mansi - blast karna meri purani adat ha or rahi bata kaam ki woh karn apadt aha kal sumbit karwana ha

eman - thanku here it is

JS abhi - thanku so much di

priya - thanku

gautam 1 - thanku here it is

dhanu - thanku

duojenny - thanku and check ur pm dear

guest - tujhe bakwass lagta ha toh maat padhna kisne bola ha padhne ko..

shweta - full action with twist

gauri - iss dhamake ka kisi ko bhi andaza nahi tha infact mujhe bhi ...

yeh anchal or abhi kaha mohd irfan waiting for ur reviews


daya.- (low tone ) mein mein gaya tha uske pass ussi din gaya tha...

flashback

in custody home

shreya looked at daya coming..she was sitting on sofa daya came..and bend he kept a flowers aside which he brought

shreya - acha hua tum agaye tum sahi kehte ho tum daya hum apni ladhai lade ge or jeet bhi hasil kare ge daya phir ek nayi zindagi ki shuruwat kare ge.

daya (in low tone ).- hum nahi shreya sirf tum..

shreya smile vanished

shreya - daya kya baat ha..

daya.- d..d..dekho shreya mein tumse pyar karta tha or ab bhi karta hu lekin yeh kab tak chale ga..

shreya - m..m..mein kuch samjhi.nahi

daya - dekho shreya tum agar bahar gayi toh sab tumhe dekh kar dar jae ge..yah kuch bhi bolne lag jaege..lekin mein kab tak duniya se tumko chupata rahu ga..

shreya - kehna kya chahte ho..

daya sighted ..

daya - i..i..need break..matlab mein or agge nahi baad sakta rishta khatam karna chahta hu..(shreya got a huge shock..) ab se mein tumhe nahi milne auga shreya dhyan rakhna apna..

shreya hold his hand

shreya.(tearly ) - daya plz mujh chod kar maat jao..tumhare siwa koi nahi ha mera maa baap sab kho chuki hu plz..ab naya pariwarr mil raha ha toh maat cheeno yeh sab

daya.- baat ko samjho shreya this atack had destroyed everthing..mein agge nahi badh sakta plz..

shreya - daya plz kehdo yeh jooth ha..

daya sighted he wore sun glasses got up and started moving..

shreya - daya maat jao daya plz daya daaayyyyaaaa..

flasback over..daya -.wo cheekhti rahi chilati rahi lekin meim chalta gaya piche moodkar bhi nahi..

there was silent between them daya looked above and found abhi standing expression less suddenly he started moving...abhi came near gun took it and open trio were confused..abhi put bullets in the gun locked it and kept on his forhead..and pressed gun shoot the.gun was on the floor abhi was still alive..

flashback..

he was going to shoot daya came and pushed it

flashback out

daya.- yeh kya kar eahe ho tum abhi pagal hogaye ho

abhi - (angrily ) ha pagal hogaya hu mein...mein paidaiyash hi pagal hu..jante ho kyu..kyuki jinhe mein apna maa - baap , bhene manta hu na vo mere kuch bhi nahi ha...or nahi tum mere ho...mein pagal hu kyuki mein kabse tum logo ki parwah karte aya hu or sabse badi pagalpanti mene tab ki thi jab tujhe mein ek farishta samjh kar ghar leaya (daya downed his head ) tujhe achi padhai karwayi..tujhe kabhi ek bhai ki kaami nahi hone di lekin tum toh ek rakshas nikle (purvi looked daya was crying ) sharam aa rahi ha mujhe tumhe apna bhai kehte hue..areh ladki jisne apni duty ke chakar mein apne mata , pita khodiye apna chehra khodiya jispar tumhe garv hona chahiye tha ki wo agge ka accha soch rahi ha tum log usse hi marr dala...

daya.(tearly ) - toh mein kya karta abhi maa..

abhi - kya saboot ha tumhare pass ki unlogone ab tak maa ko apne pass rakha hoga ..(daya again bow his head ) mein kya maar gaya tha mujhe phone karke madaat nahi le sakte the kya tum..(drama) areh ha ha...senior inspector abhijeet toh marr gaya tha na..yeh idea apne diya tha na..joothi maut ka lekin tumne bhi maan liya ki yeh sach ha mein maar..

daya - abhi

abhi (angrily ) - kya abhi ha kya abhi..daya ajj samajh gaya..ki mein ek bhai banne ke kabil nahi hu kyuki ajj mein shreya ki pehnai hui rakhi ki hiffazat nahi kar paya (tearly with pain) wo beechari cheekhti rahi cheelati rahi kitna dard saha hoga usne kitna bulaya hoga usne apne iss bhai ko lekin tune kya kiya tune hum dono ko alag rakha..or khud bhi bhaag aya dar ke marre..(daya looked at him ) daya na hi tu ek cid officer bane ke kabil ha nahi ek insaan kyuki tujhme insaniyaat hi nahi ha nahi toh uske naate bhi rook sakta tha na tu..lekin tu bhag gaya mana ki maa unke kabze mein thi toh sach bata deta usse lekin nahi dimag band karke beth gaye. (their was silence )..

abhi broke the silence..

abhi - purvi - nishi mera ajj ka ek bada faisla sun lo saman uthao or niklo us ghar se hum waha nahi ruke ge ab..(trio shocked ) or ha daya ajj mein tujhse ek farz or cheen raha hu.. agar case ke doran agar meri maut hui na toh meri chita ko agg tu kabhi nahi de ga..

purvi - abhi bakwass band karo..

daya (tearly ) - mujhe maff kardo bhai plz..

abhi - yeh bhai kehna band karo samjhe kyuki tune hi mujhe maar dala ha daya uss naam ke liye..

daya - (tearly ) mujhe maff kardo abhi plz plz maffa kardo..

abhi turned his face..and started walking but daya came in between and bend down and join hands..

daya - m..m..mujhe maff kardo abhi plz maff kardo..mein mein wada karta hu ki kabhi esa nahi karu ga lekin mujhe chod kar maat jao plz maat jai chod kar maff kardo..

purvi - (tearly ) abhi ab toh usne sach batadiya ha ab toh maff kardo..

nishi (tearly ) - jiju plz unnhe maaf kardijiye..

voice - abhijeet beta maff kardo usse..

all turned and saw maulvi..

maulvi - abhijeet daya ne tumhe yeh baat shayad isi liye nahi batyi hogi kyuki vo waqt shayad thik na ho usse samjhne ki koshish karo abhijeet bhai ho tum uske maff kardo apne chote bhai ko...

abhi didn't understand anything he just closed his eyes and was going to fall but daya hold him..

daya - abhi...abhi ..utho..

purvi - abhi kya hua tumhe..

maulvi - beta isse hospital lekar jao..

daya picked him and trio left

maulvi - hay khuda bache ki dekhbhal karna..

in hospital..

daya was standing attaching he closed his eyes..

agar case ke doran agar meri maut hui na toh meri chita ko agg tu kabhi nahi de ga..

daya (pov) - esa kuch maat karn bhagwaan nahi toh mere sath sath hum sabki maut ka karan bhi app hi honge..

acp enter and ran near him..

acp - abhijeet kesa ha or vo behosh kese hogaya..

daya (sadly ) - usse sab pata chal gaya ha dad..

(acp shocked..)

daya narrated what happend...

there was silence..

doctor came out..

purvi - kesa ha vo..

dr - bp kafi down hogaya tha chot ki wajha se bhi or tension ke karan bhi ab vo thik ha hosh aa chuka ha app mil sakta ha..

purvi , nishi get inside..acp and daya looked at each other..

daya - aru kaha ha..

acp - freedy ke ghar ha..sumita or vo uska kafi dhyan rakh rahe ha..

purvi came out

purvi - daya vo tumhe andar bula rahe ha..

daya looked at acp..who nodded