At restoreat
Taarika . You are not happy
Abhijeet . Nahi to main khush hu tum aise kyu puch rahi ho
Taarika . Main dekh rahi hu jab se tum aaye ho Paresaan ho koi tenison hai kya
Abhijeet . Hmm 😞
Taarika . Kya hua hai Abhijeet
Abhijeet Tell Everything to Taarika
Abhijeet . aur issi karan wo bureau se gusse mein chala gaya
Taarika . Ye kya kiya tumne abhi kyu bichare ko hurt kiyaa agar pehle mujhe call karke ye sab bata dete to ye sab na hota
Abhijeet . main batane wala tha par tum kahi gusaa na ho jaao is wajah se maine tumhe nahi bataya
Taarika . tum kyu nahi samjhte abhijeet main itni bhi selfish nahi hun main jaanti hu ki daya tumare kitna important hai tum kabhi usse hurt nahi karte par aaj meri wajah se tumne usse hurt kiyaa pata nahi wo kya soch raha hoga mere baaremein kahi usse aisa na lage ki main usse uske dost ko chain liya 😞
Abhijeet . Taarika tum tension mat wo aisa kuch bhi soch nahi raha hoga
Taarika . Abhijeet i think tumhe ab jana chaiye
Abhijeet . par Taarika
Taarika . Abhijeet no par var chup chap jaao daya se baat karo uska gusaa shant karo dinner ka kya hai hum fir abhi aayege lekin agar daya ne gusse mein kuch kar diya to Hum usse abhi wapas pehle jaisa nahi kar paayege
Abhijeet . Thank you so much Taarika
Taarika . Ismein Thank you kaisa Jis tara daya tumara bhai hai ussi tara wo bhi mera bhi kuch to hai Ab jada time west mat karo jaldi jaao
At Home
Abhijeet Saw that the door was locked
Abhijeet . Ye Daya kaha gaye kahi Taarika ka daar sach to nahi na ho gaya kahi daya gusse mein kahi chala to nahi na gaya Nahi aisa nahi ho sakta
Abhijeet calling to Daya but daya mobile is switch off
Abhijeet . Daya ka mobile switch chahe jo bhi hojaaye Daya kabhi bhi mobile switch nahi karta fir aaj Daya ka mobile switch kahi Daya kisi musibat mein to nahi aisa nahi ho sakta jarur mujhe paresaan karne ke liye sahab ne mobile switch rakha hoga par ab mein isse dudhuga kaise kahi wo uske ghar to nahi na chala gaya jaake dekhna padega
At Daya home
Abhijeet Saw that the door was locked
Abhijeet . Ye daya yaha bhi nahi aaya ti Aakhir gaya kaha kahi sachmain daya kissi musibat main to nahi Ab main kaha dudhuga isse
Going to the Neighborhood house
Neighborhood lady . are abhijeet beta tum aaj achank wo bhi raat ko
Abhijeet . wo aunty aaj Daya aaya tha ghar
Neighborhood lady . Nhi to
Abhijeet . aapko yakin hai ki daya nhi aaya yaha
Neighborhood lady . Haa beta tum dono last time saath main he to aaye the uske baad daya to nhi aaya Aur aaj tum aaye ho aur daya ke baaremein puchtach kar rahe ho koi problem hua he kya beta
Abhijeet . Nahi aunty main chalta hun mujhe ek important kaam hai
Neighborhood lady . thik hai sabhalkar jana beta
Abhijeet . Hmm
at same moment abhijeet mobile ringing abhijeet recived call
On Call
abhijeet . Hello Kaun Bol Raha Kya Thik hai main aata hu
call cut
At place
abhijeet . doc wo kaisa hai
doc . halat Serious hai Abhi tak unhe hosh nahi aaya hai
abhijeet . Aakhir hua kya hai aur usse yaha par lekar kaun aaya
Doc . unhe ek admi lekar aaya tha jab wo unhe le kar aaya tha tab wo bhut jhakhmi the unka kaafi khoon bedh gaya tha
Abhijeet . Doc Usse hosh kab tak aayega
Doc . sham tak aayega hosh unhe
Abhijeet . Thank you doc
Doc . welcome
Eveing
Daya Aware comes Abhijeet hold Daya Hand Daya Open Eyes his looking Abhijeet
Abhijeet . Daya kaha chala gaya tha tu yaar bina bataye
Daya . Unlce aap kaun hai aap aur aap lo kyu rahe hai mera naam daya nahi monty hai
Abhijeet . Yaar ye kya raha he tu main hu tumara bhai abhijeet aur tumara naam monty nahi daya hai
daya . Main aapko nahi janta Unlce
be cont
