Daya: g bohat bohat shukriya
Daya comes and sits besides Shreya and calls her and somehow makes her drink medicine.
Daya makes Shreya take medicine after 5 mins. But she is still not in her senses.
After about 2 hours Shreya comes to senses and looks around. Daya usay daikhta ha aur usay hosh ma daikh k us k pas a jata ha
Daya: Shreya ab kaisa feel kar rhy ho?
Shreya: sir mujhay kia hua tha? Aur hum kahan hain?
Daya: tumhain kisi zehreelay keeray na kaat lia tha. Hum aik old couple k ghar hain
Shreya: I am sorry sir
Daya: sorry? Kis liye?
Shreya: hamesha meri wajah se apko takleef hoti ha aur apko hi nhi sabhi ko
Daya: Shreya yeh tum kia keh rhi ho? Aisa kuch nhi ha. Tumhari wajah se mujhay koi takleef nhi hui
Shreya with tears in her eyes: sir apko itni to pareshani hui ha na. mairi wajah se ap investigate bhi nhi kar pae aur pher ap pareshan bhi to huye hain
Daya: Shreya yeh kaisi baaatain kar rhi ho? Acha agar keera tumhari jagah mujhay katta to tumhain pareshani hoti?
Shreya: sir lakin main hamesha ap k dukh ki wajah ban jati hon
Daya: Shreya pechli baatain bhool jao
Shreya: sir main chah k bhi nhi bhool pa rhi. Mairi wajah se ap k Abhijeet sir k darmian larae hui thi
Daya: lakin wo sab to
Shreya: aur phir ap aik month pora sab se door bhi to rhay
Daya: haan lakin us main tumhari to koi ghalti nhi ha na. main to kaam ki wajah se gaya than a
Shreya: lakin phir bhi mujjhay acha nhi lag rha
Daya: acha theak ha. Maaf kia. Ab khush?
Shreya: thank you sir ap bohat achay hain.
Shreya is shivering slightly as she is feeling cold
Daya: ab itni tareef bhi na karo. Tum theek to ho na?
Shreya: yes sir
Daya: tumhain sardi lag rhi ha?
Shreya: ziada nhi bas thori si
Daya: to bataya q nhi
Shreya: sorry sir. Lakin sir main theak hon. Itni nhi lag rhi
Daya: tum ruko main
But Shreya cut him
Shreya: sir main theak hon. Ab humain chalna chahiye
Daya: hmm. Ruko main barish daikh lon ruk gae ha to nikaltay hain
Shreya waits and Daya comes after confirming that rain has stopped
Daya: bariksh ruk gae ha. Tum paka theak hona?
Shreya: yes sir.
Daya: theak ha to chalo.
Both leave from there after thanking the old couple.
Daya: Shreya lo tumhara ghar a gya
Shreya: lakin sir abhi to sirf 2 hi bjay hain to ap mujhay ghar q drop kar rhay hain?
Daya: aj tum aram karo
Shreya: lakin sir main theak hon ab
Daya: phir bhi. It's an order. Chalo jao
Shreya: yes sir.
Just then Shreya's father comes there.
Sf: are Daya beta kaisay ho? Shreya tum itni jaldi sab theak to hain na?
Daya: hello uncle. Main theak hon. Ap aur aunty kaisay hain?
Sf: hum bhi theak hain. Shreya theak to hain na?
Daya: g uncle bas usay thoray rest ki zrorat ha to isi liye
Sf: par yeh rest karti kahan ha?
Daya: nhi uncle aj yeh ghar hi rhay gi. Ab kal hi join karay gi dobara
Sf: lakin ghar pa bhi rest kahan karti ha. Kabhi koi file yap her ghar k kaam . humari to sunti hi nhi
Daya: Shreya yeh main kia sun rha hon?
Shreya: nhi sir wo actually main wo
Daya: haan bolo main sun raha hun
Shreya: sir yeh sab choriye ander ayena lunch time ho gya ha lunch kar k jaye
Daya: nhi main chalta hon
Sf: are nhi beta chalo na khana kha k jana
Daya: nhi uncle
Shreya: please sir ayena
Daya: ok chalo
And the three enter the house
Sm: are Daya beta kaisay ho? Shreya aj tu itni jaldi?
Daya: hello aunty main theak hon
Shreya: ma Daya sir ko main aur papa lunch k liye ander lae hain warna yeh to bahar se hhi ja rhay thay
Sm: yeh kia sun rhi hon main Daya?
Daya: aunty aisi baat nhi ha
Sm: tum log bas kaam kaam aur kuch sujhta nhi ha tum logon ko
Daya: are aunty ap yo ghussa ho gae. Daikhain a gya hon na
Sf: ab baatain hi karti rho gi. Khana lao
Sm: are haan maaf karna baita main baton main lag gae. Tumhain dair ho rhi hogi na. main abhi khana lati hon
They have lunch together.
Daya: acha uncle aunty ab main chalta hon
Sm and Sf: theak ha baita. Apna daihan rakhna
Daya: Shreya tum pora rest karna. Aur apna khayal rakhna. Kkoi problem ho to call kar daina
Shreya: g sir. Ap fikar na karain
Daya: theak ha. Bye
And then he reaches bureau
Acp: are Daya itna time kahan lag gaya tumhain aur Shreya kahan ha?
As Daya was about to reply call comes from forensic and they reach there
Acp: kia pata chala?
Dr: iski mout zehreelay keeray k katnay ki wajah se hui ha
Abhijeet: kaisa keera?
Tarika: bht hi zehreela
Daya: lakin daikh k to lagta ha k bht hatha paye hui ha
Dr: haan Daya q k is keeray k katnay se insaan ko hallucinations hotay hain
Tarika: haan aur phir unhi ki wajah se isnay khud ko maar lia
Now Daya gets into deep thought
Abhijeet: lakin pata kaisay chala
Tarika: yeh daikho Abhijeet yeh nishan us keeray k katnay ka
Daya sees the mark and becomes tense
Daya: iska koi ilaj bhi to hoga na?
Dr: haan ha na.
Abhijeet: to phir isnay ilaj q nhi karwaya?
Tarika: dawae li thi is nay
Daya: phir yeh sab?
Dr: darasal yeh dawae poora aik week laini hoti ha. Agar course poora na karo to ulta reaction ho jata ha
Daya: reaction?
Tarika: haan poora aik week din main 3 baar. Agar aik bhi miss kia to phir hallucinations bohat ziada hotay hain aur banda bohat hyper ho jata ha
Dr: aur aisay main usay sirf wohi control kar sakta ha jis se related usay hallucinations ho rhay hon
Daya is very much tensed now
Tarika: aur yeh medicine khanay k foran baad khanai hoti ha.
Dr: aur isay main banda kisi ko nhi pehchanta sivay us k jis k mutalik usay hallucinations hon. Baki sab usay khatra lagnay lagtay hain aur phir wo khud ko unse bachanay k chakar main aur nuksaan pohancha sakta ha
Daya is now very very tensed
Daya: sir is k liye konsi medicine use hoti ha?
Everyone looks at him at they can see he is very tensed
Abhijeet: kia hua tum pareshan lag rhay ho?
Daya: sir jaldi chalain aur Tarika iski medicine ha tumharay pass?
Dr: haan ha. Par q?
Acp: kahan jana ha?
Daya: wo Shreya k ghar
Abhijeet: Shreya k ghar par q?
Acp: aur wo tumharay sath aye q nhi?
Daya: sir usay bhi isi keeray nay kata ha
All: kia?
Abhijeet: yeh tum kia bol rhay ho?
Dr: tumhain yakeen ha?
Daya: haan mainay bilkul yahi neeshan daikha tha
Then Daya told them everything that happened there.
Dr: humain jaldi chalna chahiye
They all move to Shreya's house.
On the way:
Tarika: Daya Shreya kisi baat ko la k pareshan to nhi thi? I mean koi baat jis se hum andaza laga sakain k usay kis tarha k hallucinations yak is k mutalik waham ayengay pta laga sakain?
Dr: haan is se humain usay control karnay main asani hogi. Q k wo sirf usi insaan ki baat sunay gi. Aur humain us k parents se bhi baat karni paray gi k ab Shreya aik week un k sath nhi reh sakti
Daya: wo jo sab kuch hua. Aur mairay aur Abhijeet aur mairay jaanay ki wajah se thori pareshan thi
Abhijeet: lakin yeh to purani baat ho gae na. usay agay barhna chahiye
Dr: haan lakin abhi usay wohi sab yad ayega
Tarika: yani abhi sirf usay sirf Daya aur Abhijeet hi handle kar sakain gay
Acp: agar Shreya apnay parents k sath nhi rhay gi to kahan rhay gi/
Dr: Daya aur Abhijeet k sath rehna hi us k liye theek hoga
They reach to Shreya's house and her mother opens door
Sm: are ap sab log? Aye ander aye
Daya: aunty Shreya kahan ha?
Sf: wo apnay kamray ha
They all move to her room. And knock but there is no response
Acp: ap k pass duplicate key ha?
Sm: haan main lati hon
They open the door with duplicate key and enter inside and they are shocked to see.
I know that I am very very very late but some personal reasons.
I know the turn is of tumhain yad ho nay ad ho but I am updating this one.
Actually yeh story sab ka mood theak karnay k liye start ki is liye laga iski abhi ziada zroorat ha after this week episodes.
Aik baat aur share karna thi actually aik point k usdaas nah on q k jub jub duo lartay hain end main sab planning nikalti ha hopefully is baar bhi aisa hi hoga
Oh and please review and at the end of every review please aik smiling face.
Positive negative har tarah k reviews are welcomed.
And a very big thank you to you all for encouraging me to continue
Hope you all will like it
Thank you
