Jaan Chapter 11
Rajat
: Oh mem sahab, uthiye.
Daya: Oh Ananya, utho. Jaldi utho.
Ananya: Kya hai? Chain se sone bhi nahi dete yeh log. Bohot bure hai aap. Bade ho, isiliye ijjat se bol rahi hoon. Warna..
Rajat: Warna kya? Kuch bhi nhi kar pati tum. Baatein banati ho sirf. Utho.
Ananya: Kya hai?
Abhijit: Folder open nhi ho rha hai. Open kar. Chal.
Ananya: Haan. Jara tameez se bolo yaar.
She went near laptop, after sometime a video starts playing. Abhijit,Daya and Rajat focused on video and Ananya again went for sleeping. But suddenly she stop.
Ananya: Yeh aawaz, kahi suni suni si lag rahi hai?
Rajat: Kaha suni hai, batao.
Abhijit: Yaad karo Ananya, jaldi yaad karo.
Daya: Tumne suna na, kya keh raha tha woh aadmi, ab janwaron ke baad insaan khas karke aurat aur bacchon ki haddiyon ka smuggling karne ja raha hai woh. Is sheher ki laakhon janonko khatra hai. Yaad karne ki koshish karo Ananya. Jaldi.
Ananya: Shayad meine yeh aawaj kisi ki mobioe mein suna tha. Par afsos!
Rajat: Kya hua?
Ananya: Yaad nahi aa raha kiska mobile tha.
Daya: Abhijit, mana ki yeh galat baat hai, par agar ham mobile check karvaye toh?
Abhijit: Kya? Matlab ham mein se koi ek unka saathi hai, aisa kehna chahte ho tum?
Daya: Nhi yaar, par kya harz hai check karne mein.
Rajat: Sir, hamare paas us Prital aur Sharad ke call records hai, ham usmein se match kare toh? Matlab, koi na koi contact similar nikla toh...
Abhijit: Toh action lena padega.
Daya: Nhi Abhijit, action nahi, ham soch samajh kar agli chaal khelenge. Aakhir is khel ki bazi hame hi jitni hai.
Abhijit: Thik hai toh, Ananya, tum jaao call records check karo.
Rajat: Aur sir, Sharad ka kya?
Abhijit: Haan Rajat, bewajah mara gaya woh officer, bechara.
Daya: Ham hamare officer ka balidan aise hi nhi jane denge, uska pura badla lekar rahenge.
Here the chapter ends.Thanks for your precious reviews.Please read and review.
