note : iss story mai purvi cid officer nahi hai .. vo bas apni study kar rahi hai
At moring
daya dinning table batha hota hai aur breakfast kar raha hota hai ... ... shreya kitchen se aati hai daya ke liye coffee lekar
shreya : daya aapki coffee
daya : hmm
aur vo table par rakhti hai aur breakfast karne lagti hai .. ..
daya : shreya purvi kaha hai ..
shreya : purvi apni friend k ghar gayi hai ... waha se collage jaayegi ..
daya : ok
dono baat kar rahe hote hai ... tabhi door ki bell bajti hai .. ... shreya uthi hai aur door kholiti hai aur dekhti hai .. kavin hota hai .. ..
shreya ( smile ) : good moring kavin
kavin ( smile ) : good moring shreya
kavin andar aata hai ... aur dinnig table k pass aata hai ... kavin daya ko dekhta hai
kavin ( smile ) : good moring jiju
daya : hmm good moring
shreya : kavin breakfast kar lo
kavin : ok shreya
aur vo breakfast karne lagta hai..
daya : shreya tum bureau nahi aa rahi ho.
.shreya : nahi daya mein aaj off liya hai..mujhe tarika saat bahar jaana hai ...
daya : thik hai ...
daya kavin ko dekhta hai ...
daya : aur tum kavin
kavin : bas 30 min aata hu
daya : hmm
aur vo bureau k liye chala jaata hai..
kavin ( thinking ) : kavin jaldi se breakfast kar aur bureau jaa nahi toh jiju phone par phone karge .. .. pata nahi jiju mujhe se humsha gusse mai kyu rehte hai ... ..
shreya : kavin
kavin : haa shreya
shreya : kya soch rahe ho
kavin : kuch nahi shreya ..
kavin breakfast karta hai aur bureau k liye chala jaata hai.. ..
at night
purvi room
purvi on call
purvi : dinner kiya tumne
preson : nahi bas kuch der mai karne wala hoon ... .
purvi : aaj kal tum bohut busy ho ...
preson : tum toh pata hai mujhe kitna kAam hota hai ... sirf raat ko time milta hai ... tumse baat karne ka liye ... ..
purvi : hmm kal tum free ho kya ...
preson : kal kuch kaam hai kya ..
purvi : kaam toh nahi hai.. kal dinner par chalte hai ..
preson : theek hai..
purvi : bye
preson : bye
purvi ( smile) : bohut din baad mai aur woh dinner par jaayege ...
i hope all like this chapter
short chapter ka liye sorry next chapter long hoga ...
Keep loving kavi :-):-)
