OK GUYS SO I WILL BE STARTING NEW STORY ISKE 35 CHAPTER TAK REHNE DETE HA PHIR AS I WANTED TO SHOW after marriage toh vo try karu gi last do chapter uske likh du
Abhi thought
Abhi - nahi toh
Shreya - toh phir sir
Abhi - pucho maat yarr bahut pagal insan ha vo sachme ab dekhna shaadi hogi na toh dad toh betiyo ki side le ge mujhe leni padhe gi sahi side kahi bhi agar purvi ki li toh daya ke tanne shuru jhoru ka gulam anhi thode din pehle gaadi mein hua esse ab bichare di ki side toh bharni ha uske nakhre tumne dekh rakhe tum hi jhel sakti ho
Shreya - sir sorry lekin mujhe lsdke delhne aa rahe ha or mene or dayane dil ki bsat bhi nahi boli
Abhi - mene or purvi ne kaha boli ha arrange ho jata ha sab kab dekhne aa rahe ha
Shreya - kal raat ko ..
Abhi - mummy papa ne exact kya bola ha
Shreya - ladke wale dekhne aa rahe ha mujhe
Abhi - ha toh keh dena tumhe laga hospital se chuti ke baad hal chal ke liye aa rahe
Shreya - sir ghar wale mar de ge mujhe mooh par jawab diya
Abhi - ek toh ghar wale hote ha main ..(he think ) ek kaam karo tum abhi jao mein delh lu ga
Shreya - app
Abhi - ha tum jao mein dekhlu ga
Shreya - sir lekin
Abhi - nobat hi nahi ae gi ladka dekhne ki
Shreya - sir app
Abhi - calm down yarr ek toh tum sachme choti choti baato par tum tension lelti ho na kaam adha wahi barbad hojata ha
shreya down his head
Abhi - mein hu na sab sahi ho jae ga daya bhi mann jae ga purani baate bhool kar cahin se so jao koi dikaat ho nahi pick karta mujhe karo
Shreya - (innocently )sagai ke time par apko hi kiya tha apka phone band tha
Abhi gulped the saliva shreya hide her laugh
Abhi - ah ha matlab flight ke time yah as pass maat karna baki waqt jab marzi karo
Shreya - sir apko abhi bhi kiya tha tab bhi band tha
Abhi checked he saw
Abhi - charging par in karna bhool gaya ..ek toh phone naya lu mein ..(to shreya ) phone on par jab marzi call karo mein utha ku ga
Shreya nodded
Shreya - apko purvi ka call nahi ata vese ?
Abhi - ab shaadi baad usne yehi ana ha toh kya hi baat kare ..
Shreya - phir bhi kyuki yeh toh hota hi time vesa ha or mujhe laga app bahar purvi se hi baat karne ae the
Abhi - areh nahi vo khuli hawa lene aya tha bus ..vese tum ai kese ho yaha
Shreya - taxi se
Abhi - tumhe raat ko ese nahi ana chahiye .. gaadi ki chabi deta hu lejana or kal ajana subha ..
Shreya - thankyou and once again sorry
Abhi - shreya shaadi ke baad new sire se life shuru hoti ha or agar tum esa hi karti rahi na toh meri start achi nahi hogi..
shreya smile
Abhi - ab jao
Shreya nodded
Next day
everything was ready adi was helping daya was low and acp silent thanking the people who were congratulating him
Rajiv - daya abhijeet kaha ha yarr ek toh pata nahi lagta sagai ke liye bhi late abhi thodu mehndi usne bhi lagwani ha
Daya - pata nahi so raha ho ga shayad ..
Voice - aina uncle aunty app bhi..
daya got confused but shreya shocked
Abhi - daya idhar ao toh
Daya came near
Abhi - abbe pao toh chu ..
daya touch there feet ..
Abhi - aunty yeh mera chota bhai ha daya .. or daya yeh shreya ke mummy papa ha
Daya - oh uncle app log ae bahut acha laga ..
S.f - toh tum ho shreya ke khass dost
Daya shocked and kooked at shreya who was shocked
Abhi - ah ha uncle yeh ha daya app log aiye na guest room mein dad ko bhej ta hu or kuch kahiye na app log tajiv andar leja special guest ha
Rajiv - ha ..
Rajiv took them in ..
corner
Abhi - daya ka rishta abhi nahi hua toh kabhi nahi hoga
Acp - iss waqt
Abhi - agar abhi baat nahi khuli toh rata ko shreya kisi or ghar mein hogi app jaoye
Daya - mujhe shreya se shaadi
Abhi - tu chup reh beech mein maat bo (to acp ) app jaiye
Acp - bolu kya unhe
Abhi - mere time par jo bola tha bol dijiye na jaiye
Acp left nodded in disappointment
Daya - mujeh abhi shreya ka nahi sochna
Abhi - kyu na sochna tujhe
Daya - tujeh hath kadi laga kar khada kardiya tu choch raha mein maff kardu
Abhi - galati hoti ha tujhse pyar karti ha zayada pyar bhi sahi nahi zayada nafrat toh sahi hoti hi nahi
Daya down his head
Abhi - mein dad ko maff kar sakta hu tu nahi kar sakta
Daya shocked and looked
Abhi - un baato ne mujhe todha ha daya mere rishte nahi
daya eyes became teary
Abhi - yarr mein bhool gaya ki vo chahe mera khoin je rishte nahi leki maa ne mujhe bachpan se lekar ajj tak sambhala ha or dad ne apne rishto se ladh kar mujhe pehchan di ha ... ajj jo rishte yeh keh rahe haina daya ki criminal ka beta hu kal ko puri duniya milti agar dad na banate mujhe...
daya just hug him and started crying ..
Abhi - or sabse bada karan toh tu ha jisse maa mere liye chodh kar gayi ha .. tujhe chodh kar chale gaya toh tu duniya ko pagal hi karde ga jese beuro kardiya ha or jab sab jante ha teri taqat teea gaurd toh mein hu .. hs ruffkes his hairs abd daya was crying bith stayed in that abhi seprate clear his tears and then daya's
Abhi - kahi nahi jaa raha mein tu jaa ha bolde or mein maa ko bata kar ata hu ki au ga toh daya shreya ko bhi sath launga khanne par
daya laghed
Abhi - ab jaa
In room
Abhi - maa sorry
Lady - (tearly smile ) maa bhi bolta ha or sorry bhi tera yehi fasla sunna chahti thi mein bache ab agli baar bina daya ke andar anne nahi du gi
Abhi laughed
Lady - tunne apne papa se baat ki kya .
abhi smile vanish
Lady - kya hua ?
Abhi - maa mujhe (low tone ) sharamda mehsoos ho raha ha agar dad ne uncle ki baat mann li toh kaki vo toh or dukhi hojae ge or vo ajj kal riom mein hi rehte ha
Lady - maa baap se koi aulad nahi door jatte hue nahi dekhi jaa sakti tera geh haal ha toh soch purvi ke papa kese dil par pathar rakh kar purvi ka hath de rahe ha .. tu usse yaha le ata tab bhi toh usse apne papa ki yaad ati na
Abhi - ji maa
lady - ab apne papa se baat karle kyuki nivala nahi utarta maa baap ke gale mein se agar bacha pareshan ho or ainda esse tang maat karna unhe tu bada hogaya or aged .. 27 saal se tujhe pala ha yehi umar hoti ha bacho ki unko iss baat ka ehsas dilwana ki parwarish galat nahi gayi ... bada ha tu ab ghar mein pita ka hath tham chodhna nahi duniya 100 tanne deti ha maa baap bhi dant te ha ek kaan se sun dusre se nikal
Abhi - mein samjh gaya maa
Lady - shaadi se pehle tera phone na ae all the best meri dua humesha tere sath ha
Abhi - thankyou maa
Lady cut the call
Abhi open the bag and kept the clothes in Almirah..
Voice - abhijeet oee ..
Abhi saw adi enter
Adi - abbe kamine mehndi toh lagwale
Abhi - ata hu..
Abhi went out
On otherside
Tasha - daya sir
Daya saw tasha
Tasha - yeh pic mene na mehndi wale ko paise dekar nikalwai ha iasme abhijeet sir ka naam dhundlo yeh na ho bhaiya ka account lhali karwade
Daya - tasha mera bhai na sharp shooter or intelligent ha uske liye na yeh cheez bacho wali cheez ha
Tasha - mujhe toh mila nahi abhi tak
Daya - dikhao
Daya saw the heena but didn't found
Daya - mujhe bhi nahi
Tasha - sir ko dikhate na
Daya take the phone towards abhi .
On otherside..
Abhi was waiting to get heena dry .. daya came
Daya - abhi
Abhi looked
Daya - yarr isme tera naam kaha likha ha dekhna
Abhi - kuch khila hi de ..
Daya - cold drink pilata hu pehle dekh
Abhi - ring finger ke center mein name likfa ha horizontal
Daya saw it and got
Daya- areh ha mein lata hu kuch ..
Daya brought and made him eat ..
Abhi - dad kaha ha
Daya - vo jwellery wagera dekhne gaye ga shaadi ke liye ..
Abhi - dad jwellery pehne fe
Daya - abbe nahi
Abhi - toh tu
Data - areh yarr purvi ko dalni ha
Abhi - oh ..
Voice - abhijeet oee
Abhi - agayi train
Abhi's all friends came
Karan - abbe oe party de ga
Abhi - sagai ke time se ab tak kya de raha hu
Adi - humari party (he indicate drink ) bachelor party
Abhi - yarr daya se lo
Daya shocked
Abhi - rishta pakka hua ha shreya ke sath
Rajiv - areh wah mere sher congo congo
Adi - topic maat badal leni tere se ha
Abhi - areh yarr dekho shaadi ke baad party dedu ga reception par milwane ke liye abhi nahi de sakta
Karan - kyu
Abhi - yarr ladki ka baap na thoda vo ha superstisious isi liye
All - ohhh
Adi - reception yaad rakhi
Abhi - ha ha purvi ajae dedu ga
Rajiv - yarr esa feel ho raha ki yeh jhoru ka gulam bankar reh jae ga
All started laughing
Abhi - essa kuch nahi ha purvi samjhdar ha bus yeh ha ..
Adi - biwi ke naam jap kar tu ..
Karan - areh vo kya ganna tha... ha sham savera jhoru jhoru kahu ga
All - yeh jhoru ka gulam bankar rahe ga ..
Abhi - lagne do tumhare number batau ga bhabhiyo ko...
At night
Abhi was texting his dad and drinking the wine he again cut again type again cut ..suddenly the door knock abbi instantly kept it in drawer..with glass
Abhi - ajao ..
Daya open the door
Daya - bhai neeche jagha nahi ha ek jo yaha sulale ..
Abhi - ha toh tu dede kamra yaha aja
Daya - areh mein toh guest ke hotel mein jaa raha hu sonne taki unhe dikat na ho rahi
Abhi - toh dad
Daya - vo sofa oar so rahe ha bahar
Abhi - (pov) dad pakad na le ...
Daya - unhe bhej deta hu dad ko .
Abhi - daya ..
but he left
