Abhijeet home

Abhijeet apney ghar aata hai or fresh hoker,soney chala jata nind uski aakho sai koso durr thi wo Daya ki kahi baato ko yaad kar kar kai pareshan tha.
ek taraf to wo khush tha ki der sai hi sahi par Daya aapney dil ki baat shreya ko kahna chahta hai.
par darr bhi hai ki kahi der na ho gai ho wo Daya or Shreya ko or dukhi nahi dekhna chahta.
tabhi uskey mobile ki ring bajti hai or wo jhaat sai phone utha lata or bina id dekhey hi call receive karta hai.
hello

pankaj :- hello abhijeet sir yaha ek khoon hua hai please aap tarika mam ko bhi inform kar dana yaha signal ki problem ho rahi hai .

abhijeet:- pankaj tum ho kaha ho.

pankaj:-sir mai yaha chinchoti sai andar jo jungle hai usmai merey sath freedy sir bhi sir please jaldi aa jayey ga humey yaha bhut darr lag raha hai.
abhijeet :- tum waha itni dur aakeyle gai hi kyu thai.

pankaj :-sir kisi yaha gaao sai call kiya or bhut darra hua tha to mai jaldi sai nikal gaya tha par yaha bhut darr lg raha hai sir plz jaldi aa jaye .

abhijeet:-hai thik ha tum wahi gaao mai ruko mai koshish karta hu jaldi aaney ki.

pankaj:- hani sir

or abhijeet taiyar hoker waha sai nikal jata sath mai tarika daya ko bhi apney sath lai jata hai .

shreya home:-

karib 2 a.m ko shreya ka phone bajta hai or wo id dekh kar hairan ho jati hai.

shreya:- siddharth tum is waqt call ki kya baat hai?

siddharth : hello sh...shreya t sune rahi ho?

shreya:- ha siddharth bolo kya hua tum itney ghabray huey kyu ho kya hua?

siddharth:- shreya please meri help kro ek tum hi ho ab jo meri koi help kar sakti ho .shreya please kuch kro usey bachalo please.,..

shreya: ek mintue siddharth shaant ho jaao or thik sai batao ki ya baat hai .

or siddharth usey sab bta dayta hai .jisey sunker shreya bhut preshan ho jati hai.

shreya:- tum abhi kaha ho batao mai abhi nikal rahi hu.

siddharth ki baat sunker shreya usey kahti hai ki wo uski puri help karey gi par wo kaal tak waha pahuch paye gi or phone kat kar dati hai .
shreya fir a.c.p sir ko call karti hai or sab baat unko bta kar unsey help mangti hai or a.c.p sir usey janey ki permission dai datey hai.

shreya bina kisso btaey waha sai chali jati hai .

chinchoti gao

abhijeet ,daya ,tarika 3 ghanto kai bad pankaj sai miltey hai or sabhi gaao mai us aadmi sai miltey hai jisney sab kuch dekha tha.

abhieet:- to aap nai sab kuch dekha kya aap bta saktey hai aasal mai hua ya tha .

person:- hanji shab mai aapna kaam khatam karkey ghar ja raha tha barrish bhut ho rahi thi to sahi sai dekh nahi pa raha tha par ek gadi bhut taiji sai merey pass sai nikal gai pahley to mai bhut dar gya tha par fir gaddi ek dum sai jaker paad sai takra gai.

maney jaker dekha to mai bhut dar gya tha shab waha ek ladki ki laash thi par jami kuch samj nhi aaya to aap logo ko phone kar diya.

abhijeet :- aacha thik hai aap ja saktey hai.

or wo aadami waha sai chala jata abhijeet,or daya jakr gaddi ko dektey hai.

daya:- gaddi ki halat dekh kr to lgta hai ki gadi kai break kaam nhi kar rahey they par laash aasey jami hui yai kya mammla hai.

tarika:- abhijeet laash ko forensic test kai liye lab lai jana hoga .

abhijeet:- hummm...pankaj ambulance ko call kro or gaddi ko bhi janch kai liye lai jao.

daya abhijeet or tarika kuch dair baad ghar puhch jatey hai.

next day-

bureau kai bahar

security guard ramlal ek aadam ko chori chukey bureau mai jatey dekta hai or dhod kar usey rokta hai .

ramlal:- rok jaao tum wahi bina checking kai aander janey ki koshish bhi mat karna .

person:- arey yaar ab kya kru sara plan khrab ho jaye kya kru ?

ramlal:- pichey mudo or aapna beg check krwao nahi to!

person:- arey arey ruko bhai ruo dekhata hu or or mud jata hai.

jesey dekh kar ramlal pahley to hairaan ho jata hai fir khush .

ramlal:-arey shab ji aap itney time kai baad.
par aap asey chori chupei kyu aandr ja rahey thai .

person:-(muskura kr ramlal ko dekhtey huey)kasey ho tum ramu or ghar par sabhi kasey hai?

ramlal :- sab bhut badiya hai shab par aap aaney waley they par!

person:- dekho kisi ko kuch nhi pta ki mai aaney wala hu ok tum kisi ko kuch mat kahna mai ek surprise dena chata hu sabhi ko ok.

ramlal:-ok jasa aap kahey par shab ek bar aapna beg check krwana hoga aapo security kai liye .

or wo beg ko check krwa kai andar chala jata hai ..

to be continue...

ab aap sabhi sai ek sawal kon hai yai aadmi aapna answer jarrur likhey thanku bye and happy new year