CHAPTER 9
on the marriage day
purvi is getting ready . Shreya helping him
purvi: main na bhai ko bahut miss kar rahi hu. Agar bhai mission par nahi gaya hoth tho kitna maza atha par kya
kare.
shreya: purvi tume pata hai cid walo ka kaam
purvi: ha pata hai. Par ajib lagatha hai meri shaadi main mera bhai nahi hai.
shreya: chita mat karo wo bahut jaldi ajayege
purvi: shreya bhabhi aapko nahi lagatha ki bhai aapke saath hi rahe.
shreya smile and say.
shreya: ha main chahathi hu ki kuch time unke saath gujaru.
purvi: aap bhi bhai ko miss kar rahi hai na.
shreya: ha aur aapne maan ko samja rahi hu ki wo bahut hi jaldi a jayege.
purvi: ha bhabhi main bhi yahi chahati hu.
deepika came in room with tarika
deepika: kitni sudar lag rahi ho
deepika hug purvi.
deepika: tume kisi ki bhi nazar na lage. And deepika applied kajal for purvi.
tarika: purvi vake hi rajat aaj tume dhekh tha hi rahe ga.
shreya: bhabhi aap bilkul teek kaha rahe hai.
meantime shreya phone rang.
she see the caller id and pick up the call.
shreya: ha bhai bolye.
sachin: sorry maine tume distrub kiya tho nahi na.
shreya : nahi. Aap teek hai na aur mumma papa bhabhi sab teek hai
sachin: are are saas tho le sabh teek hai. Aur tu baatha shaadi enjoy kar rahi ho na aapne sasural main
shreya: kya bhai aap bhi.
sachin: ok aapna khayaal rakha na main ab phone rakhtha hu.
sachin disconnected the call. Shreya move towards tarika.
tarika: kiska phone tha.
shreya: wo bhai ka.
deepika: shreya tum purvi ke saath rukho aur tarika bahu tum mere saath niche duhle wale athe hi hoge.
tarika: ji maa .
deepika and tarika move . And shreya and purvi are in purvi's room.
in Hall
pradhyuman: salunkhe meri beti purvi ki shaadi hai. Aur ajj main aapne betika kanyadan karuga. Kahathe hai ki
kanyadan matlab punne kamana.
salunkhe: ha sahi kaha tumne.
pradhyuman: salunkhe tum pata hai jab purvi pahada honewali thi tab main ek mission par gaya tha.
salunkhe: ha. Aur jab doctor ne bathaya ki ladki huyi hai tho sabh kitne kush the.
pradhyuman: ha jab main ghar aya aur muje pata chala ki meri ghar main laxmi ayi hai. Tume pata hai deepika ne
muje bahut bhadi kushi diyi thi. Betika ka baap banana kitni kushi ki baath hothi hai. Pata hi nahi chala wo itnise purvi kab bhadi ho gayi. abhi bhi usska avaj mere kaan main guj rahe hai. jab pahali bhar uske muje papa
karke bulaya tha. ( tears is following from pradhyuman eyes)
salunke: pradhyuman ye kya hai cid ka sher ro raha hai.
pradyuman: salunkhe aaj ek baap ro raha hai.
deepika came their.
deepika: kya baathe ho rahi hai.
salnkhe: kuch nahi bhabhi ji ye pradhyuman bhi na
deepika: aap ko rajat ke papa ka phone aya tha.
pradhyuman: ha wo log kabhi bhi a sakhathe hai.
and they hear the sound of bhand baja.
deepika: wo log agaye. Tarika bahu jara aarti ki tali lana. And all move towards door.
tarika aarthi ke tali lekar deepika ko dethi hai.
deepika applied the tika to wards the rajat forhead. And rajat enteer in house.
in purvi's room.
one girl: purvi tumara duhla agaya.
second girl: ha aur bahut hi sudar dhekh raha hai. Kas wo tumara duhla nahi hotha tho main hi usse padathi.
one girl: tumara tho chanse gaya.
second girl: purvi unnka koi bhai hai na tho jarur mere liye baath kar na. bhada bhai nahi sahi chotho bhai bhi
chaltha ha.
purvi: please bas karo tum donno. And for you kind information unnka koi bhai nahi hai.
one girl: on no tumara chanse to gaya ( poiting towards second girl).
in purvi's room one beautifully girl enter. ( bG)
BG: are purvi tu ready ho gayi.
purvi: main tumse naraz hu kya hai yaar apne aap ko meri dosh kahathi hai aur dheer se athi hai. This is not fear
anu.
anu: kya karu yaar wo kuch jaruri kaam tha iss liye .
purvi: ye tho tera hamesha ka hai.
anu: nahi yaar. Wo sabh chod jab main a rahi thi tho tumara pyaar bhai nahi dhekhayi pada kaha pe hai.
purvi: wo bhai mission par gaye hai.
anu: kya tumari shaadi aur daya nahi hai.
purvi: ha par kya kare kaam is always first.
anu: ha . Par ye sabh teek ha. Par ab tho shaaadi main mazahi nahi ayega. Daya ke saath flart karne ko nahi
milega yaar. Daya ki job bhi na . ( purvi see shreya face. ) ( shreya see with shock expression)
purvi: are yaar uss baath ko bul javo. Agar bhai yaha pe hothe tho bhi nahi kar pathi
anu: purvi tume pata hai anushka ke liye koi hi bhi kaam impossible nahi ha.
purvi: ha janthi hu par ab bhai ki jindgi badal gayi hai.
anu: matlab kya hai tera ha.
purvi: wo kya hai na daya bhai ki sagai ho gayi hai. Unnki honewali wife yani meri chotti bhabhi bhi yaha pe hai.
anu: kya daya ki sagai ho gayi aur tumne muje nahi baathya. This not fear yaar. Acha wo sabh chod kon hai mere
aur daya ke bich main anewali. Are muje bhi pata hona chahiye na jis ki vajase daya ne anushka ko tukara kar
kissi aur se shaadi kar ne ja raha hai.
purvi: bas kar dramebaz. Inn se milo ( pointing towa shreya) ye hai meri honewali chotti bhabhi shreya
anu: hi shreya main purvi ki dosh hu.
shreya: hi.
anu: woo kya baath hai daya ne tho bahut hi sudar wife dud liyi main daya se gussa hu ussne mere baare
main kuch bhi nahi socha.
purvi: anu bas karo yaar wo sabh baathe bhai se kar .
anu to shreya
anu: vayase shreya ye arrange maaariage hai na muje pata hai love marriage kar na daya ki bas ki baath nahi
hai. Vayase tum mumbai ki ho na.
shreya: nahi delhi ki hu.
anu: woo . kya tum bhi cid officers ho?
shreya: nahi
anu take the daya photo and kept inside the shreya were stand. And
anu: purvi vayase shreya aur daya ki jodi bahut t hi sudar hai wo kahathe hai na ram milayi jodi. Made for each
other.
purvi: ha pata hai. Maa ne shreya ko pasad kya hai bhai ke liye.
anu: aunty ki pasad bahut hi sudar hai. Manna padega aunty ki pasad ko. Vayase shreya cong. For you futher life
you got best life partner best nahi world best life partners.
shreya: thanx . Muje kaam hai tum log baathe karo main abhi ayi.
shreya left from their.
kya anushka ki baathe sunkar daya aur shreya ka rishtha problem main a sakhath ? Ye sab janne kiye next
update ka wait kijaye.
janthi hu short hai.
please review dena.
