CHAPTER 5

in morning

sound of aaathi is coming from hall.

all are present for aarthi except daya & purvi is not present.

daya hear the unknwn voice but nice and sweet voice he get up and take the bath and came in dev ghar and
see and get shock shreya is singing the song and also doing aarthi.

aarthi get over

all take the prasad.

tarika: are woo shreya tume tho aarthi athi hai aur tumara bahut sweet voice bhi hai.

deepika: shreya bahut achi tarikese aarthi kiyi hai. Nandini tumne tho shreya ko sabh sikhaya hai.

nandini: bhabhi maine kuch nahi kiya ye tho aapne aap sabh sikhathe gayi. Kyuki usse aapki ghar ke bahu jo
banana tha.

deepika: ha ye baath tho hai.

tarika: maa aapne notice kiya daya aaj aarthi main aya kya baat hai daya

daya: bhabhi yaisi koi baat nahi hai meri nind khul gayi tho socha aarthi ke liye lavu.

tarika: oh ha achi baat hai.

all move towards living room.

deepika : tarika chalo sab tayari bhi karni hai.

tarika: ha maa aap chinta mat karo hum dhekh lege kyu kajal .

kajal: ha bhabhi.

deepika: ye purvi abhi bhi uthi nahi. Ye tho nahi sudaregi pata nahi jab shaadi karke rajat ke ghar jayegi tho
iska kya hoga. Bhahisahab kya sochege.

meanstime purvi came.

purvi: maa aaj muje koi different voice sunayi pada .

deepika: purvi tu kal se jaldi uthe gi. Aur tarika aur muje halp karogi samgi.

purvi: par maa. Mujse itne jaldi uth ne se nahi hota.

deepika: tuje ab sab kaam karna hai. Aur sikho kuch shreya se wo aaj subha hi uth gayi thi meri aur tarika ki
halp bhi kiyi aur aarthi bhi ki aur tu roj late uth thi hai kuch kaam nahi karthi ab bas ho gaya aur agae tum logo
mainse kisine bhi isske tarf se bole ki koshish kiyi tho mijse bura koi nahi ho khas kar tarika bahu tum.

tarika: ji maa.

pradhyuman: ab chay aur nastha milega.

deepika: aap log baithye main lekar athi hu.

shreya: aunty main bhi athi hu.

deepika: ha chalo ( deepika shreya move towards kitchen for bring chay and nashtha)

abhijit: daya aaj tum bureau nahi ayoge na maa ne kaha hai ki aaj kahi nahi jayega tu.

daya: par bhai main subh tho ayi sakhatha hu na.

abhijit: nahi maa gussa ho jayegi. Aaj ghar pe rah kar aram karo aur shaam ko tumari sagai hi bhi hai na.

daya smile. Daya nodded.

tarika adi ko lekar athi hai.

tarika adi ko bath kar ke lathi hai. Adi and tarika came in living room.

deepika sabh ke liye nastha lekar athi hai.

deepika: adi ye lelo

deepika handover the dhud to adi.

shreya sabh ko chay dethi hai.

nandini: purvi tum yaisi kyu baithi ho nastha karo. bhabhi kyu bichari ko subh subh datthi ho .

deepika: datu nahi tho kya karu kal ye shaadi kar ke aapne ghar jaye tho kya karegi usse tho kuch bhi nahi atha
vaha par sabh log hamehi sunaye ki hamne aapni beti ko kuch nahi sikhaya.

nandini: bhabhi sikha jaye gi. Abhi tho shaadi ke liye 1 mahina hai.

deepika: ab tumari hi kami thi . Inn logone isse bigadkar rakha hai.

nandini: bhabhi jab purvi ki shaadi hogi tab sabh se jada aap usse miss karegi. Ye shaadi ke pahale ke din usse
aapne tarh se jine dijaye na.

deepika: par nandini .

nandini: par var kuch nahi jab ek ladki ki shaadi ho jathi hai tho wo dheere dheere sabh sikh jathi hai.

deepika sit near nandini and take the sit . One chair is free . From daya side. Shreya go and sit
near daya's.

all do their beakfast. And abhijit goes to the bureau . All are engged in doing the preparation of sagai.

the decorated are came and doing the decoratation. Daya unn logo ko instructed kar tha hai.

deepika aur nandini khane pine ki cheje aur sagai ki samana arranged kar thi. Shreya kajal purvi aur tarika
bhi aapne kaam kar rahe the. Adi idhar udhar bag raha tha.

in eveining

gust are coming in pradhyuman mansion. Pradhyuman rakesh gust ko welcome kar rahe the.

deepika pandit ji ko saman de rahi thi . Nandini shreya ke room main shreya ko tayar kar rahi thi hai.

purvi aur rajat ek durse se baat kar rahe the.

tarika adi ke piche bhag rahi thi. And abhijit daya ke saath usske bed room main tha daya ko tayar hone main
madat kar raha tha hai.

in shreya room.

shreya: mumma ye teek nahi huva.

nandini: main teek kar thi hu.

kajal: mummy ye teek hai na .

nandini: ha teek hai.

kajal: mummy sachin ne call kiya tha wo bhi ana chahatha tha par nahi a paya .

shreya: ye kya baat huyi meri sagai hai aur bhai nahi. Mumma main bhai se baat hi nahi karugi.

nandini: ek minute tum bhai bahan ke jagde main muje mat lavo.

in livingr oom.

deepika: purvi ja dhekh shreya tayar huyi hai ya nahi.

purvi: ha maa main dhekh thi hu. Rajat main abhi ayi.

purvi left from their

deepika: rajat beta tum jara abhijit aur daya ko bulate ho .

rajat: ha aunty jarur.

deepika: rajat tume itni bhar kaha hai ki muje maa bola karo.

rajat: sorry maa. Main abhi aya daya sir ko dhekh kar.

rajat nodded. He left from their

in daya's room.

rajat came in room.

rajat: sir aap ko bahar bulaya hai chalye.

daya: ha araha hu. Abhijit ye teek hai na.

abhijit: ha teek hai . Daya tume kitni bhaar karu teek hai.

daya: bhai wo muje kuch ajib sa lag raha hai.

rajat: sir pahale yaisa hi hotha hai. Gabarat se lagathi hai

daya: rajat kya tume yaisa lag raha tha tumari sagai main.

rajat: ha sir par gabaraye mat hum hai ha.

abhijit: kya daya sr. inspector hoke gabara rahe hai. Mujrim tho tumara naam sukar dar ke mar kapthe hai.

daya: chalo niche chalthe hai. Varna maa upar ajayegi.

abhijit: kya baat hai daya itni bhi kya jaldi hai niche janeki tho der bad jathe hai na.

rajat: sir lagtha hai daya sir ko shreya bhabhi ko dhekhna hai.

daya: rajat tum bhi bhai ka saath de rahe ho. Ye mat bulo main tumara senior hu.

rajat: sorry sir.

daya: are main tho mazak kar raha hu .

abhijit: ab chalo rajat . they left from their.

in shreya room.

purvi enter.

purvi: woo bhabhi kitni sudar dhikha rahi ho. bhai tho dhekh ke liye rah jayegi kyu kajal bhabhi.

kajal: ha purvi ab tho daya jiju shreya ke upar se najare hi nahi khathayege.

shreya: mumma dhekho na bhabhi aur purvi ko.

nandini: shreya beta teek tho kah rahe hai.

shreya: mumma aap bhi. Shreya get shy.

purvi: aunty mummy ne niche bulaya hai.

nandini: ha chalo

they all leave from their.

in living room.

daya is standing with rajat abhijit and all other cid members. Shreya came from staircase daya see and lost in
shreya beauty. Abhijit notices and say.

abhijit: daya kaha khoye ho jamin pe ao.

daya: bhai aap bhi na.

shreya came and stand near tarika and deepika.

deepika: bahut hi sudar lag rahi ho. Tume kisi ki nazar na lage. ( and apply the kajal to shreya).

shreya smile.

purvi: maa muje tho lagtha hai aaj bhai gaye kaam se. dhekho kab se shreya bhabhi ko hi dhekh rahe hai.

tarika: ha shreya aaj ko mera devar aur maa aapka ladla gaya kaam se.

deepika: bas karo tum donno.

nandini: bhabhi hogi sabh tarayi huyi

deepika: ha

nandini: sorry main nahi a payi aapki madat karne.

deepika: it ok nandini.

pandit ji ladke aur ladki ko bulathe sagai ka wakt ho raha hai.

pradhyuman: daya chalo. Daya move towards pandit .

deepika: shreya chalo.

shreya also move towards pandit ji.

daya and shreya stand near ecth other.

panditji : ab aap donno angithi dalo.

nandini gave the ring to shreya

shreya put the anguthi in daya figure . All clapped.

deepika gave the anguthi to daya. Daya put the anguthi in shreya fingure. All clapped.

they both take the blassing from elder. And panditji.

deepika: panditji daya aur shreya ke shaadi ka acha sa muhart nikalvavo.

panditji: ji ha.

deepika handover the daya and shreya 's kudai ( pratrika) to panditji.

panditji see his panchg and and after a few minute.

panditji: ji muje lagtha hai 3 mahine ka muharat acha rahega shaadi keliye.

deepika: ji main sabh ko puch thi hu.

deepika: rakesh bhaisahab aapko koi problem nahi hai na.

rakesh: nahi bhabhi teek hai 3 mahine ka muharat hi teek nandini.

nandini: ji.

deepika: tho tay raha 1 mahine bhad purvi ki shaadi aur usske 2 mahine bhad daya aur shreya ki shaadi.

deepika: panditji aap 3 mahine ki date fix lijaye.

panditji: ji ha. ( than panditji left from pradhyuman mansion). All the gust also left from their

….

.

tho friends daya aur shreya ki sagai tho hogi . Ab dhekha na ye hai ki ye 3 mahine kaise gujar the hai.

take care and bye

please review jarur dena.