I m very happy shreya mam is back in cid. New year and republic day ka best gift hai. I wish ki shreya mam ab cid serial main hi rahe.

..

in daya's house

daya hall main tha. With his laptop

the door bell ring. Shreya go and open the door.

shreya : are abhinav avo na

abhinav came in side

daya saw abhinav.

daya: are abhinav aaj humare yaad kaise ayi. Baitho aur Baathavo pune main kaisa chal raha hai. Shreya wo coffee vagera dekho. Are nahi aaj ka dinner humare saath kyu shreya. Are bhai
kuch time hume bhi tho tumare papa ka dosth hu. Bahut khas dosth hu.

shreya: daya wo aapse milne nahi aya. Wo aaj diya club house nahi gayi tho usse lene aya hai. Abhinav ko time kaha hai jo wo humse milne aye.

abhinav: aunty yaisa nahi hai.

shreya: ok teek hai mazak kar rahi hu. Shreya call diya . Diya came

abhinav saw diya. Diya bahut sad thi. She fakly smile.

abhinav: tho hum chalthe hai.

diya and abhinav left.

in abhinav's car

abhinav car chala raha tha. Diya bahar dekh rahi thi.

abhinav (povs): ye baat tho start nahi karegi. Main hi kartha hu.

abhinav: diya padai ka pressure jada hai. Nahi tum kal nahi ayi club house aur aaj bhi
nahi kavya baatha rahi thi ki tum club house nahi athi ho. Kya huva.

diya ko gussa tha ha kavya ka naam sunkar par wo chup baith thi.

abhinav: ab sare raste chup rahogi ya bologi bhi.

diya again remain silent.

abhinav: diya main kuch puch raha hu.

diya: chup chap gadi chalavo na.

abhinav's phone ring. It was kavya's call abhinav took the call

abhinav: ha kavya bolo

kavya: kaha pe ho.

abhinav: bas a rahe hai. Diya abhinav ka phone usske haath se leti aur back seat pe fek dethi hai phone sidhe floor pe.

abhinav: kya kar rahi ho.

diya: muje ghar jana hai gadi rokho

abhinav: what club house nahi avogi

diya: muje ghar jana hai. Gadi rokho

abhinav: kya pagalpan hai

diya: muje ghar jana hai the tear came from eyes. Finally abhinav stop the car.

but she is crying

abhinav: kya baat hai achanak kya huva tabyat teek hai na.

but tear came from her eye.

abhinav: bolo ro kyu rahi ho. Diya please say something.

diya: muje ghar jana hai.

abhinav: diya and he rubbed her tear. Diya feel his touch it was good. She close the eye.

abhinav: diya kuch ho raha hai tume. Bolo she open the eye.

diya: muje bas ghar jana. Mera man nahi hai kahi pe jane ka.

abhinav: are ghar jake kya karogi. Club house chalo sabhke saath you feel better.

diya: agar tumse nahi hotha tho main akheli chali javugi. Diya tried to open the door lock .

but abhinav hold her hand. And say : diya kya ho gaya. Dekho diya agar tum kahogi nahi tho
muje nahi pata chalega aur main kaise tume samja pavuga.

diya: mat samjo just stay way from me.

abhinav: diya please ek bhaar meri baat sunno. Diya samjo na bas thode time ke liye main
yaha aya hu. Please ye kuch pal mere saath bithavo.

diya: mere saath hi kyu tumare aspas aur bhi log hai na tho unnke saath aapne ye anmol
pal bithavo. Tho kav but abhinav place the figure on her lip.

abhinav: main ye kuch khas pal sirf tumare saath gujrana chahatha hu. sabh tho hai par main tumara saath chahatha hu. sunno muje kuch kahna hai tumse maine isse acha kuch socha tha par jane do. Yahi sahi moka hai. He came more close to her. She can feel his closness and she tried to move away but he stop her. She saw abhinav

abhinav: diya jab bhi tum mere as pas hothi hona muje bahut acha lagtha hai. Aur jab tum
nahi hothi na tho ajib lagtha hai. Tume pata hai bachpan main humari summar ke chutti ka
wait kartha tha. kyuki summar ke holiday main tum humare ghar athi thi. wo char din
main bas tumare saath gujrana chahatha tha. tumare saath hi khelna chahatha tha. you kaho tho muje adat ho gayi thi tumari. par muje nahi pata tha ki ye adat nahi main tume pasad karne laga tha. jab se pyaar ko samja bas tumse hi pyaar kiya. he copped her face in his hand and say

abhinav: diya kya tum jindagi bhaar mera saath dogi. Kya hum iss dosthi ko ek pavitra risthe main badal sakhathe hai jo dosthi ke bahut uppar hai. Main tumse bahut pyaar katha hu aur hamesha kartha rahuga. I love you.

diya was shock to hear this from abhinav's muh.

diya have tear and and nodded her head in yes. And say.

diya: ha main tumare har kadam pe saath hu. Abhinav I love you tooooooooooo
abhinav rubbed the tear. And he came very close to diya he was very close to her lip.
And finally both did the kiss. It was their first kiss. First she did not respond but later she also respond. both are came in scen while ring the diya's phone.

both separate. Abhinav smile. Diya also gave him a akaward smile. And pick up the call.

diya: ha purab bolo. In very slow voice

purab: kaho ho yaar. Tumare saath abhinav hai na usska phone nahi lag raha hai.

diya: hum saath main hai athe hai.

purab: ok ajavo. purab cut the call

abhinav: purab ka call tha.

diya: ha. she did not make eye contact to abhinav. Abhinav feel she is not confortable with
that kiss.

abhinav: diya sorry wo galathi se huva I m sorry . Diya dekho na mere taraf agar tum nahi
dekhogi tho muje bura feel lage ga. Yaar ho jatha hai. Yaise unconfortable feel mat karo. Its ok yaar. Ye normal baat hai. Finally diya saw abhinav. Little smilling face.

abhinav: ab ghar javogi ya club house

diya: club house sabh se milna hai.

abhinav: agar tum chaho tho main ghar chod sakhatha hu.

diya: nahi club house chalthe hai. She smile abhinav saw her smile. Which is he miss. Abhinav start the car.

abhinav saw diya. Diya saw saw abhinav.

diya: kya huva kya dekh rahe ho.

abhinav: kuch nahi . Diya tume guss kis baat ka tha . Itna sara gussa bichare mere phone
pe nikhala. Pata nahi kya halal huva hoga usska.

diya: sorry.

abhinav: its ok ab tum teek hona tho sabh teek ek baat puchu kis baat pe itna gussa tha. Tear came from diya's eyes.

abhinav saw it : diya ab ro kyu rahi ho diya ek baat kahu main tumare ye asu nahi badash
kar sakhatha. Muje takalif hothi hai. Please again ye asu na ane chahiye jise meri diya ki smile gayab hothi hai. Diya rubbed it and smile.

diya: abhinav tum mujse kabhi dur nahi javoge na. hamesha mere saath rahoge na.

abhinav: ha wadda raha jab tak meri ye sas hai tab tak main tumare saath hu.

diya smile: tume pata hai main tumari bina jine ke bhaare main soch bhi nahi sakhathi.

abhinav: main bhi. Diya baathavo na kya huva tha tume wo kavya bhi bhaar bhaar bol rahi thi ki tum club house nahi athi. Aur wo suddent reaction kuch baat hai tumare dil main.

diya: thi par ab sabh teek ho gaya chodo usse.

abhinav: chodo kyu baathavo. Main bhi sunna chahatha hu kis baat ko lekar tume itna gussa
aya tha.

diya: abhinav wo

abhinav: ha bolo wo se age bado diya

diya: abhinav wo tum aur kavya I means tum donno dosth ho.

abhinav: ha we are best friend.

diya: wo muje laga ki tum kavya ko pasad karthe ho. Aur kavya bhi. Dekho ha har time
tum aur kavya baate karthe ho has the ho kisi ko bhi lagega ki tum donno main dosthi se
jada aur kuch hai.

abhinav smile.: wo tho jealous feel kar rahi thi. Agar yaisa tha tho main aur der
aapni feeling baathane main. Aur thodi jalthi.

diya: abhinav

abhinav: acha hai aag tho donno taraf se lagi thi.

diya: matlab

abhinav: wo and he smile. sorry wo aaj dopahar ko main tumare ghar aya tha tab maine
tume aur purab ko dekha purab shayad nidhi ko kaise propose karna hai wo trial kar raha tha. Aur main samja ki tum aur purab.

diya: what abhinav main aur purab kuch bhi we are just friend ek bhaar puch tho lete

abhinav: tum pe hi ye lagu hotha hai madam

diya: sorry

abhinav: its ok. diya smile.

abhinav: yaise hi hasthe raho.

they both reached club house.

abhinav aur diya car se uttar the hai abhinav aapna phone letha aur donno club main
jathe hai.

in club house

nidhi move towards diya. Diya abhinav nidhi came near all of them.

purab: acha hai tum donno a gaye. Muje laga ab tum donno nahi avoge tho main khud tum donna ka pizza khaluga. But my bad luck.

raj : vaise abhinav diya ke ghar pe jane ke liye bas 10 minutes lagthe hai iss hisaba se 10 minute jane ke liye aur 10 minutes ane keliye kul milakar 20 minutes tume tho pure 30 minute lage.

abhinav: wo raste main traffice mila aur diya ne dher kiyi. And he smile raj saw it.

raj in low voice : traffice ki vaise deer huyi hai ya aur kuch muje laga tumari smile ke
piche aur kuch hai

abhinav: shut up raj kuch bhi.

diya move towards kavya.

diya: kavya I m sorry

kavya: kis baat ka sorry.

diya: wo maine tumse ruddy baat kiyi.

kavya: its ok tum pareshan thi na. diya tume nahi lagtha tum kuch jadahi padai ka tension
le rahi ho. Yaar diya padai tho hothi rahthi hai ye hum sabhke saath jo pal bithaye hai wo fir
se nahi ayege. Kavya smile . Diya saw abhinav and than smile.

diya abhinav ke pass hi baith thi. Nidhi usske baju main.

nidhi in low voice: diya muje tumse baat karni hai. Ye kavya ko sorry kya chal raha hai tumare
dimag main. Dekho apne aap ko jada inn sabh main involved mat karo jage jake tume hi takalif
ho. Dekho abhinav aur kavya ko . Chal mere saath. And she hold her hand.

but abhinav ne pahale hi diya ka haath pakdke rakha tha. That she can get up.

diya in slow voice: nidhi muje galathfami huyi thi so all sort out. Relex abhinav aur kavya ke
yaisa kuch nahi hai.

nidhi in lound voice: what .

purab: kya huva.

nidhi saw diya and say: kuch nahi.

meantime pizza came. All are eating pizza with chitchat with each other.

abhinav: sunno sabhko kal meri taraf se dinner.

all: ok teek hai.

abhinav: chalo bahut der ho gayi hai ab kal milthe hai dinner pe.

raj: ha

abhinav: divesh diya chalo main tume chodtha hu.

divesh: main purab bhai ke saath jatha hu.

purab: ha divesh mera saath chalo ge tum diya ko aur nidhi ko ghar chod do.

raj: ragini kavya sachi chalo main tume chodtha hu.

all nodded. And left.

in abhijit's house

abhijit gahari soch main tha.

tarika: abhijit abhinav ke ane ke bhand dinner karthe .wo yaha hai tho saath main dinner
karege.

but abhijit did not reply.

tarika : abhijit kaha khoye ho.

abhijit: ha kya kah rahi ho.

tarika: kuch nahi soch kya rahe ho.

abhijit (povs): tarika ko baathahu ab vahi baat karegi abhinav se. pata nahi kya chal raha hai
usske man main.

tarika: abhijit kya fir se kuch sochne lage.

abhijit: wo abhinav ke bhaare main soch raha tha.

tarika: abhinav aur tumari baat huyi ? kya baat huyi? Tarika saw abhijit face
ussne kuch kaha tumse ? kuch maga hai ?Aaj tak tho ussne hamesha muje age kiya tho aaj kya baat huyi ki wo sidhe tumse baat karne aya but it is good abhijit.

abhijit: baath tho sunn ye.

tarika: ok teek hai baathavo.

abhijit: tarika wo abhinav se baat kijaye aaj dopahar ko usska muh latka huva tha. Pata nahi
kya soch raha tha. devdas banke ghar aya tha. Kahi ladki ka tho mamla nahi hai na.

tarika: abhijit kuch bhi bichara aaj din bhaar bor ho gaya hoga aaj sabh aapne aapne kaam
main busy the.

abhijit: nahi uss ki wo lakshane muje bor hone ke nahi lagi. Yaisa lag raha tha ki usska
dil tut gaya hai. Ha shayad kisi ladki ne usska dil thoda hai. sach main ye pyaar ka mamla hai.

tarika: what abhijit jasusi karna bhand karo.

abhijit: ye meri ankhe hai kabhi dokha nahi kha sakhathi hai. Main ankhe dekh ke baatha
sakhatha hu. aap bhi dekho jara usse dhyaan se pata chalega. I m sure kisi ladki ka hamala
hai. Iss ne usse proposed kiya hoga aur ussne na kaha hoga issliye usska mood off tha.

tarika: ok main manthi hu usska dil tut gaya hai. Ladki ne usse mana kiya hai. Ok teek hai wo ladki pagal hogi jis ne abhinav pasad nahi hai.

abhijit: aap yaisa kah rahi hai ki abhinav sarvgun sampan hai.

tarika: hai mera beta sarvgun sampan. Usske liye uss ladki se achi ladki milegi. Are uss ne
abhinav ki achiya nahi dikhi hogi pagal hogi. Aur acha huva jo ladki abhinav ko nahi samj payi wo kya uss ki job ko samjegi.

abhijit: tarika pucho na abhinav se.

tarika: kya puchu abhijit . Muje nahi lagtha koi ladki hogi usske life main. Wo yaha hotha kaha
hai jo yaha ki ladki usse pasad na ye hawa main tir chalana bhand karo.

abhijit: social media ke jariye.

tarika: bas abhijit ok maine man liya ki abhinav ko koi ladki pasad ayi hogi. Par ab wo bada ho gaya hai yaise usse direct kaise puch sakhathe hai. Samjo baat ko. Agar usske life main
koi hai I means ladki hai tho wo khud se bolega na. yaise usske life main hume interference nahi karna chahiye. samj rahe ho na.

abhijit: par hum puch tho sakhathe hai na. muje chita ho rahi hai usski aaj jab usse dekha
tho ek pal laga ki puchu usse. Par

tarika: pucha kyu nahi. Wo baatha tha tume.

abhinav: aapko kya lagtha hai abhinav muje baatha tha. Aaj se pahale uss ne kabhi mujse
khul ke baat kiyi hai jo aaj puchye na wo aapko jarur baathayega. Aap donno
ki tuning achi hai.

tarika: abhijit tum manoge nahi na. ok teek hai jab ayega tab puchugi.

in abhinav's car

abhinav drop nidhi and he and diya donno hothe hai car main.

diya: tum mission par gaye the.

abhinav: ha par tume kisne baathaya

diya: mumma papa baath kar rahe the tab sunna.

abhinav: ha mera first mission. Aur maine wo sucessfully complete kiya.

diya: cong. Par abhinav agali bhaar jab javoge na tab please alteast muje baathake javo.

abhinav: ok teek hai.

diya smile.

than abhinav drop diya and left from their.

in abhijit house.

abhijit: tarika abhinav se puchye kya baat hai.

tarika: ha puch lugi pahale ane tho do uss se.

meatime abhinav came. He was very happy. Smile is on his face.

abhinav enter in hall

and saw tarika abhinav

abhinav: mumma . Aap dono wo main fresh hoke atha hu bhand main saath main
dinner karege.

tarika: ha

abhijit (in low voice): puchye na wo dophar ka

tarika chup rahthi hai. Abhinav left.

abhijit: pucha kyu nahi. Abhinav samne tha.

tarika: kya puchthi abhijit. Maine abhinav ko ache se dekha muje nahi laga ki wo upset ya
pareshan hai balki wo tho bahut khush hai. Tum na abhijit yavi kuch bhi soch lethe ho. Kaha
tha maine koi ladki ka mamla nahi hai.

abhijit: par wo dophar ko bahut upset tha.

tarika: please abhijit firse suru mat karo. Main dinner laga rahi hu.

tarika left.

than they did dinner.

in abhijit's room

abhijit: meri ankhe dhokha nahi kha sakhathi. Abhinav dupahar ko distrubed ta. Pareshani usske face pe dikh rahi thi.

tarika: abhijit so javo na.

abhijit: tarika mera dil nahi man raha hai.

tarika: please abhijit so javo.

abhijit: par tarika.

than after some time abhijit also sleep.

abhijit raat bhaar nahi so paya. But abhinav diya tho chain se so gaye. They get in their life which they want in their life. Rajveer kavya, purab aur nidhi sabh bahut khush the.
Unn logo ko unnke life partner ka saath mil gaya tha.

AAPKI

shreyadayalove