Hello everyone!!! Abhi admirer here. Hope u all are fine. Here is next chapter. Enjoy


And he moved from there...Purvi sighted

Purvi - kabhi kabar lagta ha ki abhijeet ne shayad dabav ke karan shaadi ki ha mujhse

on other side

Abhi join everyone kids were very happy

Abhi - kyu maza aya bacho..

Aisha - ha papa bahut mazza aya..

Ishan (to daya) - papa app ishan se daro maat vo kuch nahi kehta ha.. app bhi ride lo na mein chalta hu na apke sath..

Daya - beta next time please..

horse came near daya and lick him

Daya - kya hai yarr door se bye kardo chatna zaruri ha..

all started laughing on his irritation

Voice - maharaj

all looked.. diwan came on running.. abhi understand the way he ran

Abhi - (to all) ek kaam karo applog mahal dekhlo (to mayur) le jao inhe..

abhi went near diwan.. acp and daya were looking at him rest started moving after mayur.. diwan said something to abhi in ears.. abhi's left open.. both ran.. daya was going to follow.

Acp - nahi daya peecha kiya toh samjh jae ga vo gaurds ha

Daya - sir yeh batata kyu nahi..

Acp - daya ajj raat isse jese tese karke milna hi hoga..

on other side

Abhi was sitting and watching TV

Diwan - maharaj yeh tripathi bhi mila hua har koi udaygarh hatiyana chahta ha..

Abhi - sahi kaha apne diwan sahab udaygarh ki development ke naam par logo ki zamin hatiyana chahte ha itni ghatiya rajneeti

Diwan - ab kya kare maharaj praja ko humare khilaf bhadkaya jaa raha ha

Abhi - diwan sahab.. praja agar bhadak rahi ha humare khilaf toh bhadak ne do.. koi baat nahi. lekin mein kisi bhi halat mein udaygarh ki taraf se sign kiye hui bond ko barbad nahi janne du.. ga or yeh bhi maat bhulo sabhi logo ke zimin ke kagzak humare pass ha.. jab tak hum vo kagzak de nahi dete tab tak udaygarh mein koi zamin ka sauda nahi kar sakta

Diwan - maharaj praja apse kafi narazgi hogi

Abhi - diwan sahab ek kaam kariye kuch khabriyo ko praja ke andar bhejiye bhes badal kar.. or koshish kijiye humari soch ko failane ki or praja ke kya vichar ha yeh bhi..

Diwan - maharaj hume samjh nahi ata ki yeh log apko shaadi karne par majboor kyu kar rahe ha

Abhi - diwan sahab agar apke samne achanak sher ajae toh kya vo apki baat manne ga...ki bhai tum meri jagha maat lo

Diwan - kya baat kar rahe ha maharaj vo toh mujhe kha hi jae ga..

Abhi - or agar vo sher paltu ho kisi or ka toh vo apko khae ga ki nahi ?

Diwan - ab vo toh uska malik jo kahe ga vo kare ga

Abhi - man lijiye ek sher jo app pal rahe ha kafi dino se toh

Diwan - maharaj janwar insano se zayada wafadar hote ha agar hum usse pal rahe ha toh vo humse pyar hi karega

Abhi - ab is sher ko ek istri samjho pehle case mein dusre mein samjho ki malik ha sarkar or teesre case mein palne wala mujhe samjho

Diwan - or pehle do cases mein jo mein hu vo ha rajy

Abhi - bilkul.. sahi kaha apne..

On other sideMayur - Bacho yeh hall jaha raaj sabha hoti ha or waha mahraj beth te ha..

kids ran and sat on throne..

Sachin - kafi bada hall ha

Daya - ha Sachin yaha par kafi log atte ha faisla or samsya lekar..

on other sideSharad found something and took out

Sharad - papa yeh dekho sword..

Acp - sharad beta rakh do usse chot lag jae gi..

But sharad started playing

Sharad - dadu kuch nahi hoga mujhe..

Daya - sharad rakho bache lag jae gi

Sharad papa artificial ha yeh dekho he was going to hit but was hold by someone the sharp part..

all saw abhi has come from back door he snatched it from sharad.. due to this a small cut came on his head

Abhi - bacho app baat samjhte kyu nahi humne apko bola nahi ki cheeze maat chedna or yeh artificial nahi ha.. dekhi..

he showed his hand

Sharad - i am sorry bade papa

Abhi - (to mayur) inhe kai or lejaiye mujhe yaha kaam ha...

Acp - kya kaam ha abhijeet

Abhi - ha thoda raajy se related app log jaiye hum bus aa rahe ha

Acp and daya saw each other and soon everyone left..

Abhi - diwan sahab vo chip hume dijiye..

diwan handle the chip.. Abhi went near a seat.. of mishra and started searching it he found a ring

Diwan - yeh anguthi mishra ki ha

Abhi - diwan sahab sabha se mene ek magnet lagaya tha jaha mishra aksar hath rakhta ha iss magnet ne uski anguthi nikalwali

Diwan - ab

Abhi - ab kya yeh anguthi usse wapis mile gi or yeh recoder hume sunnae ga uski sajish

Diwan - wah maharaj.. apne toh khel khel mein sab kar dala.. pehle vo sher ki seekh ab yeh

Abhi smile..

Diwan - maharaj mujhe na maharaj aditya ki ek dasta yaad agayi vo bhi esa karte the

Abhi - vo kya karte the

Diwan (teasingly) - ese nahi maharaj dada dadi bacho ke bacho ko kahani sunate hue ache lagte ha bache ko nahi..

Abhi laugh..

Abhi - samjh gaya sabko suna chahte ha app..chaliye phir aiye..

On other side

Aisha (happily) - kya hume app story sunae ge

Diwan - ha bacho

Sharad - konsi story..

All ears were there.. suddenly abhi's phone rang he saw and become tensed...

Abhi - diwan sahab app kahani sunaiye.. mein ata hu mujhe kaam ha

Diwan - apko bhi toh

Abhi (instantly) - mein baad mein sunlu ga and he ran..

Acp - diwan sahab app shuru kijiye (he indicated daya to follow him)

who nodded and went

Diwan - yeh kahani ha bade maharaj ki yani aisha apke papa ke papa ki maharaj aditya ki.. (to all) yeh kahani darasal nari shakti ki jagrukta ki ha.. maharaj adity or mein bahut ache mitr bhi hote the kab maharaj yuvraj the or nagar ka jaysa lene gaye the vo mera naam jay ha vo mujhe diwan nahi kehte the kyu abhi vo pad mere pass nahi tha

on other side

Daya watched abhi in anger throw files on a person face

Abhi - yeh report ha tumhari..

Man down his head..

Abhi - (angrily) kaam kyu nahi hua paise mile the na tumhe

Man - sorry sir..

Abhi took a deep breath

Abhi - jaiye app plz mujhe or pareshan maat kariye

the man went...abhi claps hands gaurds came

Abhi - mayur ji ko foren bulaya jae..