after 1 month later

in abhijit house

the door bell ring. Abhijit open the door. Abhijit ke samne diya thi.

tarika phone pe thi abhinav se baat kar rahi thi.

abhijit: tum yaha.

diya with gabrayi huyi voice se : ha wo papa ne file dene ko kaha tha.

abhijit: ha main bul gaya. Andhar avo. Abhijit took the file

diya: nahi uncle main chalthi hu. Tarika saw diya.

tarika:diya andhar avo. Abhijit usse andhar tho bulavo. Abhinav hear the diya's name.

diya came inside

abhijit: daya kaha gaya hai.

diya: papa divesh ke college gaye hai.

tarika on call: sunno khaana time pe khaana. Aur aapna khayaal rakho. Vaha tum akhele
ho.

tarika: kya hai abhinav ab main tume instruction bhi nahi de sakhathi. Ok teek hai jo karna
karo.

tarika: ok bye bhand main call karthi hu. Tarika cut the call.

tarika: diya aaj yaha ka rastha kaise yaad aya.

diya: wo file deni thi uncle ko.

tarika: kya logi coffee ya chay

diya: kuch nahi main chalthi hu.

tarika: are baitho na mere saath baate karo.

diya agreed and seat on couch.

abhijit file read kar raha tha.

tarika: main coffee lekar athi hu.

diya: nahi aunty

tarika: teek hai soft drink tho jarur lo.

diya smile and say: ok sure

diya saw abhijit. Actually diya abhijit se thodi darthi hai sirf diya hi nahi sabhi abhijit se thode
darthe hai.

tarika came and handover the glass to diya.

tarika: baathavo padayi aur college kaisa chal raha hai. Shreya baatha rahi thi tum aaj kal
bahut busy hothi ho. Bahut project hothe hai kya.

diya: ha ek ke bhand ek. Patahi nahi chaltha ki kab week khatam hotha hai.

tarika smile.

tarika: wo tumari friend

diya: nidhi

tarika: ha kaisi hai

diya: teek hai.

tarika: Sirf ekhi bhaar mile hai par aapni aapni se lagthi hai.

diya: wo bhi aap sabh ko bhaar bhaar yaad karthi hai.

tarika: tho fir avo na yaha pe ache se baat bhi hogi.

diya saw abhijit. Tarika saw diya she smile

tarika: iss Sunday ko.

diya: nahi aunty muje nahi lagtha iss Sunday ko aneke ko milega. Har din busy hothe hai. Aur iss Sunday ko hum sabh milke chemistry ka project karne wale hai. So nahi ho payega.

tarika: ok teek hai fir kisi din.

than they both did some chit chat. After that diya left.

tarika: kitani pyaari hai. Daya sach kahtha hai diya ke aneke bhand sach main daya ki life
badal gayi. Itani pyaari beti. Bolthi tho daya ki yaad dilathi aur smile karthi tho shreya jaisa.

abhijit: abhinav kya kah raha tha.

tarika: tum na donno ek jaise hai. Koi tumari care kare hajam nahi hothi na tum donno ko.

abhijit smile.

in pune abhinav's flat

abhinav(povs): diya ghar pe ayi thi. Acha hai mumma se usski bahut ache se jamegi. Both are is same field. Mumma feel better. And he smile.

abhinav : main jab mumbai javuga tab aapni dil ki baat diya ko kahuga ab wait nahi hotha.

abhinav's phone ring

abhinav smile and took the call.

abhinav: ha bol raj.

raj: abhinav tum kya acha sa muharat dekhnewale ho diya ko proposal karne ke liye.
Jaldi karo na.

abhinav: raj main kya karu sochke gaya tha ki iss bhaar usse jarur kahuga. Par samay nahi
mila. Jaldi ana pada.

raj: are bhai samay nikhal na padtha hai. Tum na bas man hi man diya se pyaar karo usse
mat kaho. Yaise main baat haath se jayegi aur daya uncle tumare haath main diya ki shaadi ka invition card thamoge. Tum dekh lena.

abhinav: ohhh kya bol raha hai. Yaisa kuch nahi hoga.

raj: agar ho gaya tho. Bhai pyaar ko bayan bhi liya jatha hai. Tum bas sapne dekho.

abhinav: nahi raj iss bhaar jab mumbai avuga tho kahke vapas avuga.

raj: ok teek hai ab main rakhtha hu raj cut the call.

abhinav smile.

abhinav (povs): abhinav bas teen in word kahne hai I love you bas hogaya. He smile

in sachin's house

sachin is upset.

purvi: sachin baat kya hai. Itane pareshan se dikh rahe ho.

sachin: wo kalpesh ka call aya tha wo chahathe hai ki.

purvi: kya chahathe hai wo.

sachin: ki kavya bhopal aye. Wo kavya ki responsibility lene ke liye ready hai.

purvi: what nahi sachin kavya bachpan se humare saath rahi hai you hum usse khud se
dur nahi jane de sakhathe. Maine sachi aur purab se jitna pyaar aur mamta kavya se bhi karthi hu. Aap unn mana kar dijaye. Ek ya do din kavya vaha ja sakhathi hai par hamesha ke liye nahi.

sachin: purvi unnka pahle hak bantha hai kavya pe. Wo unnke khandan ka khoon hai.

purvi: par jab kavya ko ek family ki jarurat thi tab kaha gaye the. Tab tho koi nahi samne
aye aur ab wo badi huyi tho unn logo ko kavya ki yaad ayi.

sachin: purvi tume pata hai na kalpesh kavya se bahut pyaar karthe hai aur jab didi ki death ho gayi tho wo khud pad raha tha wo kaise kavya ki jimedhari letha. hume usski jagah pe rah kar sochna wo settle ho gaya hai shaadi kiyi hai tho aapni batiji ki responsibility lena chahatha hai. purvi main bhi nahi chahatha ki kavya hum logo se dur bhopal main rahe. Wo humari family ka ek atut part ban gayi hai.

sachin: agar kavya jana chahe tho hum uss nahi rokh sakhathe. Ab kavya pe depend hai
ki wo yaha humare saath ya bhopal main aapne chachu ke saath rahna chahathi hai.

purvi: sachin kavya agar vaha gayi tho. Nahi aap unne kahiye ki kavya ne mana kiya hai
bhopal ane ke liye.

sachin: purvi pagal mat bano. Kalpesh koi kavya ke liye paraya nahi hai usska chacha hai.
Hum yaisa jut kah kar kavya ko yaha nahi rokh sakhathe baat ko samjo.

kavya hear it.

kavya with sad face : mama main kahi nahi javugi aapko aur mami ko chodke.

kavya came near sachin and purvi. She hug both of them. Than separate.

kavya: balehi mere rago main tivari khadan ka khoon hai par parvarish mami ki hai. Jab se
mumma papa muje chod kar gaye hai bas maine aap donno ko mere mumma papa ke place pe dekha hai. Aur main aapko chodkar kabhi nahi javugi.

sachin: kavya hum bhi tume bejna nahi chahathe par

kavya: kuch par var nahi mama. Main kahi nahi javugi. Kavya left to room.

purvi: dekha sachin wo jana nahi chahathi.

sachin: teek hai main kalpesh ko baatha hu.

in kavya's room

the tear came from her eye. The flash back image came infrant of her. Her mumma
papa mama mami . She took the photho

kavya: mumma main mama mami ke pass rahna chahathi hai muje nahi jana bhopal.
Mera pura bachpan yaha gaya hai purab aur sachi ke saath. Main unne chodkar kahi nahi
javugi.

her phone ring

she took the phone

kavya: hello raj in cyred voice.

raj: kavya kya huva tumari awaj ko kya huva. Tum teek ho na. bolo

kavya: raj ye sabh mere saath hi kyu hotha hai. Jab bhi muje apano ka saath miltha wo
mujse dur jane ka dar muje sathatha hai.

raj: kavya saf saf bolo tum kahna kya chahathi hai.

kavya: wo mere kalpesh chachu chahathe hai ki main ab unnke saath rahu.

raj: kya. Isska matlab tum javogi bhopal

kavya: main nahi javugi. Maine mama ko bhi kaha ki main nahi javugi. Mere yaha apne hai
main unne chodkar kaise javu.

raj: nahi javogi na tumara man nahi hai na jane ka tho mat javo. Baat khatam.

kavya: ha main kahi nahi jahugi. Raj you known main jabhi tumse baat karthi tho muje
bahut acha lagtha hai dil main ek ajib sa sukun miltha hai. She smile

raj: ab tum teek hona.

kavya: ha tumse baat kiyi tho teek hu.

raj: that's like good girl raj smile.

kavya: tum baathavo kuch kaam tha.

raj (povs): kya kahu bas muje laga you need me issliye call kiya.

kavya: hello raj hello sun rahe hona.

raj: ha bolo

kavya: you known what main jabhi khud ko bahut akhela pathi hu tab tum hothe ho mere
saath physical tho nahi par mentally tho hothe hi avaj main hi jadu hai.
Akhela pan gayab ho jatha hai. Kavya smile.

raj: ab tum teek hona.

kavya: ha much better.

raj: ok main rakhtha hu. He cut the call.

meantime purab enter in room

purab: kavya papa ne tume bulaya hai.

kavya: ha chalo.

purab stop.

purab go and hug kavya.

purab: please hume chodke mat javo.

kavya : purab main kahi nahi ja rahi hu. Both separate.

purab: wo kalpesh chachu aye hai.

kavya: what.

purab: shayad tume lene.

kavya: chalo dekhthe hai. Both left.

in hall

kavya purab came.

kalpesh saw kavya

kalpesh: kaisi ho kavya

kavya: main teek hu chachu.

kalpesh's wife ( kalpna)

kalpna : humse naraz ho inn dinno call bhi nahi kiya.

kavya: main busy thi.

kalpna: padai bahut hothi hai with smiling

kavya: ha

kalpesh: kavya hume sachin bhaisahab ne baathaya ki tum nahi ana chahathi ho. Teek main hum tumari baat ka respect karthe hai. Hume socha tha tum humare saath kuch din bhopal main rahogi aur usske bhand hum us jayege. Meri company ke aur se main us ja raha hu. vaha ki company sabhalne ke liye. koi baath nahi tum nahi ana chahthi tho teek hai.

kavya: chachu muje galath mat samjna main nahi rah sakhathi mama mami purab sachi
ke bina.

kalpesh: ha pata hai muje.

kalpesh: hum tume force nahi karege. Tumara man nahi hai na mat avo par kabhi bhi tum
humare yaha a sakhathi ho. Humare yaha tumara welcome hi hoga.

kalpna: ha kavya.

sachin: us kab nikhalne wale hai.

kalpesh: 15 din ke bhand.

than purvi served them coffee n Snacks.

kalpna: purvi bhabhi ab aap aur bhaisahab bacho ko lekar aye us.

purvi: ha jarur.

kalpna move towards kavya : aapna khayaal rakho. Aur ha humare contact main raho.
Tumare chachu ko tumari fikar rahthi hai.

kalpesh: hume ab ijazat dijaye. Kuch shopping karke bhopal ke liye nikhalna hai.

sachin: are abhi bhi aye aur ja rahe ho.

kalpesh: kavya ko bas akhari bhaar dekhna tha so aye the. Muje pata tha kavya nahi ayegi
par fir bhi dil ki ki ek bhar baat karu. But wo nahi ana chahathi teek hai.

kavya: chachu please na sad mat ho. Muje bura feel lagega.

kalpesh: are nahi tum jaha bhi rahe bas khush rahe rahi main chahatha hu. Kalpesh smile.

kavya hug kalpesh. Both separate.

after some time they go. Kavya mumbai hai hi rahthi hai aapne mama mami ke saath.

AAPKI

shreyadayalove