at 11.00 am

in abhijit house

abhinav abhijit hall main the.

the door main ring bajthi hai.

abhinav jakar door open kartha hai

abhinav: daya uncle aap aye na.

daya: kaise ho abhinav

abhinav: main teek hu aap kaise ho

daya : hum teek hai. From back

two man: abhinav hum bhi hai jara hume bhi puch lo.

abhinav: rajat mama sachin uncle

rajat: ha batije mama

sachin: ab andhar nahi bulavoge.

abhinav: ha avona

sabh enter in house.

abhinav : raj purab kaise ho (Raj yani rajveer)

raj / purab: hum teek hai tu baata tu kaisa hai.

abhinav: main teek hu. Than raj purab hug abhinav. They separate.

purab: vaise tho abhinav aur raj tum donno acedamy main milthe hoge na.

raj: ha par ab main abhinav ko bahut miss karuga.

abhinav: main bhi raj

abhijit: daya baitho na.

daya: ha.

all settle down on couch.

tarika: meghna ghar shiftting ho gaya. Agar humari kuch help chahiye tho baathana. We all
ready to help you.

meghna: shiftting chal raha hai. Agar help chahiye tho baatha dugi.

tarika: shreya diya nahi ayi.

shreya: kal us ke project submission ki last date hai. Tho wo aur usski team member wo
pura kar rahi hai. Par wo lunch tak ayegi.

tarika: kavya tumari padayi kaisi chal rahi hai.

kavya: chal rahi hai. Bahut padai hothi hai. Par maza bahut atha hai.

tarika: tho tum collage life ache se enjoy kar rahi ho.

kavya: ha.

tarika: sachi divesh tumari padi kaisi chal rahi hai.

divesh sachi: achi chal rahi hai aunty.

tarika: aur ragini mila tume college main admission.

ragini: ha sachi aur divesh ke college main.

rajat: tarika mat pucho iss tho bas sachi ke liye college main admission chahiye tha. Kaise
kaise karke admission mila. Papa ji ne aapne contact lagaye tab jake admission huva.

tarika: ho gaya na. acha hai usse sachi aur divesh ki company milegi.

ragini: ha buva issliye muje sachi ke college main admission chahiye tha.

daya : abhinav cid ban gaye ho kaisa lag raha hai.

abhinav: bahut acha feel kar raha hu. I can't explain it in word.

daya: hotha hai. And he smile

purvi: abhinav purab ko samjavo kuch ye tho meri baat nahi mantha.

purab: mumma aap muje samjthi hi nahi.

purvi: ha bas tuje tho diya ache se samjthi hai na.

shreya: kyu purvi purab ke piche padthi ho. Wo militery join karne wala hai na.

purvi: main bas chahathi hu ki ye aapni life main serious ho.

meghna: vaise purvi tume tho khush hona chahiye na purab tumare ankhoke samne hai.

purab: dekh na mumma jab main traning ke liye javuga tab aap muje bahut miss karogi.

abhinav rajveer getting bor.

raj: chal na abhinav hum chhat pe jathe hai.

abhinav:ha chalo.

tarika: ek minutes Snacks vagera le kar javo.

tarika go and bring some soft drink Snacks and gave to abhinav

all go in chhat (roof).

in chhat (roof)

raj: abhinav really main tume bahut miss karuga.

abhinav: main bhi raj. Jab tranining main tum saath the tho laga aapni family ka koi tho hai
par ab firse akhla rahuga.

purab: ye diya ko aaj hi project karna tha kya. Ek bhaar mujse kahthi main bhi uss ki help
kartha.

kavya: purab kuch bhi tume pata bhi hai. Scenice kya hai. Bada aya diya ko help karnewala.
Tum tho mat karo usski help bichari ka project kharab karega.

purab: kavya shut up. Tume pata nahi main diya ki problem yaise solve kartha hu.

kavya: pata hai jada utho mat.

kavya: wo sabh chodo abhinav ab hume party chahiye.

purab: ha wo bhi bade hotel main. Hum tume yaise sathe main nahi chodege.

abhinav: ha jarur duga.

divesh: abhinav bhai hum aapko bahut miss karge. Pahale kar rahe the. Par ab kuch jada

raj in low tone : kya baat hai bhai bula raha kuhu usse.

abhinav: raj and he smile.

abhinav: divesh main tum sabh ko bhi miss karuga.

raj in slow voice: hum sabh ko yaa sirf usse.

abhinav smile

raj in low voice: abhinav vaise tum kab kahnewale ho aapne dil ki baat. Ab tho tumari job bhi lagi hai. So wait kis baat ka kar raha hai. Bhai jaldi bolo.

abhinav in low voice: Pahale pune main ache se settle ho javuga aur wo tho abhi tak pad rahi hai. meri chod main kah duga par tum kab kahoge kavya ko aapni dil ki baat.

raj: abhinav dheer wo sun legi. Aur main kahuga pahale job tho lege usske bhand.

kavya: kya gusur pusur chal rahi tum donno main. Ha

abhinav: kuch nahi.

ragini : bhai we all miss you

purab: ragini abhinav koi sat samundra par nahi ja raha hai ki tum sabh itne udas ho rahe
pune main ja raha hai aur puna jada dur nahi hai wo atha rahega na hum sabh se
milne Sunday Saturday ko.

abhinav: ha.

kavya: abhinav jab tum pune se avoge na tho hum sabh kahi gumne jayege.

divesh: ha ye teek ayega.

kavya: divesh apne bahan ko samjavo har time book main guske mat raho. Usse bhi ana hai
aur muje iss time usske kuch nakhare nahi chahiye. Hum sabh ke saath wo bhi ayegi.

purab: diya ki chita mat karo muje pata hai kaise usse tayar karna ye mat bulo ki uss din
maine hi usse manaya tha issliye sabh ja paye.

kavya: raj abhinav tume pata hai uss din kya hal huva. Diya ke mumma papa donno
cid officer hai aur ye ladki uchai se darthi hai. Uss din dar ke karan wo pahadi cross hi
nahi kar rahi thi. Agar purab tum usski help nahi karthe tho shayad diya vahi pe rahthi.

abhinav: kya wo teek hai na usse ku but rajveer stop abhinav

raj place the hand on abhinav's shoulder( in low tone) : ab wo teek hai.

abhinav: par tum log ke saath bada kyu nahi gaye aur tum logo ko permission kisne diyi thi.

kavya: abhinav wo teek hai. Par dar ke bhaare usse pure do din bhukar aya.

ragini: kavya di muje bhi dar lag raha tha. Wo kitni badi pahadi thi. Muje ek pal ke liye yaisa
laga ki main gir javugi.

kavya: tum bhi diya ki tarah darpok ho.

purab: kavya diya darpok nahi hai. Bas uchai se dar thi hai.

kavya: pata hai.

raj: tho tum sabh humare bina gumne jathe ho.

kavya: raj maine tume baataya tha na.

raj: ha. Acha hai yaise hi saath main kuch pal bithavo. Yahi wo pal hothe hai saath main
nibaneke. Kyu abhinav.

abhinav: ha aur ha I m promises jab bhi main mumbai avuga hum sabh kahi na kahi gumne
jarur jayege.

sachi / divesh: propmise

abhinav: ha.

abhinav: vaise divesh tum konsi filed main aapna carrer banavoge.

divesh: navy main.

raj: nice.

divesh: maine aur diya ne pahle se tay kiya tha ki hum cid officer nahi banege par unn logo
jaise hi filed choose karege taki mumma papa jaise hi desh ki seva kar sakhathe.

purab: achi soch hai.

ragini: maine tho tay kiya hai ki main inn crime aur criminal se kuch differnet field main aapna carrer karugi.

kavya: it is too good.

sachi: mera bhi kuch yaisa hi hai.

raj in low voice: abhinav usse miss kar rahe ho. Beta a jayegi sabar ka pal mitta hotha hai.

abhinav smile.

in hall

daya: abhijit tum khush ho na tumara beta cid officer ban gaya. Abhinav tumare nakse kadam pe chal raha hai.

abhijit: ha bas wo aapna kaam man laga ke kare aur kuch nahi chahiye.

shreya: sir aap chita mat kijaye. Abhinav aapki tarah duty karega. Abhinav samjdar hai.

tarika: ha shreya. Main khush hu mera beta humare desh ki seva kar raha hai. Aur kya
chahiye ek maa ko.

meghna: tarika tume dar nahi lagtha. Unnke job ka koi barosha nahi kab kya sunne ko ayi
inne ye tak pata nahi hotha ki ye vapas ayege bhi ya nahi.

Tarika:dar lagtha hai. Uss jada dil main ek sukun hai ki wo acha kar raha hai.

Shreya:ha ye tho hai

Purvi to tarika: tarika khaane ka kya kiya bahar order karna hai ya banana hai. Agar banana hai tho hum help karthe hai.

Tarika:sabh banaya hai. Sirf mitha banana hai aur abhijit ki farman hai ki mithe main gulab
jamun bane wo bhi shreya ke haat ke.
Tarika to shreya:shreya wo tumare ghar se jo gulab jamun beje the na wo abhijit ko bahut pasad aye tho wo chahatha hai ki tum aaj gulab jamun banavo.

Shreya:tarika wo maine nahi banaye the wo diya ne banaye the.

Tarika:diya ne banaye the are sabh acha tha kuch jada na kuch kam. Bilkul swadish banethe.

Shreya:ha mujse acha banathi hai.

Purvi:sir aapko aaj gulab jamun nahi mile ge.

Shreya: kyu nahi milege. Diya banayegi na.

I m very disappointed. Kya hai yaar bahut hi kam review.
Are yaar story bahut lambi (long) hai agar yaisa hi respond ayega tho mera man nahi
karega update karne ke liye so please review my story.