sorry friend agar maine kiss ko hurt kiya hai tho mera irada kisi ko hurt karne ka nahi tha .
Maine tarika ko negitive role nahi lanewali hu ha ye sach hai ki tarika thodi gusse main hai wo ek misunderstanding ki vajase agar aap age padege tho aap sabh ko pata chalega. tarika ko ek misunderstanding huyi hai aur uppar se usski maa ne najane kaisi kaisi baathe baathyi hai wo sabh jankar tarika thodi gussa hai
aur main shreya ko mahan nahi bana rahi hu meri story ki shreya jaisi hai usse vaisi hi dhekh rahi hu.
ha aap logo teek kah rahe hai deepika aur daya ko tarika se vaisi baath nahi karni chahiye thi.
friend kis ghar main jagade nahi hothe har ghar main hothe hai par yahem ye hai ki wo kaise aapne rishthe
tutane se bachathe hai maine iss story main vahi dhekhaya hai . muje bi joint family pasad hai. maine tho
iss story ke jarire yahi chahathi hu ki ek family main alag alag soch rakhane wale logo hothe hai par
agar happy family chahathe ho tho sabh ke saath milkar rahana sabh ki baathe sunna aur kadvi ho ya mithe
sabh baathe sunna yahi ek sukhu family hai . so plz gussa mat hona and ye chapter pado

guest 21 main aapse sahmat hu par main yaha pe tarika ko galat nahi dhekh rahi hu.

aur thanx very much aap sabh ne aapni soch muje baathyi.

in dareya bed room.

tarika enter in the dareya room.

shreya: are di aap ayre na aur aap ka sar dad ab kaisa hai.

tarika: shreya muje tumari sahanbuthi nahi chahiye. Aur tu yaha kaha tha na maine ( to adi)

shreya: di adi bor ho raha tha iss liye yaha aya tha.

adi: ha mumma aap soyi thi main bor ho raha tha.

tarika: chup aaj kal tumari ye zuban bahut chalthi hai. Kis ne shikhaya mumma se baihs

and tarika dragged the adi.

shreya: di … meri baath tho sunno di di.

but tarika did not listen and left from also followed them.

abhijit: ye tarika ji adi ko yaise khuchaker lekar kaha ja rahi hai.

daya: ha bhai. Shreya bi nai. chalo bhai dhekhthe hai. Daya and abhijit also left and hearing crying adi voice deepika and pradhyuman also came all move towards towards tarika..

abhijit: tarika ye kya trika hai.

tarika: abhijit tum chup bhaitho ye bahut ziddi ho gaya hai aapni mumma ki baath nahi mantha aur uppar se zuban bhi chalatha hai.

daya: bhabhi par santhi se bi samjaya ja sakhatha hai.

tarika: daya please tum na hi bole tho teek hoga adi mera bacha hai aur muje pata hai aapne bache se kaise
baath kiyi jathi hai. So please stay out of this.

abhijit: tarika daya sirf baath raha hai aur tum yaise kaise daya se baath kar sakhathi ho.

pradhyuman(in low voice to deepika): ye kya ho raha hai. Deepika ji.

deepika: muje kuch samj nahi araha hai .

deepika: adi beta aapne kamare main javo . Laxmi (servent) adi ko lekar javo.

servent came and take the adi.

tarika: dhekha abhijit main sahi hu tume tho sirf aapna bhai aur aapne bhai ki patni ye log hi dhekhathe hai
mera tho kuch mol nahi hai na inn logo ke samane. Teek kaha na.

abhijit: tarika yaisa nahi hai tum galath soch rahi ho.

tarika: ha tarika hi galath sochathi hai. Tarika se hi galathiya hothi hai. Ab tum bhi kaho.

deepika: tarika yaisa nahi hai.

tarika: maa yaisa hi hai aap . Aap bhi fark karthi hai. Jab se shreya shaadi kar ke iss ghar main ayi hai tab se
main dhekh rahi hu aapko sirf shreya hi dhekhathi hai main kitna hi kuch karu aap tho shreya ka hi gungan
kar thi ho.

abhijit: tarika sach main tum pagal ho gayi ho. Muje lagatha tha kuch misunderstanding huyi hogi par ab tho
baath haath se nikal rahi hai.

deepika:tarika bahu maine fark kiya mere liye tum aur shreya bahu saman ho tume pata hai sabhko patha hai.

tarika: nahi maa wo sirf aap hum sabh ko dhikhane keliye kar thi hai. Par aapke man main mere liye kuch nahi
hai.

shreya: di aap ye kya kaha rahi hai maa aapse utna hi pyaar karthi jinta mujse karthi.

tarika: shreya please mahan banne ki koshish mat karo. Ab main tumare baatho main nahi avugi samji tum.

daya: bhabhi aap shreya se yaise baathe kyu kar rahi hai. Wo pregent hai.

tarika: ha pata hai tho kya main kya karu .

deepika: tarika bahu maine kabhi nahi socha tha ki tum mere bhare main yaisa sochogi.

shreya: maa .di kya baath hai yaisa kyu kah rahi hai. Agar mujse galathi huyi hai tho main maafi manthi hu.

tarika: ha shreya tumse galathi huyi hai. Tum iss ghar main ayi aur hum logo main foot dalne lagi ho. daya
kabhi bhi mujse uchi awaj main baath nahi kartha tha aur aaj dhekho . Aur daya ki Adi main jaan basathi thi daya ne adi se ya uchi awajaur gussa nahi kiya apr aaj subh daya adi par chilaya. usski galathi bhi nahi thi. sach kaho tho tumare anese maa muj se dur ro gayi tumne mera sabh kuch china hai bhai jayasa devar, maa
jaisi saas sabh kuch.

daya: (in loud voice)bhabhi aap ye kya kaha rahe hai aap shreya ko dosh kyu de rahi ho.

tarika: dhekha abhijit ye hai tumara bhai sach main daya tum badal gaye ho aapni patni ke khilaf ek baath nahi
sun sakhathe aur tum abhijit kabhi bhi aapni patni ke saath nahi khade rahe ho .

abhijit: daya tarika tumari bhabhi hai dheere se baath karo.

tarika: maa jab adi mere pait main tha tab main ghar ka sabh kaam kar thi aur lab bhi jathi. Yaha tak 8 manine
tak main kitchen main aapke saath thi fir aaj yaisa kyu ki shreya kyu koi kaam kar sakhathi

deepika: tarika maine kitne bhaar tume mana kiya tha par tum nahi manthi thi.

tarika: shreya aapki ladli hai na. aapne hamesha abhijit aur daya main fark kiya hai .

daya: bhai kuch tho bolye bhabhi yaise kaise baath kar sakhathi hai. Aapko pata hai

Shreya:di main kyu sabh ko aapse dur karugi.

Tarika:shreya muje di mat bolo tumare muse di word gali jaiya lagatha ha.

Tear is coming from shreya.

Tarika: shreya tu ane se pahale sabh teek tha. Par ab sabh badal gaya

Abhijit:tarika bas karo bahut hogaya

Tarika:abhijit nahi ab tume decised kar na hai ki tum kis ke saath khade rakhoge mere ya apne bhai ke saath.

Abhijit:tarika ye kya hai tume pata hai main hamesha tumare saath hu.

Shreya: aahah maa a

Daya run towards shreya.

Daya:shreya shreya

Deepika:tarika bahu bas karo dhekho shreya ki halat kya hai.

Tarika:shreya ek baath kan kholkar sunno mere adi ke paass bhi mat ana

Daya:bhabhi shreya ne aapka kya bigada hai.

Abhijit(pov):ye tarika shreya ke khilaf yaisa kaise kah sakhathi hai. Wo tho shreya ko aapni bahan man thi kya
baath kisi ne tarika ke kan tho bare hoge are ha wo sasumaaji ayi thi wo ye aga lagakar gayi hai.
Abhijit kuch karo varna iss ghar ke do tukade hone main time nahi lagega iss time par tarika ke saath raho.
bhad main sochege ki age kya karna.

Abhijit:ha shreya adi se dur raho. Hame pata hai tum kitna pyaar kar thi ho. Tarika ji teek kaha rahi ho tum ne
mera bhai chuna hai.

Daya:bhai aap bhi bhabhi ki tarah baathe kar ne lage.

Abhijit:daya ye mat bulo main tumara bada bhai tum aapni patni ke khilaf kuch galat nahi sun
sakhatha tho main bhi nahi. Tarika iss ghar ke bedi bahu hai. Ye tum bhi mat bulo.

Pradhyuman:abhijit daya ye kya chal raha hai ye mera ghar hai shant raho daya shreya ko lekar javo. Aur tum
abhijit javo aapne kamare main. All left to their respective room.

Deepika:lagatha hai mere ghar ko kisi ki nazar lagi hai. Tarika bahu ne kabhi mujse yaise baath nahi kiyi hai aur
aaj vahi tarika ye sabh bol rahi hai vishwas nahi hota muje aapne kan par..

Pradhyuman:deepaka sabhalo aapne aapko.

Deepika:kaise mere ankho ke samane mere mera ghar tut raha hai. And she cryed.

Pradhyuman:deepika hamare bache samjadar hai chita mat karo ye ek misunderstanding hai wo sulja dege
mera man kahatha hai sabh teek hoga chalo aram kar

And they both left.

In dareya room

Shreya is seated. And daya is also near shreya.

Shreya:muje lagatha hai meri koi baat di ko buri lagi hogi.

Daya:nahi shreya pata nahi bhabhi ko kya ho gaya hai kyu tume dosh de rahi hai.

Shreya:koi chij di ko andar hi andar khayi ja rahi hai.

Daya:par bhabhi yaise kaise tume dosh de sakhathi hai. Tume pata hai main bhabhi ko maa saman mantha hu.

Shreya:di ko lagatha hai maine aap ko unnse dur kiya hai. Kya ye sach hai aapko pata hai sirf di hi nahi bhai ko
bhi yaisa hi lagatha hai. Unnone kaise muje adi se milne ke liye mana kiya (and tear following from her eyes)
kya main aapke aur bhai ke bich ayi hu. Kya ye sabh mere vajase huva hai.

Daya:shreya yaisa nahi hai. Maine tumara haath tama hai tho muje pura hak hai agar meri patni ke khilaf koi
bura bole ye main kaise bardash kar sakhatha hu. Chita mat karo aur tension mat lo.

Shreya:aap mere saath hai na.

Daya:ha main yahi hu chalo aram karo.

Shreya nodded.

Daya (himself):muje vishwas nahi ho raha hai ki bhai ne shreya ko Adi se mil se mana kiya hai. Bhai bhi shreya ke khilaf hai. Nahi main har hala main shreya ke saath hu balehi uss ke liye muje bhai ke khalaf khada hona pade main piche nahi tatuga.

In abhijit room.

Tarika seated on bed. Abhijit try to speak to tarika but tarika hug abhijit.

Tarika(while crying):abhijit tum aaj mere saath khade huye. Thanx u.

Abhijit:are iss main thanx u ki kya baath hai. Tum meri patni ho aur agar tumara apaman hota hai tho mera farz
ban ta hai ki main tumare saath khada rahu. Bale mere samne mera bhai khada hai.

Tarika:abhijit main kitna kuch kiya shreya ke liye par wo muje aapna nahi manthi usse tho daya se matalb hai
humare parivaar main se koi matalb nahi hai. Agar usse ne iss parivaar ke liye kuch tha tho wo daya ke kan
nahi bar thi har waft wo meri aur maa ke khilaf hi bol thi hai sabhke saman achi hoge ka dog aur piche kuch shreya ki vajase se main maa se iss larah baath kiyi tume pata hai bahut hi gulty feel kar rahi hu.

Abhijit:tarika tum ye kaisi kah sakhathi ho shreya ne kuch kaha hai tumse.

tarika: abhijit gadbari ke din hum jab shreya ko ready kar rahe the . Tab hume cupboard se kuch chahiye tha
tab main shreya ka cupboard open kiya tho maine dhekha.

abhijit: kya dhekha tarika.

tarika: shreya ke cupboard main ek file thi maine yaise hi wo kholi tho uss maine naye ghar ke paper the jo
wo lenewale the. Aur daya ke sign kiye huyi paper bi the.

abhijit: kya par nahi ye ho nahi sakhatha daya aur dusra ghar . Tume koi galt fami huyi hogi tarika

tarika: nahi abhijit muje koi galat fami nahi huyi hai daya dusra ghar lena chahatha hai. Aur usse ek bhar bhi
papa maa aur tumse baath karna teek nahi samja.

abhijit: tarika mera dil nahi mantha mera daya aur mujse alag nahi main baath karuga daya se.

tarika: koi farda nahi abhijit. Abhijit tumara bhai daya badal gaya hai wo vahi baathe kar tha aur sunna jo usse
shreya kahathi hai. Abhijit muje nahi pata tha ki shreya hamara ghar todegi . Aur aap bhi daya se kuch mat
puchye varna kamka ghar main hagam hoga aur shreya ko motha mile ga daya ke kan barne main.

abhijit: ok teek hai ye ghar vali baath kabhi na kabhi daya kahega par muje shreya se ye umid nahi thi.

In deepika bed room

Deepika:aap ne dhekh na donn bhai kaise baathe kar rahe the wo abhijit jis ki jan basthi ti daya main wo aaj
daya se baihas kar raha hai. Shreya bahu mamta ke chokat par hai aur tarika bahu kya kuch nahi sunnaya usse.

Pradhyuman:deepika aap kyu wo baathe yaad kar rahi hai yaise main aap ko blood pressure bad jayega.

Deepika:maine kabhi mere donno bahuyo main fark nahi kiya mere liye tho donno uttne hi mayne rakha
thi hai jinte mere donno bete. Lagath hai mere pyaar main kahi kami rahi hogi.

Pradhyuman:deepika ye aap kya soch rahi kaha na sabh teek hoga hamare bache ya apas main
baith kar suja dege wo samjdhar hai.

Deepika:ji muje dar lag raha hai agar humara ghar tutta tho.

Pradhyuman:deepika yaisa nahi hoga hum kis liye hai hum yaisa nahi hone dege

In dareya room

Daya:shreya chalo khana khalo dawai bi leni hai.

Shreya:daya mera man nahi hai.

Daya:shreya thoda sa khanlo dawai leni hai

Shreya:ok teek hai. Daya par kya sabh dinner ke liye aye ge.

Daya:pata nahi par main humara dinner yahi latha hu.

shreya: par daya sabh kya soche ge.

daya: shreya ye sari baathe mat socho main khaana lekar atha hu.

daya left to bring dinner.

in the pradhyuman bed room.

deepika: aap ajaye main dinner lagathi hu.

pradhyuman: ha

And they both left.

deepika came in living room. And call servent.

servent came

deepika: sabhko dinner ke liye bulavo.

servent: wo maa ji daya bhaiyi tho aapna aur bhabhi ka khaana lekar aapne kamare main gaye hai.

deepika: kya teek hai abhijit aur tarika ko bulavo.

servent nodded. And left to abhijit room.

she knock on the door. Abhijit open the door.

servent: maa ji ne khaane pe bulaya hai. Aap sabh ko.

abhijit: tum chalo hum a rahe hai.

abhijit close the door.

abhijit: chalo tarika ji khaana khane ko maa bula rahi hai.

tarika: abhijit tum javo muje bhuk nahi hai. Aur ha adi ka khaana rahi bej do.

abhijit: par yaha .

tarika: abhijit please

abhijit: teek hai main aapka hi khaana yahi bej detha hu.

tarika nooded. Abhijit left.

in living room. Deepika and pradyuman and in dying table.

abhijit came and sit on chair near pradhyuman.

deepika: abhijit tarika aur adi nahi ayi.

abhijit: wo and to servent.

abhijit: tarika aur adi ka khaana kamare main lekar javo.

servent nodded and left.

deepika: abhijit ye kya chal raha hai. Tarika kaisi baathe kar rahi hai. Maine kabhi tarika bahu aur shreya
bahu main fark nahi kara aur jaha tak shreya ka khayal ki baath hai wo abhi pet se hai issliye hum log usska
khayaal rakh rahe hai. Ha manthi hu jab adi payda honewala tha tak tarika sabh kaam karthi thi par kitni
bhaar maine tarika ko kaam karne se mana kiya tha.

pradhyuman: deepika ji khaana khaye. Baathe bhad main karege.

deepika: pata nahi mere ghar ko kisi ki nazar lagi hai. Abhijit tum kuch bologe bi ya yuhi chup baithoge.

abhijit: maa main kya bolu aap sabh tho aapne aapne man ke malik hai.

deepika: abhijit tume bi lagatha hai tarika jo bi kah rahi hai wo teek hai.

abhijit: maa main ye nahi jantha par iss ghar main kya ho raha hai wo aapko pata nahi hai.

pradhyuman: abhijit ye kya bol rahe ho. Kya ho raha hai iss ghar main.

abhijit: jane dijaye papa wakt ane ke bhad hi pata chalega.

deepika: abhijit tum kis wakt ki baath kar rahe ho.

abhijit: maa muje abhi kuch nahi bolna .

pradhyuman: abhijit tum ye mat bulo tum iss ghar ke bade bete ho . Ha ye sahi hai ki tume tarika ka saath
dena chahiye wo tumari patni hai par ye mat bulo tumare bi kuch farz hai wo yaad rakho.

abhijit: papa aapko lagatha hai tarika ji galat hai.

pradhyuman: main ye nahi kah raha hu tarika galat hai par agar shreya aur tarika ke bich koi misunderstanding
huyi hai tho usse suljavo usse itna mat chiko ki wo tut jaye aur fir kabhi na jod rishte ek rasi ki
tarah se hothe hai agar hum uss rasi ko chikhne ki khoshish kar tho wo tut jatha hai.

abhijit: papa main samj raha hu. Par agar koi rishtha hi tud na chahathe hai tho kya kiya jaye.

deepika: abhijit kaisi baathe kar rahe ho hum yaha pe rishthe na tut wo kaise banchaye wo baath kar rahe hai
aur tum rishte thodne ki baath kar rahe hai.

abhijit: maa main bi nahi chahatha ki ye ghar tute yaha pe hamari dadi maa ki yaade hai humara bachepan
gaya hai. Par kya koi ye samjatha hai.

deepika: koi matalb daya hai na abhijit par daya kyu ye ghar thodni ki baathe sochega.

abhijit: maa hamara daya badal gaya hai aur wo bi shaadi ke baathe aaj daya tarika ji ke saath baihas kar raha tha wo daya jo tarika ji ko respect se dhekhtha tha aur maa ki tarah mantha tha tha.

deepika: abhijit aapni patni ki baathe sunkar shreya ka dosh mat dalo tume lagatha hai shreya humse daya ko dur kar rahi hai. Tum ye kaise soch sakhathe hai aapne bhai par barosha nahi hai tume.

abhijit: maa pahale tha ab nahi hai kya pata kal ko daya shreya ke kahne par hume chod kar chala jaye.

deepika: abhijit tum pata hai tum kya kah rahe ho tum bi tarika jaiyse sochne lage ho are main tho bul hi gayi
sagth ka asar hotho hi hai.

pradhyuman: deepika ji kiasi baathe kar rahi ho.

abhijit: mera huva main chaltha hu.

abhijit wash his hand and move.

deepika: dhekha aapne abhijit kaise baathe kar tha hai uss aapni patni ki baathe hi teek lagathi hai. Aur
galat aapna bhai aur usski patni lagathi hai.

pradhyuman: deepika ji pani sar ke uppar ja raha hai ab hume hi kuch karna padega. Par kuch dinno bhad.

deepika nodded and did the dinner. And go to sleep.

in dareya room. Daya and shreya did the dinner. And daya gave the shreya take the dawai. And both sleep.

friend pata chala na tarika ko kya pata chala hai. Issi liye wo daya aur shreya se naraz hai. Ab ye dhekhana hai ye narazi khatam hothi hai ya daya aapne dusre ghar main shift hotha hai. Aur jab daya ne liya huva ghar ke
bhaare main jab Mr. & mrs. pradhyuman ko pata chalega tab kya hotha hai. kya deepika shreya ko maaf kargi.
ye sab janne ki liye agali update ka wait kijaye.

review please

aapki

aash vin