in out side the ward.

jyoti: shreya ne hum sabh se ye baath chupayi humari chodo daya se chupayi daya ka hak bantha tha.

pruvi: maa bhabhi bhai ko baathni wali thi par usse se pahale hi ye sabh ho gaya aur aap ne bhabhi ko kuch bolne nahi diya.

jyoti: purvi tume bi main galat lagthi hu. Tum nahi janthi shreya ne kya kiya.

purvi: main janthi hu maa. Muje pata hai.

pradhyuman: sabh chodo ghar chalthe hai maa ghar pe hai.

jyoti: ha chalye muje yaha nahi rahana ek minute daya ko bi bulathe hai.

abhijit: maa daya ko rahane dijaye.

jyoti: nahi main daya ko uss ladki ke paass akhela nahi chod sakhathi.

pradhyuman: jyoti ji kaise baathe kar rahi hai shreya aur daya ne aapna bacha hoya hai aur aap
pagalo jaise baathe kar rahi hai chalye.

jyoti: nahi main daya ko saath lekar javogi aur ab wo bacha bi nahi raha unn donno ke bich ek
door thi wo tho tutt gayi . Aur ab daya aapne rasthe aur shreya aapne rashthe.

pradhyuman: kya jyoti ji kya baathe kar rahi hai bahut tamash huva ab nahi aur aapni ye soch
badalye varaga beto ko hamesha keliye kho dogi daya ne aapse kya kaha sunna tha na aapne.
jo jaisa chal raha hai usse yaisa hi chalne dijaye daya yahi shreya ke pass rahega. ab chalye.

all left no one meet shreya. Abhijit message daya and left.

rajiv: ragini hume bi jana chahiye. Kal subh ayege.

ragini: par shreya main yaha rukhu lugi aap jaye.

rajiv: ragini chalo shreya ke paass daya hai aur shreya ko sabse jada jarur daya ki hai wo usse
sabhalega.

ragini: par aap ko lagath hai unn logo ne shreya ke saath kiya wo teek tha.

rajiv: ragini galathi shreya ki bi hai hum ye najr andas nahi kar sakhathe wo aapne jagah sahi hai. shreya guna karne ja rahi thi. main mantha hu daya par hamale ne shreya ne nahi kiye par shreya ke man main chal tho raha tha na. aur hum kush hona chahiye shreya ke bhaare main jankar bi daya shreya ke saath hai . daya shreya se bahut pyaar kartha hai. daya ke ankho main dhekhtha main wo ab shreya ka haath nahi chodega. Shreya ke liye aapni maa tak lad raha tha wo.

ragini: rajiv dar lagatha hai daya aur shreya ko rishta to firse jud jayega par kya wo parivaar uss
pahale jaisa hi accept karga.

rajiv: sabh wakt ki baath hai sahi wakt pe hi sabh teek hoga. Chale ab.

and the both left.

In pradhyuman house

They reached in home.

Jyoti:aapne daya ko vaha rukhane ke liye kyu kaha wo shreya daya ki jaan ki dushman hai.

Pradhyuman:jyoti ji bahut ho gaya main chup tha iska matalab ye nahi ki jo hotha wo dhekhtha
rahu. main man tha hu shreya bahu daya ko mar na chahathi par ye mat bulye ki wo sirf
soch thi par ussne kiya nahi. Wo sabh koi aur kar rahi thi. Aur ha aaj shreya ne daya ki jaan
bachayi hai. Jab ki usske pat main ek jaan thi uss ki parva nahi kiyi. Ye shreya ka pyaar daya
ke prati.

Dadimaa:badi bahu pradhyuman sahi kah raha hai. Main manthi chothi bahu se galati huyi hai.

Jyoti:maaji aap logo bale hi shreya ko maaf kare par main nahi main ab shreya ko daya ke life
main nahi , na hi iss ghar main bardash nahi kar sakhati.

Abhijit:maa aap ye kya kah rahi ho.

Jyoti:teek kah rahi ho

Pradhyuman:jyoti ji ye daya ko tay karne dijaye ko wo kya karna chatha hai.

Tarika: shreya ke saath bahut bura huva.

Jyoti: kuch bura nahi buva hai wo daya ko mujse chin na chahathi thi par bhagawan ne usse
hi saza Di. Mere mamta ko mitane chali thi par khud hi maa ban ne ka suk ho baithi. Tarika place the hand to her mouth.

Dadimaa:badi bahu kya kah rahi ho. Aapne hi bete ke ansh ko kho diya aur kush ho rahi ho.
Ye mat bulo wo daya ka bacha tha. Aapne bete ke pyaar main itani bi andi mat ho javo ki tum
kya bol rahi wo tume bi pata na ho. And dadi maa left. Pradhyuman left.

Purvi:bhabhi hum me se kisi ko shreya bhabhi se milna chahiye tha.

Tarika:ha purvi kaise sahan kar payegi shreya itna bada jatka.

Purvi:bhabhi main kaal hospital javugi.

Tarika:ok teek hai chalo dinner kar the hai.

Purvi:main sabh ko bula kar athi hu.

Purvi left they did their dinner with silencelly. And go to sleep.

In hospital

In shreya wards

Nurse to give medicine to shreya daya was not present

Nurse took the medicine and gave it to shreya. But shreya throw it.

Shreya:muje nahi chahiye chale jovo main gadi maa hu. Daya hear the sound came out.

Nurse:madam ye kya kiya aapne.

Shreya:sunna nahi mane kya kaha javo. And took the Knife

Nurse:madam aapko lag Jayegi.

Shreya:muje bi jana hai mere bache ke pass and Knife aapne haath ki nas kat thi hai.

Daya:shreya shreya ye kya kiya.

Shreya:daya main aap ki nafarat basdash nahi kar sakhati. Aur nahi aapse dur raha sakhati.
Aap se dur rahne acha main mar javu.

Daya:shreya kitna khoon bah gaya doctor ko bulavo. Nurse go out to call doctor.

Shreya behosh ho thi hai.

Daya:shreya ankhe kholo. Than doctor came.

Doctor:ye kya unno ne aapni haath ki nas kathi.

Daya:doctor shreya ko dhekhaye.

Doctor see shreya aur uss ke haath par banded kar tha hai

Doctor:dhekhaye ye weakness aur bache ko kho jane ke shock se behosh huyi hai.
Main injection diya hai hosh main ajayegi.

Daya:ji teek hai.

Doctor left.

After some time shreya ko hosh atha hai. Aur wo rone lagthi hai.

Daya:shreya sabhalo aapne aap ko jo huva usse bul javo. Aur promise me to tum aapne aap
ko takalif nahi dogi.

Shreya:daya mera bacha.

Daya:shreya jo hamare pass nahi hai usse lekar asu kyu baha rahi hu na tumare pass.

Shreya:daya maine aap ko dhoka Nahi diya balki main aapse bahut pyaar karthi hu. Main nahi
rah aapne muje chodo tho main mar javugi. Daya place the finger on her mouth.

Daya:yaisi baathe mat i m sorry muje tumari baath suni chahiye thi par sabh kitna
achanak huva ki muje sochane ka bi maika nahi mila.

Shreya:nahi aap mafi mat magye.

Daya:chalo sojavo aur ha agar kuch chahiye tho mujse kaho.

Shreya nodded. And sleep and daya also sleep.

in moring daya wake up and see shreya is already wake up.

daya: are tum kabh utti muje kyu nahi uthaya.

shreya: aap so rahe the tho aapko distrub nahi kiya.

daya: tum bi na iss main distrub wali baath kahape ayi.

shreya: daya sach main main buri hu na. main aapko takalif deni chayi.

daya: shreya nahi tume nahi muje takalif nahi diyi tum kabhi kisi ko takalif nahi di sakhathi ho.

shreya: ye aapka badpan hai daya. I m sorry main aapne pyaar ki nishani ko nahi bacha payi.
And tear caming from her eyes.

daya:ye kya shreya firse asu tumare ankho main ye tum pe suit nahi karthe.

shreya: daya sabh mujse nafarat karthe hai na issliye koi bi nahi aye mujse milne.

daya: aye yaisa nahi hai wo doctor ne kaha tha tume rest karne ko tho issliye wo logo ghar gaye
wo aaj ajayege.

shreya: aap mera man bahana ne keliye kah rahe hona.

daya: are nahi

rajiv aur ragini athe hai.

ragini: shreya beti

shreya: mumma papa.

rajiv: daya tum ghar javo. Raat bhar yaha the hum hai yahape shreya ke saath.

daya: ha main doctor se milkar jatha hu.

daya left to meet doctor.

in doctor cabin.

daya enter in doctor cabin.

doctor: are mr. daya baithye.

daya take the seat.

daya: doctor shreya teek hai na

doctor: ha mr daya aap unne ghar leja sakhathe hai.

daya: par itani jaladi.

doctor: ha unne aap sabhka pyaar chahiye. Yaha rahegi tho wo sad ayegi. wo hospital se
jada ghar main teek rahegi. Vaha unnke saath pura parivaar hai wo unne ache se sabhalege aur koi baat hai tho muje call karna.

Daya:ji teek hai.

Doctor:main dopahar tak discharge paper ready kar tha hu aap unne dophar main leja
sakhathe hai.

Daya:ji teek hai. Daya left.

Daya enter in the shreya's ward

Rajiv:baath ho gayi doctor se kya kaha hai

Daya:shreya ko aaj hi discharged milega

Ragini:kya par kaise.

Daya:doctor ne kaha hai ki dophar tak mil jayega. Main ghar ja raha hu dopahar ko vapas javuga
shreya ko ghar leke jana hai na.

daya left.

in pradhyuman house.

jyoti: tarika bahu daya abhi tak nahi aya.

pradhyuman: jyoti ji wo ajayega.

jyoti: maaji kaha pe hai.

purvi: wo aapne kamare main hai maa dadi maa ko bura laga kal aapne jo kuch kaha hai.

jyoti: maine kuch galat nahi kaha hai.

pradhyuman: jyoti ji aap ko nahi lagatha ki aap jada hi wo sabh lekar baithi hai. Daya ko sabh
pata hai aur agar daya shreya ke saath rahana chahatha hai tho kya galat hai.

jyoti: nahi muje wo shareya pasad nahi hai kya pata kab usski fitrat badale.

abhijit: maa aap ye kya kah rahi hai aap ne sunna na shreya ne daya par hamale nahi kiye the.

jyoti: ha nahi kiye the par soch tho rahi thi na.

pradhyuman: uss baath ko bul javo.

tarika: main dadimaa ko chay aur nastha dekar athi hu.

tarika left.

purvi: bhai main soch rahi thi aaj hospital javu shreya bhabhise milne.

abhijit: teek hai chalo javo .

daya ghar puch jatha hai.

jyoti daya se baath karne jathi hai par pradhyuman usse rokhtha hai.

abhijit: daya agaye tum

daya: ha main fresh hokar atha hu.

daya left.

after 15 minutes daya came.

tarika: avo daya nastha karo.

daya: ji and came their.

abhijit: daya ab shreya kaisi hai.

daya: teek hai. Aur ha uss aaj discharged mil jayega.

pradhyuman: teek hai

daya: papa main shreya ko ghar lekar ajavuga aaj duphar ko.

tarika: gud news pe ayegi tho usska dil bi bah jayega.

jyoti: nahi shreya iss ghar main nahi ayegi. Samje tum daya.

daya: maa please wo meri patni hai aur wo jayegi kaha

jyoti: kahi bi jaye par wo yaha nahi ahegi.

pradhyuman: jyoti ji main aapse kya kaha tha.

jyoti: nahi main kisi ki baath nahi sunugi.

daya: maa aap ye kya kaha rahi ho. Shreya aur meri shaadi huyi hai aur wo iss ghar main rahegi
mere saath.

jyoti: nahi shreya ne tumare saath itana kuch kiya aur tum usska saath de rahe ho. Daya
tume aapni maa se badakar patni teek lagathi hai.

daya: maa aap galat soch rahi maine yaisa nahi kaha hai.

jyoti: main tume khona nahi chahathi hu.

daya: par maa aap shreya ko kyu nahi le sakhathi hai.

jyoti: shreya ne tume muje chin ne ki khoshish kiyi hai. Aur agar tum kuch hoga tho main ji nahi
pavugi.

daya: maa aap ye kaise baath lekar baithi hai.

pradhyuman: daya tum shreya ko lekar avo . Maine hi uss din shreya ko rokhna chahiyitha
par maine kiya nahi.

daya: maa agar shreya iss ghar main nahi a sakhathi tho main bi nahi rahuga yahape.

jyoti: daya tum ye kya kah rahe ho.

daya: ha maa jis ghar main mere patni ke liye jagah nahi hai vaha main kaise rah sakhatha hu.

pradhyuman: dhekha jyoti ji daya ne kya kaha maine aapse pahale hi kaha tha. Dor ko itana bi mat kchichaye ki wo tut jaye.

abhijit:daya kya baath kar rahe ho koi kahi nahi jayega.

dadimaa came .

dadimaa: mere rahathe daya kahi nahi jayega.

daya: dadimaa

dadimaa: chothi bahu kaisi hai

daya: teek hai.

dadimaa: tum uss lekar avo

jyoti: jo karna hai wo karo.

jyoti left.

pradhyuman: daya hum chalthe hai shaam ko milege.

daya: teek hai.

after that daya finised her nastha and take some time rest and than move towards hospital.
In hospital main shreya ko discharged kar the hai wo daya ke saath athi hai.

in pradhyuman mansion.

daya park the car.

shreya get up from the car. And wo andhar ane keliye khichi kathi hai. Aur vahi par rukhathi hai.

daya saw it.

daya: kya baatha hai chalo andhar.

shreya: main wo

daya: shreya koi kuch nahi kahega. Chalo.

shreya nodded. She Go with daya. Daya door bell bajatha hai. The servent open the door.

daya: chalo andhar

dadimaa: shreya vahi pe rukho javo.

daya became shock.

daya: dada maa aap ye kya kah rahi ho.

dadimaa: ha main teek kah rahi hu.

daya: aapne tho aaj subh hi kaha tha ki shreya ko lekar avo.

dadimaa: ha par shreya andhar nahi ayegi.

daya: par kyu.

dadimaa: daya tum chup rakho . Tarika bahu kaha pe ho jaldi avo.

tarika came with aarthi tal.

dadimaa: shreya bahu ki aarthi karo aur tika bi lagavo.

tarika did the same. Than dadimaa order them to came in.

dadimaa: shreya bahu kaisi ho.

shreya: teek hu.

tarika: shreya tum aram karo daya shreya ko lekar javo.

daya take the shreya in his room. But shreya feel bad to not saw the jyoti.

dareya room.

shreya: daya wo maa ji nahi ayi

daya: shreya ye konsi baathe lekar baithi ho.

shreya: maaji mujse gussa hai na.

daya: nahi unn ki tabayat teek nahi hai.

shreya: aap mera man kahne ke liye kah rahe hai. Na.

daya: shreya ek baath bolo maa gussa hai tumse. Aur agar maa ne kuch bi kaha tho bura mat manna.

shreya: ha main bura kyu manugi maa ji ka gussa jayas hai.

daya: teek hai aram karo.

shreya nodded.

in the evening

all came house. And all meet shreya accept they did the dinner.

1 week hoga par jyoti kabhi shreya ke pass nahi athi. Na kabhi shreya se baath kayi .

review dena mat bulna

AAPKI
ASH VIN