Hope ki bho chapter pasand aya reviews dekh kar. So here is the 2nd chapter of CID VS CBI.

Abtk 1st chapter ma CID bas CBI ka saat apas ma lad raha tha The Eye ka planning ka hisab sa.

ACP Delar's house

Subha subha Acp Delar ki beti apni room sa bahaar ati ha or...

THE GIRL -- Good morning kaka.

KAKA -- Good morning Seena beetiya.

SHEENA -- Kaka papa ajj vhe jaldi mujhsa beena meela chalay gay apna kaam pa?

ACP DELAR -- Ara hum ajj apni gudiya sa beena meela kaisa jaa sakta hai?

SHEENA -- Sachhi Papa?

ACP DELAR -- Haa bilkul

SHEENA -- I love you papaa...

ACP DELAR -- Love you too meri gudiya.

KAKA -- Sheena beetiya, bada shyab yea lijiya aap dono ajj saat ma hai garma garam coffee pejiya.

SHEENA -- Ara Kaka aap vhe aiya na.

KAKA -- Ara nahi beetiya ma thayra nokar

ACP DELAR -- Kaka humna aapko kabhi baisa dekha e Nahi.

Aiya saat ma baithkar coffee peeta hai.

Tabh e achanak ak call ata hai jo ak dhamki vhara hota hai sahyr ma mashur scienctist Dr. Suriyakant ko utha liya gaya hai.

Yea news sunkar ACP Delar jaldi sa nikal jata hai buro.

DR.SURIYAKANT'S LAB

ACP Sir -- Salunkey kuch mila yahaa sa jo kaam ka ho?

DR SALUNKHEY -- Nahi Praduman aisa kuch to nahi mila.

Purvi ko kuch milta haa paper jaisa.

PURVI -- Sir...

ACP Sir -- Kya mila Purvi?

PURVI -- Sir is pad ma kuch likha.

ACP Sir -- Shyed koi number hai Purvi zara shade karo pencil sa.

Purvi pencil sa shade karti haa tab Acp Delar baha aa kar bolta ha.

ACP DELAR -- Praduman tum phir yahaa?

ACP Sir -- Haa Delar hum sab yaha.

ACP DELAR -- Tum logo ko kaha gaya tha na hum sabka rasta ma mat ana.

ACP Sir -- Maf karna Delar lakin mujha aisa lagta hai sahyeer ma mescile sa hamla hona wala hai locker sa mescile ma lagna wala fuse conductor chori hua ha.

ACP DELAR -- Praduman agar aisa hai to isbar sahyr ko bachana hoga.

SR INSP. JAGGAN -- Lakin sir hum to yea case sambalna wala haa tha to ab aap?

ACP DELAR -- Jaggan abi yea case hum dono team milkar solve karenga. Yea ab khatarnak banta jaa raha hai.

PURVI -- Acp Sir yea dekhiya is pad pa phone number likha hai or Eye ka nishan bana hua hai.

ACP PRADUMAN -- PURVI call lgao is number pa.

Call lagati hai lkin phone cut deta haa or message ata ha please connect your phone to laptop. Phir usi phone pa ak video call ata hai jo ak andhera room ma ak admi baitha hua ha.

THE GUY -- Hallo Acp Praduman or Acp Delar CBI or CID ka back bone.

ACP DELAR -- Kaun hai tu.

THE GUY -- Ara tum logo ka yea sawal puchna ka adat mujha bilkul pasand nahi hai.

ACP PRADUMAN -- Kya bolna chaata hai?

THE GUY -- Ab sahi socha Acp mujha kaya bolna hai. Mujha bolna hai ki mujha kuch chaiya or bho hai ak chopper is sahyeer sa nikalna kaliya or mera picha nahi karoga nahi to yea dekho Acp ak remort ka button dabaunga or mescile pura sahyr ko tabha kar dunga.

ACP PRADUMAN -- Sabash Acp jo Itni jaldi maan gay.

Phone disconnected

ACP DELAR -- Praduman yea kaya kia?

ACP PRADUMAN -- Delar main itni asani sa maan gaya uska picha vhe kuch waja hai. Purvi code no. 1,2,1.

Purvi code ko sunkar kuch pata karka bata ti hai jo Rocky ka adda tak pouchna ka rasta hai.

Few minutes later

Rocky or uska sathi building ka upar sahyeer sa door sarkar sa payso ka demand kia tha uska inteazar kar raha haa mescile ka saat.

ROCKY -- Ab dekha dunga main is sahyeer walo ko ki main vhe kitna baddaa sahytaan hu ha ha ha ha ha.

SHEENA -- Rocky ajj hum caror pati ho jaynga or ish sahyer sa door apni duniya basaynga.

JAGGU -- Boss hum sabka hissa vhe mil jayga na?

(CID or CBI Bahaa pauch jata hai or bolta hai)

ACP Praduman -- Haa milaga or bho vhe fhasi ka phanda.

Sabhe Cid ko dekh kar shock ho jata hai.

ROCKY -- Tum log yahaa tak poucha kaisa?

ACP DELAR -- Code 1,2,1.

ACP PRADUMAN -- Matlb humara secret code. Huma pata tha ki tum log huma CCTV cameras ka zariya dekh sakta ho isiliya secret plan klia hum sab na aisa alg alg code banay hai.

ROCKY -- Tum sab yaha pauch kar bhout badi galati ki hai ab maro sab (or rocket ka timer on kar deta hai)

CID or CBI eye ka character sa peet jata hai phir vhari parta hai eye pa.

Sheena bhag rahai hote hai lakin pakri jati ha. Or Rocky mara jata hai Purvi or Daya sir ka gun ka goli sa.

ACP DELAR -- Bura kaam ka natija yahi hota hai.

ACP PRADUMAN -- My god!! Salunkey kuch kar kuch kar pura sahyeer khaatra main hai.

SALUNKHEY -- karta hu boss.

FREDDY -- Sir jaldi kijiya time nikala jaa rahaa hai.

PANKAJ -- Sir 30sec rahay gay...

Sab log tension ma tha or 2sec ka andar mescile ka timer rook gaya.

ACP PRADUMAN -- Salunkhey kamal kardea tuna. Pura sahyeer ko bacha liya tuna.

Happy moment sab khush hai mescile takeoff karna sa phyla e rook dea.

Black Dark room

Vikash pagal hota hua dekhay deta hai sab tor raha hota hai.

JAGGU -- Boss apka bhai ko Purvi or Inspector Daya na mara hai.

VIKASH -- Uthao in dono ko. Main marunga dono ko apni haato sa bho vhe tarpa tarpa kar.

Or Sheena kahaa hai?

JAGGU -- Boss Sheena CID walo ka coustudy ma hain.

MARKOSH -- Vikash Rocky tumhara bhai yea kaam Nahi kar paya ab adhura kaam ko tumha pura karna hai. Agar tum nakam hua to apni zindagi gawa dea samj lena.

VIKASH -- Markosh main pura zarur karunga or barbad kardunga CID or CBI ko ''barbad kardunga sabko''

To us 1st chapter ka bad yea chapter kaisa laga batana or pata hai e ki kuch to khatka hoga phyla chapter or is chapter ma jo aap logona notice Kia hoga. Till then bye take care next chapter v jaldi ayga philal prey karta hai Purvi or Daya sir ko kuch na ho. Agar aap sab Purvi ka fans hai to.