at 2.30 ya 3.00 pm ke pich
rajveer kavya ko college se pick up kartha . Aur ek jagah pe lekar jatha.
rajveer stop the car it was awesome place
both car se uttakarthe hai
kavya: woow bahut pyaari jagah hai kya baat hai aaj lunch bhi mere saath kiya. Aur ab yaha
raj: ha wo tumse kuch kahna tha.
kavya: raj it is to good but muje diya ki tension hai wo kyu sabh se katti katti rahthi hai.
raj: kavya diya teek hai aur abhinav usse baat karega. Tum usski chit mat karo.
kavya: kaise na karu raj tume pata hai diya ki baat mere dimag se ja rahi thi pata nahi wo
kya kah rahi thi. Dosth pitpiche vagera vagera. Pata nahi kuch ajib si baate.
raj: bas na diya puran ko stop lagavo yaha pe bas hum dono hai dekho iss jagah ko ache se kitni achi hai.
kavya: ha wo tho hai
raj: kavya wo and raj move towards very close to kavya
kavya: raj ye raj place the figure on her lips
raj: kuch mat kaho bas main jo kahtha hu wo bas sunno
raj: kavya main tumse bahut pyaar kartha hu. Aur wadda kartha hu tumse ki main tumara saath kabhi nahi choduga. Bas tume mere saath mere har kadam pe mere saath chala padega kya majur hai tume mere saath aapni age ki jindagi jujarne ke liye. Kya meri
humsafar banogi. meri life main akhar iss berag jindagi ko rago se barogi. i love you kavya.
kavya ye sabh bade ache se sun rahi thi. Uska dil jor jor se dadkane laga tha. finally raj ne usse propose kiya jis din ki wo rah dekh rahi thi. She also have feeling for raj . Raj usska
sirf dosth nahi tha balki dosth se bhi uppar tha. She have tear and say
kavya sar se yes kahthi.
kavya: ha main tumare har kadam pe tumara saath dugi. I love you raj Both hug each other.
in daya's house
diya kamre main bor ho rahi thi tho. Chat pe gayi thi.
purab came.
purab: diya I m very happy today. He hug diya. Both separate. diya thanx very much.
Main na ek sahi moka dud raha tha wo muje aaj mila.
diya: iss main thanx you ki kya baat hai tum mere dosth ho maine vahi kiya jo ek ache aur
sache dosth ko karna chahiye. And cong aapni life ka makasat tumne paliya. Ab sabh happy hoge. Cong. Purab.
purab: aaj main khush hu muje jo chahiye wo aaj mila main militry traning ke liye select
huva muje mera maksat mila. Aur tumari vajase muje mera pyaar.
diya: tho kab usse propose karoge. Purab jaldi karo yaha se jane se pahale. Main tum donno
ko khush dekhna chahathi. Wo tumse pyaar karthi hai.
purab: ok teek hai diya meri help karona. You known na uss sabh perfect chahiye hotha hai.
diya: kaisi help
purab: yaisa samjo ki tum nidhi ho. Aur main nidhi ko propose kar raha hu.
diya: ok teek hai main nidhi hu.
purab : teek hai.
abhinav came in daya's house.
servent tell abhinav that diya is on chat.
he go on chat. As soon as he came towards chat door. He hear the voice and saw purab
and diya he stop.
purab ek rose ka phool leke diya ke samne khada tha.
purab: tum na iss phool ki tarah ho masum khubsurat ho. Bas dil kartha hai ki tume hi bas
dekha rahu. Ye pal rahi pe rukh jaye. Aur tum aur main bas yaise hi ek dusre ke ankho
main kho javu. Main tume humesha ke liye apna baana chahtha hu. Kya tum iss nachij ke saath aapni puri jindagi gujarna pasad karogi. i love you.
diya smile. Abhinav ko ye sabh dekhke jatka lagtha hai usse yaisa lagtha hai ki mano usski
life tam si gayi.
diya: ha I love you.
abhinav hear it and leave from their.
purab: kya hai yaar I love you itane jaldi pahale tidly hug karge usske bhand ankho main dekho
aur fir I love you bolna tha.
diya: bas bas aapni gadi ko break laga varna muje atha hai break laga na.
purab smile.
diya: ab ja aur usse kaho. Trial acha tha ab exam do. Diya smile
purab: thanx you.
diya: best of luck purab she smile and purab go.
abhinav daya ke ghar se jatha hai. Usska dhyaan hi nahi tha.
wo aapne ghar puch jatha
in abhijit house.
abhinav ghar main atha. Samne se abhijit a raha tha. Abhinav bas aapne main tha samne
kuch nahi dekh raha tha bas diya aur purab ki baate yaad a rahi thi.
abhinav sidhe jake abhijit ko takratha hai.
abhijit: ahhhhhh abhinav dhyaan kaha hai dekh ke nahi chal sakhathe ho.
abhinav saw abhijit
abhinav: sorry and after some second. iss time aap ghar pe.
abhijit: wo file lene aya tha. Par tum kaha gaye the. Aur ye kya halal banaya hai. Khud ka
abhinav did not talk more to abhijit and he left.
abhijit (povs): isse kya huva. Subh tho acha tha. Iss ka muh kyu latka hai.
abhijit(povs): yaisa dikh rahai ki kisi ladki ne isska dil thod diya hai. Pura devdas banke
aya hai. Tarika ko baathana padega. Abhijit left.
purab's N nidhi's
nidhi puraba ka wait kar rahi thi.
purab: sorry
nidhi: Pata hai tumne miss nidhi tackar ko wait karaya par teek ha aaj ke din maffi.
purab: thanx you.
nidhi: purab im very happy that you are selected in militery tranining.
purav: ab yaha se jana hoga.
nidhi : ha in sad face.
purab: nidhi wo and purab rose ka phool nidhi ke samne lekar khada hotha hai.
nidhi smile.
purab: tum na iss phool ki tarah ho masum khubsurat ho. Bas dil kartha hai ki tume hi bas
dekha rahu. Ye pal rahi pe rukh jaye. Aur tum aur main bas yaise hi ek dusre ke ankho
main kho javu. Main tume humesha ke liye apna baana chahtha hu. Kya tum iss nachij ke saath aapni puri jindagi gujarna pasad karogi. i love you.
nidhi : ye sabh.
purab: I known tumne iss se kuch better sochaga par and he made face.
nidhi: purab it is nice I just love it.
nidhi: ya I love you. I love you very much. She smile.
in abhinav's room
abhinav(povs): diya aur purab . Purab diya se pyaar kartha hai. Aur diya bhi
abhinav(povs): agar diya purab khush hai ek dusre ke saath to main bhi khush hu. Muje
aur kya chahiye bas diya khush rahni chahiye. Muje mera pyaar nahi mila par purab ko
tho mila. Main usske liye khush hu.
abhinav(povs): par yaisa kyu lag raha hai ki maine aaj kuch khoya hai jo mere bahut karib
tha. Abhinav ab diya tumara pyaar nahi hai kisi aur ka hai. Tumare bhai purab ka pyaar
hai. Bul javo usse.
abhinav (povs): kaise kar pavuga main ye kaise diya ko aur purab ko dekh pavuga. Par muje ye karna padga. Main bada hu. Agar mere kurbani se purab aur diya khush hai tho vahi sahi. Main diya ko buluga. Ye samjuga ki diya mere liye nahi thi. Acha hai main unn se dur rahuga tho meri taklif kisi ko nahi asanise main koshish karuga ki diya ko bul javu. mere liye ye difficut hoga mera unn dono ke liye muje ye karna padega.
meantime abhinav's phone ring
pahale wo nahi letha. Par firse call atha aur abhinav letha hai.
abhinav: ha bolo purab
purab: abhinav mere yaar main aaj bahut khush hu maine mere life main bas do wish
mangi thi aur wo aajke din hi puri huyi tume pata hai main militery traning ke liye select
huva aur maine aaj aapni dil ki abhinav cut purab
abhinav: cong. Purab. purab muje na kuch kaam hai main bhand call kartha hu. He cut the
call
abhinav: ye muje kya ho raha hai. Nahi main mere aur purab ke bich ke risthe ko kharab
nahi kar sakhatha, wo bhi ek ladki ke karan. Meri life main diya nahi hai. Aur ab muje uss
baat ko accept karna padega. Pata hai thoda difficut hai par main karuga.
abhinav phone utha tha aur raj ka number dial kartha but he cut it.
abhinav(povs): wo abhi kavya ke saath hoga usse distrubed nahi kartha hu.
raj's N kavya
kavya: raj main aaj bahut khush hu. Raj hold kavya's hand
raj: main bhi. kavya jab hum bachpan main milthe the ek saath khelthe the tab kabhi nahi
socha tha na ki hum kabhi ek risthe main bandege. Tum mere life main ane se pahale
abhinav hi mere dil main tha he known all about me but now you are enter in my life.
tum donno mere bahut karib ho. abhinav mere saath mere har faisle pe khada raha hai.
hum donno dosth nahi bhai hai.
kavya smile and say: raj main tume bahut ache se jathi hu. Tumari kamjori, strength sabh tumara strength rajat uncle and kamjori meghna aunty and ragini tum aapni family ko bahut pyaar karthe ho. Raj wadda main tumare har fasle main saath dugi tum muje aapne saath pavoge.
raj: aur tum . Tum meri dil ki dadakan ho jo hamesha dadkathi hai. thanx you.
kavya: raj kitna acha hotha na hum badehi nahi huve hothe tho. Wo bachpan ki baat hi kuch
aur thi.
raj: we are all lucky humare pass bachpan ki yaade hai. Hum sabhne ek saath gujare hai.
both are remembering their bachpan. With smiling. And holding each other hand.
nidhi n purab
purab: you known I m very happy. Finally I m selected in militery tranining.
nidhi: muje pata tha tum select hoge. Tumne bahut mehnat kiyi thi.
purab: ha wo tho hai. Purab smile.
nidhi: purab thanx you main aaj khud ki khushi bayan nahi kar sakhathi. You known hamesha
se main chahathi thi ki main bhi mere counise ke saath kuch time spend karu par kabhi
wo moka mila nahi par I m lucky ki muje wo sabh ab tumare saath milnega.
purab smile.
than both have side hug.
at 7.00 pm
raj abhinav ko call kartha hai
raj: abhinav kya kaha diya ne
abhinav: raj wo
raj: ok tum a rahe ho na club house tabhi baathana
abhinav: nahi main nahi arahu.
raj: what abhinav ye acha nahi hai aapna kaam huva aur aapne dosth ko bul gaya.
abhinav: raj tum na ok main a raha hu.
call get cut.
in club house
all present abhinav raj kavya purab nidhi ragini sachi divesh but diya nahi ayi thi.
nidhi purab aapne main busy thi. Abhinav aapna dard raj se chupane ki khoshish kar raha tha.
sabh saath the. Par abhinav akhela ek jagah pe khada tha.
raj saw abhinav and go toward abhinav
raj: kya huva koi pareshani hai. Ye baathavo tume baathaya na diya ko aapni feeling kya reaction tha diya ka. dekh maine tho baathaya aur uss ne ha bhi kiya. Abhinav baathavo
na kya kaha diya ne. bas bahut huva muje pata hai diya ka ha hi hain na. wo hai kaha pe ayi kyu nahi purab ne kaha tha wo usse phone karega lagtha hai usse nahi kiya. par yaar tum saath lekar athe na.
abhinav have some tear ineye. Raj saw it.
raj: abhinav kya baat hai. Tum gaye the na. diya ne kya kaha tell me please.
abhinav: raj main baathane gaya par
raj: par kya
abhinav: baatha nahi paya wo pu meantime purab came he rubbed the tear. And gave
the a little smile to purab.
purab: abhinav ye raj na bas kahtha hai wo mera dosth hai par yaisa nahi hai. Aaj maine
usski help magi tho saf saf mana kiya. Agar main tumare pass atha tho meri jarur help karthe
raj smile: kya abhinav ladki bantha tumare liye. With laughing
purab: just shut up
raj: main shut up ok teek hai tum kahthe ho abhinav tumari help kartha. Par muje nahi lagtha ki abhinav tumare liye ladki ban abhinav banthe tum isske pyaar ko propose karne ke liye ladki.
abhinav chup rahtha. Abhinav bas uss time purab ko khud ke samne nahi dekhna chahatha
tha par he control on his feeling. And bas chup raha tha.
purab: ok koi baath nahi. Acha kiya tum ne meri help nahi kiyi. Are meri help meri bestty ne kiyi. Maine tume bas kaha tha ki sirf as a nidhi hoke khade raho kuch nahi karna par tum nahi mane. Par diya jatse mani nidhi bane ke liye. Dekho isse kahthe hai dosth aaj diya ke karan muje nidhi ka saath mila.
abhinav: what tum aur nidhi I means nidhi se tum pyaar karthe ho.
raj: aur nahi tho kya issliye ye din raat diya ke age piche gumtha tha. Muje kavya ne baathaya. Kaise ye nidhi ke piche tha.
purab: ye kavya bhi na.
abhinav: matlab wo aaj jo and he stop
purab: aaj kya
abhinav: kuch nahi. And he smile.
nidhi: purab yaha ana
purab go from their
raj: kya huva kyu smile de rahe ho.
abhinav: kuch nahi ye purab tumare pass aya tha dophar ko.
raj: ha main kavya se milne janewala tha tabhi . Usse nidhi ko propose karna tha tho pahale
thoda trial karna chahatha tha. Maine saf mana kiya. ye purab na pagal hai. kuch bhi ye to
isski help diya ne kiyi Tho janab diya ke pass gaye . but he stop Ek minute tum dopahar ko diya ke ghar janewale the na. wo shit kiska matlab purab diya ke ghar tha aur tume diya se kuch nahi kaha. tum mil the na usse. baathavo.
abhinav: main gaya tha par vaha purab tha tho main chala aya.
raj: chala aya are purab vaha se jatha na tum kyu aye.
abhinav: wo muje thodi misunderstanding ho gayi thi tho main vaha se aya bina diya se
mile.
raj: misunderstanding matlab my god tum ye tho nahi samje na ki diya aur purab
abhinav nodded his head in yes.
kavya: raj abhinav please yaha avo vaha kya kar rahe ho.
raj: atha hu.
raj to abhinav
raj: abhinav purab aur diya sirf ache dosth hai unnke bich kuch nahi hai. Ye purab bhi na usse vahi time mila tha kya. Abhinav diya ke ankho main dekho wo bhi tumse pyaar karthi hai purab se nahi. Tumare man main jo baath baithi hai wo sahi nahi hai. abhinav please ek bhaar mujse pucha hotha main tume baatha tha. tum abhinav stop raj and place the hand on shoulder. abhinav say
abhinav: relex raj. I known muj misunderstanding ho gayi thi. Fikar not.
raj: par ab kya kab kahoge diya ko aapni feeling.
abhinav: kahuga Jaldi hi and thanx you. Ab chalo kavya bula rahi hai.
raj smile.
both came their.
purab: kya order karu.
divesh: pizza
purab: teek hai
kavya: raj dekha tume diya nahi ayi kaha tha maine tumse wo hum sabh se dur rahthi hai.
Nidhi tume kuch pata hai . Dekho ab ye mat kahna ki tume pata nahi diya ko kya huva hai
wo kyu club house ana nahi chahathi. Yaisa kabhi nahi ho sakhatha ki tume pata na ho.
nidhi: kavya diya teek hai tum na kham kha tension le rahi ho. Inn dinno bahut se project
hai diya bas unne complete kar rahi hai . Aaj bhi vahi project complete kar rahi hogi.
divesh: jutt mat bol. Inn donno ka kuch tho huva hai. Unn dinno donn room main baate karthe hai. Ek baat baathavo diya ko project complete karna hai aur tume nahi karna kuch bhi jut bolthi hai. uss din diya ro but nidhi stop divesh.
nidhi: shut up divesh kuch bhi tume kya pata humare project kab hothe hai.
purab: divesh nidhi se lado mat.
divesh: main nahi lad raha hu. Ye diya ki chamchi nidhi lad rahi hai. Donno ke bich kuch tho
hai. Jo ye chori chupe baate karthe hai.
abhinav: dievsh nidhi tumse badi hai yaisa nahi kahthe.
nidhi: kavya sach main muje nahi pata. And you all know na diya chotti chotti baat ka tension
lethi hai. Tension mat lo. Aur divesh uss din usse madam se dat padi thi so she feel bura so
wo rane lagi. divesh Tum bina matlab baat ko badi kar rahe ho. She is fine.
purab: ok relex kyu kitni highpar hothi ho.
kavya: nahi kuch tho baat hai main janthi hu diya ko wo kabhi bhi club house ka protocal
nahi todthi. Aur ye aaj nahi balki kahi mahino se chal raha hai. Hum sabh athe par diya nahi athi. Raj abhinav baat karo na usse.
raj: ok main usse call kartha hu aur bulatha hu.
raj dial diya's number
diya shreya ke saath kitchen main thi.
diya's phone ring. Diya saw it but did not received the call
shreya:lelo na rajveer ka call hai
diya: main bhand main baat karugi.
raj: utta nahi rahi hai. Firse kartha hu.
nidhi: shayad busy hogi.
again phone ring
shreya: diya uthavo. Diya showed the hand diya ke hand main atha laga tha.
shreya: ok main lethi hu. She took it
shreya: hello rajveer.
raj: hello aunty diya nahi hai wo hum sabh club house pe hai aur diya nahi ayi wo teek hai
na.
shreya: ha wo teek hai. Rajveer tum sabh aaj club house main milne wale the muje pata nahi tha sorry ok teek hai diya ajavegi bas kisi ko bej do usse lene.
shreya cut the call.
in club house
raj: diya a rahi hai. Bas usse lene jana hai.
nidhi: tho purab tum javo diya ko lene.
raj: nahi abhinav jayega.
abhinav : ha main jatha hu. And he left.
in daya's house
shreya: diya tume nahi baathaya ki tum sabh aaj club house main mile wale ho.
diya: ha wo main bul gayi.
shreya: teek hai tum javo ye sabh main karthi hu.
diya:(povs): muje nahi jana vaha pe abhinav hoga. Aur kavya bhi
shreya: kya soch rahi ho javo
diya nodded her head and left.
abhinav ki misunderstanding dur hogayi but what about diya. Diya ki galathfami dur hogi. Abhinav usse propose karega. Ye sabh jane ke liye agali update ka wait kijaye.
Tab tak bye bye
AAPKI
shreyadayalove
