"MY LIFE IS BEAUTIFUL 2"


Karishma-no problem sis... good luck for your stories

Guest-I will try to give updates regularly

Sandhysinha865-thanks

Guest-thanks

guest-Next update is here

Pallab-Thanks yaar, yeah update is here hope you love this

Bapi-Gayab nahi hone ki koshish karunga, ha ha

TheStridentTranquilizer-Thank you


CHAPTER 9:-COLLEGE LIFE

PART 2:- TIT FOR THAT


Girl-Chodungi nahi usse, DCP ke beti ko tang karta hai na tu, dekh lungi tumhe...

Shreya-Tujhe ho kya gaya hai yaar, chodo hum yaha padhne ke liye aaye hai naa?

Girl-Tu chup reh, badi acchi bartaav kar rahi hai baat kya hai?

Shreya-Kuch nahi chalo ab...

Abhi-Ye ladki chup rehne waalo mein se nahi hain kuch na kuch gadbad zarur karegi hoshiyaar rehna padega Daya..

Daya-Ha boss, ye donno kuch na kuch zarur karenge yaar...


ACP-kyun sir, mai vaha kyun?

DCP-Pradyuman, mujhe toda sa madad chahiye.. mai 2 photos bhej raha hu tujhe zara dekh ke batana kaun hai ye 2 mahashay?

ACP(POV)-Hey bhagwan, zarur ye donno Abhijeet aur Daya hi hai, ab kya kardiya inn shaitaanon ne...

DCP-Tum sun rahe ho?

ACP-Ji,ji Sir aayaa...


Abhi-Daya zaraa sambhaal ke ...

Daya-kyu kya huva, voh ladkiya yaha nahi hai

Abhi-Kyaa pata kahi se bhi ucchal ke aagaye to...chalo

Girl-Lo Shreya aa rahe hai 2 raskas... chalo shuru ho jaa...

Shrey smiled evilly and started eating bananas...Then they both slowly throwed those peels on the floor...

Girl-Ab aayega mazaaa...

Shreya-Chalo chup jaate hai...

Both hided behind the pillar...

Girl-3...2...1...

But suddenly Abhi and Daya jumped and escaped from those traps...

Girl-Damn it, unhone shayad dekh liyaa... Plan flop...

Shreya-Kisne kaha plan flop hai, piche to dekho...

Girl-ACP uncle...nahi nahi

Shreya-Ab aayega mazaaa...3...2...1...

Abhi-Huh humhe ullu banaane ki koshish? Chalo ghar bhaago bandariyaa...

Daya-ooooooooo, loosers...

Girl-Zara piche toh dekho piche...

Abhi-Huh, kya h...d...d...dad

Daya-Nahi nahi Dad...

Girl-Dad?

Shreya-Bhago bhaago...

Girl-Nahi nahi ruko mazaa aayega ab...

She shouted..."Uncle dhyaan se...aage mat aayiyegaa"...

But ACP already stepped up and slipped ..."Ooochhh"

ACP-Shit, kisne kisne ki ye gandhi harkat?

Girl-ACP uncle voh 2 ladke khade hai naa vahi

ACP-Daya aur Abhijeet, ruko vahi pe..ruko nahi to...

Daya-Abey dekh kyaa raha hai bhaago bhaago

Abhijeet and Daya ran away from there...

ACP-nikamme...besharam ye donno kabhi nahi sudharenge...

Shreya-Kya vo donno aap ke bete hai?

ACP-Ha badnaseeb se... Teak hai baccho mai chalta hai, tumhare papa ne bulaya hai

Girl-Teak hai uncle baad mein milte hai


DCP-Kyaaaaaa? Vo donno tumhaare bete hai?

ACP-Ji ji sir, kyu kya huva?Kuch kiya kyaa unhone?

DCP-Nahi nahi to, accha teak hai ye files lo aur jaao mai baad mein call karta hu..

ACP-Ji sir..

DCP-Hey bhgawan , ek shaitaan se chutkara paane ki koshish mein thaa ab 2 aur shaitan prakat ho gaye.. Meri khair nahi, mera kachumbar ban naa tair hai...


"Hey handsome, zara yaha aanaa"...

Abhi with a smile went towards that girl.

Abhi-Yes ... koi madad chahiye?

"Nahi nahi, aap itne dashing jo ho, ek selfie le sakti hu please?"

Abhi-Arey bas itni si baat? Kyun nahi lelo ...

She with a smile come closer and tried to took a selfie... But suddenly that devil girl snatched the phone...

"Hey Purvi kyaa kar rahi ho ye kyaa battamizi hai?"

Abhi(POV)-Iss shaitaan ka itna accha naam... kabhi socha nahi taa...

Abhi-Oyee madam, aapki problem kyaa hai, mere piche kyun padhi ho...

Purvi-Sharm nahi aati, ek ladki se aise chipak ke khade ho, ghar mein koi behen nahi hai kyaa?

Girl-Arey Purvi kya bol rahi hai tu, maine khud bulaya hai inhe ek photo lene ke liye... accha tu hi photo kich le ...

Purvi-teak hai do...

After two shots , that girl went out with anger...

Purvi-Chal bhaag yaha se

Abhi-Ye pagal, tu bachpan se aisi hai ya abi abi ek do screw dheela padh gaya hai bataa?

Purvi-Eyyy hero, zyada ucchalo mat chal madad ki teri shukr manaa

Abhi laughed, "Madad? chal hat, shaitaan ki aulaad.. tu apna kaam kar aur mujhe mera kaam karne de samjhi

Purvi-Aur tu aise ladkiyon se selfie lena band kar samjhaa aise maarungi naa saari haddiyaa toot jaayegi

Abhi-Kaha fas gaya yaar, ye chal mujhe kaam hai...

Abhi started going...

Purvi-Eeyyy hero ruk...

Abhi-Ab kyaa hai?

Purvi took out her phone..."Ek selfie ho jaaye, toda smile de bey"...

Abhi blinked his eyes...

Purvi-looking nice.. Instagram pe upload karungi like kardenaa...

She walked away,.,

Abhi-Abi abi yaha kyaa huva?

Abhijeet ruffled his hairs with blank brain...

TO BE CONTINUED...