next day
in morning
in abhijit's house.
tarika: abhinav thanx you kal rukhe.
abhinav: mumma thanx mat bolye.
tarika: ab kab avoge iss Sunday ko
abhinav: pata nahi agar work load nahi raha tho a javuga.
abhinav's phone ring message came. He ready it and type message
tarika: abhinav khaate samay mobile phone mat use karo. Tum mano ge nahi na.
abhinav: sorry.
tarika: call karthe raho.
abhinav: ok teek papa jaldi gaye
tarika: ha wo unne meeting hai. Aaj jaldi gaye.
than they all did breakfast. Abhinav pune ke liye nikhaltha hai.
in rajat's house
rajat: raj kal abhinav yaha mumbai main tha.
raj: ha wo buva ne rukho usse. Kal pura din bahut distrubed tha wo.
meghna: wo abhiksha ko bahut miss kartha hai. Wo hi kyu tarika aur abhijit sir bhi .
rajat: acha huva ki kal abhinav mumbai main tha.
raj: mumma mera huva. Wo abhinav se milne jana hai. Raj left.
outside the daya's house
diya ghar se nikhal thi hai. Purab use miltha hai.
purab: hello diya chalo main tume chod detha hu. Nidhi se mil bhi luga.
diya: purab main college nahi ja rahi hu. Tum javo. Main chali javugi.
purab: are college nahi ja rahi ho tho kaha ja rahi ho.
diya: wo ( ab kya baathavu isse) ha wo main meri school ki dosth se milne ja rahi hu. jab hum banglore main the na tab hum school main saath main padthe the. Bye purab. And she seat in taxi and left.
purab: jaha tak muje pata hai iss ke bahut hi kam dosth the banglore main. Aur unn ke contact main bhi nahi hai ye. Tho yaise konse friend se milne ja rahi hai. Ek kaam kartha hu. Main usska picha kartha hu. Purab diya ke piche jatha hai.
abhinav raj aur kavya ka wait kar raha tha. And they came.
raj: bye aapna khayaal rakho.
kavya: kal kaha the call kitni bhaar kiya. Kaha chupe the. Kahi donno gumne tho nahi gaye
the na.
raj: kavya wo abhinav kal sara din tarika buva aur sir ke saath tha. Family time you known.
abhinav: tum bhi aapna khayaal baat achi huyi main ab bidas aapni duty kar sakhatha hu ab tum ho raha pe sabka khayaal rakhne ke liye.
raj: ha sabh ka khayaal rakhuga. Usska bhi fikar not.
abhinav smile.
kavya: abhinav diya nahi anewali tume bye kahne.
raj: kavya samja karo yaar. Wo dono humare samne kaise milne. Kuch jaruri baate karni
hogi wo humare samne kaise.
abhinav: raj tum na kuch bhi bakwas karthe hona.
raj: main bakwas kartha hu. Pata hai dosth ek taraf aur gf ek tarah.
abhinav: ab group hug tho do. Usse lekar main pune ja sakhu.
they share group hug. Diya came they separate.
raj: ajavo diya abhinav tumara hi wait kar raha tha.
diya smile.
kavya saw the braslet in diya's hand.
kavya: diya tumari braslet bahut petty hai. And wo D alphabat . D for diya it is too good. Aunty ne diya. Diya saw abhinav.
kavya: kuch bhi ho aunty ki choose bahut achi hothi hai. She smile.
raj: abhinav hum chalthe hai.
kavya: bye abhinav
abhinav: bey. kavya and raj left.
abhinav saw braslet and say
abhinav: bahut pyaari lag rahi hai ye tumare haath pe. Abhinav smile.
abhinav: diya aapna khayaal rakho.
diya: ha aur tum bhi. And ha I m waiting for you.
abhinav: ha wadda karo ki tum meri diya ke ankho main asu nahi lavogi.
diya: ha wadda raha. They have tiddly hug.
purab bhi puch jatha hai. He saw raj and kavya bhi vaha se ja rahe the. Wo chuptha hai.
purab (povs): ye dono yaha pe. Chal kya raha hai. Diya yaha ayi hai ye donno bhi.
raj aur kavya vaha se jathe ko call atha hai. And he pick up it.
here abhinav and diya sepearte from hug.
purab baath karthe karthe abhinav aur diya ke pass puch jatha hai. He cut the call.
abhinav to diya: I love you aapna khayaal rakho. I miss you
diya: l love you main bhi tume bahut miss karugi
abhinav again move towards diya he gave soft kiss on forhead.
but he hear the voice
purab: dosth dosth na rahi bhai bhai na raha
both diya and abhinav turn and shocklly saw purab
abhinav: purab tum.
purab: baat mat karo mujse. Naam bhi mat lena Mera muje bhai bhai kahthe ho aur mujse itni badi baat chupayi. Aur tum diya main tume aapni dil ki sari baate kahtha tha as a meri best dosth ke nathe aur tumne muje usske badle kya diya dokha mujse kaha ki tum tumare kisi banglore wali friend se milne jarahi ho itna bada jut.
diya: purab wo tum achanak mere samne aye tho mere dimag main jo aya wo maine bola par main tume baathane wali thi.
purab: kab diya sabh ko pata hai kavya raj ko bhi sirf muje nahi main main kon hu.
diya: purab yaisa nahi hai.
abhinav: ha purab uss se kahne tho do
purab: humare bich main mat balo.
abhinav: ok teek hai main tum donno ke bich main nahi boluga. Purab I m sorry maine tume nahi baathaya. Par yaar baathane keliye humare bich baate hone chahiye na par tum tho itne busy the aapni nidhi main ki humari baat nahi ho pati. Ab gussa tuk do bhai.
purab: main bike ke pass hu. Agar tumara ho gaya tho a jana. Purab left.
diya: purab
abhinav: diya jane do usse. Muje pata hai tum usse mana logi. Ok chalo main bhi nikhtha
hu. Abhinav diya once again hug each other and separate. Both left.
purab bike ke pass tha.
abhinav: purab acha huva tum a gaye diya ko college chod do. Aur ha aapna khayaal rakho
tume teen din bhand acedamy jana hai man laga ke training lo.
purab nodded yes his head.
abhinav: ok main chaltha hu. Abhinav left.
purab diya ko college chodtha hai. Purab bina baat kiye jatha hai.
at eveing abhinav call diya
diya: hello purab abhi bhi gussa hai. Pata nahi subh kaise mere muh se jut nikhal gaya
bichara hurt ho gaya. Aaj nidhi ne bhi usse baat kiyi par purab baat karne ke liye tayar nahi
hai.
abhinav: diya tension mat lo wo purab hai wo kabhi tumse jada time naraz raha hai ki aaj lahega. Dekhna jab wo acedamy jayega tab tumse milne baat karne ayega. Main jantha hu purab ko.
diya: khas yaisa hi ho.
abhinav: yaisa hi hoga.
than both did some call get end.
after abhinav leaving in pune 3 days later
in daya's house
shreya ka off tha tho wo ghar pe thi.
purab came to meet diya while he is going for militery traning.
purab: aunty diya nahi hai.
shreya: hai aapne kamare main.
purab go towards diya's room
in diya's room
she is with book but kuch soch rahi thi.
purab enter and saw it. And say
purab: ab iss dosth ki kya jarurat. Kho javo khayalo main.
diya : purab tum mujse milne aye ho.
purab: aapni dosth se milne aya hu. Jo mujse kabhi jut nahi bol thi. Main uss diya se milne
aya hu.
diya: sorry na purab . I m really sorry and wo aapne kan pakdthi hai. and have tear in eye.
purab can't saw tear in diya eye.
purab: ye aapne asu puch do. Diya main ye asu nahi dekh sakhatha hu tumare ankho main. Ha main mantha hu uss time main kuch jada hi over react huva par bhand main nidhi se baat kiyi ussne samja tho samj paya. Acha kiya tumne muje nahi baathaya agar baathaya hotha tho main tumara picha karke vaha nahi jatha aur tum logo ki milne ka spot nahi pata chaltha. purab smile and hug diya.
diya: ok aaj shaam ko ja rahe ho na.
purab: ha
diya: aapna khayaal rakhna aur call karthe raho muje nahi nidhi ko.
purab smile.
purab: tum aapna khayaal rakho.
than both did some chit chat and purab left.
in sachin house
in purab room
purvi: purab sabh saman hai aur ache se set bhi kiya hai. Ache se rakho taki tume jaldi se mile. Aur ha hadbadi nahi. Ab main vaha pe nahi hu tho khud ka kaam khud hi karna padega.
purab: mumma aapna yaisa karye aap na mere saath aye. Main sirf traning pe ja raha hu
koi ladayi pe nahi.
purvi: ha pata hai par vaha pe familywale nahi hoge. Sabh tume khud karna hai subh jaldi
utha hai. Yaha tho tumari subh 9.30 ko hothi hai. Par vaha yaisa nahi chalega.
kavya: mami muje lagtha hai purab ko har din pushiment milegi. Isse jaldi uthna nahi hoga.
purab: bas kar yaisa kuch nahi hai. Main sabh managed kar luga.
sachin came
sachin: ho gaya ab chalo.
purvi: purab dhyaan rakho. The tear came.
purab: mumma. Purab hug purvi than kavya and sachi.
sachin: purab ab life main serious ho kar sabh shikho. Tum jab as a capitan banke avoge
tho main bade fakar se kah pavuga ki ye mera beta purab hai.
purab hug sachin. Than both left with sachin
in a garden
raj: kya hai yaar kitna time. Doctor kavya main busy rahtha hu. Mere pass faltu ka time nahi
hotha.
kavya: sorry wo aaj purab ja raha tha tho usse bye karna tha .
raj: ha gaya wo.
kavya: ha and said : main usse bahut miss karugi. Balehi hum logo main behas hothi thi par I known he love me lot. Aur main bhi usse bahut pyaar karthi hu. Jaha tak muje yaad hai ye pahli bhaar hai jo purab hum sabh se dur ja raha hai. Pata nahi wo kaise adjusted karega.
raj: kavya kabhi na kabhi purab ko aapni life ke bhaare main serious tho hona tha na. aur wo kaha hamesha ke liye gaya hai wo atha rahega.
kavya: ha.
raj: vaise aaj tum bahut sudar dikh rahi ho. Yaisa lag raha hai ki chan niche uttra hai. Kavya
smile.
raj bahut close atha hai kavya ke. She also feel closness of raj. She close the soon as he move his phone ring.
raj saw caller id and made face.
raj: hello bolo abhinav. kavya open the eye and gave the smile to raj. Raj also gave smile.
abhinav: kaam main busy ho.
raj: agar kahuga tho call cut karega,
abhinav: chid kyu rahe ho. Sunno wo diya but raj cut
raj: dekh abhinav tumne baataya na uss se ki tum usse pyaar karthe ho and you also known ki wo bhi tumse pyaar karthi hai. tho bas ho gaya na usse tum baat karo muje bich main mat dalo. Main koi postman nahi hu tum donno ka. Mujse jitni help karni bathi maine ki ab tum jano aur tumari pyaari diya muje baksh do. Abhinav ek bhaar tho mere bhaare main soch yaar main yaha pe aapne busy schedule se aapne pyaar se milne aya socha kuch time akhele spend karuga par nahi a gaya tumara phone distrubed karne.
abhinav smile: ok teek hai pata chal gaya tum kavya ke saath ho.
raj: ab rakho.
abhinav: sunno wo tumare liye aur kavya ke liye kuch hai wo diya ne muje baataya hai. Are bhai sunno kavya ko khush karne keliye aur tum aaj kavya ke saath jada time spend kar sakhe usske liye kuch hai.
raj: what baathana.
abhinav: kavya ke favourite sahar jiski wo fun hai uska aaj programma hai . Dekh acha moka
hai programma ke bhand dinner karna aur ghar jana.
raj: wow it is good but ticket.
abhinav: dan't warry diya ko kisi ne diyi thi. Tum bas wo collect karo. Ab bye varna muje galiya doge.
raj: thanx you yaar tere jaisa yaar sabko mile. Raj smile.
call get call.
kavya: kya huva itane khush lag rahe ho.
raj: chalo baatha hu. Than raj meet diya. Collect the ticket. Than both enjoyed that programme and than dinner night date. With lot of happiness.
like this month go. Diya aur abhinav ek chotti chotti baat share karthe the. Kavya aur raj ka kuch yaisa hi tha. Purab sabh ke contact main tha. Nidhi bhi diya ke ghar athi rahthi thi. Sabh ladkiya milkar ek saath kuch pal bithathe kabhi kavya ke ghar ya kabhi diya ke ghar yaise hi 2 mahine gaye. inn do mahino main abhinav ko aneko nahi mila. jab bhi wo plan kartha kuch na kuch hoke bichare ko rukhna padtha. purab ka ana impossibile tha usski traning ko chod kar wo nahi a sakhatha tha. raj bahut bor ho gaya tha abhinav nahi tha usske saath nahi purab. divesh aapne dostho ke saath busy tha. ragini sachi padai main busy thi.
AAPKI
shreyadayalove
