meanstime shreya phone ring.
shreya pick up the call.
shreya: ha bolo priya kaise ho.
priya: main teek hu tum kaisi ho.
shreya: main kaise ho sakhathi hu priya mera pyaar ko mere samne mar diya gaya aur main kuch kar payi nahi usse bach bi nayi payi. Aur tuje pata hai jisne naraj ko mara wo insan mere ankhoke samne gumtha hai aur main kuch nahi kar pathi jab bi usse dhekhathi hu tho niraj ka chahara mere samne atha hai. aur khud ko kamjor mainhasus karthi hu. ji kar tha ki main bi kuch karu aur chali javu aapne niraj ke pass.
priya: shreya kya pagalo ki tarah baathe kar rahi ho. Aur ek minute tum kisi ki baath kar rahi ho
kon insan
shreya: uss daya wo cid officers.
priya: kya wo mila tume kya puch raha tha tumse.
shreya:kuch nahi tume pata hai mere papa aur usske papa dosht hai aur wo chahthe hai ki meri
aur dayaki shaadi ho. Par main kaise uss insan se jinse mera niraj muje se china hai.
priya: shreya ek baath kahu. Tum daya se shaadi karo.
shreya: priya tum ye kah rahi ho.
priya: shreya meri baath sunno tume niraj ka khoon ka badal lena chahathi hona tho tum daya
se shaadi karo aur agar tumari shaadi daya se hogi tho tum asani se daya se badala le sakhathi
ho aur tum pe koi bi shak nahi karga.
shreya: par priya kaise
priya: pahale tum shaadi karo usske bhand main tume baaththi hu.
shreya: teek hai muje lagatha hai tum teek kah rahi ho.
shreya disconneccted the call.
priya(himself): acha huva daya ka rishtha shreya ke liye aya ab main shreya ke jariye daya se
badala lugi ussne mujse mera niraj china . Aur wo pagal shreya samjthi hai ki niraj usse pyaar
kartha tha but sachai tho ye hai ki main aur niraj ek dusre se pyaar karthe the. par uss daya ne
mujse wo chin liya. Aur ab shreya daya ko mar duge aur daya ko marne ke jurm main shreya ko
saza milegi. yaise main mera badala mil pura hoga.
shreya room.
shreya(himself): priya teek kah rahi hai main daya ke karib rahugi tho acha hoga aur daya ko
plan karke mar bi sakhathi hu.
after that shreya sleep.
In morning rajiv house.
Ragini and rajiv are doing the breakfast.
Shreya came.
Rajiv:gud morning beta.
Shreya:gud morning papa.
Rajiv:ragini tumne unn logo ka call kar ke rishte ke liye na kaha na.
Ragini:nahi kaha wo kaal hi baathna teek nahi hoga na aaj kah thi hu.
Shreya:papa mumma main iss rishte ke liye tayar hu.
Rajiv:kya tum kisi dabav main akar tho nahi kah rahi ho na.
Shreya:nahi papa aap log unn logo ko kahale main daya se shaadi karneke lite tayar hu..
Ragini:shreya muje pata tha tumara ha hi hoga.
Shreya gave fake smile
Ragini:main abi call karthi hu.
In the pradhyuman house
All gether on dying table.
Jyoti:maaji abhi tak koi phone nahi aya kya shreya ko ye risha majur nahi hai.
Dadimaa: badi bahu shaadi ka mamla hai aur shreya unnki elulthi ek beti hai.
Purvi:maa wo logo ha kah ye unnke passa daya bhai ko riject karena koi reason nahi hai.
Jyoti:purvi tum kab javo gi aapne ghar.
Tabhi jyoti ka phone baj ta hai.
jyoti pick up the call.
Jyoti:hello ragini.
Ragini:bhabhi wo hume ye rishta pasad hai. Shreya ki ha hai.
Jyoti:kya
Ragini:ha bahbhi.
Jyoti:ok tho main bhand main call kar thi hu.
Jyoti disconnect the call.
Tarika:maa ji kya kaha aunty ne
Purvi:maa baathye na.
Daya also see towards
Jyoti:wo shreya ka ha hai iss rishte ke liye.
Purvi:woo ab daya bhai ki shaadi ki sahnai bajegi iss ghar main.
Dadimaa:badi bahu daya aur shreya ki shaadi jaldi honi chahiye.
Jyoti:ji maa ji main aaj hi daya aur shreya ki patrika lekar pandit ji ke pass javugi.
Dadimaa:teek hai.
daya smile
purvi see him
purvi: maa dadi maa dhekha bhai ka chahara kaise khil raha hai.
tarika: ha purvi
abhijit: cong daya shreya ke saath ek nayi jindagi suru karne ja rahe ho.
pradhyuman: chalo abhijit daya bureau ke liye late ho jayega.
abhijit and daya tarika left. With their father..
dadimaa: badi bahu ragini ko phone karo aur pratika lekar mandir main ane ko kaho.
jyoti: ha abhi kar thi hu.
jyoti dial the ragini's number and tell him to came mandir.
at the mandir jyoti dadimaa and prvi came and the other side ragini and shreya came.
shreya touch the feet of elder.
jyoti: chalo pahale devi maa ka ashirwad lethe hai .
all move towards take blessing of devi maa.
and than meet pandit ji . Pandit ji see the pratika of both of them.
panditji: maine donno ki pratika dhekhi hai achi hai. Aur donno pratika dhekhakar mere pass
do date hai shaadi ke aur wo bi kisi hafkt ke aur agar iss hakte shaadi nahi huyi tha 1 saal tak
rukhna padega.
jyoti: kya iss hafte ki date nahi tho ek saal. Kya kar maaji.
dadimaa: pandi ji iss hafte ki wo do date kahiye. Kon si hai.
pandit ji: ji ma ji. Aaj se 3 din bhand aur kaal ki date.
jyoti: kya itni paas ke date hai maa ji kya kar iss hafte main shaadi hona mumkin hai ab 1 saal hi rukhna padega.
dadimaa: jyoti bahu daya ki shaadi issi hafthe hogi.
purvi: par dadi kaise.
dadimaa: aaj se 3 din ka muhrat hi teek hai.
jyoti: par maa ji shaadi ki sari tayari kaise hogi.
dadimaa: ho jayegi tarika bahu purvi hai hum sabh karge.
jyoti: ha wo teek hai par ragini tumara kya kahna hai.
ragini: jo aaplogo ko teek lage.
dadimaa: pandit ji aap 3 din bhand ka muhrat pakka khijaye.
pandit ji nodded.
purvi infromed the tarika about muhrat and tarika inform to abhijit daya and rajat. All are happy
and they left from their.
in the pradhyuman house.
All are present there and all are happy known the date of daya's marriage.
Jyoti:maa ji hume muhrat tho tay kiya hai par kya sabh tayari hogi itni jaldi sab rasame teek se
hoge na dar lagath hai kahi kuch rah na ki baath hai.
Dadimaa:badi bahu sabh hoga hum hai na tumare saath aur tum hi socho agar iss hafte nahi
kar the tho 1 saal rukhna padtha.
Jyoti:ha wo tho hai. Tarika bahu kaal se lab se chutti lelo kaal sari shopping karge shreya ki
jewellary kapade aur daya ke kapade hamare kapade sabh lena hai.
Tarika:teek hai maa ji main list banathi usske hisab se shopping karge.
Purvi: main abi bhai ke shaadi tak yahi rahugi
Jyoti:ha tuje tho ab moka mil gaya.
Daya:maa main abhi aya
Abhijit:are kaha ja raye ho jara baith tho humare saath.
Daya:bhai kuch kaam hai.
Tarika:are devaji hum aapki shaadi ki baath kar rahe hai aur aap ja rahe hai.
Purvi:bhabhi lagatha hai aapni shaadi ki baat karthe ye sun sarma rahe hai.
All laugh daya left.
All do their dinner. And sleep and next day did the shopping.
All are busy with marriage tayari.
And the Haldi day
both family are busy with haladi Ceremany
In the pradhyuman house
Jyoti:purvi ye lekar tarika bahu ko do and jyoti hand over the taal to purvi.
In daya's bed room
Daya is lost in his thought.
Abhijit:daya ye teri shaadi ke time pahale wali serawali aur usske pass hi sari chije rakhi hai aur
ha yaha vaha mat rakho varna tarika ji muje dategi samj raha hai na tu main kya kah raha hu.
Daya did not reply
Abhijit see daya and place the hand on shoulder. With the touch of abhijit daya came from
thought.
abhijit: kahape khoye ho main kab se boltha hi ja raha hu aur tu ho ki aapne soch main ho.
daya: bhai wo aapko nahi lagatha ki hum logo shaadi keliye jalbaji kar rahe hai. Main aur shreya
ek durse ko ache se janthe nahi pata hai muje shreya achi ladki hai par fir bi usske kuch sapne
hoge kuch socha hoga ussne.
abhijit: daya ha jarur ussne kuch socha hoga par tum ye mat bulo shreya ne kis shaadi ke liye
khud ha kiyi hai aur wo ha tho yaise hi nahi kargi usse tum ache lege hoge iss liye ussne
shaadi keliye ha kiyi hai.
daya: ha bhai pata hai muje par muje yaisa lagtha hai ki muje shreya ko mere past ke bhaare
main baathna chahiye wo bi shaadi ke ye shaadi suda jingdi honestly ji sakhu.
abhijit: daya jo hoga usse yaad karna acha nahi hai jo gujar gaya wo gujar gaya usse fir se aapne
paas ane mat dena bul javo wo sabh yaisa socho ki wo ek bura sapna tha aur shreya ke saath
nayi suraatwat karo usse bahut pyaar do wo bi tum bahut pyaar degi. maine dhekha hai usske
ankho main tumare liye pyaar.
daya: bhai muje lagatha hai muje shreya ko sabh baathna chahiye mere past ke bhaare main
main nahi chahatha ki age chalke kuch problem ho humare shaadi suda jindagi main. Aap hi
kahathe hai na ki main ek nayi suraatwat karu tho kya aap chahthe hai ki main ye nayi suraatwat
mera past shreya se chupakar karu. bhai mera man nahi mantha.
abhijit: daya tumari baath tho teek hai par ab bahut late huva subha haladi aur shaam ko
shaadi tum kaise shreya ke baath karogi muje nahi lagatha ab mumakin hoga.
daya: par bhai mere man nahi mantha.
abhijit: daya samjo ab kuch nahi kar sakhathi.
daya: bhai kuch karo muje pata hai agar aap chahe tho jarur kuch kar sakhathe hai.
abhijit: ek kaam karthe hai ab ye haladi ki rasam hone de usske bhand sochege.
daya: par
abhijit: daya ab par var kuch nahi aur ha ye muh lathakake khade mat raho.
daya: ji teek hai.
purvi came their.
purvi: bhai chale maa aapko bula rahi hai haladi ki rasam karni hai
daya: ha chalo.
abhijit daya and purvi came.
daya sit on her seat. jyoti applied the haladi to daya. Than all the ladies applied.
than after some time daya take the bath.
in rajiv house.
they all did the haladi rasam.
in daya bed room.
tarika: daya maine tumara sara saman abhijit ko diya hai aur tum bi ek bhaar check karo agar kuch miss ho gaya hai tho. Abhi dhekh athi hu.
daya: bhabhi sabh hai.
abhijit:ha tarika ji aap jaye aur ha jathe time adi ko lekar jaye.
tarika: par abhijit main niche kaam kar rahu aur tum kaha rahe ho ki main adi ko lekar javu
wo muje kaam nahi karne dega.
abhijit: par wo yaha sabh indhar udhar gumega main kaha kaha dhekhu.
tariak: teek hai main lekar jathi hu.
tarika left with adi.
in the daya room.
abhijit rajat sachin pankaj are present.
daya: bhai aapne kya socha hai. Main kaise javu shreya se milne.
abhijit: daya abhi nikalo window se bahar nikhil tumara wait kar raha hai gadi main aur ha jaldi
avo.
pankaj: daya sir kuch dheer bhand aapki shaadi ho jayi aur usske bhand shreya ji aapke saath hi
rahegi tho tab milye na ab kyu ja rahe ho sir lagatha hai aap ko wait nahi ho raha hai.
daya: pankaj aapne kaam pe dhyaan do.
abhijit: nikhil javo agar koi bi tumse puchega ki kaha jare ho tho kahna abhijit sir ne beja ha
kuch saman lana hai . Ok daya tume piche ki gate par milega.
nikhil: teek hai sir and nikhil left.
daya: bhai main bi chaltha hu. Yaha sabha lena.
pankaj: sir daya sir ke jane ke bhand agar maa ji ya tarika ayi tho. Aur daya sir ko puchne
lage tho kya kahege.
abhijit: pankaj aapna muh band kar wo bhand main sochege. Daya tu nikal.
daya left.
abhijit: pankaj agar maa ya tarika ji yahi tho hum kayege daya wash room main hai aur tume
washroom se daya ke awaj main baath karna agar jarur padetho.
pankaj: sir muje dar laga raha hai. Par daya sir ayege na.
abhijit: ha ajayega. Tum aapna muh bhand rakho rajat pankaj ko sabha lena.
rajat: ji sir.
nikhil left from the house and daya are in the gate while waitting for nikhil .and
nikhil came and both left .
in rajiv house.
the house is decorted with light and flower.
they both reached.
nikhil: sir main yahi hu aap mil kar aye shreya ji ko.
daya nodded.
daya gadi se uttartha hai .
daya(povs): main yaha tak puch gaya par shreya se kaise miluga. Shreya ka kamara kaha pe hai
ha purvi ne baathya tha ki left side pe hai main jake dhekhtha hu. (Daya left. ) daya rukho
agar shreya kamare main nahi huyi tho .
daya(povs): ek bhaar dhekhtha hu wo kamare main akeli huyi tho teek hai main baath kar pavugo . Daya pahale dhekh usske bhand wo sabh soch.
and than daya left towatds shreya's room.
in shreya room.
shreya is alone in the room . And in her hand photho of niraj and tear is also present.
shreya feel some sound . And she came in the balcany.
and get to shock daya in their.
shreya: aap yaha aur kiss time.
daya: wo tumse baath karni thi issliye aya hu.
shreya: aap indhar aye daya came inside.
shreya: agar aapko kisi ne dhekha hotha tho.
daya: kisi ne nahi dhekha.
shreya photho aapne thakiyeke niche rakhathi hai.
daya: shreya muje pata hai humari shaadi jalbadi main ho rahi hai. I know tumare man main
mere bhare main bahut sare sawal hoge.
shreya: aapko kya kahna hai.
daya: shreya main chahatha hu ki humari shaadi hone se pahale tume hak hai mere past ke bhaare main janne ka . Shreya main ek ladki se pyaar kar tha purbi naam tha. Hum logo shaadi
karne wale the. Sabh tayari huyi thi shaadi ki date bi fix ho gayi thi bas 2 din the shaadi
muje pata chala ki wo muje dhokho de rahi hai wo mujse pyaar nahi karthi wo kisi aur se
pyaar kar thi. ussne mujse pyaar ka natak issliye kiya taki wo mere sahara lekar mere bhai ko
mar sakhe. aur aapna badala pura kar sakhe. par jab muje pata chala tab maine usse puch tab
uss ne aapna sara plan bayan kiya. aur mere rahathe main bhai ko kuch nahi hone de sakhthatha aur maine purbi ko arrest kiya . sach kahu tho maine purbi se sacha pyaar kiya tha par usse kabhi mere pyaar ko samjha hi nahi wo badale ke aag main pagal ho gayi thi. usse kabhi mujse sacha pyaar kiya hi nahi kiya tho sirf pyaar ka natak kiya tha.
daya:shreya par ab mere man main purbi ke liye kuch nahi hai. Main wo sabh bul kar bahut age
chala gaya hu. Main sirf tume ye baathna chahatha nahi chahatha hu ki main tumse
kuch chupavu. Hume ab ek saath jindgi nibani hai tho mere jingdi ki wo kadvi baathe tume
malum honi chahiye thi issliye maine tume kaha hai. ok main chaltha hu. daya left.
shreya: muje kya aapke life main koi ho ya na ho main tho sirf aapna badala lena chahathi hu
aaap se . Than she take the photo of naraj.
in pradhyuman house.
in daya room.
some one knock on door.
pankaj: sir koi hai ab kya hoga.
abhijit: pankaj chup kaise daro mat.
abhijit: kon hai.
from outside: abhijit main tarika
abhijit: woo tarika ji aap kya kaam hai.
tarika: abhijit open the door. Aur kisne kaha tha door lock karne ko kholo
rajat: sir kya kar tarika ko tho andhar ana hai.
abhijit to pankaj: pankaj tum washroom javo aur agar tarika ji daya ko awaj de tho tum daya
ki awaj nikhal na teek hai.
pankaj: par sir main kaise.
tarika: abhijit jadli kya chal raha hai andhar
abhijit : kuch nahi khon tha hu.
pankaj go in wash room. Abhijit left to open the door. And open the door.
tarika while entering in the room.
tarika: abhijit kitna time laga rahe ho aur daya kaha hai.
abhijit: daya wo daya washroom main hai.
tarika: kya par tum itna khabaraye kyu ho main tho ye dhekhane ayi thi ki sharwani teek se
hothi hai ya nahi. Agar kuch problem hai tho abhi teek kar sakhathi hai.
abhijit: tarika ji abhi tak daya ne sharwani pahani nahi jab pahanage tho hum aapko bulayege.
Ab aap chalo
tarika: ha jathi hu
tarika left.
daya gadi main akhe baitha hai aur vaha se chala atha hai.
in shreya's room.
shreya marrior ke samane baithkar aapne gahane pahanthi hai tabhi ragini enter hothi hai.
ragini: meri beti kitni sundar dhekhathi hai. Kisi ki nazar na lage.
one girl: aunty shreya ke chehare par ek ajibsi ek chamak aya hai. Lagatha hai jija ke pyaar ka raag chad gaya hai.
all laugh. Ragini applied the kajal to shreya
ragini: main bahar hu jab shreya ko bulayege tho ajana.
girl: ji teek hai.
ragini left.
in pradyuman house.
rajat: sir daya sir abhi tak nahi aye kya unno shreya ji se baath kiyi hogi .
abhijit: pata nahi
pankaj: sir agar daya sir aur 5 mintues main nahi aye tho pata nahi kya hoga sabh ko pata chalega daya sir nahi hai.
abhijit: ha pankaj ye daya jaldi ajaye.
aur firse door par knock hotha hai.
rajat: ab kon hoga sir.
abhijit: muje kya pata pankaj tum wash room javo agar koi daya ko awaj de tho daya ke awaj
main baath karna samje.
pankaj nodded he left to washroom abhijit open the door.
abhijit:maa aap yaha
jyoti: ha wo daya ko dhekhne ayi thi par wo hai kaha.
abhijit: wo washroom main hai
jyoti: kya tum khatho abhijit.
and jyoti daya ko awaj dethi hai.
from washroom.
pankaj: ha maa main andhar hu aap jaye main ajavuga.
jyoti: daya washroom hai par kyu.
abhijit: maa hum ajayege aap niche dhekhye
jyoti: par daya pata nahi kya chal raha hai. Ok main ja rahi hu.
jyoti left.
abhijit close the door. Pankaj came from washroom.
pankaj: sir aap daya sir ko phone karyi.
rajat : main kartha hu.
tabhi daya window se atha hai.
daya: bhai kaam hogaya maine shreya se sabh kaha.
abhijit: ab tum kush hona
daya: ha bhai man par se boj uttar gaya.
abhijit: teek hai chalo ready ho javo maa aur tarika aye the
daya get the sharwani . Left to wear it.
meantime tarika and purvi came they knock the door.
abhijit : main kholtha hu.
abhijit open the door.
tarika: abhijit daya ready ho gaya.
abhijit: ha
tarika see daya and than they do some chit chat.
and than tarika left.
after some time they move towards rajiv's house.
pata hai acha nahi hai fir bi aap logo ka review jaruri hai. Takhi main kushi se agali update de
sakhu.
and sorry for late.
par agali baar itna late nahi karugi teek hai na
Aapki
Ashvin
