in shivpuri
ladies were making rangoli happily and singing
Albela sajan aayo ri
Albela sajan aayo ri
Mora ati mann sukh paayo ri
Albela sajan aayo ri
Mora ati mann sukh aayo ri
Albela sajan aayo re
Albela sajan aayo re
every house was lit up with divyas
Chanuk puraao mangal gaao
Chanuk puraao mangal gaao
Ati mann sukh paayo ri
Albela sajan aayo ri
Mora ati mann sukh paayo ri
Albela sajan aayo ri
Albela sajan aayo re.
Hmm. aa...
trio couple enter in joining hands flowers were showring them abhi was joining hands purvi was seeing abhi and his love for public then she saw around no only he but public also love and respect trio
Ang sugandhit mann aanandit
Ang sugandhit mann aanandit
Chahun aur rang barsaayo
Chahun aur rang barsaayo ri
ladies did there welcom trio couples enter.
Albela sajan aayo ri
Albela sajan aayo re
Mora ati mann sukh paayo re
Albela sajan aayo ri
Albela sajan aayo ri
Albela...
at night
in abhijeet 's room..
both were playing game
purvi laughed..
purvi - ap phir har gae yuvraj
abhi - apse harne mein mazza ata ha rajkumari ji..
purvi - jooth
abhi - ek maratha kabhi juth nahi bolta..
purvi - hum vishvass nahi kare kyuki harna kisi ko pasand nahi hota
abhi -.agar esi baat hai na rajkumari toh mein unn nari ke samne nahi harta
purvi - vese app sachme izzat karte ha ki sirf dikhava ha
abhi - hum sachme karte ha app kiso se puch sakti ha
purvi.- phir toh hum chale puchne.
she got up abhi hold her hand pulled..
purvi collied..
abhi - app hum vishvass ker sakti ha rajkumari
purvi - app mere bhagwaan saman ha ab or bhagwaan par vishvass karna hi chahiye
abhi - toh abhi kya tha..
purvi - hum sirf mazak kar rahe the
abhi - achaa...humse yuvraj abhijeet se mazak saza toh milni chaihiye..
and he kept hand on her waist..purvi pushed him and start going but abhi hold purvi stop abhi came near and hold her from waist she closed her eyes...suddenly door knock.
voice - bhau darwaza kholiye
abhi instantly left..purvi
abhi - aijiye andar..
daya enter inside with his things..
abhi - yuvraj daya..
daya throw thing took out bed sheet and spread..
abhi - yuvraj daya yeh kya kar rahe ha app
daya - app hume mat bulaiye..bhau
abhi - (teasing ) vo hi toh hum keh rahe ha humne apko bulaya nahi tab bhi app humare kaksh mein kya kar rahe ha ?
daya - (angrily ) dekha bhabhi apke pati ko apne kaksh ki padi ha..
purvi (to abhi ) - bus kariye na app..
abhi - areh hum toh bus mazak kar rahe the (to daya ) kya bataiye..app daya kyu intne gusse or pareshan ha
daya - (angrily ) humari pareshani ka karan app ha bhau..
abhi - hum ne kya kiya..?
daya - bhau app or kavin ne prem vivha kiya parantu hume kyu bhich me lae..
abhi.- daya shreya apke laiyak ha isi liye humne apki zimedar unhe di ha..parantu app yeh sab kyu keh rahe ha kya hua ha..
daya - chodiye app toh humari hi galati nikale ge..
abhi - areh par ..
but purvi stop him holding his hand..
purvi - thik ha bhau ko nahi lekin apni bhabhi ko toh bata sakte ho..
daya looked at purvi with cute angry face..
purvi - bataiye kya baat ha..
daya - bhabhi 10 minute pehle..
in room
daya directly fall on bed he was going to sleep suddenly he recieved a kick..and fall down from bed..
daya - ahh..
voice - tch tch..
(daya looked it was shreya )
shreya - shama kijiye ga humara sabhav hi kuch esa ha kya kare..app thoda door late jaiye..
daya got up and took the coner of bed..
shreya - shama kijiye ga parantu kya mein is taraf so sakti hu..
daya got up and went to other side..and lied
shreya - dhanyawad..
shreya lied down..
after some time..
shreya - yuvraj daya
daya - hmm
shreya - hum neend nahi aa rahi
daya.- parantu hume aa rahi ha..
shreya - kuch kate hai na yuvraj daya..
daya - intni ratri gae apko kya karna ha rakjumari..
shreya - kuch bhi..
daya - roh thik ha ek kaam karte ha jo shivpuri ke vasi sab ratri ko karte ha..
shreya - bataiye na kya karte ha..
daya - shivpuri ke sabhi wasi raat ko planag par beth kar chadar lekar so jate ha..
shreya playfully hit his arm..
daya - rajkumari hum bahut thak gae ha..
shreya.- thik ha so jaiye..
daya sleep.
suddenly he felt heavyness on his neck he turned down and shock sword was on his neck..
daya - ye..ye ye app kya kar rahi ha rajkumari talwar hatiye...
shreya - dekhiye apo hiliye ga maat warna app janse jae ge..
daya - rajkumari ji mana ki apke sath vivha karke galat kardiya parantu iska matlab yeh nahi ki app saza hume de..
shreya did sword aside ..
daya got up
shreya - app shanti se nahi so sakte hum yaha talwar sanf karne mein vayast ha..
daya - ek kaam kijiye app lage rahiye apni talwar ke sath hum kahi or sone ka intezaam karle ge apna
he picked his things and went
present
purvi - shama kijiye ya yuvraj daya shreya ko aone shastr ka dhyan rakhna kafi pasand ha..
abhi - vo apse ek kaadam agge ha daya app apne shastr pata nahi kaha kaha fenk dete ha parantu vo apne shastro ki kadar karti ha..
daya - bhau..
purvi - app chinta maat kijiye hum unse praty kal mein baat kare ge..ki vo yeh kary apke sone se pehle karde..
daya - shukriya..
abhi.- ab app apne kaksh mein jaa sakte ha...
daya (teasingly ) - bhau seedha keh dijiye galat time par ae ha hum toh kal ana..
abhi shock purvi laughed
abhi - yuvraj daya app sahi time par ae the
daya - bhau sahi time bhabhi ke liye tha apke liye nahi..
he got up and left..abhi nodded in no purvi was laughing abhi went near door and closed it..he came back to her
abhi hold purvi's waist again purvi stop laughing
abhi - apne hum par hasne ki gustakhi ki ab toh apko saza milegi ab..
and he brought his lips closer purvi closed her eyes..suddenly door knock again...abhi got irritated..purvi laughed
purvi - chodiye yuvraj kabhi kisi or diwas
and she went to open the door
