in morining
in abhijit house.
in abhinav's room
he wake up. Saw the watch.
abhinav (povs): kya karu pune javu. Mumma ka man hai ki main aaj na jahu. Teek hai rah jatha hu aaj mumma bhi udash hogi agar main raha tho unn ki udashi thodi tho kam hogi. Aur mumma sahi kahthi hai jo huva usse bulkar muje khud ko sabhalna hoga. Agar mumma papa khud ko sabhal sakhathe hai tho main kyu nahi.
abhinav phone ring
message from diya
diya : mere college ke rasthe highway no. 22 pe jo garden hai. Main tumara wait kar rahi hu.
abhinav read it. And smile and type the message.
abhinav: diya sorry hum aaj mil nahi payege. Main aaj nahi ja raha hu. Wo aaj barashi hai tho mumma chahathi hai ki main uss maine shamil ho. Hum kal milthe hai usse place pe. Bye.
diya read it and call back abhinav.
diya: hello good morining
abhinav: good morining
diya: tum teek ho na.
abhinav: ha
diya: muje tho nahi lag rahe ho.
abhinav: thoda low feel kar raha hu. Main usse bahut miss kartha hu. Kyu wo muje chod
kar gayi. Aaj bhi usska chehara mere samne atha hai. With having tear in eyes.
diya: abhinav please sabhalo aapne aapko. Please
abhinav: diya har sal iss din ko main akhele rahna chahatha hu.
diya: tho iss bhaar bhi akele rahna chahathe ho.
abhinav: ha main iss din abhiksha ke saath jitne pal gujare hai wo yaad karna chahatha hu.
diya: ok. take care.
abhinav: tum bhi aapna khayaal rakho. Abhinav cut the call.
he took the phone on side table and left to wash room to have bath.
rajat house
meghna raj ragini rajat doing breakfast
rajat: so mr. rajveer kumar tayar hona aapne carrer ka pahala mukam hasil karne ke liye.
raj: ha papa. Mere liye ye bahut hai ki muje aapke abhijit sir aur daya sir ke under traning
leni ko mil raha hai.
meghna: acha hai tum ab mere ankho ke samne rakhoge. Bhagwan kare posting bhi tume
yahi pe mile. Bache ankho ke samne ho tho acha hai. Pata nahi tarika kaise abhinav ke bina rah rahi hogi.
than all did the breakfast
rajat , raj bureau jathe hai.
in daya's house
daya: aaj abhijit nahi ayega bureau
shreya: family ke saath gumne ja rahe hai.
daya: nahi shreya wo aaj he stop
shreya: woow sorry main bul gayi.
daya: pure 10 sal hogaye nahi humari abhiksha ko jakar. Daya have tear.
shreya:daya diya and divesh came he rubbed his tears.
shreya: a gaye tum donno breakfast karo.
diya saw daya.
diya: kya huva papa
daya: kuch nahi. Jaldi se breakfast karo tume college chodke muje bureau jana hai.
diya nodded.
they did breakfast.
in abhijit's house
abhinav came wore with white dress. Tarika abhijit saw it.
pandit ji aye huve the.
abhijit tarika baithe the. Abhinav also move towards their and seat near them.
pandit ji aapni pooja start karthe hai.
tarika have tear in eye. Abhijit kept the hand on tarika's hand.
abhikasha ke photo pe phool ki mala thi. Abhinav saw it tear came.
after 2 - 3 hrs panditji left .
tarika: main ye sabh nipatha thi hu.
after 1 hrs.
tarika: abhijit chalo mandir main jana a rahe ho na.
abhinav: ha.
they left to temple.
in car
abhinav car chal raha tha. After some time they reached temple.
they enter in temple. Tarika gave tali to pandit ji. And did prayer. They did some dhan in the name of their daughter. they finised their work and left to house.
kavya abhinav ko call kar rahi thi par uss ka phone nahi lag raha tha. So she call raj and tell raj.
raj call to diya.
raj: hello diya wo tumari baat huyi hai abhinav se. wo aaj pune jane wala tha subh bhi muje call nahi kiya. Main tho busy tha aaj first day tha na bureau main.
diya:ha meri baat subh huyi thi uss se wo pune nahi gaya. Wo barshi ke liye rukha hai. Aur tume tho pata hai na aaj ke din wo kitna distrubed rahtha hai.
raj: tho iss liye phone switch off rakha hai. Diya subh wo teek tha na I means wo low feel
tho nahi kar raha tha na.
diya: kar raha tha. Bahut udas tha.
raj: pata tha muje. Abhinav bhi na teek hai main shaam ko call kartha hu usse.
diya: teek hai.
raj cut the call.
the whole day pass.
at night
in daya's house
in diya's room
diya ka mobile bed pe tha usski bas nazar phone pe thi. Aur kabhi kabar wo utati aur number
dial karthi but phone switch off.
diya(povs) : abhinav please call karo. I known tum aaj bahut distrubed ho. Baat karo tumara
dil halka ho jayega. Please call karo. Landline pe call karu. Par agar uncle ne utaya tho.
diya phone ring she did not saw caller id.
diya: hello
: hello diya wo muje mrs. mishra mam ke subject ke note chahiye. Tina told me that tumare pass hai.
diya: nidhi tum muje laga.
nidhi: kya laga
diya: kuch nahi mere pass hai main kal tume de dugi. Ab main rakhu.
nidhi: ok teek hai. Nidhi cut the call.
in abhijit's house.
the landline phone ring. Tarika pick up it.
tarika: hello
: hello buva raj
tarika: raj bolo.
raj: buva wo abhinav se baat karni hai. Wo usska phone nahi lag raha hai.
tarika: ek minutes hold karo.
tarika go in abhinav's room.
tarika saw abhinav baitha tha.
tarika: abhinav raj ka call. Abhinav took the call.
abhinav: bolo aaj tumara pahla din tha na bureau main. Kaisa gaya.
tarika smile and go.
raj: bahut acha gaya. Abhinav sabh tho apane hai. Jinke nazaro ke samne main pada bada huva hu. Main akhasar bureau jatha tha but aaj kuch ajib sa laga.
abhinav: hotha hai yaisa.
raj: meri chodo tum baathavo aaj ka din kaisa gaya.
abhinav: acha mumma papa ke saath pura din tha. Raj aaj pahali bhaar laga ki main galath
tha. main khamkha sachai se bhang raha tha. Papa mumma ko dekh kar laga they accept
the fact that abhiksha ab nahi hai aur usski yaado ke saath hi ab jina hai. So I decided ab se
barashi main main samil rahuga.
raj: abhinav tumne wo baat accpte kiyi thi par tum bas bhagthe the. Buva teek hai na. abhinav buva ne abhiksha ka jane ka dukh kyu jela pata hai tume kyuki tum the unnke saath. She love you a lot. Abhiksha ke jaane ke bhand wo chahe tho tume rok sakhathi thi police ke job karne ke liye par unn ne wo kiya nahi. she is great mother yaar. you are too lucky jo buva jaise maa tuje mili.
abhinav: raj thanx you tum muje har sal samjatha ki barashi main samil ho par mera dil nahi
chahatha tha. Tum sahi the main galath tha. Pata hai tum mere man ki baat baataye bina janthe
ho. You are the my best friends. Raj kabhi bhi muje dur aur naraz mat hona. aur agar main kuch
galath kartha hu tho you have right to stop me. inn 10 sal main tumse sabhse jada close hu. aaj
tak tumse yaisi konsi bhi baat nahi chupayi you known that.
raj: ya pata hai muje hak hai tum pe. Par mujse jada kisi aur ka hai pata hai chal ab aapna phone utha aur usse chalu karo aur diya ko call karo. Wo bichari tume call kar rahi hogi.
abhinav smile
raj: ok kal milthe hai raj cut the call.
abhinav smile. And move towards hall
abhijit in hall
tarika saw abhinav
tarika: a gaye dinner karthe hai.
than they did the dinner
in daya's house
they all doing the dinner
diya get message she smile.
diya: mumma mera huva.
shreya: ye kya aaj kal main dekh rahi hu tumara khaane pita kam ho raha hai.
diya:mumma pet bhar gaya. And She go.
shreya: ye ladki bhi na.
in diya's room
she dial no.
diya: hello abhinav teek hona
abhinav: ha dinner ho gaya.
diya: ha abhi huva. Tumara
abhinav: ha abhi huva.
diya: abhinav aunty teek hai na.
abhinav: ha meri mumma bahut strong hai.
diya smile.
diya: ha wo raj tume call kar raha tha aaj par tumara phone switch off a raha tha so he call
me.
abhinav:humari baat huyi.
abhinav: ok ab so javo kal milthe hai. Vahi address pe. Abhinav smile
diya: teek hai good night.
abhinav: good night and I love you
divesh enter
divesh: bas phone pe baat karo aur kuch kaam nahi hai tum donno ko. Raat din bas phone
ko chupke rahthe hai. Wo nidhi aur tum.
diya: me to.
diya: divesh chup raho. Aur tum mere kamare main kyu aye.
divesh: wow ye acha hai pakd liya tho ab mujse pucho.
diya: mumma mumma divesh ko dekhaye.
abhinav smile and cut the call. Diya kept the phone on side table and divesh se jagadne lag thi hai.
shreya enter
shreya: kya huva raat ho gayi hai divesh diya kam se kam time tho dekho.
diya: mumma ye divesh meri baate chori chupe sunta hai. aap dekhaye usse.
daya enter
daya: very bad divesh chup chup ke baate suna achi baat nahi hai. Bad manner.
divesh: papa jo log chori chupe baate karthe hai unnki sunni chahiye.
diya: dekhaye mumma
divesh: mumma tho muje pichale 19 sal se dekh rahi hai.
shreya and daya smile
shreya: bas karo kitna ladthe ho.
shreya: divesh aapne kamare main javo.
diya: aur jab mere kamare main avoge tab door knock karke avo. Door knock karna good manner hothe hai. Diya smile
daya: chalo divesh good night diya
diya: good night papa
shreya: good night so javo. They left.
HAPPY HOLI
AAPKI
shreyadayalove
