Hii everyone sorry for leta update koi bhi misteks ho toh sorry guys🙏🙏
4 : 00 am
kavi room
kavi so rahe hote hai tabhi door knok hota hai kavin ki nind kholti hai aur wo door kholta hai ..aur dekhta hai neelam hoti hai
kavin : maa aap yaha wo itni subha
neelam : sorry kavin tumhari nind karab ki wo purvi uth kya
kavin : wo toh so rahi hai maa
neelam : kavin purvi ko uth aur neeche aane ko kaho
kavin : kyu mai
neelam : aaj karwa chaut hai aur purvi ko sargi khani hai
kavin : oh mai abhi jaagta hu purvi
neelam : thik hai mai neeche jaa rahi hu jaldi se purvi ko bhejo
kavin : hmm
neelam waha se chali jaati hai ...kavin door band karta hai aur bed ka pass jaata hai
kavin : purvi uth maa tumha neech bola rahi hai
purvi ( sleeping tone ) : sone do na kavin ...aur wo bed ka dusre side trun hoti hai ...kavin purvi ko jaaga na ki bohut khoshish karta hai par purvi uth nahi hai ...
kavin ( pov ) : ab isse jaagane kya ek tarika hai...aur table par pani ka jug leta hai aur purvi ka face par dalata hai ..purvi uth kar baith jaati hai
purvi ( angry ) : ye kya hai kavin koi isse jaagta hai kya
kavin : ab tum uth nahi rahi thi mai kya karro
purvi : toh koi pani dala ta hai kya ...ye koi jaagne ka tarika ka hova
kavin : tum yaad na hu toh baata do ki tumne bhi aise hi kya tha mere saat
purvi : tum mujhe se badla le rahe hu
kavin : dekh purvi mujhe tumhare saat shbha shuba jaagda karne nahi karna mujhe nind aa rahi so pls neeche jaav maa bola rahi hai tumhe
purvi ( angry ) : huhh
aur wo uth kar wash room chal jaati hai fresh hone ...
kavin smile aur wo bed par so jaatha hai ...kuch der baad purvi washroom se bhaar aati hai ...aur wo bohut gussa mai hota hai
purvi ( pov ) : mujhe uth kar khud so gaye ab dekh mai kya karti hu ...aur wo smile karti ...aur neeche chal jaati hai neelam dinning table par wait kar rahi hoti hai
purvi : good moring maa
neelam : good moring purvi
purvi chair par baith jaathi hai
neelam : purvi sargi khalo pher poore din tak hum kuch nahi kha sakte hai
purvi : ji maa
dono sargi khate hai kuch der baad sargi khane ka baad ...5 bhej gaye hote hai ...purvi plates leti hai
purvi : maa aap jaa kar so jaaye mai ye sab kar loungi
neelam : purvi mai bhi help karti hu
purvi : nahi aap jaaye mai kar loungi
neelam : acha thik hai ...aur wo room mai chal jaathi hai...purvi plates wash karti hai aur break fast banati hai ...aise saat bhej jaate hai purvi room mai jaathi hai rast karna ka liye...
8 : 00 am
dinning table
suraj aur nisha break fast kar rahe hote hai aur purvi aur neelam saare taiyaari kar rahe hote hai karwa chaut ki ...tabhi kavin neeche aata hai
kavin ( smile ) : good moring dad good moring nisha
both : good moring kavin
kavin chair par baithta hai aur break fast lena wala hota hai ki purvi use rokti hai
kavin : kya huva purvi
purvi : tum break fast nahi karoga
kavin : kyu purvi
purvi : tum aaj mere liye fast rakhoga
kavin ( shocked ) : kya mai
purvi : haa
kavin : mai nahi rakhane wala
purvi neelam ka pass jaati hai
purvi : maa ye mere liye fast bhi nahi rakh saate hai ...aur wo fake rone lagti hai ...
neelam : kavin tum purvi ka liye fast bhi nahi rakh sakte hu ...
kavin : par maa
neelam cut him
neelam : par var kuch nahi aaj tum poore din kuch nahi khavoga
kavin ( sad ) : hmm
purvi smile
kavin chair par uth ta hai
kavin : maa mai office jaa rahe hu
neelam : thik hai par office jaldi ghar aa jaana ...kavin jaane wala hota hai ki
purvi : kavin
kavin turn hota hai ...purvi kavin ka pass aati hai
kavin : kya hai
purvi : gussa aa rahe hai mujhe par wo kya tumne jo mere upar pani dala thi use ka badla liye main
kavin : kya
purvi : haa
kavin kuch nahi bolta aur office ka liye chala jaata hai
at manali
dareya room
shreya couch par so rahi hoti hai aur daya bed par baith hota aur soch rahe hota hai
daya ( thinking ) : kya karo ki shreya mujhe par yekin kar ki mai sonal se nahi tumse pyaar karta hu ...i know main bohut hut kiya hai shreya ko useka gussa hone zaruru hai
daya was thinking about his past life that how rudely he used to beheve with shreya he remained all the moments between him and shreya they whenever shreya wants to talk with him how doesn ť cared and left the room and he remained about dinner at honeymoon and also on their first night how he held shreya s hand very hardly how shreya wait for daya daily for dinner but didt cared and moved towards his room how he used to sleep on bed but shreya always used to sleep on couch how she used to care for his family she used to bear him she didn t said a single word against him now daya was really feeling guilty his attention
daya turun towards her sleeping shreya he moved towards her and beside her and holds shreya s hand in his hand
daya : mujhe maaf kardo shreya main bohut galta ki hai tumhare saat ...par mai apni galti sudharna chaita hu ...main tumse pher se shaadi karna chaita hu ...aur is baar tumhari aakhon mai aasu nahi aage sirf khush hogi tumari life ...daya kissed her hand moved towards washroom after some time he came form washroom and ordered the break fast and he was about to take a bite but just them he remembered that today is karwachaut so he wants to keep fast for shreya
daya ( thinking ) : kya shreya na mere liye fast rakh hoga ...rakhhi hoga pyaar jo karti hai mujhe par is baar mai bhi tumhari liye rakhoga shreya isse hi shuruvaat hogi hum nayii rishty ki ...
10 :00 am
shreya wake up and moved towards washroom after some 20 min she came back and sat on couch daya cotinuously staring her shreya get a call and she picked it after sometime ..
shreya : hello
...
shreya : good moring
...
shreya : haa thik hai aaj 2 bhej milte hai ( aur wo baat karne lagti hai daya shreya ki baat sunna rahe hota hai )
...
shreya : bye
she cut the call
daya ( pov ) : ye kaha jaa rahi aur kiska phone tha mujhe bhi jaana hoga shreya ka piche
2 : 00 pm
shreya became ready and moved outside daya also followed her shreya reached a coffee shop and entered inside and started waiting for someone daya also took a table which is nearer to her and covered his face with a newspaper and pretending as he is reading it...after some a handsome guy entered and moved towards shreya table
guy : shreya
shreya : haa aap rohan hai
rohan : haa
shreya ( smile ) : pls sit
rohan chair par baith jaata hai ...
shreya : dad na aap ka baare mai baataya
rohan : ohh
tabhi waiter aata hai table ka pass rohan two cup coffee order karta hai par shreya coffee ka liye mana kardeti hai ...rohan sirf apne liye order karta hai ...they both are engaged in their talk while daya is fuming in jealouse after sometime both get up from the table
rohan : toh kya mai isse rishty ka liye haa samjhe
shreya : haa rohan
rohan hugs shreya : thank you shreya
shreya smile
by seeing this daya cant control his anger any more so he moved towards him and holds his collar
rohan : chod mujhe ho koun tum
daya : tumhari himaat kise hovi shreya ko hug karne ki
shreya : kya kar rahi hai aap chod isse pls
daya : nahi main nahi chodga shreya tum is shaadi ka liye haa kisse bol sakti hu
rohan : main shreya se shaadi nahi kar rahe hu ...mai priya se shaadi karna wala hu ...( priya shreya ki sister hai shreya masi ki ladki hai shreya coffee shop mai rohan se milne aayi thi taki wo ladka ka baare sab pata karre par daya sir ne galta samjhe liye ) daya left him
daya : i am sorry main galta samjhe liye
rohan : its ok...aur waha se chal jaata hai ...shreya s anger is on peak so she moved outside
daya ( pov ) : ye main kya kar diya...shreya bohut gussa hogi mujhe se aur daya bhi shreya picha jaatha hai ...
shreya hotal mai jaathi hai aur room mai daya bhi useka picha jaatha hai shreya room mai enter hoti hai shreya bag aur phone sofe par rakthi hai aur trun hoti hai
shreya ( angilry ) : aap waha kya kar rahe tha
daya : shreya wo
shreya ( shout ) : boliye
daya : wo mai tumhare piche aaya tha main tumhari baat sunn li thi ...
shreya use gusse se dekh rahi hoti hai
shreya ( angrliy ) : toh aap jaana aaye tha ki mai main kise milna jaa rahi hu
daya : haa aur dad na bolo tumha kise ladka se milne aayi ho yaha aur mai yi nahi dekh sakta tum kise aur ka saat
shreya : mai kise se bhi milo aap kyu fark padta hai
daya : kyu ki mai tumse pyaar karta hu
shreya : waah kya baat hai kal tak toh aap ye kahe rahe tha ki mai sirf sonal se pyaar karte hai ...aur aaj mujhe se bol rahe hai ki mujhe se pyaar karte hai kal kise aur ladki se pyaar ho jaaya ga aapko pher aap use apne dil ki baat bolga
daya : aise kabhi nahi hoga shreya ab mai sirf tumse pyaar kar ta hu aur mere life dusre koi ladki nahi aayegi shreya
shreya jaane wala hoti hai ki daya use ka haath pakked leta hai ...
shreya : haath chodiya mere
daya ( smile ) : nahi
daya shreya ko apne tarif khichta hai ...aur shreya ki eyes mai dekhta hai ...
daya looking her eyes : shreya bohut pyaar karta hu tumse .main jaanta hu main tumhare saat bohut galta ki hai tumhare saat pls mujhe maaf kardo ...mujhe pata hai tumne aaj mere liye fast bhi rakh hai
shreya : aise kuch nahi hai main koi fast nahi rakha hai aapka liye
daya : acha toh pher coffee shop mai coffee kyu nahi pi ...do din ka baad tum mujhe i love you bolgi
shreya : meri marzi ...nd aise kabhi nahi hoga aur dhakka dekh chal jaati hai room se
daya ( smile ) : shreya bohut jaldi tum mere hone wali ho ...ye do din aur wo bed par baith jaata hai
shreya room se jaathi hai ...aur wo hotal ka baar gardan mai jaathi hai aur baith hai
shreya ( pov ) : kya mujhe daya par bharosa karna chaiya ...kya sach mai mujhe pyaar karte hain daya ...par aapne jo mere saat kiya hai wo mai kabhi nahi bhool sakti hu ...aur wo sochne lagti hai
4 : 00 pm
khanna house
neelam aur purvi hall mai hote hai aur baith kar baate kar rahe hote hai ... tabhi door bell bhajti hain purvi opne the door nd see ek ladki hoti hai
purvi : ji kise milna hai aapko
girl : mujhe neelam aunty ne bolya tha
neelam waha aata hai
neelam : tum aa gayi kab se wait kar rahi thi
wo ladki andar aati hai ...purvi door band karti hai aur neelam ka pass jathi hai
purvi : maa ye koun hai
neelam : purvi ye mehandi wala hai .
purvi : oh
neelam : purvi tum mehandi laga lo aaj karwachut hai is liye
purvi : maa phela aap laga lijiye mai tab tak kitchen mai kaam karka aati hu ...purvi kitchen mai chala jaathi hai ...mehandi wali neelam ka dono haath mai mehandi lagti hai aur suraj ka naam bhi likhti hai ...kuch der baad purvi kaam khatam kar ka aati hai...purvi mehandi lagne baith jaathi hai...kuch der baad purvi ka dono haath mai mehandi lagti hai aur kavin ka naam bhi likha hota hai mehandi mai ...mehandi wali chali jaathi hai...kuch der baad neelam ka ghar ladies aati hai aur sab pooja karte hai karwachut ki ...7 pm kavin office aata hai aur room mai chal jaatha hai ...purvi chand nikel na wait kar rahi hoti hai par chaand abhi tak nikala nahi hota hai ...9 pm sab log tarrece par hota hai aur chaand nilkala ka wait kar rahi hote hai ...purvi ne red color ki sari pehni hoti hai ...kuch der baad chaand nikal ta hai...purvi chaand ki pooja karti hai phir chalni me pehle chaand ko dekhti hai pher kavin chehre dekhti hai pher wo kavin ka aashiwaad leti hai phir kavin use ko paani pilata hai or meetha khilata hai purvi bhi kavin ko paani pilati hai ...aur meetha khilati hai ...neelam aur suraj bhi ye rasam karte hai ...sab neche jaata hai aur dinner karte hai after some time sab apne room mai jaathi hai ...purvi dinning table clen kar rahi hoti ...aur wo kitchen mai jaathi hai aur dish wash karti hai ...kuch der baad purvi upar jaathi hai aur room enter hone wali hoti hai ki ...par kavin aur nisha ki baat sunn kar ruk jaathi hai
nisha : kavin ab tak tum purvi ka saat ye sab karga ab bas karo...purvi confused
kavin : kuch din aur nisha
nisha : par kavin
kavin : kuch din aur nisha pher mai khud purvi ko sab batata dunga ki mai aur tum use ka saat ye sab kar rahe the ...purvi shocked
kavin nisha ka side trun hota hai ...use nazar door par padti hai aur wo purvi ko dekh kar shocked hota hai
kavin : purvi tum yaha
purvi : haa main sab sunn liye hai kavin aur wo gusse se washroom mai chali jaathi hai ...nisha waha se chali jaathi hai ..kyu use pata hai kavi ki fight hone wala hai ...
kavin (pov ) : purvi ne sab sunn liye aur bohut gusse mai bhi ab kya karru ...ek kaam karte ho so jaata hu tak purvi mere saat jhagda na kar ...i am sorry purvi par kal tumhare liye bohut acha din hoga ...aur tumse maafe bhi magni hai ...aur wo bed ka dusre side jaa kar sone ka natak karta hai ...purvi change kar ka aati hai aur dekhti hai kavin so gaye hota hai
purvi ( pov ) : ye sab tum kar rahe tha kavin wo nisha ka haar time par aana...mai tumha kabhi maaf nahi kargi kavin tumne mere feeling ka saat khel ...main soch tha ki mein bohut galta ki hai tumhare saat par ab mai tumse dil ki baat nahi bolgi ...aur bed ka dusre side jaathi hai aur light off kar ka so jaathi hai ...
Dareya room
daya room nahi hota hai ...sirf shreya hi hoti hai room mai ...shreya ne red color ki salwar pheni hoti hai ...
shreya ( pov ) : daya aaye use phela mai apne fast khol leti hu...aur wo bag mai se daya ki photo nikalti hai...shreya chaand ki pooja karti hai koi dekhti hai aur chalni lekar chaand ko dekhti hai aur trun hoti hai aur daya ko ka photo dekane wala hoti hai ki daya samne khada hota hai daya ka face par smile hoti hai shreya shocked hoti hai
daya : ruk kyu gayi resam poori karro
shreya daya ka chalni mai chehra ko dekhti hai shreya daya ka aashiwaad lene wala hoti hai ki daya use rokta hai daya shreya ko paani pilata hai or meetha khilta hai ...shreya ko pata hota hai ki daya ne bhi fast rakha hota hai use ka liye...iss liye wo daya ko paani pilati hai aur meetha khilati hai...daya smile ( kyu ki shreya ko pata hai jab tak wo paani nahi pilagi daya kuch nahi khaga aur na paani piyega ) jaane wala hoti hai ki daya awaaz deta hai...
daya : shreya
...
daya : shreya
shreya ( rudliy ) : kya hai
daya : thank you
shreya ( confused ) : kyu
daya smile : mere liye fast rakhne ka liye ...
shreya : ye fast main aapka liye nahi rakha hai samjhe aap
daya : shreya tumha jhooth bolna bhi nahi aata hai ...shreya kuch nahi bolti hai...aur wo jaane wali hoti hai ki shreya ka dupatta daya ka bracelet mai fasa jaatha hai ...shreya daya ka pass aati hai aur dupatta nikalne ki koshish karti hai ...daya use hi dekh raha hota hai ...shreya nikalne ki bohut koshish karte hai par nikal ta nahi hai ...shreya daya ko dekhti hai
shreya (angry ) : dekha kya rahe hai nikal isse
daya : ok ...daya shreya dupatta nikalta hai aur shreya neech call karti hai aur dinner order karti hai ...aur sofe par baith kar wait kar rahi hoti hai daya bhi use ka pass baitha hota hai...kuch der baad waiter aata hai aur dinner dekar chala jaatha hai ...dono dinner karte hai aur so jaath hai...
at moring
khanna house
purvi kitchen mai break fast banana rahi hoti hai ...aur wo kal ki baat se bohut hut huvi hoti hai ...neelam kitchen mai aati hai aur purvi ko dekhti hai ...wo apne hi soch hoti hai ...
neelam : purvi
...
neelam : purvi
...
purvi soch se bhaar aati hai
purvi : haa maa apne kuch kaha kya
neelam : kab se bola rahi hu tumha kaha khoyi hovi hu
purvi : kuch nahi maa
neelam : bol baat kya hai tum aaj bohut sad laga rahi ho
purvi : aise kuch nahi hai maa
neelam : bolo baat kya hai
purvi neelam ko saari baat bolti hai aur kavin aur useka rishty ki baat bhi bolti hai ...
neelam : ye baat hai purvi
purvi : mai jaanti hu main kavin ka saat bohut galta ki hai par ab mai kavin se pyaar karne na lagi hu ...par kavin ne mere feeling ko nahi samjhe ...aur wo breakfast banana lagati hai ...neelam kuch nahi bolti hai aur neelam purvi ki help karti hai...sab break fast karte hai ...purvi kavin se baat hi nahi karti hai ...kavin aur suraj office ka liye chal jaate hai ...
4 : 00 pm
Nisha apne room hoti hai tabhi useka phone bhejta hai...nisha pick the phone
On call
Nisha : haa kavin bolo
Kavin : nisha mere ek kaam kargi
Nisha : bolo kavin
Kavin : kya tum aaj purvi kise bhi kar ka hotal mai bola sakti ho
Nisha : kavin mai nahi pls purvi mujhe se baat bhi nahi karti hai ye sab hone ka baad purvi mere baat bhi nahi sunegi
Kavin : pls nisha mere liye
Nisha : thik hai kavin
Kavin ( smile ) : thank you nisha ..aur haa purvi ko bolne use ka cupword mai ek sari hai wo pheni kar aayi
Nisha : thik hai kavin
Kavin : acha ab rakhta hu mai bye
Nisha : bye
Nisha purvi ka room mai jaathi hai purvi magzing pad rahi hoti hai...purvi nisha ko dekhti hai .par nisha ko bolti nahi hai ...
Nisha : purvi mujhe tumse baat karni hai
Purvi : par mujhe tumse koi baat nahi karni hai so pls mujhe akela chod
Nisha : ek baar meri baat toh sunno
Purvi ( rudily ) : bolo
Nisha : kya tum mere saat aaj shaam bhaar chalogi ...mere friend ka bday hai
Purvi : mujhe pata hai kavin ne bol hai ...tumha so pls yaha se chali jaav
Nisha : par purvi
Purvi ( angrily ) : jaav yaha se
Nisha : thik hai lekin ek baat yaad rakhna kavin ne tumhare saat majak ki toh gussa aa rahe hai ...lekin tumne jo kavin ka saat ko wo kya tha kavin ne toh kabhi tumare saat aise nai ki ..ager tum sach mai kavin se pyaar karti ho toh 8 bhej ready ho kar chala jaane ...aur haa cupword mai tumhare liye kuch hai dekh lena kavin ne tumhare liye hai ager jaane chai ho toh aur wo room se chal jaathi hai ...par purvi use ki baat toh ko ignoor karti hai aur magzing pad ne lagti hai
Dareya side
Shreya room main nahi hoti hai wo ghoomne gayi hoti hai jab daya so rahe hota hai tab taki daya use pareshan na kar isliye ...aur daya shreya ko manane ka baare mai soch rahe hota hai...
Daya ( thinking ) : kya karru ki shreya ko mujhe yakeen kar ki mai use pyaar karta hu ...kya karru...tabhi daya sir ko idea aata hai
Daya : aaj mai shreya ko dinner par le jaav ga aur dil ki baat bolga ...aur maaf bhi manga shreya se jo main useka saat ki hai useki maaf ... kavin ko phone karka pochta hu ki shreya ko kya pasand aur kya nahi hai ...daya kavin ko call karta hai par kavin call cut kar rahe hota hai ...par daya sir pher se call karte hai is baar kavin call pick karta hai ...
Daya : hello kavin
...
Daya : kavin tum sun rahe hu
Kavin ( rudily ) : kya baat karne hai aapko
Daya : kavin mai jaanta hu tum mujhe se gussa hu ...
Kavin : gussa nahi kartoh kya karru boliye aapne jo shreya saat kiya hana wo main kabhi nahi bhool sakte hu ...aap purvi ka bhai hai is liye aapse baat kar rahe hu ...
Daya : i know kavin par mai apne galti sudhaar na chaite hu pls tum help karga
Kavin : mai kya help kar sakta hu aapki
Daya kavin ko sab baat bolta hai aur wo manali mai hai wo bhi
Kavin : kya aap manali mai hai
Daya : haa kavin...mai shreya se pyaar karta hu par shreya mere baat par yakeen nahi kar rahi hai ...
Kavin : jaisa karga waise hi milga na aapko
Daya kuch nahi bolta hai
Kavin : shreya ko ehsaas dilaye ki wo aap ki life kitni zaruri hai aur aap sirf use pyaar karte hai ...par shreya bohut zidi hai wo use manana aasan nahi hai
Daya : wo toh hai kavin ...par main kitni baar bol shreya koi par shreya sunti kaha hai
Kavin smie
Daya : kavin tum mujhe shreya ki pasand ka baare mai baata vo
Kavin shreya ka pasand ka baare mai baata hai ...
Daya : thank you kavin nd pls mujhe maaf kar dena
Kavin : are jiju ye sab mai shreya ka khush ka liye kar rahe hu ...kyu ki shreya ki khush aap mai hai ...aur main aapko maaf kiya
Daya : thank you kavin maaf kar na ka liye
Kavin : welcome nd ager iss baar shreya ka aakhon se ek bhi aasu aa toh mujhe se bura koi nahi hoga ..jiju
Daya : pormiss kavin ab shreya ka aakhon mai ek bhi aasu nahi hoga bas khush hogi shreya ki life mai ...
Kavin : hmm ab mai rakta hu bye
Daya : bye
Daya ( pov ) : aaj ka dinner bohut khas hoga shreya tumhare liye ...aur wo smile karta hai...kuch der baad shreya room mai aati hai ...daya tv dekh rahe hota hai shreya fresh hone jaathi hai 20 min baad shreya fresh ho kar aati hai aur apne liye juice order karti hai ...aur juice pi rahi hoti hai aur magzing padane lagti hai
7 00 : pm
Daya shreya ka pass aata hai ...use packet deta hai
Daya : shreya ye tumhare liye
Shreya ( confused ) : ye kya hai
Daya : tum jaldi se ready ho jaav hum dinner par jaa rahi hai
Shreya : mujhe aapka saat kaha bhi nahi jaana hai
Daya : dekh ko shreya pls ready ho jaav
Shreya : main kaha nahi ...aur shreya daya ko packet deti hai
Daya ( sad ) : thik hai ager tum mujhe se pyaar karti ho toh tum zarura king hotal mai aavogi mai ...ye packet yaha rak jaa rahe hu ..mai intzaar karga tumhara ...aur wo jaane lagta hai
Shreya ( loudliy ) : mai nahi aane wali hu intzaar karte rahiye ...daya chal jaata hai aur shreya couch par baith jaathi hai
I know ek dum bakwas chapter hai ...pher bhi review karna guys ...
Toh kya laga ta hai shreya aur purvi jaayegi ?
Twinkle gupta : thank you for review ...i hope aapko ye chapter pasand aaye ..main aap ka liye ye chapter update kiya hai ...nd happy first marriage anniversary :-):-)
Cid ki deewani , Gigs dareya fan , marrick gupta 05 , kheha 7798 , suhashinivsk 1977, vinay , update kavi ? Kavi fan , kavya , ashi , azra , zainab , pariraz, karan, Asyushi ff lover , sana , sukhi , saj , nd all guest , thank you for review guys :-):-)
Keep loving DaReYa nd KaVi :-):-)
.
.
.
.
your Dareya forever
