CHAPTER 2
sorry yaar one corection is their . Shreya is not a interior desiginers. She only hepl her father in business.
..
…
on Saturday
in mumbai
sabh ghar pe hi the.
deepika: abhi tak kyu nahi ayi aapne driver ko baatha hai na.
pradhyuman: ha maine baatha hai. Tum chita mat karo.
tarika: maaji ajayege fright ko der ho gayi hogi.
purvi: bhai aap taray hai na shreya ko milne keliye. Agar ye rishta hotha hai tho shreya aapki patni.
daya shy.
purvi: bhabhi hamare bhai tho itne sharmile hai . Muje tho nahi lagtha bhai kuch bol payege shreya se. muje
tho lagtha hai shreya ko hi pahale bol na padega. Aur bhai tho shreya ko yaise bulayege. Ji shreya ji
and purvi laugh.
deepika: purvi bas karo bahut ho gaya.
purvi: mummy aap tho janthe hai apne ladle ko.
tarika: vaise maa purvi teek kaih rahi hai.
all laugh.
meanstime door bell ring.
pradhyuman: lagtha hai wo log agaye hai.
deepika: ha main jake door open kar thi hai.
deepika open the door and see and welcome them.
they all enter in house.
daya eye want to see shreya first jalk.
pradhyuman: are rakesh aja gale tho mil.
and both hug. here deepika and nandini done the same.
deepika: are shreya beti kaisi ho.
shreya : (with low tonne) ji aunty teek hu aur aap.
shreya deepika ke pair padthi hai. ( shreya touch the deepika feet)
deepika: main teek hu. Nandini kitni chothi thi jab yaha se gayi thi .
nandini: ha bhabhi . main aapko bahut miss kiya. Man tho kar tha ki sabh kuch chodke aapse milne avu.
Main hi janthi hu ye saal main kaise gujare hai.
pradhyuman: are sabh baate khade hokar hi karoge.
sabh baith jathe hai.
deepika: nandini ( pointing figure towards tarika) ye hai meri bhadi bahu tarika.
tarika: namsthe aunty.
deepika introduce all of them .
deepika:aur ye ( pointing figure towards daya) hai hamara daya. ( shreya see daya)
deepika: aur ye kon hai ( pointing figure towards kajal)
nandini: ye meri bahu kajal.
deepika: kya sachin ki shaadi ho gayi aur tume nahi baathaya.
nandini: sachin ne saadi court main jake ki thi.
pradhyuman: rakesh sachin nahi aya.
rakesh: usse chutti nahi mili. Tum logo ka kaam hi kuch yaisa hai. Parivaar ke logo ke liye time nahi hotha hai
tumare liye.
pradhyuman: matlab kya hai tumara ha.
nandini: bhaisahab sachin cid officer hai delhi main.
pradhyuman: kya ankhir kar tere bete ne cid join kar liya.
rakesh: ha
deepika: tum log baitho main coffiee lekar athi hu.
deepika and tarika move towards kitchen.
rakesh: pradhyuman main ye mumbai bahut miss kiya. Pata hi nahi chala ki 20 saal kaise nikal gaye.
Yaha se gaya tha tho mere paas kuch nahi tha. Par dheere dheere sabh kuch mil gaya. tab gaya tha tho shreya
sirf 1 saal ki thi aur sachin 5 saal ka pahale pahale bahut kuch saha par mere saath nandini thi aur tum logo
ke wishes thi. aur aaj main delhi main ek sucessful business ke namo main mera naam hai.
pradhyuman: maine aur salunke ne bhi tume bahut miss kiya.
rakesh: salunke bhi yahi hai
pradhyuman: ha. Abhi bhi lasho main adka hai.
rakesh : tum bhi nahi sudre ho apne saath donno beta ko bhi cid officers banaya.
pradhyuman: tu abhi bhi cid walo se child the ho.
rakesh: sach karu tho nahi.
pradhyuman: kya matlab delhi mai raha kar sudar gaya.
rakesh: tho kya kar cid wala dosh aur beta bhi cid wala tho kya kare. Aur sach kaho tho muje cid walo se chid
nahi hai tume tho pata hai main khud cid officer bana chahatha tha par nahi ban paya . par pradhyuman
ye meri icha mere bete ne complete kiyi.
pradhyuman: ha jantha hu aur tumne ye baat aapne bete ko nahi baatayi hogi.
rakesh: ha usse tho lagtha hai ki main cid ke nokari ke khilaf hu.
pradhyuman: are tho baatha na .
nandini: bhaisabah main tho kaih kaih kar tak gayi hu.
pradhyuman: shreya beti ab aap kya kar thi hu.
shreya: uncle ji abhi bhi business join kiya. Papa aur bhabhi ko business main madat kar rahi hu.
pradhyuman: achi baat hai. Kajal bahu tumne bhi business join kiya.
rakesh: ha bahu ko business join kar ke ek saath ho gaya. Tuje pata hai pradhyuman bahune sabh business
sabhal liya. Ab muje koi tension nahi hai muje pata hai mere bhad meri bahu business ko uchayi yo main
pacha degi. Aur ab main bahut hi jald retired luga . sabh business bahu ke haath dekar.
pradhyuman: soch tho teek hai.
deepika and tarika came with coffee . And handover to all of them.
deepika: aap donno ki baate khatam hoyi hai tho jis kaam ke liye aye wo kare.
deepika: shreya beta mere paas aa.
shreya see face of his mumma . Nandini sign her she left towards deepika.
deepika: nandini ye tho vaisi hai jaiysi tum log ise likar gaye the .
nandini: ha bhabhi.
deepika: muje tho shreya pasad hai. Maine tho pahale hi maan banaliya tha. Meri chothi bahu shreya hi
banegi.
shreya lisenten shy.
deepika: kyu daya tume pasad hai na.
abhijit: maa muje lagtha hai daya shreya ko akele main kuch baathe kar ni chahiye.
deepika: ha kyu nahi.
deepika ( to daya): daya shreya ko hamara ghar dhekhavo.
shreya daya ke saath jathi hai.
purvi also followed them.
in living room.
rakesh: bhabhji muje aapse kuch baat kar nahi hai.
deepika: ha bhaisahab kahiye.
rakesh: bhabhi ji agar ye rishta nahi huva tho bura mat manna. Main bhi chahatha hu ki rishta ho par ye faisla
shreya ka hoga. Akhir usski life ka faisla hai.
deepika : ha bahisahab agar daya aur shreya chahathe to hi hum age bhadege.
here daya and shreya sit in one place and try to talk to with each other but due to shy they can't talk.
purvi chupke se unn logo ki baate sun ne ki khoshish kar thi hai.
purvi(himself): ye doono bol kyu nahi rahe uffo itna sharmathe hai. Agar yaisa hi chala tho ye kabhi baat bhi
nahi kar sakhathe.
purvi ko phone atha hai aur wo phone pe baathe kar ne jathi hai.
daya and shreya
they speake at the same time.
daya/ shreya: wo main
both smile.
daya: pahale aap bolo.
shreya: ji maine sunna hai aap cid offciers ho aur sabh aap ki bahaburi ki tarif kar the hai.
daya: ha ji yaisi koi baat nahi hai main tho sirf aapna farj nibha raha hu.
shreya: maine sunna hai ki cid walo ke liye koi hi time hi nahi hotha hai .
daya: ha ye sahi kaha aapne. Par hum bhi insaan hai hum bhi kabhi kabhi time nikal dethe hai.
shreya: vase mere bhai bhi cid officers hai.
daya: ha maine niche sunna tha.
shreya: aap kuch kahiye na kabh se main hi bol rahi hu.
daya: yaisa kuch nahi aap hi bol ye. Afet some tome daya spoke
daya: muje aapse kuch baat kar ni hai.
shreya: ha kahiye. Iss main puch ne wali koi baat nahi hai.
daya: shreya ji meri aur aapki shaadi honese pahale muje aapse kuch important baat kar ni hai.
Aap tho janthi hai main ek cid officers hu aur hamara kaam kabhi kabhi bhi ho sakhtha hai. Raat ke time bhi
crime scence bhi jana pad sakhtha hai. Aur ha kaam jada ho jane ke vajase family ke liye bhi time nikal na
mushkil hotha hai. aur ha mere liye meri duty pahale athe hai. bhad main sabh kuch. main ye iss liye kah raha
hu bhad main kuch problem na ho.
shreya seiouse lising what daya is saying.
daya: maine aap ko sabh kuch baatha hai. Usske bhad aap ko jo bhi teek lage.
shreya in slient mood.
the slient is spread all over.
in living room.
deepika: bahut time ho gaya hai na unn donno jara jake dhekh tho le.
tarika: maa purvi nahi hai.
deepika: ab ye kaha gayi
tarika: main unn donno ko bulathi hu.
kajal: tarika bhabhi main bhi athe hu.
tarika: ha chalo.
and they both came they find purvi their and she is on call.
purvi see tarika and disconnect the call.
tarika: tum yaha kya kar rahi thi.
purvi: bhabhi main tho rajat se baat kar rahi thi.
tarika: ok teek hai. Chalo daya aur shreya ke pass.
they trio move towards dareya place.
daya and shreya sitting slient
tarika: daya wo maa ne tum donno ko niche bulaya hai.
purvi: bhai kuch baate kiyi hai ya yaise hi baithe the aap donno.
tarika: purvi daya ko aur tag mat karo.
daya left from their.
tarika: shreya chale
kajal: bhabhi aap jaye hum athe hai.
tarika: teek hai.
tarika and purvi also left from their.
kajal: tho kya soch hai daya ji se mil kar.
shreya: bhabhi wo main wo main.
…
….
kya shreya YES kahegi ya NO . Ye ek bhada faisa kya shreya legi . Shreya ke na sune par pradhyuman ki family aur
chheda ke family maine karvayat ajayegi. Ya aur kuch ? Janthe hai agale chapter main.
tab tak take care
aur ha raviews dena mat bulna.
