here in shreya house.

they all ready to came in daya house.

all are sited in the car and drawn the car towards pradhyuman mansion.

abhijit and tarika reached the house.

deepika open the door.

deepika: are tum doono kitni jaldi koi kaam nahi hai kya?

tarika: maa ye abhijit kuch baathe bhi nahi bas kaha ki ghar jana hai muje bhi lekar aye hai.

abhijit: tarika.

deepika: acha huva tum log agaye .

abhijit and tarika enter in the house.

abhijit: maa papa kaha hai.

pradhyuma: kya baath hai abhijit ajj athe hi muje dud rahe ho.

abhijit: kuch nahi yaise hi.

after some second.

abhijit: maa coffee milegi

deepika: ha abhi lekar ayi.

deepika to go in the kitchen.

shreya's and her family reached the pradhyuman mansion.

abhijit: papa wo main muje main.

tarika: baath kya hai.

pradhyuman: abhijit baath kya hai saf saf bolo kya baath hai aur tum bolne main kyu kichka rahe ho.

abhijit: papa wo daya daya .

pradhyuman: kya abhijit daya ko kya.

abhijit: papa wo head office se phone aya hai ki daya jis mission ke liye gaya tha wo mission complete hoga ya par
papa hamara daya. Papa daya after some second

abhijit: papa ek bomb blash main daya ki death hogayi. Dhamaka itna bada tha ki kuch bhi nahi mila. Sirf kuch cheje
mili hai.

deepika hear the and felt the glass from her hand. And rushed to the abhijit.

deepika: abhijit kya bol rahe ho hosh main tho ho tume jarur galt information mili hai mera daya ko kuch nahi ho
sakhatha.

tarika: maa tarika try to console deepika.

deepika: abhijit kaho ye sabh juth hai.

abhijit: nahi maa ye sabh sach hai hamara daya ab kabhi vapas nahi ayega.

in the door shreya and her family hear it.

shreya: kya nahi …. Nahi.

all turn and see shreya is on the door.

Shreya would felt on floor. But kajal hold.

Nandini rushed to d deepika. Console deepika.

Tarika:abhijit hum sure ho na.

abhijit: ha tarika head office se call aya tha muje aur sari jan kari se hi muje ye baath chala .

pradhyuman: kya daya humara daya. Rakesh move towards pradhyuman.

rakesh hold pradhyuman hand and managed to settle on couch.

nandini: bhabhi sambhalo aapne aapko.

deepika: kaise nandini daya mera beta tha. Agar usse ek bi kharoj hothi tho muje dard hotha tha. Daya yaise kasie
ja sakhatha hai aapni maa ko chodke kaise. Ussne ek bhaar bhi nahi soch ki usske bigar usski maa kaisi jiyegi.

kajal some how handel shreya and sited her in couch. Shreya chup si thi she didi not cryed.

kajal: shreya kuch tho kaho. Shreya please kuch tho kaho. Sachin shreya ko dhekhona

tarika move towards shreya .

tarika: kajal yaisi karke shreya ko rulavo agar ye yaisi hi rahi tho achi baath nahi hai.

kajal: ji bhabhi.

tarika move towards abhijit .

abhijit: tarika ye kya ho gaya mera daya…mera daya… and abhijit hug tarika.

tarika also cryed. But has to become strong for her family.

tarika: abhijit tumne purvi rajat ko baathya.

abhijit: nahi dhyaan main nahi raha abhi baatha vu.

tarika: nahi main rajat ko phone kar tha hu.

abhijit nodded. Tarika informed the rajat

Purvi & rajat came in d pradhyuman mansion.

In pradhyuman mansion

Salunkhe:pradhyuman sambalo aapne aapko agar tum yaisa karega tho bhabhi ko kon sambalega.

Pradhyuman:salunkhe mera daya.

Salunkhe and rakesh console him.

Here kajal shreya ke saath hai.

Purvi enter with rajat.

Purvi:mummy and hug deepika.

And both are crying.

Kajal try to cry shreya she get success.

Shreya cry in loudlly.

Kajal hug shreya. Sachin move towards Shreya..

Sachin:gudiya sambalo aapne aap ko agar tumhi yaise rovogi tho aunty ko kon sabhalega. Jara dhekho unnki taraf.
Unnone aapna beta khoya hai.

Shreya:bhai daya. Muje nahi pata ki humari wo baathe akhari thi.

After some time the officers came with saman of daya. They hand over d cid beach,gun, and suicase of daya.

Abhijit take it all. And the officers left.

Day is over

After 3 day's of death of daya.

Pradhyuman mansion

All are gether in d hall.

All are sited infrant of daya' photho. All are in white dress.

Dcp:pradhyuman take care and your family also.

All the guest the console the pradhyuman and his family All go to there respectivelly house.

Shreya ki bhi family aapne ghar jathi hai.

After one month's

Shreya chup chap hi rahane lagath. Aur jada tar samay wo daya ke ghar jathi.

In shreya house

Nandini bahut dukhi rahane lagi hai shreya ko lekar.

Rakesh:kya baath hai nandini aaj kal chap se ragane lagi ho.

Nandini:rakesha mujse nahi dhekhi jathi aapni bachi ki ye halat. Hamare shreya ke chahare pe hamesha hi muskan
hothi par ab dhekho smile koso dur hai.

Rakesh: ha hamri shreya ke chahare pe smile kitni achi lagathi thi maine tho dhekha bhi nahi usski smile.

Nandini: hum log kitne kush the shreya aur daya ki saagai huyi thi. Meri shreya dulhan banewali thi par kisi ki najar lagi meri betike kushiyo ko.

kitni kush thi jab usski saagai huyi.

Nandini:main nahi dhakh sakhathi hu shreya ko iss tarah pal pal marthe. Kyu na hum usse kahi bahar beje.
Agar wo bahar rahegi tho. Daya ko bul jayegi.

Rakesh:ok tum teek kaha rahi ho .hum aaj hi baath karege uss se.

nandini: ha.

rakesh: shreya kha pe gayi hai.

nandini: deepika bhabhi ke ghar athi hi hogi.

in the evening the shreya came.

rakesh nandini kajal and sachin are in hall . And doing the chit .

shreya athi hai aur directlly aapne kamare main jane lagathi hai. Tabhi.

rakesh: shreya beta jara hamase bhi baath kiya karo. Kamare main ja kar kya karegi.

shreya: papa wo main.

nandini: shreya beta avo bhaitho na humare saath.

shreya than sit with them.

rakesh : shreya beta tum MBA karna chahathi thi . Par hume tume yaha pe bulaya aur tum aapna mba nahi pura kar
payi. Issiliye hum chahathe hai ki tum abh mba complete kare.

shreya: papa ye tho teek hai

rakesh: tho tum tayar ho tho main ajj hi landon main rajiv ko phone kar tha hu aur tumare admission ki baath
kar ne ko kahatha hu.

shreya: landon main nahi papa main landon nahi javogi. Muje yaha rahana hai. Aapke saath mumma ke saath aur
maa ke saath.

nandini: shreya tu yaha rahegi tho dukhi hi rahegi. Aur hum tume yaisi til til mar the huve nahi dhekha sakhathe
tu kyu nahi samjathi. Jo hogaya uss se bul javo aur jindgi main age bhad beta ye samjale ki daya ka saath tere nisheb
nahi tha. Tu kyu nahi samj rahi hai.

shreya: mumma aap log bhi muje samje na. nahi bul sakhathi mai daya ko. Maine unne aapni jindgi manatha.
Main unne pyaar kar thi aur jab tak jida hu tab tak karugi.

sachin: gudiya samjane ki koshish kar daya sir iss duniya main nahi hai. Aur kabhi bhi nahi a sakhathi. tu
kyu nahi unne bulthi.

shreya: ha bhai janthi hu wo nahi par unn ka pyaar hai mere saath aur unne yaade balehi kuchi mahino ki hai
par main unn yaado ke saath rah lugi.

Kajal:shreya maju lagatha mummy teek kaha rahe tume wo sabha bulkar ab age bhadna chahiye.
Tumari aur daya ji ki sirf saagai huyi thi.

Shreya: ha bhabhi par maine daya ko aapne pati ke rup main accepted kiya main unne bul nahi sakhathi.
Main puri jindgi unnki bin bhaiyi vidya jine ke liya tayar hu.

Nandini:shreya tu pagalo jayasi baathe kar rahi hai. Ye sab filmo main achi lagathi asal jindgi main nahi.

Kajal:shreya tuje pata bhi tu kya kaha rahi.

Nandini:shreya hum tumari ye baath nahi kah diya ki mumbai chodkar jaye matlb jaye gi.

Shreya:nahi mumma main nahi javogi. Aur ab main yaha nahi rahugi. Aap log nahi dhekh sakhathe na muje tho teek hu main jarhi hu.

Shreya stand move to d her room.

Nandini:shreya kaha ja rahi hai tu. Sunno tho

In shreya's room

Shreya collect d all d necessary and pack d bag. She left from

In hall

Nandini:shreya ye sabha aur kaha ja rahi hai tu.

Shreya:daya ke daya ki yaade yaado ke saath jene ke liye.

Shreya left from house.

Nandini:shreya rukho

Rakesh:nandini jane do usse.

Nandini:kya par wo.

Rakesh:hum aur kuch kahege tho humari beti humse dur ho jayegi.

Nandini:teek hai main deepika bhabhi ko phone kar thi hu.

Nandini call d deepika.

Nandini:hello bhabhi kaisi ho

Deepika:teek hu. Kya baath hai tum pareshan si laga rahi ho sabha teek hai na shreya teek hai na

Nandini:bhabhi wo shreya (and narrated all d incident to deepika) bhabhi aap bhi bolye kya maine kuch galt kiya.
main tho sirf aapni beti ko mukurate dhekana chahathi hu. Bas meri yahi galti hai.

Deepika:nandini shant ho samjavugi shreya. Bas usse thodo time shreya sirf tumari beti nahi hai wo meri beti hai. Aur main bhi nahi dhek sakhathi usse yaise til til kar mar the huye.

Shreya reached. Shreya enter in d house.

Shreya:maa (with tear in her eye.)

Tarika:are shreya tum.

Deepika turned. And see shreya.

Deepika: main bhad main phone kar thi hu.

Deepika cut d call.

Shreya run towards deepika and hug her.

Deepika:bas shreya beta.

Deepika and shreya separate from hug.

Shreya:maa main aapke saath rahana chahathi hu.

Deepika: ha kyu nahi beta. Tu muje maa kahathi ho aur puch rahi ho.

Shreya smile.

Deepika:yaise hi smile kar thi raho. Ye smile tumare chehare pe achi lagathi hai.

Shreya:ji maa.

Deepika to tarika.

Deepika:bahu shreya ka saman usske kamare main lejane main usski madat karo.

Tarika:ji maa ji.

Tarika and shreya left from.

Pradhyuman:deepika rakesh aur nandini kahi bahar gaye hai.

Deepika:nahi. Wo baath ye hai and deepika narrated all to them.

Abhijit:maa shreya ye jo karne ja rahi hai usse usse sirf gham hi mile.

Deepika:ha abhijit janthi hu aur main usse ye karne nahi dugi thoda time jane do main usse samjadugi.

Pradhyuman:ha hum usse aapni jindgi kharab hone nahi dege.

deepika: ha main sahi time dhekha kar usse samjadugi.

pradhyuman and abhijit nodded.

day over

like this 1 month is over.

in the one coner of country.

at shimla.

ek purane godown main.

1 person:boss sari tayari huyi bas wo din aneki der.

Boss:muje koi bhi gadabar nahi chahiye aur agar ye plan fail hogaya tho main tum sabhako nahi choduga.

Second person: nahi boss humara plan fail nahi ho sakatha.

Boss: to second person : dhekh nadu police ko pata nahi chalna chahiye.

Nadu:nahi boss maine sabh set kiya hai.

Boss:teek hai.

In mumbai

Pradhyuman mansion

Shreya is on call. After finished the call she move towards deepika & pradhyuman

Shreya:maa muje 15 dinno ke liye shimala jana hai. Wo ek meeting hai.
Aur meri best friends shimala main rahathi tho socha ja hi rahi wo tho usske saath kuch time spend karu.

Deepika:teek hai kab jana hai.

Shreya:bas kal hi.

Deepika:par ticket ka arregement kaise karogi.

Shreya:papane book kiyi hai. Main packing kar thi hu.

Deepika:ha.

Shreya go to her room. Do the packing.

They do the sleep.

In the morning

Abhijit go early. After some time shreya also go.

Tarika first drop adi in the school and than she also go to the FB.

Shreya reched at shimala and meeting bhi attend kar thi hai. With 3 hrs she finished her meeting.

Than she go the her friends ke ghar jathi hai tho pata chalatha hai ki wo out of state hai.

shreya: ab kya karu ek kaam kar thi hu ajj raat kisi hotel main gujar thi kal vapas javugi mumabi. Shreya left from their.

She take cap .

She get the room in the hotel.

After she take rest and than go to out.

In the out side

Shreya saw one person talking with another.

Shreya:ye donn kya baathe kar rahe hai pass jakar dhekhathi hu. Shreya go to close to them

One person: deal tho achi huyi. Boss kush hoge.

Second person: ha iss bhar ki deal main bahut kamaya hai.

Here shreya try to hear them convesation.

But some one shreya ke sar pe kuch mar tha hai aur usse behosh aapne saath lekar jate hai.

They enter with shreya.

Nadu: see her get shock.

Boss: ye kon hai aur tum log usse yaha kyu lekar aye ho.

One gudda:boss issne humari sari baathe suni hai.

Boss:kya tho tum logo nd usse vahi pe kyu nahi takaya. Ab muh kya dhek rahe ho mar do usse.
Ek minutes isse pahale hosh main lavo. Second person bring the water shreya ke muh pe martha hai.

Nadu:kya karu nahi muje kaisi bhi kar ke usse bacha na hai par kaise.

Shreya hosh main athi hai.

Shreya:aap kon hai aur main yaha kaise main tho vaha thi.

Boss:tume bahut shok chada hai na logo ki baathe sunna ab marne ke liye tayar ho javo.
Boss pointed gun to the shreya.

kon hai ye nadu aur shreya ka aur iss nadu ka kya ristha hai.

ye agale update main pata cahlega. Vaise aap log bhi soch sakhathe hai ye nadu kon hai aur shreya ke saath kya
rishatha hai.

please review jarur dena.