shreya… are you ok…

Shreya: yes sir I'm fyn…

A.C.P: aab ho gaya ho to chalen…

Daya: yes sir…

Abhijeet: daya ek min… suno suno sablog… hamlog soch raha hai ki waisa bhi kal ja raha to kyoun na resort jaka enjoy karka aaya…

:(bich me) wowwww… abhijeet… kitna maja ayega na… ma to Jarur jaungi…

Daya:(smiling) to chalo sablog….

Freedy's chachi: daya beta tumlog jao ma nahiii aa rahi…

Daya: par kyoun?

Freedy: haan chachi chalo na bahut maja ayega…

Freedy's chachi: dekho samajna ki kosis karo bahut thak gai hu ma…. Waisa ma waha jaka kya karunga isliye please jana do…

Freedy: accha thik hai par tum jaogi kaisa?

: freedy uski tension mat lo ma aur A.C.P. bhi nahiii ja raha to hum unhe leke jaenga…

: kya aaplog bhi nahii aa raha ho? Par kyoun sir…

A.C.P: tarika samajhna ki kosis karo ham bahut thak gaye hai aur ma diet pa hu to isliye… tumlog jao… aur kal nikalna bhi to hai…

: haan tarika…

: ok sir….

Shreya: wowwww…. mom… dad…. Chaliye na… maja aega…

Shreya's mom: nahiiii beta ham nahiii ayenga bahut thag gai hu phir kabhi aan…. Waisa bhi ham bahut baar gaye hain…

Shreya: par mom…

Shreya's dad: beta samajna ki kosis karo agli baar pakka…k …

Shreya: k mom… dad…

Shreya's mom: waisa aap ana ka baad to khaegi nahiii…

Shreya: koi baat nahiii bana lo aap ma kal kha lungi…

Shreya's mom and dad: beta….

Shreya: hahahaha….

Abhijeet: to fir darr kis baat ki chalo…

Freedy: sir yaha rasta ma hi ek resort hai… bahut badi aur mast hai…. Kyoun na waha chalen…

Daya: wowwww…. To thik hai wahi chalten hai…

Abhijeet:(in low voice) waisa daya tumhari shreya bhi wapas ja rahi hai…

Daya: nahiiii nahiii… yaar kya baat kar raha ho….

Shreya: hello daya sir… kitna maja ayega na…

Daya: hello shreya…wo to hai…

Abhijeet: shreya ayi nahiii ki bhag gaya dost ki kadar hi nahiii hai…

: hahahaha….

[Now all the officers are eager to and see the beautifulness of resort and others were back to home…. Finally they all reached… oops time up now next part will be continued in next session till then take care]

[Please do read the story…. And review…. My dear readers If you like it.. if not give me suggestions how to improve… I'll work according to that… and in case of any mistakes I am so sorry please cooperate guys…]

[Whole story is not completed yet.. only a part is done… next part will be updated soon… till then stay tuned…..A hearty thankful to all the readers…for reading my story…. thank you.. ]

[Keep supporting and stay tuned]