chapter 7
bureau
person:- chlo aacha hai ki mai sab sai pahle aa gya ab mai aapna kaam kar sakta hu .
or 1 ghante bad
person:- chlo ab sab set hai bus aab shreya jaldi sai aa time bad bhi shreya aati nhi hai.
preson:-kamal hai shreya to kabhi bhi late nahi karti chlo nichey dekhta hu .
or balcony sai bahar dekhta dekhta hai ki purvi aa rahi hai.
person:-aao purvi aao akeli aai ho shreya ko nhi lai .
purvi:-nahi mai kuch kaam tha to uskey sath nhi aai...ek mintue(yai aawaz to !) or us aadmi ko dekh kar( khushi sai chlia kar kahti hai) jakr usey joor sai galey lga lati hai.
person:-arey yaar aaram sai mujhey sass nhi aa rahi.
purvi:-sukr man maney mara nhi tujhey shreya hoti na to abhi pit raha hota tu samja .
person:-janta hu tabhi to aaj kai din aakar itna tam-jham kiya hai taki uskey gussey sai bach saku.
purvi dekhti hai ki shreya kai table ko bhut aachey sai decorate kiya hua hai or cake bhi rakha hai .
purvi:-kya baat hai .ho sakta hai aab tu bach jaye lakin mar sai daat to tujhey fir bhi khani padey gi vineet .
vineet :-arey yaar tu kyu mujhey draa rahi hai tujhey pta to hai ki shreya ki maar sai jada uski daat khtarnak hai .
purvi :-drro mat dar kai aagey jeet hai.
vineet:-tu mara majak bna rahi hai ruk tu.
purvi , vineet ko usey pakdney kai liya aata dekhti hai or bhagney lgti hai par jasey hi wo bahar janey lagti hai abhijeet sai takra jati hai.
abhijeet:- arey arey purvi dekh kar tum kaha bhagi ja raahi ho.
tabhi vineet bhi waha aa jata abhijeet or daya ko dekh kar emotional ho jata hai or dono ko gale lga lata hai.
daya,abhijeet:-arey vineet tum kb kashey?
vineet:-bus sir aaj hi aaya hu mera transfer fir yahi ho gya hai.
daya :-arey yai to bhut aachi khabar sunai tumney .
abhijeet :-ha bhai yai to bhut aacha hua ki ab tum bhi fir aapni iss family ka hissa banney aa gye. jabhi kisi ka transfer hota hai na daya, mujhey bhut aajib lagta hai jasey humari family aalg ho gai .
sachin:-ha sir aapney sahi kaha kaal shreya bhi yahi bol rahi thi. ki kash sabhi fir sai ek sath hotey kitni badi family ho gayi thi hum sab ki.
sachin,freddy,punkaj,nikhil bhi waha aa jatey hai.
vineet:-sachin kasey ho freedy sir, punkaj, nikhil bhut miss kiya maney aap sabhi .
freddy :-rahney do vineet jhut maat bolo phone to kabhi kiya bhi nhai.
vineet freddy kai pass jakar kaan pakad kar khada ho jata hai .sorry freddy sir .
or freddy bhi usey jaldi hi maaf kar data hai.
sachin:- freddy nai to maaf kar diya tujhey par shreya itni aasani sai nahi maney gi .kyu shreya!
par dekhta hai ki shreya waha ha hi nahi
daya :-yai shreya kaha hai aabhi tak nahi aai .purvi tum phone kro kaha raah gai aabhi tak to aajati hai .rooko mai hi kata hu or aapna mobile nikalney lagta hai tabhi abhijeet usey rok data hai.
sachin yai sab dekh kar hairan ho jata hai ki aaj daya sir shreya ko laker kuch jada hi preshan hai.
abhieet :-sachin dekho to shreya kaha rah gai aaj to uska birthday aaj hi aaney mai late aasa to ussney kabhi nahi kiya.
sachin:-ha sir abhi puchta shreya ko phone karta ha par bar bar milaney par bhi uska phone nhi lagta hai.
sachin:-sir uska phone nahi lag raha.
daya :- phone nahi mil raha asa kyu ek kaam kro ghar par phone kro dekho kya hua hai.
sachin fir ghar par phone karta hai or shreya ki maa phone uthati hai.
s.m:- hello hanji kon?
sachin :-ha maa mai sachin .
s.m :-ha sachin bolo itni subha kyu phone kiya.
sachin:-maa wo shreya kaha hai ? aai nahi aabhi tak .
s.m :-kya par mujhey to laga wo aaj jaldi chali gai hogi subha sai dekhi nhi.
sachin:-aacha thik hai ho sakta hai kisi kam sai jaldi nikal gai hogi or aapko batana bhul gai hogi .aap tension mat lo aati hi hogi .aacha maa rakhta hu bye.
or phone kaat daita hai.
abhijeet:- kya hua kya kaha Aunti ji nai.
sachin:- sir wo shreya ghar par bhi nahi hai .maa ko bhi nahi pta ki wo kaha gai.
vineet:-par shreya aasey bina btaye kaha ja sakti hai.
purvi:-tum sb tention mat lo ho sakta hai ki a.c.p sir nai usey kisi kaam sai kahi bhaja ho .
yai sab sun kar daya bhut tension mai aa jata hai usey aapney dost ki kahi baate bar bar yaad aati.
abhijeet bhi yai dekhta hai or situation ko sambhale ki koshish karta purvi tum thik kah rahi ho aasa hi hoga.
lakin kafi darr ho jati par na to a.c.p sir ka kuch pta chalta hai na hi shreya ka.
sabhi a.c.p sir or shreya ko bar bar contact karney ki koshsish kartey but koi fhyda nahi .
tabhi bureau ka phone bajta ha or pankaj call receive karta hai .
pankaj:- hello
tarika :- hello pankaj jaldi sai lab mai aao kuch pta chla hai.
pankaj:- ok hum abhi aatey hai.
sachin:-kya hua pankaj kuch pta chla ki shreya kaha hai.
pankaj:-nahi sir wo ka call tha kuch pta chla lab bulaya hai.
abhijeet :-aacha thik hai daya , purvi ,or vineet tum bhi aao merey sath dekhtey hai kya pta chlta hai.
or sabhi lab mai jatey hai.
lab
abhijeet :-hanji kya pta chala aapko .
:- aarey kya abhieet tum hi uss a.c.p kai sath rah rah kar uskey jasey bantey jaa rahey ho yaar. humsha
ghodey par savar .
vineet:- kya krey sir chadna to ghodi pr chata hai par aap manety hi naahi.
yai sunkar kar sabhi ki hasi nikal jati abhijeet ,vineet ko gussey sai dekhta hai or vineet chup ho jata hai.
salunkhe:-kon arey vineet tum kasey ho kab aaye .
vineet:- bus sir aab to yahi rahu ga aapko bhut miss karta tha aapya ko aakey jokes.
purvi:-chamcha kahi ka.
daya:-aap kuch bta rahey pta chla aapko dr.
tarika:-iski moot kal hi hui thi daya .or bhut sochi samhi saajish sai.
abhijeet:-kya matlab
salunkhe:- matlab yai abhijeet isey nitrogen gas sai mara gya hai .
daya:-par wo kasey sai .
salunkhe:- daya hamey iski bajuao par syringe kai nishan miley or iski body mai bahoshi ki davai bhi mili hai. iski umar yahi koi 24-26 kai bhich ki hai or iska rape bhi hua hai iskey pat par humey kuch likha mila hai.
vineet:-wo kya sir?
tarika:-cold heated
purvi:-matlab kisi nai badla laney kai liye iska khoon kiya hai
salunkhe:-ha tumney thik kaha koi sanki hai jo assa khoon kar raha hai abhijeet .
abhijeet:-thanku sir aabhi hum chaltey hai aapko kuch or pta chey to bta dana.
salunkhe:-arey ek mintue bhai shreya kaha aaj uska birthday hai na .
purvi :- ha sir wo aai nahi hai aabhi tak syad kisi kam sai A.C.P sir nai kahi bheja hai .
or sabhi waha sai chley jatey hai.
or jakr shreya or uss body ki jankari nikalney ki koshish kartey hai.
karib 2 bjey A.C.P sir waha aatey hai .
daya:- sir aapko pta hai shreya kaha .
A.C.P:- ha wo kisi mission par bheja hai maney usey .
or aapney cabin mai chley jatey hai.
