guys mein apko kal reply karu plz don't mind mujhe kuch kaam ha so sorry plz app review karna maat bhooliye ga so sorry
kavin - jiju yeh shaadi thik nahi hui..maya ko jaldi pata chal jae ga or apko marne zarur ae gi..kisi na kisi din
abhi - wo toh ha jaan ko toh khatra ha meri lekin mein kar bhi kya sakta hu purvi kafi zindi ha...
suddenly became serous he started looking at a fix point..
kavin - kya baat ha jiju..
abhi - kavin mein ek baat hi bhool gaya
kavin - kya jiju..
abhi - kavin ajj arjun ghar aa raha ha..
kavin ( shock ) - arjun..
abhi - ha usse shooting karne ka bhoot sawar ha..seekhna chahta ha..tum ek kaam karo tum bhi chalo maya ka agla kadam kya ho sakta ha pata karo..
kavin - ji..
both got and came out..
outside..
abhi and kavin came out..and saw everyone working
abhi - daya..
daya looked above..
abhi - agar koi case ae toh bula lena mein or kavin ja rahe ha..kahi..
abhi went with kavin..
daya (pov) - yeh kavin toh chipak hi gaya ha..uske saath..
on other side..
shreya looked out..
shreya - lagta ha arjun chala gaya..mujhe bhi usse insan mil lena chahiye..jo arjun ko yeh sab seekha raha ha and she went..
maya side..
vishali - rajkumari har jin humare kabze mein kintu hume wo nahi mil raha jinki hume talash ha..
maya - ek kaam karo pakdhraaj ko bula or kaho ki pura jin world or insaani duniya ka chapa chapa chaan mare or kahi se bhi uss rakshak ka pata laye..
vishali - rajkumari insab mein waqt lag sakta ha..pakshi raaj budha ha or bahut dhire udan bharta ha..
maya - lag jane do mujhe sirf vo rakshak or purvi ka sara
vishali - tab tak..hum kya kare..
maya - kitabo mein dhunde ge insab ke bare mein jin world ka pustakaly jae ge har ek kitab mein dekhe uss rakshak ke bare mein..
in garden
abhi - yeh dekho mein kya laya hu tumhare liye..
arjun hold the bow..
arjun - wah avi uncle badiya ha mujhe chalana see khao na...
abhi taught him too shoot arjun became happy..
abhi - vese beta apko insab cheezo mein itni dichaspi kyu ha ajj kal ke bacho ko toh sirf phone par game hi pasand ha..
arjun - lekin mujhe kisi se badla lena ha..
abhi - badla kesa badla ? kya kisi ne tumhari choclate cheen li..ya punishment di..
arjun - mein kisi bache se nahi uss insan se badla lena chahta hu jisne mere bhai or meri chachi ko chodh diya mere aii or baba se pyar par se vishvass cheenliya..mein usse punishment dena chahta hu badha hokar..
abhi - or kon ha vo..
arjun - cid ke acp abhijeet...
abhi smile..
abhi (pov) - mein apni arthi ko apne hi hatho se sajau ga shayad yehi meri sabse badi sazza ha mene jo unsab ke sath bura bartav kiya..
on other side..
lady came near purvi..
lady - purvi peter kaha ha..
purvi (smiling ) - unhe hospital se call agaya tha maaji..
lady- shaadi ke baad hi..
purvi (smile ) - maa ji unki khushi dusro ki khushi ha agar wo nahi gaye toh kya pata kaiyo ki khushi gum mein badal jae..
lady - or teri khushi kya..
purvi - meri khushi dev ke sath ha..mujhe bus ek acha naam chahiye tha dev ke liye or vo mujhe mil gaya ha peter ka bhi yehi kehna ha..
on other side..
door knock kavin run and open the door and shock to see shreya shreya also shocked to see kavin..
shreya / kavin - app yaha ?
shreya - kya ha avi ?
kavin - toh app arjun ki mummy hai..
shreya - ha darsal mein arjun ko..lene ai thi..
kavin smile..
kavin - vo jiju ke sath ha..
shreya got confuse
kavin - darsal mein kavin hu or arjun jiju ko hi avi kehta ha..
shreya smile..
kavin - app andar aiye na..
shreya came inside..
kavin ( loudly ) - jiju arjun..koi aya ha..
abhi and arjun came out from the back door abhi shock to see shreya on door..
arjun - aii..
arjun ran near her and hug shreya shock to see abhi..abhi downed his eyes..
arjun - aii app yaha ha..(to abhi ) avi uncle yeh meri aii ha..
abhi just nodded..
shreya (to arjun ) - arjun tum gaadi mein betho..
arjun - aii mujhe abhi khelna ha..
shreya - mein apke avi uncle se kuch baat karna chahti hu..jab hojae gu tab mein bula lugi..
arjun - ok..
arjun ran..
abhi - shreya yeh baat daya ko maat batana bechara bacha bina baat ke hu. dono kee bich pess jae ga..
shreya - abhijeet sir..mujhe esa lag raha ha ki pess app rahe ha..bina baat ke..kya chal raha yeh sab
abhi - joo tumhare samne ha wohi chal raha ha..
shreya - maya kon ha sir ?
kavin - areh ha maya se yaad aya jiju bahut bada sankat..
(abhi blocked his mouth with hand shreya got confused )
abhi - meri bachpan ki dost ha vo ..
shreya - app bachpan mein konse school jate the..(abhi gulped the saliva ) or maya ki mulakat kese hui..
abhi - vo mein vo..
shreya - sach sach batiye sir yeh sab kya ha or kavin apko jiju kyu bol raha ha..(abhi was silent kavin raised hand..)
shreya - kuch bolna ha kya..
kavin nodded..shreya glared at abhi..abhi gulped saliva and removed his hand..
kavin.- mein jiju isile bol raha hu kyuki yeh mere dost ke pati ha..
shreya - dost ?
kavin - mein purvi ka bach pan ka dost hu..
shreya shocked she looked at abhi..
abhi - shreya yeh bhi purvi ki tarha ek jin ha ..or maya bhi ek jin ha
shreya got a great shock..
shreya - a..a..app jante ha purvi ke bare mein ki wo jin ha..
abhi - yeh shaadi se pehle ki janta hu..
shreya - kese..kisne bataya apko yeh..
abhi - purvi ki nani ne..
flashback..
(love and magic 1 last second chapter when abhi was pressing nani's feet )
nani - beta purvi ke bare mein tujhe kuch or bhi batana ha usne tujh se ek baat chupai ha...
abhi - kesi baat maa ji..
nani - hum log iss duniya se nahi hum log jin land se..purvi ek jin ha..
abhi started laughing..
nani - tum hass rahe ho..
abhi - maaji janta hu ki ek maa apne bache ko chota hi samjhti ha lekin yeh jin wali baat ...
nani - tumhe vishvass nahi toh yeh dekh lo..she pointed at the glass the glass got filled abhi shock..the glass came on flying and throw on abhi's face..
abhi was shocked..
abhi - yeh sapna.
nani - yeh sach ha beta..(abhi started thinking )
