soon all were down kavin and daya came here and shock to see purvi..
abhi - vijay ka pataka lehraiye yuvraj daya hume yeh yudh gae jeet gae ha..
har har mahadev..
all - har mahadev...har har mahadev..
in palace
rajkumari roshni apne suna yuvraj abhijeet or sab yudh jeet gae ha...
roshni became happy listning this..
roshni - kya sachme !!
girl - ji or badhai ke roop mein maharaj karan ne unki patniyo ko bulaya ha..rajkumari purvi , shreya , mansi..
roshni - yeh sab kin - kin ki patniya ha...
girl - yuvraj abhijeet , daya or kavin ki..
roshni - hum bhi unhe badhai de ge..foren jashn ki taiyar karo hun swam unka sawagat kare ge..
at nightkaran saw trio with armyhe went near them singing
Karan - Chamke sitaare dekho humare
Shatru to saare haare, jai ho
Abhi -Hum woh sipaahi jo hai sada hi
Roop Shiva ka dhaare, jai ho
Daya -Hey aaj andhere chhate hain
Kavin - Kam huve hain ghate hain
Abhi -Kal jo dushman yahaan the
Aaj peeche hate hain
Abhi - Gaati ye dharti hai
Gaata ye ambar hai
Gaati hai saari hawaa
Daya - Tere mann mein Shiva
Mere mann mein Shiva
Saanson mein Shiva
Praano mein Shiva
Har ghadi mein Shiva
Har disha mein Shiva
Aaj goonja hua hai
Jai jai Shiva X 2
All - Har Har Mahadev!
Har Har Har Mahadev!
Har Har Mahadev!
Har Har Har Mahadev!
Har Har Mahadev!
Har Har Har Har Mahadev!
daya and kavin saw trio princess standing above and seeing them enjoy purvi was smiling fakely as abhi didn't looked at him
Karan - Saari deeware bhi saari talwaare bhi
Tumne dushman ki ab tod di hain
Abhi -Aayi thi aandhiyan jis disha se yahaan
Us disha mod di hai
Daya - Jitna tha humein
Haarna tha unhe
Yeh toh hona hi tha sunle bhau
Kavin - Raat dhalni hi thi
Din nikalna hi tha
Yeh toh hona tha bhau
Abhi - Ho! apna jeevan niraala hai
Isko humne hi dhaala hai
Veerta ki woh jwala hai
Jisko seene mein paala hai
Daya - Kehti yeh jwala hai
Kehta yeh jeevan hai
Kehta samay hai sadaa
Kavin -Tere mann mein Shiva
Mere mann mein Shiva
Saanson mein Shiva
Praano mein Shiva
Har ghadi mein Shiva
Har disha mein Shiva
Aaj goonja hua hai
Jai jai Shiva X2
abhi stop and pass smile to roshni...roshni came near abhi and applied tilak[Marathi]
Roshni - Haan mard Marathi maati cha
Chhatrapati sahayadri zha
Aathve Shivaji Raza za
Mandi to tum Shivraya
Raahu dekh peechi chaaya
Aathve Shivaji Raza zaga
Abhi - Kyun na hum ho magan
Kyun na jhoome ye mann
Bhagya badal daala humne
Aaj ek jeet ki dharti se
Preet ki pehni maala hai humne
Kavin -Paar utarna hi tha
Yeh toh karna hi tha
Yeh toh hona hi tha sunle bhau
Daya - Unko jaana hi tha
Humko aana hi tha
Yeh toh hona tha bhau
Karan -Ho desh bhi aaj apna hai
Desh pe raaj apna hain
Apna hi to shinghasan hai
Ab to hai taaj apna hai
Abhi - Himmat ki agni mein
Loha pighalta hai
Vishwash humko hua
abhi -Tere mann mein Shiva
roshni -Mere mann mein Shiva
abhi -Saanson mein Shiva
roshni 'Praano mein Shiva
Har ghadi mein Shiva
Har disha mein Shiva
Aaj goonja hua hai
Jai jai Shiva
Tere mann mein Shiva
Mere mann mein Shiva
Saanson mein Shiva
Praano mein Shiva
Har ghadi mein Shiva
Har disha mein Shiva
Aaj goonja hua hai
Jai jai Shiva
Tere mann mein Shiva!
Har Har Mahadev! X6
at dining table
all were siting..on the big table lefting purvi..
karan - rajkumari purvi kaha ha abhijeet..
abhi - pata nahi..rajkumari shreya , mansi
mansi - vo kaksh mein ha..
karan (to servant ) - unhe bula lao
servant went...soon purvi came abhi ignored her and she sat near abhijeet..
karan - abhijeet hume apse kuch baat karni thi
abhi - boliye
karan - app jante ha ki meri bhen roshni vivha ke layak hogayi or sune mein aya ha ki vo apko kafi pasand karti ha..
roshni downed her head with shyness..
karan - isi liye hum unke vivha ka prastav apke samne rakhna chahte hum chahte ha ki app unse vivha kar le..
purvi hold the hand of abhi but abhi removed it...
abhi - yuvraj karan hum apke sath mitrta banae rakhna chahte ha kito iss mitrta ko hum koi or rishta dene mein aksaksham ha...hum rajkumari ki iss bhavna ki kadar karte ha kinto jesa vo prem humse chahti ha vesa hum unhe nahi de pae ge..kyuki vo sara prem hum ne pehle hi rajkumari purvi ke naam kar chauke ha..magar hum apke liye uss shaks ko awash dundne mein madat kare ge jo rajkumari roshni ke layak ha..
karan looked at roshni..who smile..
roshni - yuvraj abhijeet jese app humari bhawnao ki kadar karte ha vese hum bhi karte ha..hume khushi ki rajkumari purvi ko app jesa vaar mila
purvi got up..and started moving..
shreya - jiji khana toh kha lijiye..
purvi - rajkumari shreya hume bhook nahi hum vishram karna chahte ha..
and she went..
in room..
purvi was looking tears were rolling down from her eyes..she felt hand on her shoulder..she cleaned her tears and turned..and found abhi..
purvi - apne khana kha liya..
abhi cleaned her tears..
abhi - apne khane se inkar kardiya toh hum kese kha sakte ha..
purvi hug him..
purvi - hume shama kardijiye yuvraj humne apko krodhit kardiya..
abhi - krodhit toh hum ab bhi the prantu apke ashu nahi dekh sakte..
purvi - hum apki har agya ka palan kare ge agge..se..
abhi seprated her
abhi - ab beete bato ko bhool jaiye or khana kha lijiye..aiye hum apko khilate ha..
purvi smile..
abhi - rajkumari purvi kal humara yudh raja digvijay se or hume pura vishvass ha ki yeh yudh hum hi jeete ge parantu hum yeh chahte ha ki app teeno rajkumariyo ke sath rajy vapiss chale jaiye
purvi - jaldi lotiye ga..
after the war..
again martha won the war..shivpuri was decorated beautifully..trio princess came at door for welcome..purvi was standing with excitment
daya came near her with sad face
daya - rajkumari purvi..bhau ka kuch pata nahi chal raha ha...
purvi shocked to herd this..
in room
pradyuman - yeh app kya keh rahe ha rajkumar daya...
daya - hum sahi keh rahe ha pita ji yudh hone ke baad jab hume sab vishram karke
agle din uthe toh bhau waha nahi the..humne waha har jagha chana prantu vo hume kahi nahi mile..
soon harsh enter
harsh - maharaj raj purohit apse milne ae ha..
pradyuman - unhe andar bulaiye
soon the purohit came..
purohit - maharaj apki agya ke anusar humne raj tilak ka muhrat nikal diya ha or muhrat mujhe kal ka mila ha..
all shock to herd this..
