after 15 days

in buraeu

all are doing work.

the door open.

a man enter.

man: good morning every body

all saw the man.

abhijit: are daya avo bhai. Mission complete ho gaya.

daya: ha boss.

a gril : sir daya sir ke saath main bhi thi . Unnka saath main thi tho kyu nahi mansion complete na hotha.

abhijit: ha wo tho hai anjali.

anjali: sir daya sir ke saath har mission par bhi aur unnke har katam pe main unnka saath dugi.

purvi: matlab

anjali: daya sir ne aur maine tay kiya hai hum shaadi kare ge.

abhijit: kya in shock

daya: ha abhijit anjali teek kah rahi hai. Bahut ji liya akhela. Anjali ko sabh pata hai kab muje
kya chahiye meri har like dislike usse pata hai. Tho kya haj hai hume shaadi karne main.

pankaj: sir wo shr but abhijit cut pankaj

abhijit: daya tum pahale se shaadi suda ho. Pata hai na tume. dimag tho sahi hai na.

daya: abhijit jo ristha char saal pahale tut gaya. Ab ho kabhi judega nahi. Main anjali ke saath aapni agel ki jindagi jina chahatha hu. So hume tay kiya hai 2 mahine main shaadi karge.

abhijit: daya tum yaisa nahi kar sakhathe ho tumara aur shreya ka ristha tuta nahi hai bas wo
tumse naraz hoke gayi hai. Tum usse itani badi saza nahi dekh sakhathe ho.

daya: abhijit main kisi ko saza nahi de raha hu. Jo ho gaya usse bul kar aapni rukhi huyi life
age bada raha hu. Aur wo shaadi nahi meri ek galathi thi jo main aaj sudar raha hu. Main mere
aur anjali ke risthe ko ek naam dena chahatha hu.

rajat: sir aapki shaadi ho chuki hai.

daya: rajat kis shaadi ki baath kar rahe ho. Jo tikiyi nahi. Jo shaadi 4 saal pahale khatam huyi.

rajat: par sir shaadi tho huyi thi na. aap yaisa nahi kar sakhathe.

anjali: muje pata tha aap sabh yahi kahege. Par rajat sir humare pass usska bhi solution hai.

abhijit: solution konsa solution.

anjali: daya sir shreya se talak lege. Shreya daya sir se 4 saal tak agal rah rahi paper bhi ready kiye hai.

abhijit: tho daya tum puri tayari kar ke aye ho.

purvi: sir ye galath hai.

anjali: purvi tum daya sir ke faisle se khush nahi ho. Daya sir iss shaadi se khush hai.

purvi: tum chup raho anjali.

daya: purvi wo tumare sinor ki honewali wife hai. Jara tamiz se pesh avo.

acp enter

acp: kya ho raha hai aya pe.

daya: sir kuch nahi.

acp: daya tum a gaye . chalo aapne aapne kaam pe javo. Acp left

all left to their respective desk. Shreya is not present their.

abhijit (povs): ye daya yaise kaise kar sakhatha hai. Daya ke man main shreya ke liye kuch nahi ha. wo daya kaha kho gaya jo shreya ko takalif main nahi dekha sakhatha . Daya yaise kaise kar sakhatha hai. Siya ko usski jarurat hai. Jab daya ko pata chalega siya ke bhaare main tho wo jarur aapna faisla badal dena main jantha hu aapne dosth ko.

meanstime shreya came.

she saw daya. Anjali also saw shreya.

shreya ko dekhkar daya ko gussa atha hai.

daya: tum yaha tumari yaha ane ki himmat kaise huyi. Kab kya lene ayi wo.

shreya chup rahthi hai

daya: ye chup rahne ka nakat bhand karo. Mere samne tum tho gayi thi na tho fir kyu ayi.

shreya again remain silent.

abhijit: daya ye burau hai. Aur acp sir hai. Kyu chila rahe ho.

daya: wooo main ab samja tum sabh mujse kyu behas kar rahe the. Tho ye bhaat hai. Par
abhijit main aapna faisla badlne wala nahi hu.

anjali: daya sir shant ho jaye.

anjali (povs): chal anjali ab next step lo. Shreya ko talak paper dethi hu. Acha huva suraj ne muje
baathaya. Aur maine daya ko mana kar paper bhi ready kiyi. Ab ye yaha hai tho daya ke samne
hi uss papar pe sign mare ye acha hai. Anjali came near shreya.

anjali: are shreya tum muje laga tha ki tum ab vapas nahi avogi. Par acha huva aapne ex - husband ki shaadi attend karne ko mile gi. Aur acha huva mera kaam asan huva. Main tume dudne ka soch hi rahi thi. Ye lo inn paper pe sign karo.

shreya took the paper. Read it.

anjali: sirf tumari sign chahiye. Ab tum daya ko chod ke tho gayi. Tho legally chod do.

purvi: anjali tum chup rahogi

anjali: purvi bul gayi abhi bhi daya ne kya kaha. Main unnki hone wali wife hu. Tum daya ko
aapna bhai manthi ho na. tho uss nathe main tumari bhabhi huyi aur nandn ji aapni bhabhi se
baath kar rahi ho ye mat bulye.

abhijit: purvi anjali chup raho. Acp sir andhar hai.

anjali: shreya sign karo. Kiska wait kar rahi ho.

shreya took the pen and sign. And handover the paper to anjali.

anjali: so acha huva ab se 2 mahine bhand shaadi hai. Mera tho man tha ki shaadi jaldi se jaldi
karu par daya chahatha hai 2 mahine bhand hi karege. Pure rasmo ke saath.

anjali hold daya hand.

anjali: shreya tume main jarur invitation bejugi. Are ye baathavo tab tak hona tum yaha pe. Ya
jane ka irada banaya hai. Agar yaha se jana hai tho please aapna adress deke jana tum invitation
bejna hai. Tumara daya sir ke saath do risthe hai ek tho tum unn ki ex. wife ho aur daya sir
tumare sr. tho tume tho ana hi hai.

whole day pass.

in parking area

purvi: shreya tumne sign kyu kiya. Sabh teek ho jatha.

shreya: purvi please leave me alone.

shreya go.

purvi: sunno shreya.

in shreya house

radha mashi came.

radha mashi: shreya betiya khaana lagaya hai. Khaane ke liye avo.

shreya: mera bhand main khalugi aap khaye. Aap kha ke so jaye.

radhi mashi: teek hai.

radha mashi go.

shreya hear sound.

shreya: ye awaj kaha se ayi.

shreya stand took the gun and came in balcany. She shock and say.

kis ko dekhkar shreya shock ho jathi hai. Ab lagtha hai daya ke life main shreya ke liye jagah
nahi hai. Daya shaadi kar raha hai. Shreya ko bul ke kis aur ke saath.

AAPKI

shreyadayalove