Koi bhi mistek hotoh sorry guys
Next day
Daya s Bday
Daya wake up aur dekhta hai shreya room nahi hoti hai .. .. daya fresh hota hai aur neeche jaata hai ... .. poonam dinning hall ka pass hoti hai ..
poonam : good moring daya
Daya : good moring mom ..
Poonam : Daya break fast ready hai aaj jaav
daya : ji maa
Poonam aur Daya breakfast karne lagte hai ...par daya break fast kar nahi rahe hota hai ...vo baar baar kitchen ki taraf dekh rahe hota hai . poonam notice him ..
Poonam : kya hova daya sab thik toh hai na ..
Daya : maa vo ..
Poonam : bolo bhi daya ..
Daya : maa shreya kaha hai dekhayi nahi de rahi hai .. ..
Poonam : sorry daya mai tumha bata ne bhool gayi .. shreya kajal ka ghar gayi ..
Daya : kajal ka ghar .. itni shubh .
Poonam : haa woh Shreya ko phone aaye tha kajal ka kuch kaam hai is liye... aur shreya chali gayi
Daya : oh
aur vo breakfast karne lagta hai ..
Poonam : daya yeh tumhare liye .. aur vo daya ko kheer deti hai ...
Poonam : happy birthday day
Daya smile aur vo Poonam ka per chu ta hai .. Poonam blessing deti hai .. ... aur apne haath se kheer khila thi hai.. daya k har bday par poonam uska liye kheer banati hai ...
Daya room mai apne bag aur phone lena aaye hota hai ..
Daya ( pov ): shreya kal raat bhi tum jaldi so gayi thi aur mujhe wish bhi nahi kiya ... socha tha aaj shubh tum mujhe wish kargi par tum toh kajal ka ghar chali gayi .. ... aur vo sad hokar bureau chala jaata hai .. ...
At eveving
Daya bureau sa ghar aata hai .. shreya room mai hoti hai aur almari ke pass kaam kar rahi hoti hai .. daya shreya ka pass jaata hai aur shreya ko hug karta hai .. .. shreya smile
Shreya : aa gaye aap .. ...
Daya : hmm .. aur vo shreya ka neck par kiss karne lagta hai .. ...
shreya : Daya chodye na
Daya : nahi aur vo shreya ko trun karta hai aur shreya ka eyes mai dekh rahe hota hai...
Shreya : kya hova aap mujhe aise kyu dekh rahe hai .. .
Daya : bas aise hi .. aur vo shreya ka dono cheeks par kiss karta hai ... shreya eyey close karti hai ... ... daya shreya ka lips par kiss karne wala hota hai ki shreya daya ko push karti hai .. .
Shreya : aap fresh ho jaaye ..
Daya ( shreya ka close jaata hai ) : fresh hone zaruri hai kya .. .. aur shreya ka lips ka pass jaata hai
Shreya push him : haa jaaye hum bahar jaana hai .. ... jaldi ready ho jaaye aur vo daya ko washroom mai push karti hai ..
Daya smile ..
kuch der baad
Daya fresh ho kar aata hai ... .
Daya : shreya
Shreya : haa Daya
Daya : tumha yaad hai aaj kya hai ... .. ..
Shreya : nahi daya
Daya : yaad karro shreya .. ..
Shreya ( thinking ): Daya mujhe yaad nahi aa rahe hai ... boliye na aaj kya hai..
Daya : kuch nahi ..
Shreya : mai fresh ho kar aati hu .. phir hum bahar bhi jaana hai ...
daya : bahar par kyu..
Shreya : kajal ka ghar jaana hai..
Daya : ohhh..
shreya fresh hone chali jaathi hai...
Daya : mai neeche wait kar rahe ho tumhara ..
Shreya : thik hai
Daya ( pov ): shreya ko mera bday yaad hi nahi hai .. aur vo sad ho kar neecha chala jaata hai
20 min baad shreya fresh ho kar aati hai aur mirror k pass jaathi hai aur ready ho rahi hoti hai .. shreya brown color ki shree pheni hoti hai aur selveless blouse pehni hoti hai .. neck mai simpal chain aur mangalsutar aur manag mai sindoor .. .. aur haath mai bangles pheni hoti hai .. ... .. aur apne hair bana rahi hoti hai...
shreya ready ho kar neeche aati hai .. . daya phone mai busy hota hai .. ... shreya daya ka pass jaati hai .. ...
Shreya : Daya chale ...
Daya : haa .. aur vo shreya ko dekhta hai ..
Shreya : chala daya late ho rahe hai ...
Daya : tum aaj bohut khoobsurat lag rahi hai .. .. ...
Shreya blush : thank you ...
aur dareya ghar se bahar aate hai.. . .. aur car se ka pass aate hain.. ...
Shreya : daya aaj mai car chalavogi .. ..
Daya : thik hai ...aur daya car ki key deta hai... ..
Shreya car start karti hai .. .. aur daya dusri sit par baitha hota hai.. ... shreya car dusri side leti hai.. .. daya notice him par wo kuch nahi bolta hai.. ..
20 min baad
shreya car stop karti hai.. .. ...aur dono bahar aate hai .. ...
Daya ( confused): shreya hum toh kajal ke ghar jaane wali the na.. ...
shreya : nahi daya ... .. ..
Daya : toh hum yaha kya kar rahe hai shreya ..
shreya koi jawaab nahi deti hai aur vo daya pass jaathi hai .. aur daya ko blindfold baan ti hai .. ..
Daya : shreya yeh tum kya kar rahi ho ..
Shreya : sab pata chal jaaye ga aapko .. ...
aur vo daya ki help kar rahi hoti hai .. .. chalne mai shreya daya ko hotal mai lekar aayi hoti hai.. ...
dareya enter the room .. aur shreya blindfold khoti hai .. ...daya dekh shocked ho jaata hai... .. room poora rose aur candle se saaja hova hota hai... aur blue color ka balloons bhi hote hai .. ... aur table par cake hota hai..
Shreya daya ko pich se hug karti hai ...
Shreya : happy birthday Daya .. ...
Daya smile : tumha yaad tha shreya ... ...
aur vo shreya ko apne samne khada karta hai ... ...
shreya : aapka bday kaise bhool sakti ho daya .. ...
Daya smile
Shreya : chalo ab cake cut karte hai.. ..
Daya : haa chalo .. ..
Daya cake cut karta hai aur shreya ko khilata hai .. .. shreya bhi daya ko khila ti hai .. .. .. ..
kuch der baad
Shreya : Daya yeh aapka liye .. ... aur vo daya ko 3 gift deti hai ... .. daya open karta hai aur dekhta hai .. .. wacth hoti hai .. ..
Daya : shreya yeh toh bohut achi hai .. ...
Shreya : mujhe pata tha aapko pasand aaye gi ... ...
Aur shreya daya ko wacth phena ti hai.
Shreya : daya dusra gift bhi kholiye na
Daya : haa
daya dusra gift khol ta hai aur dekhta hai .. ... gold chain hoti hai .. .. .. daya shreya ko dekh raha hoti hai .. ...
Shreya : Daya aise mat dekho .. ek aur gift baaki hai ... daya ek gift open karta hai .. aur dekhta hai... photos frem hoti hai jis mai daya ki saari photos hoti hai .. . ..
Daya : shreya yeh sab ki kya zarurat thi ..
Shreya : zarurar kise nahi thi .. daya aaj aapka bday hai .. aur aapki patni itna nahi kar sakti aapka liye ... ..
Daya : samjhe gaye mai shreya .. ..
shreya smile
kuch der baad
daya window ka pass khada hota hai .. .. aur moon ko dekh rahe hota hai .. .. .. shreya daya ka pass jaathi hai aur vo daya ko hug karti hai .. daya smile ...
Daya : kya baat aaj bada pyaar aa rahe mujhe par .. ...
Shreya : pyaar toh roz aata hai aap par .. .
Daya turn hota hai ...
Daya : acha
shreya daya ka eyes mai dekhti hai .. .
Shreya : aapka liye ek gift hai
Daya : shreya already tumne mujhe 3 gift diya hai .. ab kya baaki hai .. ...
Shreya : wo mai .. .
Daya : bol shreya
Shreya daya ka ear ka pass jathi hai... .. aur bolthi hai
Shreya : Daya i am pregnant.. ...
daya ( khush hote hova ): kya sach mai shreya .. ...
shreya ( smile ): haa daya ..
aur daya shreya ko hug karta hai .
Daya : shreya ye tumne mujhe bohut acha gift diya hai .. .. ..
Shreya smile
Daya : nd thank you mera bday itna khaas bana ne ka liye .. . aaj ka bday mai kabhi nahi bhool sakta hu ... daya kiss her forehead.. ...
Daya : I LOVE YOU Shreya
Shreya : I Love YOU TOO Daya .. ...
dono apne aane wale baby ki baat karne lagte hai . aur dono bohut khush hote hai .
THE END
I Hope You All Like this Last Chapter
i know story itni achi nahi thi .. aur end bhi acha nahi tha .. ..
Thank you for your review guys :-):-)
Keep loving Dareya :-):-)
Your Dareya forever :-):-)
