next day

shreya aur daya so rahe hote hai ... tabhi door bell bhajti hai ...daya ki nind kholti hai aur wo neeche jaata hai door kholne .. daya door opne karta hai... aur dekhta hai . ponam hoti hai ( daya ki maa )

daya : maa aap . apne bol nahi aap aa rahe hai.. mai aap ko khud lena aa jaata

ponam : sare sawal tu mujhe yahi poche ga andar nahi aane ko bolga ...

daya : sorry wo ...aur ponam andar aati hai daya ponam ke bag lekar aata hai .. ponam sofe par baithi hoti hai ..daya kitchen mai jaata hai aur ponam ka liye pani lekar aata hai..

daya : maa app ek dum achanak ..

ponam : wo mujhe tumhari shaadi ka baare pata chal ...

daya : maa wo

ponam cut him

ponam : vo toh mujhe abhijeet ne bola tumhare shaadi ke baare mai... tu toh bolne sa raha ...

daya : maa shaadi jin halat mai hovi mai aapko baatna bhool gaye ...

ponam : waise bahu kaha hai ... .

daya : maa vo so rahi hai .. .. tabhi shreya neeche aati hai ... shreya daya ke pass jaathi hai. . .

daya : maa ye shreya hai meri patni

shreya ponam ke pass aati hai .. ...aur shreya paavo chuti hai. . ponam usa blessing deti hai ... .. ponam ko shreya bohut pasand aati hai. ... shreya dono ke liye break fast bana rahi hoti hai aur daya bureau ka liye ready ho rahe hota hai . . aur ponam apne room mai hoti hai ... ...

dinning table

teeno breakfast kar rahe hota hai.. ..

ponam : daya

daya : haa maa

ponam : tu ne bohut acha kaam kiya shaadi karke .. ..

ponam shreya sa : tum pata hai shreya yena humsha shaadi ke naam se dur bhaag ta tha ... . aur ladki se bhi ..

shreya daya ko dekhti hai ...

ponam : jab koi ladki photo dekhthi . .. tab ya mana kar deta tha... lekin is shaadi kar li toh mujhe bohut acha laga .. .. ab mujhe daya ka koi tesion nahi hai .. ...

shreya smile ..

daya : maa nikhil kab aa rahe hai...daya topic chang kar deti hai ...

ponam : wo bas kal aa rahe hai.. ...

daya : oh... ponam aur daya baat kar rahe hota hai.. breakfast ka baad ... daya bureau chal jaata hai... .. shreya aur ponam ki bohut achi bonding ho gayi hoti hai...

at night

Dareya room

daya enter the room ... shreya room mai nahi hoti hai ... ... daya fresh hota hai aur bed par behta hota hai ... ... shreya daya ke liye khana lekar aati hai .. daya khana kha ta hai .. .. aur dono sone wala hote hai ki ponam room mai enter hoti hai ...

shreya : maa ye kuch kaam tha kya

ponam : haa wo .. kal shubh jaldi uttha jaana ..

daya : kyu mom . kal kuch khaas hai kya ..

ponam : kal kuch guest aa rahe hai .. shreya ki muh dekhai hai .. ...

shreya : thik hai maa ..

ponam daya sa : aur tum bhi chutti lena bureau se

daya ( cofused ) : maa kal shreya ki muh dekhai use mai chutti lekar kya karga..

ponam : are daya kal mere kuch dost aa rahi hai jo tumse bhi milna chaithi hai..

daya : thik hai maa ...

ponam shreya ko ek packet deti hai ..

ponam : shreya ye tumhare liye .. .. aur vo shreya ko packet deti hai aur room se chali jaathi hai .. .. ..

shreya packet kholti hai use mai red color ki plan sari hota hai .. ..

shreya ( pov ) : sari hai ..par mujhe toh phena nahi aata hai .. ab kya kargi mai ..daya see him

daya : kya hova shreya kuch preshan lag rahi ho

shreya : kuch nahi daya sir .. aur wo packet almari mai rekh deti hai .. ... .. aur bed par jaa kar so jaathi hai .. ..daya light off karta hai .. ..


i hope all you like this chapter

thank you for review guys :-):-)

keep loving Dareya :-):-)

your Dareya Forever :-) :-)