Sachin vineet abhijit kajal tarika reached their shreya saw sachin and hug him.

Abhijit daya ke paass jatha hai.

Shreya:bhai siya ye sabh meri vajase huva na main siya ko dat thi na ye hotha

Sachin:gudiya nahi siya teek hogayi acha socho.

Kajal:shreya bas kar agar tum yaise rovogi tho kaise chalga. Tume strong banana hai.

Doctor came their

Shreya:taniya siya.

Taniya:shreya case bahut hi Complicated hai hume siya ka operation kar na dr. Kapur on the
way hai main unnse siya ki case history bathayi hai aur unno ne operation hi akhari rastha yaisa bola wo raji huve hai siya ka operation karne keliye.

Sachin:par taniya wo abi 3 saal ki hai aur itna bada operation

Taniy:pata hai sachin par siya ki jan bachane ka yahi ek hi rasth hai.

Shreya:main tayar hu par siya ko kuch nahi hona chahiye.

Taniya:ok teek hai tho AB+blood group ka khoon chahiye. Hamare yaha nahi hai wo tumlogo ko Arranged
karna hai.

Daya:mera blood group AB+ hai main duga siya ko blood.

Shreya:nahi aap ko khoon nahi main siya par aapka khoon chadane nahi dugi. Aap dur rahe siya se.

Daya:shreya tum ye kya kah rahi ho

Sachin:gudiya agar daya sir dena chahathe tho dene dijaye na. ye achi baath hai daya sir aur siya ka
blood group same hai.

Shreya:bhai aap ko pata hai ye aapke daya sir wo shak hai jisne mera barosha tho mere saath pyaar ka
natak kiya aur kuch na baathayebina mumbai bag kar vaha akela chodkar jab ki mere pet main
siya thi. Aur aap chahathe hai ki main inka yaysaan lu kyu lu inka yaysaan lene muje main khud khoon
ka itaazam kar sakhathi hu.

Daya:shreya yaisa kyu kah rahi ho. Muje pata hai tum mujse naraz ho aur Tumari narazi teek bhi hai muje
pata hai meri galathi hai. Muje tumse baath kar hi delhi chodna chahiye par uss wakt alat hi kuch yaise the main tume nahi informed nahi kar paya.

Shreya:daya please aalato ko bich main mat aya aapne ek bhar bi mujse contact kar ne ki koshi kiyi are aap kyu karege main hi pagal thi jo aap ko pagal ko ki tarah pyaar kar thi.

Vineet:shreya ye hospital hai iss time pe raha ye sabh kaha na teek nahi hai.

Shreya:kyu vineet yaha inn ka bada naam hai issi liye.

Vineet:shreya please

Sachin:kyu gudiya chup baithegi maine dhekha hai kaise ye gut gut kar rothi thi jab log gudiya ke Character par ugali uthathe wo adami mere ankho ke samne tha jisne gudiya ko dokha diya

Abhijit:daya ye sabh

Daya:ha abhijit shreya teek kah rahi hai par maine shreya ko dokha nahi diya aur na kabhi dene ke bhare
main soch sakatha hu. Siya meri beti hai.

Shreya:bas aap aapne muh se siya ka naam mat lijaye wo sirf meri beti hai.

Taniya:shreya yaha purani baathe lekar baith ne ka time nahi hai hamare liye siya Ki life important
hai. Dr. Kapur kal subh yaha puchege tab tak siya ka khayaal rakhna hai.

Sachin:shreya taniya teek kaha rahi hai.

Taniya:shreya main aaj tumare ghar gayi thi aur vahape siya ne mujse kuch pucha par main usse koi
javab nahi diya par i m sure wo jab hosh main ayegi tho sabh se pahale vahi sawal tumse puchegi.

Shreya:kya puch tha.

Taniya:baath thi hu yaha nahi. Tum aur daya muje mere cabin main milo.

Taniya left.

And shreya and daya left to taniya cabin.

In taniya's cabin

Shreya and daya came

Taniya:avo shreya they both sit on chair.

Shreya:taniya baata na siya kya puch rahi thi.

Taniya:shreya siya abi choti hai par iss umar main wo jo dhekhathe hai vahi unske dimag main
rahatha hai.

Shreya:taniya saf saf baatha baat kya hai.

Taniya:abhi tak siya ko lagatha tha ki uss ki duniya sirf usski mumma main direct point pe
athi hu. Wo siya mujse puch rahi thi usske daya uncle usske papa hai kya. Aur muje lagatha hai yahi
baath ka shock laga hai tum socho siya ko baath kya baathna hai aur kaise agar tum mujse puchogi tho main sirf siya ke liye kah rahi hu tum sabh purane baathe bul kar daya ko accept karo.
sirf aapni beti keliye.

Shreya:taniya

Taniya:aapne liye nahi aapni siya ke liye tume pata hai na usska dil najik hai wo koi bi baat bardash nahi
kar sakhathi. Main ye issi liye kaha rahi hu bi kuch der pahale

Flash back start

Taniya instruct the nurse to gave the siya injection. And giving the injection siya behoshi main badaba
rahi thi.

Siya:daya uncle muje pata hai aap siya ke papa hai muje aap chahiye muje chod ke mat jana. main ab aapko khona nahi chahathi.

Flash back over.

Taniya:shreya main ek doctor hu aur maa bi muje pata hai iss wakf siya ko usske papa ha saath chahiye
aur tum socho tume siya keliye kya chahiye aapne purane gile shikve le ke baith na hai ya siya ki kushi.
main tum par koi jor nahi dalugi.

Shreya kept some time Silence.

Taniya:shreya main tumari dosht hu tume kabhi galat sala nahi dugi. Main ye nahi kaha rahi hu ki tum
daya ko maf karo par aapne beti ke liye kar hi sakhathi ho na..

Shreya:teek hai main tayar hu sirf aur sirf siya ke liye.

Daya:shreya I m sorry.

Shreya:daya main ye sirf siya ke liye kar rahi hu.

Taniya:shreya cholo siya se mil the hai usse hosh agaya hoga.

And daya shreya left with taniya.

In out side.

Abhijit:tarika ji sabh kitna shocking hai. Daya delhi main shreya se mila par uss ne ek bhaar bi hume
nahi baathya.

Tarika:ha itna bada raj aapne pass hi rakha.

Shreya daya taniya came and taniya go to special wards to see little siya.

Taniya saw siya now she is fine. Taniya told nurse to call both of them(daya aur shreya) nurse came and
that shreya and daya came meet siya hearing this daya left to meet siya.

Kajal:shreya kya huva siya se milo.

Shreya:bhabhi himmat nahi ho rahi hai.

Kajal:jake mil usse

Shreya nodded and left.

In thespecial wards

Daya sit near siya. Siya saw him and smail crap on her face.

Daya:siya kaisi ho dard ha raha hai.

Siya:aap siya ko aur mumma ko lekar nahi chadoge na

Taniya:nahi beta aaj se ye aap ke saath rahege.

Siya:Jayase mama mami aur sachi rahath hai vaise aap main aur mamma rahe ge

Taniya:ha

Siya:aap siya aur mumma ke saath kyu nahi rahthe

Taniya:siya aapke mumma ne aur inno ne ek game main participat kiya tha aur uss game ka rule tha ki
ye aap logo ke saath na rahe agar yaisa kiya tho hamari siya ye har thi na.

Siya:sach main ab siya game jiti

Taniya:ha

Daya:beta i m sorry beta ek bhar muje papa kaho main ye shabad sunna chahatha hu.

Siya:papa (shreya enter) Papa aap ab hamare saath hi rahege.

Daya:ab main aapni siya ke saath hi rahuga.

Taniya left.

Shreya:siya mumma gadi hai na siya ko data

Siya:nahi mamma aap achi hai muje pata chala papa hamare saath kyu nahi rah rahe the aapne ek game
participat kiya tha na issleya mumma siya aap se naraz nahi hai. Siya hug both of them. And than one by one meet siya. And than siya sothi hai.

Sachin: kajal tum aur shreya ghar javo

Shreya:bhai main yaha rahugi siya ke saath

Kajal:teek hai shreya tum rukho

Daya:abhijit tum ghar javo main yahi pe rukha tha hu

And than all left.

daya and shreya remain with siya.

In the siya ward

Shreya sit near siya bed and daya on other side of siya's bed

Shreya is rested head on bed. Aur usski ankh lag thi ki bi ankh lag thi hai.

In the night

Siya saw both of tham and took their hand together in her hand. And sleep.

In morning

In abhijit house

Tarika did the breakfast

Abhijit:tarika muje adaja bhi nahi tha ki daya ke life main koi hagi.

Tarika:ha abhijit tum lagatha hai shreya accpted kar payegi daya wo bul payegi wo tajalif jo daya ne
gajati se usse diye hai.

Abhijit:kal jab daya ne vaha hospital main rahane ki baath kiyi tho shreya ne kuch nahi kaha iss lagatha
hai koi postive result ayega.

Tarika:abhijit sach kaho tho dhekho bura mat mano mere man main hai vahi bol rahi hu muje pata nahi
dr taniya ne shreya aur daya se kya baath kiyi par muje nahi lagatha shreya pure man se daya ko maaf
kiya hoga aur shreya aapni jagah sahi bi hai 3 saal tak siya ko akele pala hai bina shaadi kiye maa
banna Logo se tane aur baathe bi suni hogi aur takalif bi uthayi hogi aur ab wo insan usske saman aya tho
wo kaise aapne aap par control kar payegi wo takalif sirf aur sirf daya se usse mili hai abhijit muje
lagatha hai daya ko shraya ko wakt dena chahiye. Muje pata hai daya shreya se pyaar kar tha hai aur
usse nahi hona chahatha

Abhijit:tarika ji aap teek kah rahi hai par unn donno ko bhand ke rakhne ke liye ek khadi hai aur wo hai
siya muje lagatha hai siya hi unn logo ek kardegi.

Tarika:ha abhijit hospital jana hai na aaj siya ka operation hai bhawan kare sabh teek ho siya ka
operation sucessful rahe.

Abhijit:ha chal ye nikalte hai

And than tarika and abhijit left to hospital

In hopital

Siya ward

Shreya wake up and see her siya is sleeping .

Shreya slowlly remove the hand from her grapped and move to washroom.

Than after daya and siya wake up

Daya:kaisi ho

Siya:siya teek hai kyuki aap jo siya ke saath hai

Shreya came

Shreya:uth gayi tu

Siya:ha mumma. Mumma aapne wo kyu nahi pahna jo Mami pahan thi hai aap ne gale main aap
pahnaye nahi tho papa hume chodke jayege.

Sachin came their with kajal and vineet

Vineet:siya kaisi ho

Siya:teek hu.

Sachin gave the beg to shreya . She take it

Shreya:bhai muje aap se kuch baat kar ni hai chalye bahar chal the hai.

Sachin:ha chalo

Nurse came to in siya room. For doing the check up.

They all move

Out side the ward

Abhijit tarika also present.

Sachin:kya baath kar ni hai

Shreya:bhai muje iss wakt mere beti ki jan pyaari hai meri jan basathi hai siya main agar usse kuch ho
gaya tho main jida nahi rah pavugi issi liye main tay kiya hai ki main shaadi karugi

Sachin:gudiya main bi yahi chahatha hu ki tere aur siya ki jidagi savar jaye par tu hi razi nahi thi tuje tho
uss dokhe bhad ka itazaar tha

Shreya:bhai main shaadi ke liye tayar hu sirf siya ke liye taki wo kyu anatho ki tarah jiye

Taniya came their

Taniya:shreya acha kiya aapni ek galati ki saza khud ko itna dogi muje pata tha tum jarur sochogi mere baatho par issiye maine sabh tayari kiyi hai shaam tak mumbai poch jayege.

Kajal:tayari konsi tayari taniya.

Vineet:shreya ki shaadi ki kyu taniya

Taniya:ha shreya tum logo court main jakar application do aur madir main jakar shaadi kar ro vaha sabh
arregement kiyi hai.

Sachin:aaj par kis ke saath

Taniya:daya ji ke saath

Sachin:shreya pagal ho gayi ho tum uss insan se shaadi kar ne ja rahi ho jisne tumari jindgi se sabh kuch
china hai akhir kyu tum aapne aap ko aur takalif dena chahatha hu taniya tume yaisa kar ne ko shreya se
kaha tum thi na usske paass jab wo takalif main thi dhekh tha na wo kaise gut gut ji rahi thi.

Kajal:sachin tum over rect kar rahe faisla shreya ka hai aur muje lagatha hai teek hi hai

Sachin: par ok main kuch nahi boluga

Sachin left

Shreya:bhai

Vineet:shreya sachin ko bhad main samja dege pahale chalo

Shreya:taniya siya

Taniya:want warry shreya main yaha pe hu

Abhijit:daya tum pahale court main javo hum madir main jathe hai. Aur tarika bi tum logo ke saath
chalo gi.

Daya nodded and both left.

Daya forgeet his mobile and get to mobile he came in the siya's room as soon as he enter room he stop
at door and hear the conversion

siya: mashi mumma man gayi.

Taniya:ha kyu nahi manthi akhir siya ki wish hai.

Vineet:vaise siya agar mumma ko pata chala ki ye sabh aapne hamare saath milkar kiya tho wo tho
hume nahi chodege.

Siya:mumm ko pata nahi chalega ye acha huva na ki hume meri bimari ka faida uthaya.

Taniya:vineet kaal tho main dar gayi thi siya ko dhekh kar aur muje nahi laga raha tha ki main jo kuch
kah rahi thi wo hamar plan tha Par ek acha hu ye operation ho raha hai.

Siya:thany u mashi muje papa dene keliye

Taniya:mention not.

siya: par mashi agar mumma aur papa ki shaadi pahale huyi thi na tho ab kyu.

taniya: siya wo kya hai na wo na 3 saal pahale huyi thi old wali aur ye new wali aur agar mumma aur papa
ki firse shaadi huyi tho wo tumse jada pyaar karge aur iss bhar papa tum aur mumma dur nahi hoge.

siya: teek hai siya samja gayi mashi

Daya and left he did the all the formalities and left and reachd in mandir

In mandir pandit ji did the all rasame of shaadi daya wore the manglstra to shreya and shreya ke mag
main sindur dal tha hai and pandit ji declered the shaadi is complete.

daya ne aur shreya ne shaadi ki par kya shreya daya ko accept kargi kya siya ka opreation sucessful hoga
aur agar siya ka operation sucessful nahi hova tho kya shreya se daya alag hogi .ye sabh janne keliye
agali update ka wait kijaye.

take care.

please R & R

''aash

vin''