NOTE:-SORRY FRIENDS, FEW CHAPTERS FROM NOW ON RELATED TO FAMILY LIFE ONLY, MAY BE BORING...
CHAPTER 7:-
Daya-Ab kaise ho boss?
Abhi-Mujhe kya hoga?tum sab honaa. mai teak hu yaar
ACP-pata hai, kitne teak ho do-teen week chutti diya hai tujhe samjhe?Bureau aanaa mana hai
Abhi-ye kya baat hui Sir?Mai teak hu, dekho..
Daya-Aa..aa vahi lete raho..Utne ki koshish bhi mat karna..
ACP-Abhijeet, ek baat batao kya hua tha vaha ?Hum Purvi se pucha toh voh bus ro rahi thi, kch nahi bataya
Abhi-Kuch nahi Sir, Voh Ronit ne mara mujhe goli, aur Purvi ne usse udaa diya
Daya-Lekin jab mai aayaa toh
Abhi-Ha Daya, voh bechari shock mein thi issiliye tumhe aisa laga hoga chodo ab... vaise Sanjana kidar hai?Kaisi hai voh?
Daya-Usse kya hoga?Bilkul teak hai voh...Bahar Purvi ke saat khel rahi hai..
Abhi-Shukr hai Bhagwan kaa..Bacchi koh kuch nahi hua..
Doctor-Aap sab log toda bahar chaliye..Mujhe check up karna hai..
All went outside.
Daya-Sir, Abhijeet hi kyu Sir?Humhesha usse hi kyu kuch hota rehta hai?
ACP-emotional mat ho aur mat bhoolo ki voh ek CID officer hai..kayi saarein dushman hai uske ..Tum bhi jaante ho naa.
Daya-lekin Sir,uss par kayi saarein humle ho rahe hai, ek kaam karta hu mai uske saat rukta hu jab tak voh teak naa hota.
ACP-Daya tum
Daya-Please Sir, mera dost hai voh..
ACP-tum maanoge nahi naa, teak hai lekin kam pe aana hoga
Daya-Koi baat nahi hai Sir. Mai taiyaar hu
Purvi entered inside with break fast..
Purvi-Kaise ho aap?
Abhi-Zinda hu
She felt bad hearing that
Abhi-Arey kya yaar, mazaak kar raha thaa
Purvi-Lekin galti toh meri thi naa
Abhi-Chodo naa Purvi. joh hua so hua bhool jao voh sab
Purvi-Lekin ...okay teak hai aap pehle teak hojao baad mein baatein karenge.
Abhi-Dedh saarein..
Purvi-ha baba, dedh saarein..Pehle apna mooh kholo..
Abhi-Mai bhooka nahi hu yaar
Purvi-Voh toh dikh raha hai jaldi jaldi khana khaalo
She started feeding him.
Purvi-Mai ek baat puchu?
Abhi-Isse pehle tum kuch bolo mai bata deta hu ki maihi hu jisne tumhare pita koh mara hai..
Purvi-Lekin kyu?Kyu kiya aapne aisa?Voh mera pita the..
Abhi-Malum tha mujhe, ek baat bolo tumhare papa kya karte te?
Purvi-Ek mashoor business man te voh..Aapne unhe kyu mara?
Abhi-Ro mat Purvi..Tumhe sirf adhaa sach malum hai, pura nahi...
Purvi-Batayiye please, mai bahot dinose aapse yahi savaal puchne ke liye tadap rahi thi..Kyu mara?
Abhi-Bus , pet bhar gaya, tum khanaa khaayi?
Purvi-Baad mein karti hu
Abhi-Khaalo, mai batata hu..
She started having breakfast
Abhi-Tumhare papa dekhne ke liye ek business man te..Asal mein voh ek scientist te...Ye baat tumhe shayad pata nahi hoga..shayad mujhe bhi nahi agar mai CID mein nahi hota toh..Unhone kai sarein galat experiments kiye the..Kai logonki jaaneli thi..Pata bhi hai tumhe?Unhe jail bhi hua thaa lekin guards koh maarke paraar ho gaye.25 guards mar gaye unke chemicals ke vajah se..200 maasum bacche mar gaye..Tum uss insaan ki maut ka badlaa lena chahti ho joh iske kaabil nahi ghatiya insan tha voh..
Purvi-Bus ye meri galti ti ki mai aapse ye sab puchaa..Pehle aap ne mere papa koh mara uper se itna ghatiya ilzaam..
Abhi-Agar tum janti hai ki sach kya hai fir pucha kyu?
Purvi-Ha meri galti hai..Mai jaa rahi hu..
Abhi-Bureau mein ek file hai..Dekh sakti ho...
She stopped and turned towards him..."kaunsi file ki baat kar rahe ho aap?"
Abhi-Vahi, tumhare papa ka...Jaake dekh lo...
Purvi-Sach bol rahe ho aap?
Abhi-tumhare marzi..Sach tujhe pata lagaanaa hai, mujhe nahi..Hum CID waale hai..sach ko dundnaa humhara kaam hai aur hum sab koh pata hai ki sach kya hai..Tum bhi jao aur padho vo file baad mein tumhe bhi pata chal jaayegaa...
Purvi nodded and went. Abhi sighed in relief..
It took a week ..Abhi discharged from the hospital..
Shreya-Purvi, kya tum mere saat aa sakti ho?
Purvi-Lekin kaha?..
Shreya-Daya aur Abhijeet Sir ka ghar
Purvi-Vaha kyu?
Shreya-Purvi, Abhijeet sir teak hone tak unkaa khayaal rakhna hai naa...Mai jaungi lekin mai akele nahi jaa sakti ye teak nahi hoga naa..Issiliye kya tum aa sakti ho?
Purvi-Teak hai aati hu..Sanjana koh bhi apne chachu aur mere se bahot laghaav hai..Sanjana bhi khush hogi, lekin
Shreya-Kya?
Purvi-Sach mein Abhijeet Sir ke liye jaa rahi ho?..
Shreya-Kya matlab?..
Purvi-Jhoot mat bol, Daya sir ke liye jaa rahi ho naa..Bolo
Shreya blushed..
Purvi-Ohhh Shreya ..
Shreya-Chalo ab..
They started towards duo's house..
Abhi-Daya, yaar mai teak hu..Ye kya pila rahe ho yaar?
Daya-Chup chap piyo isse..Nahi toh
Abhi-Yaar, tum yaha kya kar rahe ho?bureau nahi jaoge kya?..late ho raha hai dekho
Daya-Teak hai dekhungaa..Pehle isse piyo...
Abhi-Arey mera pet bhar chuka hai yar..Subah Purvi ne nashta karvaayaa tha yaar , ab tum aur bhi dal rahe ho..Ye mera pet hai tumhara nahi samjhaa..
Daya-Jo bhi bolo sakte ho lekin tumhe ye sab pinaa hi padegaa..
Abhi-Arey Shreya,Purvi tum dono yaha..
Daya-Mujhe malum hai, tum mujhe bhatkaa rahe ho, chup chap piyo..
Abhi-Arey vaha dekho toh sahi..
Daya-Isse pine ke baad...
Abhi-ye teak nahi kar rahe ho Daya, mera pet blast ho jayega yaar..Mai pura din khataa pita rahu kya?
Daya-Jab tak tum teak nahi ho jaate tab tak meri baat maante raho naa..
Purvi and Shreya laughed hearing them..
Daya-Oh tum log sach mein aye ho..
Abhi-Aao baito ...
Daya-Kaha bhaag rahe ho..Baito ye juice khatm karo..Uske baad
Abhi-Daya
Daya glared at him..
Abhi-Ye Daya ke baccha bhi naa..
Purvi-Arey wah Abhijeet sir, aap Daya sir se itna dar te ho pata nahi taa..
Abhi-Kya karu Purvi, mai manaa nahi toh ye mota pailwan mera kachumbar bana degaanaa..?
Daya-Tumne mujhe mota kaha?
Shreya-Mote koh mota nahi toh kya chota kahenge kya?...
All laughed...
Daya-Shreya tum bhi...Mera tang kichne ke liye aaye ho kya tum dono..
Purvi-Arey kya baat kar rahe ho Daya Sir..Shreya toh aapke liye aayi hai..Voh pareshan thi aap sara kaam akele karke thak chuke honge..Isiliye daudke aayi
Shreya-Chup raho Purvi..
Abhi-Daya ladkiyonke tarah sharmaao mat...
Daya-Tum na pehle teak ho jao..Mai baad mein dekhtaa hu...
"Daya Chachu"..
Daya-Arey Sanjana beta..Aao aao
Sanjana jumped and kissed him..
Daya-Thank you , ab kaisi ho aap?..
Sanjana-mast hu..App log kaisi ho?
Daya-Zabardast hai..
Abhi-Kya aap mujh se baat nahi karoge?...
Sanjana-nahi , mai naa bahot gussa hu aap se...
Abhi-Ohoo Sanjana beti mujh se naraaz hai..Lekin mere pass toh yeh hai..
"Chocolate"...
Abhi-Ha aapke liye laya tha lekin aap toh naraaz ho ...
Sanjana-Kis ne kaha mai aapse naraz hu?Deejiya mujhe
Abhi smiled and gave her..
Abhi-Lekin aap mujh se naraaz kyu hai?
Sanjana-Aap Purvi chachi ke ghar kyu nahi aaye?
Abhi-Arey aaj aanewala tha naa lekin chachi aapko leke yaha agayi
Sanjana-Aap chachi se gussa ho?
Abhi-Nahi toh mai kyu gussa hunga chachi par
Sanjana-Chachi kya aap chachu par gussa ho?
Purvi-Mai kyu?Mai kyu aapke chachu pe gussa hungi beta?..
sanjana-Toh aap log ek saat kyu nahi rehte?...Chachu chachi dono humhesha saat rehte hai..
All looked at each other..
Abhi-Vo kya hai na beta..voh ..
Sanjana-Boliye chachu kyu aap chachi ke saat nahi rehte?
Daya-Sanjana beta, aap chote ho naa..Aap nahi samjhogi..voh darasal kya hai naa..
Sanjana-Mujhe kuch nahi sunna Daya chachu..Mai Abhijeet chachu aur Purvi chachi ke saat rehna chahti hu bus..
Purvi-Lekin hum log..Arey Sanjana suno toh...
She rushed out side angrily..
Abhi-Yaar, isse kaise samjhaaye ab?
Purvi-Ha , ab hum koshish karein toh samjhegi bhi nahi...
CHAPTER 8:-
AGREEMENT
HIGHLIGHTS:-
PURVI-SIR, KYA AAP BHI IS FAISLE KE LIYE TAIYAAR HO?
ABHI-SIRF SANJANA KE LIYE
PURVI-HA SIRF SANJANA KE LIYE..
DAYA-KYA BOL RAHE HO TUM DONO?
ABHI-JALD PATA CHAL JAAYEGA DAYA...
