after 3 month
kavya phone ring
kavya: hello raj . Ye baathavo kab avoge. Bas jaldi se avo.
raj: kavya kya huva. Kuch pareshani hai.
kavya: sorry raj main ne tume nahi baathaya. Par ab bahut huva. Raj aaj kal diya club
house nahi athi. Sirf ekhi bahana muje padai hai. Par raj padai tho sabh ko hothi hai. Maine
kitni bhaar puch diya se par wo kuch baatha thi hi nahi.
raj: are tum diya ko janthi ho na. sach main uss padai ka tension hoga. Tum tension mat
teek hoga. Are aaj raat ko hum a rahe hai.
kavya: hum maltab abhinav aur tum.
raj: ha abhinav aapna pahala mission complete kar ke a raha hai.
kavya: what abhinav itane din se mission par tha. Muje kyu nahi baathaya.
raj: uss ne mana kiya tha tum sabh se kahne ke liye. Wo chahatha tha ki tum sabh ache se
aapni padai main man lagaye.
kavya: abhinav bhi na.
raj: sunno hum a rahe hai aur mere pass ek aur surprise hai aaj raat ko sabh ko club house
bulavo.
kavya: teek hai
raj: ok bye
raj cut the call.
kavya (povs): acha hai abhinav a raha hai ab abhinav aur raj hi diya se baat karege. Pata
nahi kya chal raha hai usske man main.
kavya informed all of them and offcousre diya ko bhi.
at 9.00 pm in club house
divesh: kavya hum sabh ko kyu bulaya.
purab: kavya muje tension hai. Kal kya hoga aur tumne yaha pe bulaya.
kavya: purab tension kyu lethe ho tum select ho javoge.
purab: bas yaisa hi ho.
kavya: diya nahi ayi.
divesh: wo nahi ayegi. Maine pucha usse par muje dat ke beja uss ne.
ragini: kavya di baathaye na.
sachi: di please baathaye na.
kavya: aur thoda time wait karo.
in back two guy enter
: hello everybody.
all turn back.
divesh ragini sachi: bhai aap dono
raj and abhinav: ha hum. Kyu jatka laga.
purab: wow abhinav raj. And purab hug both of them.
and than separate.
divesh: we all miss both of you.
abhinav: hum ne bhi.
raj: diya nahi ayi.
kavya: nahi ayi. Raj saw abhinav.
purab: koi baat nahi kal ayigi main usse bulavuga. Kal mere life ka bahut imporatan din hai.
kavya: raj bolo na kya surprise hai tumare pass. Raj saw abhinav face. And say
raj: main ab yaha ke cid mumbai main as a tranining officer ke haisiyat se join ho vuga.
Ab main tum sabh ke saath rah pavuga. Hai na good news
kavya: sach main acha hai. Kavya hug raj. Than separate. Abhinav smile
than all did some chit chat. Abhinav miss diya us ne socha tha diya ko wo ji bharke dekhega par diya hi nahi ayi he is become sad.
raj in low voice: kal usse aapne dil ki baat baatha. Dekh sacha moka hai tum ab settle
ho gaye ho. Uss aapne dil ki baat baatha. Aur dheer mat karna.
abhinav nodded his head in yes.
ragini: diya di bhi hothi tho kitna acha hotha.
divesh: wo diya lagtha hai iss sal top hi karegi. Usske karan mumma se muje dat padthi hai.
sachi: divesh tum padai karne ka nahi hotha yaisa bolo.
after some time all left to respective house.
in night abhijit's house
abhinav in his bed room
abhinav near his cupboard.
abhinav: socha tha aaj tume ye duga. Mere salary se liya tha tumare liye. Par koi baat nahi kal pakka tume duna and he smile
tarika enter
tarika: mil aye sabh se. kiyi dheer sari baate. He close the cupboard and move towards
tarika.
abhinav: ha. Mumma raj ab yaha ke cid main hoga. As a training.
tarika: ha abhijit ne baathaya tha. Khas tum bhi yaha pe hothe. Tum yaise dur muje din raat
tumari fikar hothi rahthi.
tarika seat on bed. Abhinav lied on her lap.
abhinav: mumma main koi bacha nahi hu. I m a cid officer. Aap na bina matlab tension lethi
ho. Bidas raho yaha pe.
tarika: tum nahi samjoge. Tarika smile.
tarika: sabh kaise hai. Kavya diya raj kaise hai. Milna hi nahi hotha unn logo se.
abhinav: sabh ache hai. Khush hai ki hum aye. They also miss us very much.
tarika: jab se tum gaye kise se milna nahi huva. Kavya tho kabhi kabaar milthi hai. Par diya
tho milthi hi nahi sirf ek bhaar ghar ayi thi usske bhand wo kabhi mili bhi nahi.
abhinav: busy hogi shayad aaj club house bhi nahi ayi thi.
tarika: sabh ko yaha pe invite karo na. sabh se mil bhi lugi.
abhinav: mumma muje nahi lagtha wo ayege. Wo papa se darthe hai.
tarika smile.
tarika: tumara mission kaisa tha.
meantime abhijit enter but he stop on door.
abhinav: mumma maine mere life ka pahla mission complete kiya. Main na khushi bayan
nahi kar sakhatha. Wo khushi I can't explain it.
tarika smile.
abhinav: mumma jab bhi kisi ko main aapna naam bathavu na tho sabh kahthe hai tum bhi abhijit jaise hi banoge sabh bas papa ki tarif wo sunnkar bahut acha lagtha hai.
abhijit smile. And came in.
abhijit: tarika dinner nahi karna ya bete ki baatho main hi pet barna hai.
abhinav get up and seat on bed.
tarika: ha lagathi hu. And get up and left.
abhinav to go with they did dinner
in abhijit's room
abhijit book pad raha tha. Tarika mirrior ke samne baithi thi.
tarika: abhijit I m so happy main meri khushi bayan nahi kar sakhathi hu. Humare abhinav ne
aapna kaam pura kiya.
abhijit: ha
but door knock. Both saw on door.
tarika: are abhinav soye nahi.
abhinav: nahi .
tarika: andhar avo. He came in
tarika saw the beg in his hand
tarika: ye kya hai. Abhinav saw tarika and abhijit face.
abhinav took out the a box and hand over to tarika
abinav: ye aapke liye meri salary se main apke liye liya hai.
tarika: abhinav (she took it.) Iss ki jarurat nahi thi.
abhinav move towards abhijit
abhinav took out the a another box and hand over to abhijit
abhijit took it. And saw tarika.
abhinav: khol ke dekho aur baathavo kaise hai.
tarika open it n saw the girf it is a bangles which match in any dress or sari.
tarika: woow it is too good.
tarika: abhijit dekhona khol ke main bhi dekhna chahatha hu ki abhinav tumare liye kya
laya hai.
abhijit open the box and he find a watch.
tarika: wow it is beautiful.
abhijit smile.
abhijit: thanx you par iski jarurat nahi thi.
tarika: abhijit abhinav kitane pyaar se tumare liye kuch laya hai aur tum
abhijit: ok teek hai. Vaise main bhi yahi watch dud raha tha. Thanx tum mere liye laye.
abhinav smile: good night. Abhinav go.
tarika and abhijit after they sleep.
in morining
in daya's house
in dining table
divesh: diya kal sabh tume puch rahe the. Aur kal raj aur abhinav bhai bhi aye the.
divesh: papa raj bhai ab cid main hoge yaisa unno ne kaha.
daya: ha hume order kal hi mili thi.
shreya: woow ab rajat sir aur rajveer saath saath kaam karege.
daya: ha shreya pata hai tume abhijit bahut khush hai. Maine kal pahali bhaar usske chahre
pe ek ajib si khushi abhinav ne mission ko successful complete kiya. sabh usski tarif kar rahe the yaisa abhijit ne kaha. abhinav ne abhijit ka naam kiya. agar beta baap ke nashe kadam pe chala jaye tho ek baap ko kitni khushi milegi na. kal abhijit tak hi nahi raha tha abhinav ki tarif karke.
shreya: khushi tho tarika ke chahare pe dekh rahi thi. Ye teen mahine bichari ne dar dar se
kate hai.
diya (povs): isska matlab abhinav teen mahine tak mission par tha. Sabhko pata tha sivay
muje. Uss ne baathaya bhi nahi. Par wo baathayega bhi kyu hum sirf dosth hai. Aur kuch nahi.
sabh breakfast karthe hai. Daya shreya bureau jathe bhi college jatha hai. Bahut se lucture aaj off the issliye diya ke pure group ne na jane ka faisla kiya tha.
diya in room's
diya ke man main abhinav hi gum raha tha.
diya usse call karne ke liye aapna mobile uthi hai.
diya(povs): ye main kya kar rahi hu. Agar abhinav ke bhaare main sochogi tho usse bulugi
kaise. And she kept the phone on table. And khud tho kitab main busy rakhthi hai.
in rajat house
aaj rajat ka off tha.
raj in room
raj kis soch main tha. Rajat ki ane ki banak usse nahi thi. Bahut gahari soch main tha.
rajat: raj but he did not reply
rajat: raj and place the hand.
raj: papa aap yaha kya kaam tha.
rajat: kyu main nahi a sakhatha tumse milne baathe karne.
raj: yaisa nahi hai.
rajat: kya soch rahe ho.
raj: kuch nahi.
rajat: muje baatha sakhathe ho main tumari help karuga.
raj : papa wo and he remain silent
rajat: bolo
raj: papa mera ek dosth hai wo ek ladki ko pasad kartha hai par uss ne uss ladki ko aapni
dil ki baath nahi baathayi. Papa wo ab usse aapni dil ki feeling baatha chahtha hai. Par
uss samj nahi a raha hai ki kaise kahu.
rajat: wo tho pyaar ka mamla hai. Rajat smile hai say
rajat: usse kaho aapni feeling uss ladki ko kahne ek rose leke ladki ke samne aapne gutno main baithkar uss se propose karo. Dekhna ladki ice cream ki tarah pigalegi Are ladkiyo ko bas ladke unnke samne jukne chahiye. Bas wo ha hi dekh lena.
raj: what gutno main baithke papa ye filmy hai.
rajat: are experience hai issliye bol raha hu. Bas baith ja vo aur kaho aapni dil ki baat.
rajat: vaise ye acha hai aapne baap se hi idea le rahe ho aapni girl friend ko propose karne
keliye. Acha hai
raj: papa maine kaha na meri dosth ko chahiye.
rajat: pata hai. Raj iss umar main hotha hai. Rajat smile
raj: papa
rajat go but he stop
rajat: raj muje tumari pasad pasad hai. Rajat smile and go.
raj also smile
raj call abhinav
abhinav: ha bolo raj.
raj: abhinav mere pass ek idea hai and he tell what rajat told to him .
abhinav: pagal ho gaye ho gutno main ye kafi filmy lagega.
raj: abhinav ye work karega.
abhinav: par
raj: tumare pass kuch aur hai nahi na karo na sabh teek hoga.
abhinav: ok teek hai.
raj: aaj duphar ko diya ke ghar javo. Maine divesh se pata kiya aaj diya ghar pe akheli hai
college nahi gayi. So say her your feeling
abhinav: dekhtha hu.
raj: dekhtha nahi kaho usse.
abhinav: ok teek hai. Muje bhi tumse kuch chahiye meri best friend ko propose karo
raj: tum nahi manoge na.
abhinav: nahi karoge
raj: ok teek hai.
both smile and cut the call.
finally abhinav diya ko propose karega. Kya abhinav diya ko fimlly tarike se propose
karega. Ya aur kuch plan karega. So wait kijaye.
AAPKI
shreyadayalove
