Thank you all to review my previous chapter thanks to:
Confident girl 22 , Kattiy , Shannavi Dessai , Srija , Shreya , Krk , Raveena Negi , Dareya , Navkiran Kaur , Duo Angel , Priya , Navya , Karishma , Dareya reunited , Ritesh 7 , Zoomra , Shilpa Patte , Dareya and Abhirika , Sira , Krittika , Dareya 789 , Sundas,Ds Fan.
Getting less review feeling bored and tired also yup thanks to those who reviewed really all the guests and silent readers thanks to you also.
Now next chapter,.
Shreya's mouth is covered by someone and holds her by waist she cuts the hand.
Person:Aaah maarogi kya.
Shreya:Self defence mein kuch bhi ar sakte hain darling.
Person:Shreya ki bachi tumhe to main.
Shreya:Daya please abhi mujh mein himmat nahii hain ki main tumhe koi jawaab doon so please tum chup raho.
Daya:Haan vahii poochne aaya hoon kaisi ho ab.
Shreya:Subah se ulti kar kar ke haalat kharaab ho gayi hain aur tum ho ki kaisi ho pooch rahe ho.
Daya:Shreya acha baba sorry maan bhi jaao Patni ji vaise hi iss naatak ke chalte hum milte kam hain aur jitney waqt milte hain utne samay tum gusse waali Shreya bann jaati ho.
Shreya:Kya karoon Daya main naatak kar kar ke thak gayi hoon ek mahina hone waala hain aur uss Nivedita ke baare mein koi khaas saboot nahii hain hamare paas.
Daya:Haan pata nahii vo Chudail dimaag laayi kahaan se hain koi sabot chodti hi nahii hain.
Shreya:Daya phir se chudail aisa nahii bolte.
Daya:Shreya tum ajeeb ladki ho duniy ki saari ladki apne Pati se chaahti hain ki who apni ore aakarshit hone waali ladkiyon ko sunaaye aur tum ho ki.
Shreya:Daya duniya ka pata nahii lekin mere Daya Laakhon mein ek hain unhe koi bhi sunaaye yaa vo kisi ko bhi sunaaye mujhe achaa nahii lagta.
Daya kisses at her forehead.
Daya:Yahii karan hain ki main tumhe sabse zyada pyaar karta hoon aur ye ek Nivedita kya duniya ki kitni bhi khoobsurat ladki aa jaaye meri Shreya se zyada khoobsurat koi ho hi nahii sakta.I love you.
Shreya hugs him back.
Shreya:Thanks daya vaise tum iss waqt kyun aaye koi khaas baat.
Daya:Haan vo Rajat ne tumhe pregnancy department mein dekha to.
Shreya:Haan I think shayad aisa hain maine repot di hain kal tak result aayega vaise ghar pe test kiya tha its confirm.
Shreya smiles Daya look little tensed.
Shreya:Kya hua Daya tum khush nahii hamara bacha Daya.
Daya:Ye kaise ho gaya itni badii galti kaise ho gayi mujhse.
Shreya:What aapko ye galti lagti hain.
Daya comes to real world.
Daya:No Shreya mera vo matlab nahii tha.
Shreya picks up a cousion and throw at his face.
Shreya:To kya matlab tha hamara bacha galti himmat kaise hui aapki aaj to main aapko.
Shreya starts picking up each thing and throwing on him he is defending himself.
Shreya:Saare aadmi ek jaise hote hain unhe bache pasand nahii hote aur agar pasand nahii hote to laate kyun ho aap bahut boore hain.
Daya:Shreya mera wo matlab nahii tha kya bole jaa rahi ho aur samaan rakho nahi to.
Shreya:Nahii to kya.
Daya holds both her hand tightly and push her towards wall.
Shreya:Chodiye mujhe aapse main koi baat nahi karna chahti jaaiye yahaan se.
Daya:Chilla kyun rahii ho kissi ne sun liya to.
Shreya(shouts):To ab main chilla nahii sakti kya?
Daya puts his lips on her and starts kissing her passionetly until she stops talking totally after that Shreya jerks him.
Daya:Shreya mera wo matlab nahii tha.
Shreya:To aisa kyun bola ki aapse galti ho gayii.
Daya comes and hugs her tightly and she starts crying.
Shreya:Daya you know na main apna pehla bacha main kuch aur nahii khona chahti.
Daya:Vahi keh rahaa hoon Shreya hamare pehle bache ki tarah iss par bhi Nivedita ne kuch kiya to.
Shreya:Nahii Daya main yeh bacha nahii kho sakti please Daya promise me ki tum mujhe chod ke kahii nahii jaaoge.
Daya:I promise tumhe chod ke main kahaan jaa sakta hoon.
There is sudden knock in door.
Shreya's mom:Shreya main hoon.
Shreya goes and opens gate.
Daya goes and takes blessing.
Daya:Maaji mujhe kyun bulaaya?
Shreya's mom:Beta tmhaari biwi mujhse sambhal nahii rahi thi to majbooran call karna para madam subah se 15 baar ultiyaan kar chuki hain par kuch khaaya nahii hain aisa rahaa to kya hoga.
Daya:Shreya ye main kya sun rahaa hoon abhi to tumhe hamare bache ki itni fikar thi aur apna khayaal nahii rakh rahii ho.
Shreya(innocent tone):Daya mujhe yahaan nahii rehna please mujhe ghar le chalo.
Shreya's mom:Dekha beta ye tumhaare Abhijeet aur Kevin ke saare plan ko kharaab kar degi agar yahii haal rahaa to.
Shreya:Mumma mujhe kuch nahii chahiye mujhe Nivedita ko sazza nahii dilaani bas apna parivaar chahiye.
Daya:Shreya vahii kar rahe hain hum tumne dekha na kitne asaani se humne Taarika ko ehsaas dilaaya uski galti ka.
Shreya:Daya Taarika JIJI ne kuch galat nahii kara tha jisne kiya hain uske khilaaf hamare paas saboot hi nahii hain.
Door bell rang.
Shreya's mom:Beta main jaa rahii hoon Shreya gate band kar lo aur ye khaana khatam karwaao Daya.
Shreya closes the door.
Daya:Shreya aao khaana khaao.
Shreya:Daya mujhe bhook nahii hain.
Daya:Shreya kya bachpana hain yeh haan bhook nahii hain haan khana nahii khaaogi to himmat kaise laaogi abhi humein bahut bada badla lena hain.
Shreya:Mujhe nahii lena badla.
Daya:Shreya acha Purvi se baat karlo acha lagega.
He dials number and calls her.
On call.
Purvi:Hello Shreya kaisi hain ab aur Daya Sir aap phir wahaan.
Daya:Kya karoon tumhaari dost ke bahot nakhre hain.
Purvi:Shaadi ki hain to nakhre to sehne hi honge.
Shreya:Aur nahii to kya bolte to aise hain jaise din bhar mera khayaal rakhte hain.
Purvi:Oho itna gussa kyun kar rahi ho.
Daya:Khaana bh nahii khaaya madam ne.
Purvi:Shreya ye galat baat hain chalo ab jaldi se khaana khao.
Rajat:Kisse baat kar rahii ho Purvi.
Purvi cuts the understand the situation.
Purvi:Vo Rajat main vo.
Rajat:Phir se stress itna kyun sochti ho tum Daya Sir aur Shreya ke baare mein iss se hamare bache par asar padega.
Purvi:Sorry Rajat.
She hugs him tightly.
Purvi POV:Sorry Rajat main tumhe kuch nahii bata sakti jab tak sab theek nahii hota humein aise rehna hoga I am so sorry Rajat main tumse hi itna bada sach chupa rahii hoon tum soch bhi nahii sakte mujh pe kya bitati hain tumse baatein chupa ke.
Rajat:Ab rest karo Purvi main Bureau jaa rahaa hoon.
Purvi:Theek hain.
And Rajat went.
At Shreya's house.
Daya:Shreya chalo kissi ke liye nahii mere liye khaa lo please.
Shreya:Daya ye emotional attyacahar hain lekin phir ulti hui to.
Daya:Nahii hogi pakka.
He feeds her.
Shreya kisses at his both cheeks.
Shreya:You are the best husband in world.
Daya:Agar best hota to tumhaare saath yeh hone nahii deta.
Shreya:Daya kya bol rahe ho jo hua vo sirf ek haadsa tha.
Daya:Kaash yeh haadsa hota lekin yeh sochi samjhi saajish thi Senior Inspector Daya itni badii galti kaise kar sakta hain tumpe shaq kiya hain maine tum mujhe maaf kar do lekin main khud ko.
Shreya:Shhhhhh Daya tumne mujh par shaq nahii kiya yeh shaq karwaaya gaya hain aur maine bhi to tumpe shaq kiya tha na lekin main khush hoon ki ab sab theek ho gaya.
Daya:Lekin main khush tab honga jab iski sazza main usse de doon.
Shreya:Daya please kya hum uski baat chod nahii sakte kuch der ke liye please mere lliye.
Suddenly knock on door.
Sachin:Choti darwaaza khol.
Shreya:Bhaiya Daya bhaago bhaago nahii mera matlab hain chupo jaldi se jaldi.
Daya:Tum jao gate kholo main chupta hoon.
Shreya:Aap apne aapko kitna patla samajhte hain jo chup jaayenge jaaiye chupiye phir main gate kholoongi haathi kahii ke.
Daya gave her deadfull look.
Shreya(smiles):Jaa rahii hoon gate kholne aapne wait loose to kiya hain kitna chup jaayenge.
Daya:To jaao aur zyada bola to.
Shreya:Nahii Darling please sorry.
Shreya goes and opens gate.
Sachin:Itna time kyun laga choti?
Shreya:Vo main vo kitchen mein thi.
Sachin:What?
Shreya:Mera matlab hain washroom mein.
Sachin:Acha lo main tumhaare liye papita laaya hoon khaa lo ulti band ho jaayegi.
Shreya:Main yeh nahii kha sakti.
Sachin:Kyun?
Shreya:Vo bhai mera mann nahi main baad mein khaa loongi.
Sachin:Ok as you wish aur ab teri tabiyat kaisi hain.
Shreya:Pehle se theek hoon bhai.
Shreya's dad:Sachin beta ab aao bahar baitho Shreya ko rest karne do.
Sachin:Ok Baba main aata hoon.
Sachin goes and closes the searches Daya and he comes from washroom.
Daya:Ye kya Papita laaya tha.
Shreya:Bhai ko thore na pata hain kuch chaliye aap kha lijiye.
Daya:Main kyun?
Shreya:Kyonki main keh rahii hoon aur ab aur koi baat nahii chup chaap se khaa lijiye.
Shreya after 15 minutes and starts vomiting once more after that she comes to room.
Daya:Shreya ab theek ho.
Shreya:Haan Daya main theek hoon thore derr rest kar leti hoon Shayad sab theek ho jaaye.
Daya:Main Abhijeet ko bata deta hoon ki main tumhare saath aaj yahii rukoonga.
Shreya:Nahii Daya agar aap nahii gaye to
Daya:Kuch bhi ho iss haalat mein main tumhe chod ke nahii jaane waala smjhi tum.
Shreya had no option hence goes on bed and Daya tries to calls Abhijeet.
Abhijeet:Haan Boss kahaan ho.
Daya:Boss Shreya ki tabiyat bahut kharaab hain issliye aaj main yahii rukoonga.
Abhijeet sees Taarika standing.
Abhijeet:Acha to aaj phir tum apne kissi aadmi se miloge theek hain.
And he cuts the call.
Taarika:Daya bahut pareshan hain na issliye khaana khaane bhi nahii aata.
Abhijeet:Taarika tum zyada tension mat lo sab theek ho jaayega.
Taarika:Tumhe ho kya gaya hain Abhijeet pehle to Daya ki ek pareshani mein rone lagte the aur ab mujhe hi samjhate rehte ho Shreya ki tarah apne aansoo apni hasii mein chupaana seekh liya hain.
Abhijeet:Haan Jaan shayad ab tum bhi seekh lo.
Abhijeet looks to her phone and calls someone.
Abhijeet:Kisse call kar rahi ho Taarika.
Taarika:Shreya ko uski health ke baare mein poochna chaahti hoon.
Daya sees Taarika's name Shreya had sleepen just that time he wakes her and she picks the call.
Shreya:Haan boliye.
Taarika:Ab tumhari tabiyat kaisi hain Shreya.
Shreya:Vo ulti ho rahii hain.
Taarika:Shreya kal tum mere saath hospital chalogi.
Shreya:Nahii vo main mumma ke saath gayii thi aap tension mat lijiye.
Taarika:Ok take rest bye.
Shreya:Bye.
And call is is not able to sleep hence Daya came.
Daya:Shreya ek minute ruko.
She places her head on his chest and hold him tightly and then sleeps peacefully.
Shreya(at sleep):Mujhe chod ke mat jaana Daya please mujhe kabhi mat chodna main sirf aapse pyaar karti hoon bahut pyaar karti hoon.
Daya kisses at forehead.
Daya:Main bhi tumhe bahut pyaar karta hoon hamesha tumse karta tha karta hoon aur karta rahunga.
Daya POV:Shreya jo bhi hua hain uski sazza to us Nivedita ko main dunga tumhaare har aansoo ka badla lunga hamare beech har deewar ko tod dunga.
FLASHBACK STARTS.
After hospital incident Shreya is back to home.
Daya kisses at her head.
Daya:My sweet little wife aap ab jaldi se theek ho jaaiye hum jaldi se phir bache ki taiyaari karenge.
Shreya:Daya mera bacha to Adi hain.
Taarika:So to hain Shreya.
Daya:Taarika tum.
Shreya:Jiji aap aaiye na.
Taarika:I am sorry Shreya maine tum par shaq kiya par ab mujhe pata hain ki meri Shreya se zyada pyaar main bhi Adi ko nahii kar sakti.
Daya:To pehle chilaaya kyun tha.
Shreya:Daya please.
Daya:Jo karna hain karo mujhe kya?
Daya is about to go but Nivedita and Kevin enters.
Kevin:So ab kaisi ho meri jaaneman.
Daya burns in anger with word of Jaaneman.
Shreya:Theek hoon Bhaisahab.
Daya smiles at Bhaisahab.
Shreya:Taarika jiji aap bilkul guilty feel mat kariye maine aap ko maaf kar diya.
Nivedita:Yahii aadat to tumhaari sab se achii hain ki tum maaf bahut jaldi karti ho.
Kevin:Tabhi to Daya sir mile hain Daya hi kismat mein hain.
Everyone smiles.
Shreya hugs moves from in deep thinking sees to Nivedita who is busy in making her new plan.
So I will end my chapter here how was it tell me na please do review.
By leaving FF I mean that ki after finishing all my stories I have to take a break due to studies so may be I am not able to write more but if it is possible I will definitely try for it so don't take tension all my dear readers.
So aage kya hoga kya ye sab plan hain jaan paayenge sab?Kya hua hain Shreya ko itni boori haalat to normal pregnancy mein nahii hoti?Kya hain Nivedita ka poora sach jaanne ke liye wait for next update.
Thanks for reading.
