in morining
in abhijit house
abhijit, tarika abhinav doing breakfast
abhijit: abhinav aapna kaam puri imamdari se karna. Chaye 100 gunegar chuthe koi gam
nahi par ek bhi beguna ko saza nahi milni chaiye. Aapni duty puri nista se karo.
abhinav nodded head.
tarika: abhinav tum jis appartment main rahne wale ho uss appartment main meri ek friend
rahthi hai. Maine usse baat kiyi hai usske ghar pe kaam karne wali servent wo tumare flat pe
bejegi. Wo khaana bana yegi. Par ha tume subh ka nastha khud bana na padega.
abhinav: teek hai
tarika: aapne khaane ka dhyaan rakhna. Raat ko ache se khaana khake so javo. Agar
dher se aye tho yaisehi bhuke pet mat so javo khaana khake sojavo.
abhinav: mumma muje pata hai muje kya karna hai in chide huve mood.
tarika: chid kyu rahe ho.
abhijit: chidega nahi tho aur kya karega wo. Abhinav saw towards abhijit.
tarika: abhijit tum ok teek hai jo karna hai wo karo.
abhinav: ok main chaltha.
tarika abhijit also stand and move towards abhinav.
abhinav: mumma aapne taxi tho bulvayi hai na. abhi tak nahi ayi muje raj se mil ne jana hai.
tarika: abhinav wo
abhijit took out the keys and hand over to abhinav
abhijit: ye lo ye tumare liye. Humare taraf se. abhinav saw tarika and after some second
abhinav took the key. Abhinav say thanx to abhijit.
abhinav say bye and left.
rajveer diya ke ghar jatha hai.
in daya's house
shreya open the door
shreya: are rajveer tum aur subh subh. Sabh teek hai na
raj: ha aunty wo main diya ko lene aya tha.
shreya: lene aya matlab.
raj: wo main na diya ke college ki taraf hi ja raha tha tho socha usse hi drop karta javu.
shreya: ha ye teek socha par raj diya tho gayi college usse aaj jaldi jana tha. Purab aya
tha na tho usske saath gayi. Tum avo na nastha karo
raj: nahi main breakfast kar ke aya hu. Main chaltha hu.
raj left.
in raj's car
raj: ab abhinav se kya kahuga. Bichare ka dil tut jayega.
here abhinav raj ka wait kar raha tha.
raj reached
abhinav saw raj. He did not find diya
raj came near abhinav
raj: sorry yaar wo diya mere jane se pahale hi nikhal gayi thi. Sorry tumara dil tut gaya.
abhinav: its ok agali bhaar jab avuga tab dekhege. Ok main chaltha hu.
raj and abhinav left. With different direction.
at 7.00 pm
shreya daya came in house
divesh in hall
shreya: divesh diya kaha hai.
divesh: wo aapne kamre main hai. Jab se ayi hai aapne kamre main hai.
shreya: kya
shreya move towards diya's room
shreya: diya open the door diya. open the door beta.
here condition is very bad matlab ro ro ke aapni ankhe sujayi thi. She open the door.
shreya saw her.
shreya in loud voice: kya huva but diya hug shreya and rone lagthi hai.
hear the voice of shreya daya and divesh came.
daya: kya huva
shreya: pata nahi bas roye ja rahi hai.
shreya to divesh: jagda kiya tumne usse
divesh: nahi tho jab se aye hai tab se baat tak nahi huyi hai.
diya separate from hug.
shreya cares her hair.
shreya: kya huva kyu ro rahi ho. Baatavo.
diya: mumma wo aaj mere karan humare pure group ko kam marks mile. Main teek se
nahi kar payi.
daya: bas itani si baat tum ne tho hume gabaraya beta. aaj acha nahi kar payi tho teek hai
na agali bhaar ache se karo.
shreya: ha
diya: par
shreya: par var nahi dekho kya halat kiyi hai. yaise main tum kaise farensic doctor banogi.
Doctor chotti chotti baat pe nahi rothe.
daya: ha ab achi si smile do jise dekh ke humari katavat gayab ho.
diya smile.
daya: ye huyi na baat.
than they share group hug.
in sachin house
purvi: ye purab abhi tak nahi ayi kaha jatha hai kuch nahi baatha tha. Apne career ke bhaare
main ye ladka serious hi nahi hai. Abhinav aur raj ko dekho dono aapne career ko lekar
kitne serious hai aur ye ladka.
sachin: ab bahut huva ab baath karni hogi purab se
meantime purab came
purvi: agaye abhinav aaj subh hi gaya. Tho tum kaha the
purab: wo main enterence ke liye applied karne ki date kab se suru hogi wo dekhne gaya tha.
purvi: teek hai. Javo purab left.
in pune abhinav's flat
abhinav's phone ring
he pick up it
abhinav: bolye mumma
tarika: sabh ache se set kiya na. kapde vagere sabh ache se rakh na.
abhinav: mumma aapna maine sabh kiya sabh ache se rakha hai. Jaise ki muje ashani se
mile.
tarika: abhinav main bas chahathi hu ki tume yava time pe sabh kuch mile.
abhinav: mumma mera chodye wo papa ko kya huva muje wo aaj subh emotional se dekhe
tarika: ha thode bhavuk ho gaye . Kya kare baap ka dil hai na. aur tumse pyaar jo kar the hai. Abhijit yaisa hi hai wo uppar se kador hai aur andhar se soft. Tume pata hai aaj athe hi uss se muje pucha ki abhinav ka call aya tha kya.
abhinav smile.
tarika: ok aapna khayaal rakho aur har din ya raat ko ek call jarur karna. Aur ha papa ko bhi
karo unne acha legega.
abhinav: teek hai ab main rakhu.
tarika : teek hai abhinav cut the call.
after some time his phone ring again
abhinav: hello raj bolo
raj: sorry abhinav muje bahut bura lag raha hai. Tumare liye kuch nahi kar paya.
abhinav: raj yaar please bura mat feel karo aur main avuga na. tab mil lege. Wo kaha ja
rahi hai.
raj: par
abhinav: par var kuch nahi yaar
raj ko dusri taraf se call atha hai.
raj: abhinav bhand main baat karthe hai wo kavya ka call a raha hai.
abhinav: tumara acha hai wo tume kamse kam call tho kar rahi hai. Ok teek hai baat karo
varna bhand main muje galiya doge.
abhinav cut the call
raj: hello kavya bolo
kavya: raj aaj abhinav gaya aur kal tum jovoge.
raj: ha par jaldi vapas avuga.
kavya: raj kal tum ja rahe ho main kal nahi a pavugi wo kal mumma papa ki barshi hai.
Mama ke saath bhopal jana hai.
raj: teek hai aapna khayaal rakho.
kavya: tum bhi. Ok good night
raj: good night. Kavya cut the call
raj ke face pe smile thi and he turn and find his father is back to rajveer.
rajat saw his smile
rajat came near
rajat: kis se baat kar rahe ho.
raj: wo dosth se.
rajat: koi ladki hai
raj: nahi papa aap bhi na.
rajat: pata hai muje iss umar ka dil chanchal hotha hai. Kis na kisi par crust hotha hi hai.
raj: papa yaisa kuch nahi hai. Aap baathaye aap ko kuch kaam tha
rajat: kyu main galath time pe aya.
raj: yaisa nahi hai
meghna came
meghna: kya baate ho rahi hai
rajat: kuch nahi
meghna: raj ache se aapna khayaal rakho. Bas aur kuch time usske bhand tum yaha hoge
humare pass.
raj: ha.
they did some chit chat and than go to sleep.
in morining raj aapni acedamy jatha aur kavya sachin ke saath bhopal jathi.
next day kavya aur sachin mumbai athe.
sabh ache se chal raha tha. Sabh ek saath club house ( club house yahi unn sabh ki milne ki jagah hai. jaha pe unn sabh ne aapna bachpan bithaya tha.) main milthe hai, Tab abhinav phone kartha. Aur jab bhi abhinav call kartha sabh logo se baath kartha lound speaker se aur usske bhand kavya baath karthi. diya chahathi ki wo abhinav se baath kare par her bad luck uss baath karne ka moka hi nahi miltha.
AAPKI
SHREYADAYALOVE
